1MIN month 10 video editing,kor ka dunga only for 2000rs 1. 1 video editing 150rs(hd)whit out whater mark 1min 2. 1080p 165rs whit whater mark 1min 3. 1080p30fps 180rs whit whater mark 1min 4. 1080p60fps 199rs whit whater mark 1min 5.4k 60fps 400rs whit whater mark 1min UPER 1 MIN (Adobe) 1.H D 720p 20FPS 299Rs 2.1080P 329rs 3.1080p30 349rs 4.1080p60fps 398rs 5. 4K60fps 599rs
Bahut Achha information diye aap sir AVR or ups ke bare me. Hum 15 sal se computer or ups use kar hai lekin Humko Avr ke bare pta hi nhi Tha sir. Thanks sir. Love u sir.
I'm from madhya Pradesh 🇮🇳 1 Core i5 8th gen 2 16gb ddr 4 ram samsung 3 MX150 4gb graphic card 4 1tb ssd silicone power 5 backlight keyboard 6 fingerprint unlock 7 ms office 2023 life time 8 photoshop cc 2023 life time 9 adobe After effect 2023 life time 10 mic speaker touchpad camera flash all part is good 👍 condition 11 sab se badi chiz windows windows 10.11.or ane wali 12.13 bhi free genuine activate rahengi, genuine windows yadi ap market main pata karenge to bhut mahngi hoti hai or non genuine main risk hota hai online payment main. par is laptop main free hai 11, original charger and laptop box 📦 ( bechi is liye raha hun ki mujhe 12 hours ki job ki wajh se time nahi mil pata ) maine Rs.80.000/- ka liya tha 3-4 saal pahle abhi apko main yah 1/3= Rs 2660/- ho rahe hai apko 26 main de dunga 🙏 Configuration note karo kahi bhi pata kar lena isse sasta nahi milne wala 😊 WhatsApp No. 7440487221
Bahot bahot thank you. Ek saal pahle ups ki video dekhi thi aapki tab apc aur artis ka pata chala. Aaj ye dekha to avr ka pata chala aur sai techvision pe artis aur apc ka dekha to avr ka aur ache se samajh aya fir vapas ye video dekha to pata chala ye bahot Jabardast hai apc se bhi par lambe samay tak kaisa rahega bus vo dekhna hai.
Mind-blowing sir Aaj comment Kiya aur aaj hi banaye video aap jaise RUclipsr bohot Kam hote Jo apne viewers ko importens dete thnks but sir UPS par ek aisa video jaise kitne VA pa kitna device ka load de skte 600VA &1100VA par kitna load de skte he with kon kon se device laga skte he jaise ki computer pc, monitor, printer, speakers ke sath live example kar ke bataye aur ho ske to brand le jaise ki APC, Artist par aur please make a video on this point mai ek UPS kharid na chata hu lekin in hi confusion me kharid nhi paa Raha hu please make a video please sir 🙏🙏🙏
@@BabaTechReview2024 nhi sir mai stocks trade hu aur in future RUclips ke liye editing karna chata hu aur pc he i7 6th gen, 8gb ram DDR4, DVI port Card he aur monitor 18" and 5.1 woofer with 2 speakers bas itna hi laga na chata hu to kya 600VA chal jaayega??
Sir please please please , fingers fr-1250lcd ups par ek video banaye kyu ki ups lena hai but confusion hai.... Aur fingers fr-1250lcd ye model mujhe acha laga but uske video youtube par nahi hai review vale so please ek fingers fr-1250lcd ups ka review bana dijiye sir please
UNCLE JI INVERTER KE UPER VIDEO BANAYE PC + 1 FAN + 10 BULB KE LIYE UPS TOH BEKAAR HAI 5 MIN KA BACKUP KE LIYE MONEY WASTE Q KARE MERA PC KABHI KHARAB NAHI HUA POWER CUT SE DIN MEIN 10 SE 12 BAAR POWERCUT HOTA HAI DAILY ISLIYE PLEASE INVERTER KE UPAR VIDEO LAAYE UPS MODE WAALA
Thanks Sir, apne volate test kiya....pr ka samaj nhi aaya ki ye sine wave output deta h ya square wave. Agar oscillator h to ek bar please check krke bataye. Kahi pe modified sine wave likha h aur kahi pe square wave. Agar square wave h to m use nhi karunga. Mere purpose TV me use krne ka h
sir mere pass i7 11 gen processor ka pc hai. light jane ke bad off ho raha hai. mere pass 2500 volteg ka inverter hai fir bhi band ho raha hai... plZ help mi
@@RaHuL....007 abhitak Nehi liya ... Mere dost ke pass apc 1.1kv ka ups hain ..rx 6600 graphics ke sath medium settings pe gamming ke time power cut hone pe pc bandh par jata hain ... Ups load Nehi le pata Hain .
@@SoumyadipChakraborty-pc8qv hn bhai 6600 kaafi powerful card h mujhe b ek esa ups chiye taaki during power cut dhang se bund kr sku Agr koi recommendation mile to btana jrur bhai
@@RaHuL....007 Aaj Maine cyberpower 1kv ups liya hun. Kitne der tak backup deta Hain wo test Nehi Kiya hun ...par main switch off karke check Kiya to pc on tha 21watt ke monitor ke sath
Sir job karta hu whf. So mujhe power jane par bhout pareshani hoti hi so pls mujhe mere pass power jane par bhi my minimum 5hr ya more ya apk hisaab se ek acha ups ya backup charger bole sir pls pls 🥺
nahi sir iske liye ups ki jarurat nahi hai agar backup chahiye to le sakte hai agar inverter hai to bilkul jarurat nahi hai kyu ki isme adapter hota hai jo sab control kar leta hai
@@BabaTechReview2024 baba video kab tak aayegi mujhe PC build krana hai jaldi video bnaiye Baba me apke video ka intezaar kar raha hu mujhe PC build krana haii❤️
Chacha ji such batana ek baat Agar hum Apc company ki ups 1100va vali Jo kee 6500ki aati Hai..... Apne 550watt vale pc Mae lugatae Hai.... To kitne Salo tuk vha ups chul Jaye gii... Or 24inch ka monitor bhee Hai...... Or hum ups ka kuch is tarike sae istamall karate Hai.... Light gyi... Ab 30min ka back up asi tasi karye.. Sirf 5min back up use kar Rahe Hai..... Shut down Kiya pc band Kiya baat khtm.... Or Hume share Ase Hee kar Rahe Hai..... Humari is Apc company ki BX 1100C - 1100va vali ups kitne Salo tak Bina kharab hoye chul Jaye gi.........?? Or or ek or baat pc ka use hum ek din Mae 9 ghante lugataar karate Hai... Hume ups k 30min back up sae koi laen daen nhi Hai.... Hume sirf 5min ka back up mile..... Taki hum shut down kar sake. That's it. .. Ab yae ups kitne Salo tuk chul Jaye gi?? Ki iski reparing ya battery change na karvani pade....
@@AsifAliAlive nhi brother Chacha ji Ase nhi Hai.... Chacha ji imandar person... Vo Hume sahi Guide kare gae... Bas vo phata phut jawab Dae Dae..........
battery 2 saal ke bad kabhi bhi change karani pad sakti hai iska koi confirmation nahi hota kisi ka 2 saal me hi change karna padata hai kisi ka 5 saal me baki ups me jaldi problem nahi aati agar kabhi high volt ka jhatka nahi laga to ups battery ke alawa kabhi kharab nahi hota maximum condition me aisa dekha gaya hai. jaise mere pas ek Enter ka ups hai pichhle 12 saal se use ho raha hai aaj tak nahi kharab hua bas battery 2 se 3 saal me badalte hai.
@AsifAliAlive" tu yaha hindu mislim karne aaya hai pagal bewkoof kahi ke. jake kahi aur hindu muslim kar tu desh ka dushman hai tu. yaha sab mere bhai hai teri yaha koi jarurat nahi chal nikal yaha se
Sir, Abhishek from Goa here, i have Numeric Digital EX UPS, currently not used from long time. Tried starting using power supply, but green light or no response from it. Is it just battery issue or UPS is of no use. And battery should i invest or buy ups you have suggested.
Sir bohot hi problem me hu PLEASE REPLY: mere pass 750w 80 Plus gold power supply hai lekin uska power plug 16A 250V me ata hai jo ki mere UPS ke socket me fit nahi hota 😢 Usme bas 6A ka socket hai toh iss case me kya use karna chahiye ..babaji help
@@BabaTechReview2024 sir please aap mujhe sir mat kahiye , walki hum aapke aabhari hai jo aap hum jeeso ka help krte hai hamara confusion dur karte hai , thank you BABA JI
Baba ji thank you so much Bilkul value for money hai Low price 1700 me Mujhe nhi lagta isse mehnga lene ka koi matlab hai kyunki isme 1700 me best ups hai 👌
Sir r5 3400g processor, motherboard gigabyte a320m s2h, nvme wd green sata ssd m.2 2280, 240gb. Power supply gigabyte p450b 80 plus bronze certificate, ram hyperx 8gb 2600mhz. frontech normal cebinet, zebronics er mouse kaybord rgb wala. Price 15k bol raha hai. Kya 11k 12k de ke le lena chahiye?? Ya fir or jada kam dena chahiye??? Please reply. Without monitor. Without ups.
Sir ji ek doubt hai . Mere pc me 600watt psu laga hua hai aur agar usme 500 watt power regular consume hota hai toh kya me ek 350 watt 600 va wala ups lena thik rahega bas 5 se 10 min ke backup chahiye...
@@BabaTechReview2024 thank you so much sir for replying. Really your content are very informative and useful. I hope your channel reaches 100k soon......
Zebronics u725 ups ka bhi review ek baar kar dijiye kyuki main is video mein jo Intex ka ups hai usme aur Zebronics u725 ups mein confuse hu ki kon sa buy Karu
550W tak ki power supply lagi hai aap ke pc me to 600VA tak chal jayega isase upar lagi hai to 1100VA lena chahiye baki charging me 5 se 10w hi leta hai
@@BabaTechReview2024Aur kya yeh kam watt ke load me automatic shutdown ho jata hai kya jaise ke main agar isme router aur onu chalau toh kya yeh automatic shutdown ho jayega bht se UPS me aisa hota hai
👁🗨👁🗨Affiliate Links 👁🗨👁🗨
(As an Amazon Associate I earn from qualifying purchases.)
Disclosure : (paid link)
✅ Intex UPS Protector 725-1 Protecter 725 UPS : fktr.in/NUEq2M1
Other Best UPS
✅ APC Back-UPS BX600C-IN 600VA / 360W : amzn.to/4dkYfHg
✅ Artis PS-600VA 600VA : rb.gy/irohqg
1MIN
month 10 video editing,kor ka dunga only for 2000rs
1. 1 video editing 150rs(hd)whit out whater mark 1min
2. 1080p 165rs whit whater mark 1min
3. 1080p30fps 180rs whit whater mark 1min
4. 1080p60fps 199rs whit whater mark 1min
5.4k 60fps 400rs whit whater mark 1min
UPER 1 MIN (Adobe)
1.H D 720p 20FPS 299Rs
2.1080P 329rs
3.1080p30 349rs
4.1080p60fps 398rs
5. 4K60fps 599rs
Sir ye ups pc ko kitne time Tak chalalega
Backup time kitna he
एक ही तो दिल ❤ है बाबा कितनी बार जीतोगे .
आपके हर वीडियो से कुछ नया सीखने को मिलता है
Piush Rana > Love from Nagpur maharashtra ❤
thank you so much sir
Bahut Achha information diye aap sir AVR or ups ke bare me.
Hum 15 sal se computer or ups use kar hai lekin Humko Avr ke bare pta hi nhi Tha sir.
Thanks sir.
Love u sir.
Thank you so much sir and Love you too sir
*Detail Practically Demo करके समझाने के लिये धन्यवाद Baba Tech*
Thanks and welcome sir
@@BabaTechReview2024 GURU JI 500 W KI POWER SUPPLY HAI TO MUJE INTEX KA YE UPS BUY KARNA CHIYE PLZ REPLY
@@BabaTechReview2024 GURU JI 500 W KI POWER SUPPLY HAI TO MUJE INTEX KA YE UPS BUY KARNA CHIYE PLZ REPLY
I'm from madhya Pradesh 🇮🇳
1 Core i5 8th gen
2 16gb ddr 4 ram samsung
3 MX150 4gb graphic card
4 1tb ssd silicone power
5 backlight keyboard
6 fingerprint unlock
7 ms office 2023 life time
8 photoshop cc 2023 life time
9 adobe After effect 2023 life time
10 mic speaker touchpad camera flash all part is good 👍 condition
11 sab se badi chiz windows windows 10.11.or ane wali 12.13 bhi free genuine activate rahengi, genuine windows yadi ap market main pata karenge to bhut mahngi hoti hai or non genuine main risk hota hai online payment main. par is laptop main free hai
11, original charger and laptop box 📦
( bechi is liye raha hun ki mujhe 12 hours ki job ki wajh se time nahi mil pata ) maine Rs.80.000/- ka liya tha 3-4 saal pahle abhi apko main yah 1/3= Rs 2660/- ho rahe hai apko 26 main de dunga 🙏
Configuration note karo kahi bhi pata kar lena isse sasta nahi milne wala 😊 WhatsApp No. 7440487221
Sare Dots Clear kar diye Sir Kiya Vedio h ❤❤
thank you so much sir
Bahot bahot thank you. Ek saal pahle ups ki video dekhi thi aapki tab apc aur artis ka pata chala. Aaj ye dekha to avr ka pata chala aur sai techvision pe artis aur apc ka dekha to avr ka aur ache se samajh aya fir vapas ye video dekha to pata chala ye bahot Jabardast hai apc se bhi par lambe samay tak kaisa rahega bus vo dekhna hai.
Apki video dekh kar pc banana sikhe he good video..very helpful
Thank you so much sir
Mind-blowing sir Aaj comment Kiya aur aaj hi banaye video aap jaise RUclipsr bohot Kam hote Jo apne viewers ko importens dete thnks but sir UPS par ek aisa video jaise kitne VA pa kitna device ka load de skte 600VA &1100VA par kitna load de skte he with kon kon se device laga skte he jaise ki computer pc, monitor, printer, speakers ke sath live example kar ke bataye aur ho ske to brand le jaise ki APC, Artist par aur please make a video on this point mai ek UPS kharid na chata hu lekin in hi confusion me kharid nhi paa Raha hu please make a video please sir 🙏🙏🙏
sir agar aap ke pc me 650w ka psu hai to aako 1100va hi lena hoga agar gaming aur editing karte hai to
@@BabaTechReview2024 nhi sir mai stocks trade hu aur in future RUclips ke liye editing karna chata hu aur pc he i7 6th gen, 8gb ram DDR4, DVI port Card he aur monitor 18" and 5.1 woofer with 2 speakers bas itna hi laga na chata hu to kya 600VA chal jaayega??
Sir aapne bahut aache se samjhaya dhanyavaad
Thank you so much sir
Very detailed and practical video sir, thankyou
Yes thank you so much sir
Bahut badhiya samjay sir
Thank you so much sir
@@BabaTechReview2024 1MIN
month 10 video editing,kor ka dunga only for 2000rs
1. 1 video editing 150rs(hd)whit out whater mark 1min
2. 1080p 165rs whit whater mark 1min
3. 1080p30fps 180rs whit whater mark 1min
4. 1080p60fps 199rs whit whater mark 1min
5.4k 60fps 400rs whit whater mark 1min
UPER 1 MIN (Adobe)
1.H D 720p 20FPS 299Rs
2.1080P 329rs
3.1080p30 349rs
4.1080p60fps 398rs
5. 4K60fps 599rs
Mera PC bhi restart ho raha tha..... Aap ne accha se samjha diya. Thank you
Thanks and welcome sir
* Power consumption :
Desktop - 550 w
Laptop / all-in-one pc - 60 w.
* in 2023, Rs 40,000 onwards, minimum 8gb ram & 512gb SSD, are intel's 13th generation i3, i5, i7 & i9 laptops.
- in 2024, laptops with intel's 14th generation "core ultra 5 , 7, 9" are available.
बाबा जी आपके इसी वीडियो को देखकर आज हम इस UPS को खरीद लिए है।
वाकई में काफी कमाल का है ये UPS
आपका बहुत बहुत धन्यवाद ❤
nice informative video, keep up the good work!
So much in-depth review. Very underrated channel
Thank you so much sir
Sirji. Kya Luminous LB600Pro 600VA accha hee?
It comes with Simulated Sinewave
@@BabaTechReview2024
Hello sir laptop adapter me 270 voltage ke uper jaye to issues ho skte he ke normal he ? or Display k liye bhi kitne voltage safe he please bataiye
We are waiting for ARTIS and APC sir ji aasha karta hu ki jaldi aayegi
Bilkul sir jald hi aayegi
Thanks baba for information ❤❤
Best video 🎉🎉🎉
Thank you so much sir
Aap majboor kar dete hai comment karne par, love you chachu ❤
Most Waited video Sir 😊
Love From Maharashtra ❤
Thank you so much sir
frontech ft 2564 ups Lena chahiye sir please review
Sir please please please , fingers fr-1250lcd ups par ek video banaye kyu ki ups lena hai but confusion hai....
Aur fingers fr-1250lcd ye model mujhe acha laga but uske video youtube par nahi hai review vale so please ek fingers fr-1250lcd ups ka review bana dijiye sir please
Microtech ups legend 650 review kijia
Next video on Artis ups 600va vs Intex ups! What is the best for AVR technology?
Present sir i watching all of your video's
Thank you so much
UNCLE JI INVERTER KE UPER VIDEO BANAYE PC + 1 FAN + 10 BULB KE LIYE UPS TOH BEKAAR HAI 5 MIN KA BACKUP KE LIYE MONEY WASTE Q KARE MERA PC KABHI KHARAB NAHI HUA POWER CUT SE DIN MEIN 10 SE 12 BAAR POWERCUT HOTA HAI DAILY ISLIYE PLEASE INVERTER KE UPAR VIDEO LAAYE UPS MODE WAALA
Thank you for an extremely useful video. waiting for similar videos on other brands' UPS.
Yes sir jald hi aayegi
Sach mein bahut jaruri video hai sir thank u
Thanks and welcome sir
Iss main surge protection hain keya?
Bahut achhi vedio banaye hain sir
Thanks Sir, apne volate test kiya....pr ka samaj nhi aaya ki ye sine wave output deta h ya square wave. Agar oscillator h to ek bar please check krke bataye. Kahi pe modified sine wave likha h aur kahi pe square wave. Agar square wave h to m use nhi karunga. Mere purpose TV me use krne ka h
sir mere pass i7 11 gen processor ka pc hai. light jane ke bad off ho raha hai. mere pass 2500 volteg ka inverter hai fir bhi band ho raha hai... plZ help mi
Bahut hi badhiya video banaya apne..Maine bhi order kr diya ❤❤
Thank you so much sir
sir mere fronteck ups me caren ultipalti hole pc off hojayge karan ki? plz ans
ups sahi function nahi kar raha hai
@BabaTechReview2024 caren lain kaple ups bondo hoyejay
Sir IMP question ka ans nhi mila.
SQUARE WAVE HA YA SINE WAVE YA MODIFIED SINE WAVE.
Sir isse agar mobile charge kare to ye 5 minutes ke bad band to nahi ho jayega kam load par
Backup time kitana rahega aur kya isame printer me chal chal jayega
Kya ye ups per low load like 20 waat continue use kr sakte hai kya
Brother printer t820 dw ke liye ye ups sahi rahega sir?
Ya koi best budget ups model bataye?
Motherboard - Gigabyte B550M DH3H
Monitor - Samsung 24 inch
Prossesor - Ryzen5 5600G
Storage - crucial 500gb Nvme
Ram - 16 gb 3200mhz..
Power supply - 450 deepcool
Cabinet bhi full on argb wali hai
Me konsw ups use kr skta hu ?
sir is Ups se hp smart tank 520 kitni der tak chalega???
I5 12400f me kaha tak graphic card laga sakte hai kon kon sa support karega
Wo motherboard aur cabinet size pe depend hota hai 20-25k budget hai to rx7600 le lo galti se bhi rtx3050 mat lena
RTX 4070 tak achha chalega sir
Sir mera pc mein cooler master ka 450 watt ka smps laga hei kya ye intex ups usko jhel payega matlab kuch problem nhi hoga to
hanji bilkul
Nice video sir❤❤❤❤
Thank you so much sir
Dhanyawad guru ji ❤🌌
Welcome sir
I am using rx 6600 gpu and 550 smps and 20 watt monitor... Which ups should I buy?
Cyberpower/microtek/zebronics 1000va
Konsa acha hain ?
Hii brother Mera b same specs h konsa ups liya aapne please reply rx 6600 hardcore gaming k liye konsa sahi rhega please reply?
@@RaHuL....007 abhitak Nehi liya ... Mere dost ke pass apc 1.1kv ka ups hain ..rx 6600 graphics ke sath medium settings pe gamming ke time power cut hone pe pc bandh par jata hain ... Ups load Nehi le pata Hain .
@@SoumyadipChakraborty-pc8qv hn bhai 6600 kaafi powerful card h mujhe b ek esa ups chiye taaki during power cut dhang se bund kr sku
Agr koi recommendation mile to btana jrur bhai
@@RaHuL....007 Aaj Maine cyberpower 1kv ups liya hun.
Kitne der tak backup deta Hain wo test Nehi Kiya hun ...par main switch off karke check Kiya to pc on tha 21watt ke monitor ke sath
@@SoumyadipChakraborty-pc8qv thanks brother for reply kitne ka pda cyberpower
Sir, please review ZEBRONICS Zeb-U725 600VA UPS
mere pass hain, avr same style main kaam karta hain, and backup thik thak de deta hain.
Hello sir❤
Apc vs intex
Konsa ups achha hain???
Bilkul sabko ups lagana chahiye
Ager laptop ho toh koi jarurat hai hai
laptop ke liye jarurat nahi hai sir
UPS lena chahiye ya achcha power supply lena chahiye 🤔
Or ant esports power supply lena chahiye ya cooler master
UPS kisi bhi pc ke liye jaruri hai sir baki power supply to cooler master ki hi best hai agar budget hai to
Sir ji 5g router mil raha hai kya market me please bataye
Very useful video ❤
Thank you so much sir
Artist le yea fir lntex Budget 2k 😊
I would suggest using an ups is must as sudden power cuts can damage the motherboard permanently.
Maicrotek ups ka ak vdo banadijiya
OK sir
Sir job karta hu whf. So mujhe power jane par bhout pareshani hoti hi so pls mujhe mere pass power jane par bhi my minimum 5hr ya more ya apk hisaab se ek acha ups ya backup charger bole sir pls pls 🥺
Sir bina load ka kitna output deta hai ups mode pe (battery) plzz next
220 se 230v dega sir
Printer chala sakte hai kya?
Great sar 👍
Thank you so much sir
Sir i want to buy this ups and my spms is master cooler 600watt so it will good or not ? Should i go for it ?
Testing bahut hi accha tha..
Thank you so much sir
I have mack mini m2, can i need ups.
Sir maine Renewd lenovo think center mini pc liya h kya uske liye ups lagana hoga agar lagana h to kitne watt ka laga sakte pls reply
nahi sir iske liye ups ki jarurat nahi hai agar backup chahiye to le sakte hai agar inverter hai to bilkul jarurat nahi hai kyu ki isme adapter hota hai jo sab control kar leta hai
Mai battery or inviter Katrta hu Jan Light jati hai to kabhi kabhi PC Band ho Jata hai
Yes ups laga lijiye
Sir 650 watt ki power supply ke liye kitne volt ka ups laga sakte hai
1100VA ka ups chahiye sir
Sir main agar ups ke badle me inverter battery Lena chaie for only pc
inverter me AVR nahi hota sir is liye koi bhi inverter pc ke liye sahi nahi hai
@@BabaTechReview2024 acha
@@BabaTechReview2024 but ap hamse bahar bare hain main abhi 9th me parta hu ar ak kaha 42 year
To sir mujhe sir mat kahi e ❤️❤️
Sir CPU and Monitor at a time use hoyaga kya...... Aur backup kithna time dega.... Please reply me Sirr
bilkul dono ek use hoga sir aur isase backup ki ummid nahi ki jati hai sir bas file save karke shutdown kar lijiye itna hi ummid ki jati hai
@@BabaTechReview2024 Thanks for clarifying my Dought Sir 🙏🙏
@BabaTechReview2024 baba ak yesa PC build btaye Jo GTA V or Euro Truck Simulator 2 in dono game ko aasani se run kar sake
Yes sir
@@BabaTechReview2024 baba video kab tak aayegi mujhe PC build krana hai jaldi video bnaiye Baba me apke video ka intezaar kar raha hu mujhe PC build krana haii❤️
@@BabaTechReview2024 baba 5 din ho gye video kab aayegi😒
Rajesh - very good sir
Thank you so much sir
I use intex ups since 14 years- best budget high quality ups
Flipkart mein no load auto shutdown wala option nahin hai....❤
mere pass zebronics u735 hai .isme supportAVR HAI
Chacha ji such batana ek baat
Agar hum Apc company ki ups 1100va vali Jo kee 6500ki aati Hai..... Apne 550watt vale pc Mae lugatae Hai.... To kitne Salo tuk vha ups chul Jaye gii... Or 24inch ka monitor bhee Hai...... Or hum ups ka kuch is tarike sae istamall karate Hai.... Light gyi... Ab 30min ka back up asi tasi karye.. Sirf 5min back up use kar Rahe Hai..... Shut down Kiya pc band Kiya baat khtm.... Or Hume share Ase Hee kar Rahe Hai..... Humari is Apc company ki BX 1100C - 1100va vali ups kitne Salo tak Bina kharab hoye chul Jaye gi.........?? Or or ek or baat pc ka use hum ek din Mae 9 ghante lugataar karate Hai... Hume ups k 30min back up sae koi laen daen nhi Hai.... Hume sirf 5min ka back up mile..... Taki hum shut down kar sake. That's it.
.. Ab yae ups kitne Salo tuk chul Jaye gi?? Ki iski reparing ya battery change na karvani pade....
Nice question 🎉
@jasminekaur2121 sister yae hindoo badi chalak Com Hai yae apki kubhi bhee help nhi karegae. Apko kubhi bhee sahi Guide nhi kare gae.. Aap koi or video dekh lo. Ya kisi or sae puch lo. Yae Adami kubhi bhee apko sahi Guide nhi kare gaa. Pls goo
@@AsifAliAlive nhi brother Chacha ji Ase nhi Hai.... Chacha ji imandar person... Vo Hume sahi Guide kare gae... Bas vo phata phut jawab Dae Dae..........
battery 2 saal ke bad kabhi bhi change karani pad sakti hai iska koi confirmation nahi hota kisi ka 2 saal me hi change karna padata hai kisi ka 5 saal me baki ups me jaldi problem nahi aati agar kabhi high volt ka jhatka nahi laga to ups battery ke alawa kabhi kharab nahi hota maximum condition me aisa dekha gaya hai. jaise mere pas ek Enter ka ups hai pichhle 12 saal se use ho raha hai aaj tak nahi kharab hua bas battery 2 se 3 saal me badalte hai.
@AsifAliAlive" tu yaha hindu mislim karne aaya hai pagal bewkoof kahi ke. jake kahi aur hindu muslim kar tu desh ka dushman hai tu. yaha sab mere bhai hai teri yaha koi jarurat nahi chal nikal yaha se
Please review hp thin client t630
Sir dell 5040 ssf unboxing video banaiye onlin se kharide ya nahi ❤❤❤
bilkul sir amazon se kharid sakte hai Sai Techvision channel par kai sari video de chuka hu
Sir, Abhishek from Goa here, i have Numeric Digital EX UPS, currently not used from long time. Tried starting using power supply, but green light or no response from it. Is it just battery issue or UPS is of no use. And battery should i invest or buy ups you have suggested.
Just replace the battery, sir. It will be fine. Thnaks
Can we connect 2 PC in 1 UPS?
Mobile charge kar sakte hai kya output se
😂
hanji koi sa bhi charger support karega ye
Sir bohot hi problem me hu PLEASE REPLY: mere pass 750w 80 Plus gold power supply hai lekin uska power plug 16A 250V me ata hai jo ki mere UPS ke socket me fit nahi hota 😢 Usme bas 6A ka socket hai toh iss case me kya use karna chahiye ..babaji help
16A to 6A converter plug aata hai sir har electric shop par mil jata hai use use kar lijiye
@@BabaTechReview2024 lekin babaji log keh rehe he ki woh bohot jaldi burn hojata hai 😭
aisa nahi hai achhi quality ka lijye ham log saalon se use kar rahe hai
@@BabaTechReview2024 guruji koi brand ka naam batadijiye acchi quality ka ya fir aap link bhej dijiye bohot kripa hogi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻😭
Bhia maine hai brand ka pata nahi electrician ki dukaan se liya hai aaj tak sehi chal.raha hua le lo without any tension@@minatovibritannia4756
insightful
Sir
Suggest me an upgrade
Motherboard DH61WW
Ram 8 gb
Cpu i3 2100
GPU gt710
Only HDD
I want to upgrade it till it max computability
Replyy
is par video de rakha hu sir
Sb kuch upgrade kr bhai.... HDD seriously? 🥲
Ups jab backup mode par chalta hai to us samay ka Hz frequency check karna sabse zaruri cheez hai,jo aapne nahi kiya, quality ups kaise kahein ?
wo ups me kabhi chenge nahi hota sir 50Hz hi rahta hai bahut me dekha hua hai waise aage se wo bhi dikhaya jayega
Kirna der ka backup dega line cut hune per
ye sab aap ke pc configuration aur us time ho rahe work par depend karta hai sir kisi bhi ups ka backup confirmed nahi hota
@@BabaTechReview2024 sir please aap mujhe sir mat kahiye , walki hum aapke aabhari hai jo aap hum jeeso ka help krte hai hamara confusion dur karte hai , thank you BABA JI
MAINE APNE PC KO DIRECT AC LINE SE CONNECT KIYE HAI KYA ISSE PC KHARAB HO GAYEGA KYA PLEAS RECOMENT REPLY
Baba ji mere pc me 550 Watt ka SMPS hai kya ye ups chalega usme Mera gpu hai gtx1650
yes bilkul chalega
Kya wifi router chal jayega ups se jo dakh rahe ho tum
Sir can build a pc with Pentium g2030
Baba ji thank you so much
Bilkul value for money hai
Low price 1700 me
Mujhe nhi lagta isse mehnga lene ka koi matlab hai kyunki isme
1700 me best ups hai 👌
Yes sir
Mere ghar me do inverter hai phir v me ups use karta hu
Restart problem mene bohut experience kya hai...
Sir hamko bhi lena hai 600 v ka ups aap bataiye kaun sa le???
Artis ya APC me se koi bhi le lijiye waise ye bhi achha hai kam daam me
Sir microtek ka kaisa rahega??
Sir microtek aur Luminous me kaun sa achha hai????
Excellent
Sir r5 3400g processor, motherboard gigabyte a320m s2h, nvme wd green sata ssd m.2 2280, 240gb. Power supply gigabyte p450b 80 plus bronze certificate, ram hyperx 8gb 2600mhz. frontech normal cebinet, zebronics er mouse kaybord rgb wala. Price 15k bol raha hai. Kya 11k 12k de ke le lena chahiye?? Ya fir or jada kam dena chahiye??? Please reply. Without monitor. Without ups.
11 se 12 tak mil jaye to best rahne wala hai sir
@@BabaTechReview2024 thank you sir, main apki reply ka wait kor raha tha.
@@BabaTechReview2024 sir 3 sal purana pc hai to, Kay 11k 12k main lena chahiye hai?
My zebronics ups mai se ajeeb se awaaz aati thi on battery par कट कट so mainey use karna he band kar diya
aawaj to kisi me bhi aayegi sir aane dijiye
Sir microtack ups ka test kijiye.......
OK sir
Thank u sir......
Sir ji ek doubt hai . Mere pc me 600watt psu laga hua hai aur agar usme 500 watt power regular consume hota hai toh kya me ek 350 watt 600 va wala ups lena thik rahega bas 5 se 10 min ke backup chahiye...
nahi sir ye restart ho jaya karega 1000va ka lijiye
@@BabaTechReview2024 thank you so much sir for replying. Really your content are very informative and useful. I hope your channel reaches 100k soon......
@@jogeswarpatel5533hlo brother konsa ups liya apne mujhe b heavy gaming k liye chiye mera power consumption 400w h max konsa recommend kroge aap ?
Zebronics u725 ups ka bhi review ek baar kar dijiye kyuki main is video mein jo Intex ka ups hai usme aur Zebronics u725 ups mein confuse hu ki kon sa buy Karu
iske liye abhi time lagega sir
Sir, Yeh UPS charging me kitna wattage consume karega? Aur yeh pata kaise lagaye ki mere PC ke liye kitna VA wala ups lena chahiye
550W tak ki power supply lagi hai aap ke pc me to 600VA tak chal jayega isase upar lagi hai to 1100VA lena chahiye baki charging me 5 se 10w hi leta hai
@@BabaTechReview2024Aur kya yeh kam watt ke load me automatic shutdown ho jata hai kya jaise ke main agar isme router aur onu chalau toh kya yeh automatic shutdown ho jayega bht se UPS me aisa hota hai
Pranam sir me aayushman, please keyboard and mouse pe bhi video banaye 1000-1500 ke beech 🙏
OK sir
Thanks sir
Apc 1100 VA Ups ka review Karo sir ❤️
yes sir video aane wali hai sir