Bohot powerful aur inspiring speakers hai English me.. jinko English nahi ata hai unko samjhane me dikat hota tha.. lekin apka videos dekhne ke baad, me share kar pata hun jinko English samaj me nahi ata hai. And MashaAllah your videos are authentic and powerful too. Excellent explainations
Hazrat Faiz Syed Sahab! I'm really very thankful to you for your unique and rare styles of Islamic teachings and also I see you as younger brother of Dr. Zakir Naik Sahab. 12/04/2024
As salam Alekum mera aapse salaw y haiii k bhot se log Eid k agle din se roza rakhte haiii 6aeidi ka kya y jaruri haiii rkhna chhaeidi bolte haiii plzzz rply jrur dijiyega
@@burhanshaikh4806 shukriya bhai pr mere ko ye jaanna tha ... ki takbeeraat kaise karte h 3 takbeer 1st rikat me or 3 tkbeer 2sre rikat me... ya 7 phale me or 5 dusre me.....bhai agar ispr bayan h to link send kardigiye.... behtar hoga.....
Assalamualaikum warahmatullahi Wahbarkatu Mera nama Md haidar rahaman hi Main non Muslim company mein Duty karte hu Ed ki namaz ki chutti nahi hai Kiya akela Ed ki namaz Padhi jaskti hai To kaese padhye Im🇲🇾 Malaysia
Assalam_o_Alaikum Warahmatullahi_Wabarakatohu... Faiz_Bhaijan .... Faiz_Bhaijan... Eid ki NEMAZ Ghar pe prhii ja sktii Hai kiya .... Agr prhii Ja sktii Hai to firr NEMAZ ki tarika kiya hogii or NEMAZ kyse prhii jaye.... Jysa aajj_kal Situation Hai COVID_19ki or lockdown vii hai.... To firr EID ki Nemaz kyse prhii ja sktii Hai.... Faiz_Bhaijan.... In situations pe aap Hmme kiya krnii chahiye ... Plz.Plz Plz.Plz.... Aap ek VIDEO EID ki NEMAZ pe Explanation de.... ISLAM kiya kehta hai...... Kyse prhe EID ki NEMAZ..... Trike kiya hogii... Plz.Plz plz... Faiz_Bhaijan.... Assalam_o_Alaikum Warahmatullahi_Wabarakatohu....
To husband ko samjhain or agar AP k eid gah men auraton keliy alag jagha ho to chaly jao aksar jagha par auraton keliy Intzam nahi krty hamary mulkon men yehan Saudi Arabia men alag intzam hota h auraton keliy or masjidon men bhi alag jagha
Barelvi aur devbandi sirf makkha aur madina ke 20 rakaat tarave ko 8 rakaat tarave ke saamney daleel dety hai baaki makkha me aur madina me ho nay wale bahut saarey amal ko nahi maantey hai Devbandi aur barelvi bahut matlabi ho tey hai.....
Kiu k ALLAH tala ki taraf sy nemat h muslimano keliy Ramadan men ham rozy rakhty hen pura din kuch khaty peety nahi hen ye sab ALLAH keliy karty hen ham to ek khushi h ALLAH pak ki taraf sy k mery bandy mery liye pura mahina khana peena gunah krna chor rahy hen to eid aakhri din hota h islami sal ka or bhi bohat wajha hen
Assalamu ailekum faiz bhai meri saaz har roz roza rehte par jume k din nhi rehte to unku acha nhi lagta bhai aap zara iske bare gaur farmay sab jane bolre islam me nhi hai aap bole zara
eid ul fitr kitny din ki hoti hai.or kuch log eid k 2nd day say shawaal ka roza rakna start kar laty hain keya ye jahez hai?mullana sab s ka jawab dayhen zaror
musharaf kuwait Haan eid ke dusre din roza rakh sakte hain aur Shawwal ke mahine me 6 roze rakhnen(ramzan ke 30 roze ke sath)to Saal Bhar roza rakhne ka sawab hai(ye baat Hadith se sabit shuda hai par konsi Hadith hai mujhe yaad nahi)
Ji ha pad sakte he ager Ghar me koi mard ho to aap jamat banakar padsakte he or mard nahi khali ourte he to bhi jamat ke sathe padsakte he khawatin aap ke piche rahengi or aap aage namaz padhaoge ager 01 se Jada mard he to vho aap ke phichhe rahenge or khawatin tishree shaf me rahengi
Ager aap ke ilawa ek mard he to Khali aap do padna chahte he to padsakte lekin Jo bhi namaz padhaiga dusra aadmi namaz padhane wale ke sidhe hathe ke baju me khada hoga
Huzur s.a.w zmane ke andar oroto ke liye hukam tha bad ke zmane me fit no ke zma ne me mna far maaya he oroto ko nmaz psd na masjido ke andar Or oroto ko ed kee din nmaz pad na nhi he maf he
Jazakallah
Bohot powerful aur inspiring speakers hai English me.. jinko English nahi ata hai unko samjhane me dikat hota tha.. lekin apka videos dekhne ke baad, me share kar pata hun jinko English samaj me nahi ata hai.
And MashaAllah your videos are authentic and powerful too. Excellent explainations
Jazakallah khar Allah har muslmano ko sunne se ziyada Amal karne ki Tufeeq aata farmaye Aameen
Ameen
Masha allah
2024 Eid Kon dekh rha hai
Jazak Allah kher ❤❤❤
Jaza kallah hu kher
Alhamdulillah
Mashaallah bohout shukriya
Beshakh
Masha allah aapka channel par har sawaal ka jawaab milta hai.
Jazakallah Faiz bhai 😊
Mashallah
Zaza kallaha shaikh
Thanks
Jazakallah khair, Eid Mubarak 2024
Hazrat Faiz Syed Sahab! I'm really very thankful to you for your unique and rare styles of Islamic teachings and also I see you as younger brother of Dr. Zakir Naik Sahab. 12/04/2024
Masaha Allah sukriya sahab
masha Allah very nice 👌
Shukriya sir
Thnxx A lot sir
Alhamdulillah faiz bhai
Subhaan allah
Beshaq
Allahabad
jajak allah kair
جزاك الله خير...
Nice
Thanks a lot "sir"
nice
Good video
Asslamu alaikum kheryat eid Mubarak ho ye bat ap sahi bole he yani sahi hadis ki bat kihe
👍👍👍👍👍👍
❤❤❤❤🥰🥰🥰🤗
Sir main aap ka bohtt bara fan hoon sir
Assalawalekum Eid ke fatiha dilana
Mashallaha
Arab hi ye tareeqa
Mashalha ❤❤🤍
Love you sir
Eid ki namaz ki niyat boliye please
Assalam o alaikum
shukriya
Molvi sahab Darul uloom ko sadqa fitr desakte Hai Kya..answer plzz
*Assalamualaikum kon kon lockdawn me eid ke do din pahle dekh rha hai*
Eid kitni baar manate hai saal mein.
Sukriya mujhe pata nahi tha
Islam m annually sirf do Eid hi celebrate karne ka huqm hai. To Kya hum Eid ul fitr ya Eid ul adha pr cake cut kar sakte hn Eid Mubarak likha hua??
Tahyatul masjid padhenge eid ke namaz se pahle ?
Sir choti eid ko Arfa hota hai ya nahi
Coronavirus ke chalte hue coronavirus ke chalte hue Eid ki namaj kaise padhi Jaaye
کیا آج آپ نے درود شریف پڑھا. درود شریف پڑھ لیں.
*صَلَّى ٱللّٰهُ عَلَيْهِ وَآلِهِ وَسَلَّمَ**ا̳ی̳ک̳ د̳و̳س̳ت̳ ب̳و̳لا*
*ا̳ل̳ل̳ه̳ ا̳ك̳ب̳ر̳*
*ت̳ھ̳و̳ڑ̳ی̳ د̳ی̳ر̳ب̳ع̳د̳ پ̳ھ̳ر̳ ب̳و̳لا*
*ل̳ا̳ا̳ل̳ه̳ الاا̳ل̳ل̳ه̳ م̳ح̳م̳د̳ا̳ل̳ر̳س̳و̳ل̳ ا̳ل̳ل̳ه̳*
*پ̳ھ̳ر̳ ب̳ولا*
*ل̳ا̳ا̳ل̳ه̳ ا̳ل̳ا̳ا̳ن̳ت̳ س̳ب̳ح̳ا̳ن̳ك̳ ا̳ن̳ي̳ ك̳ن̳ت̳ م̳ن̳ ا̳ل̳ظ̳ا̳ل̳م̳ي̳ن̳*
*پ̳ھ̳ر̳ ب̳و̳لا*
*س̳ب̳ح̳ا̳ن̳ ا̳ل̳ل̳ه̳ و̳ب̳ح̳م̳د̳ه̳ س̳ب̳ح̳ا̳ن̳ ا̳ل̳ل̳ه̳ ا̳ل̳ع̳ظ̳ي̳م̳*
Phle kon eid hua islam me eid ya qurbani phla kon sa eid hua eid ya bkraeid kon hua
Abdul Samad
Sir mere sawal ka jawab Dena..
Kiya Eid ka khutba Mimber pr de skhte hain kya...????????
Sir ek baat bataye juma ki ahmiyat jyada hai ya eid ki namaj ki?
Bhaijan EID ka khutba sunna farz hai kya????
As salam Alekum mera aapse salaw y haiii k bhot se log Eid k agle din se roza rakhte haiii 6aeidi ka kya y jaruri haiii rkhna chhaeidi bolte haiii plzzz rply jrur dijiyega
Nahi
Reply before eid
Ramzan mein agar kise ke inteqal ho toh kya eid manaye
Bhai, 3din k Baad mana sakte hai,
Eid ul fitar ki hadees number mil sakta hai?
Assalamo Alikum-- Faiz Bhaijaan----Eid UL Firt or Eid UL Adha--ki Khutba kyse prhte hai - in dono Khutba ko prhne btaiye---plz
Kisi ne mujhe sadqa e fitr jada de diya aur usi me se mai apna sadqa e fitr kisi ko dun to kaisa hai plz reply Jhajakallah khair
Eid ul fitr ma bakra zaba karna jaiz ha ya nahi
Sahab lockdown me eid ul fitr ki namaz kaise aada kare is pr discuss kare
Bhai jese masjid me eid ki namaz padte he vese hi eid ki namaz padni he faiz syed sahab ka is topic pe bayan sunlo
@@burhanshaikh4806 shukriya bhai pr mere ko ye jaanna tha ... ki takbeeraat kaise karte h 3 takbeer 1st rikat me or 3 tkbeer 2sre rikat me... ya 7 phale me or 5 dusre me.....bhai agar ispr bayan h to link send kardigiye.... behtar hoga.....
Eid ki namaz ghar par ada ki jasakti hai Kya?
Salaam Walekum kya Mard ko Namaz padh sakta hai Eid ke din
If lock down continues, How can we perform Namaaz E Eid ul Fitr in our homes
khateeb khan aap ghar pe namaz ada kar sakte hain, isme koi masla nahi hai.. Jamat k tor par apne ghar walo k sath namaz parh sakte hain
Bas khutba nahi hoga ghar me padhne me
Eid namaz ki niyat kaise karen imam Sahab
Agar ghar mein Eid ki namaj Ada karni ho to imam Sahab niyat kaise karen piche agar aurat bhi ho to
Eid ul fitar ki namaz Faraz hi ya sunatt plz batayii
Wajib
Assalam alaikum.. EID Ul fitra ka Namaz Farze Kifaya hai ya farze Ain
Assalamualaikum warahmatullahi Wahbarkatu
Mera nama
Md haidar rahaman hi
Main non Muslim company mein Duty karte hu
Ed ki namaz ki chutti nahi hai
Kiya akela Ed ki namaz
Padhi jaskti hai
To kaese padhye
Im🇲🇾 Malaysia
Eid Kyu manate hai plz bataye
What about those women who have babies below one year?? And whose babies are fast asleep at the time of prayers?
Agar Kisi ko eidullfiter Dayna bhool jaaye toh us sorat main Kia karin???
Plz ans me
Sir aap eidgah ur mashzid dono bol hai confusion ho jaa rahi hai
when someone offers his Eid Salah at mosque is it necessary for him to offer extra two Rakat before Eid Salah.
My beloved brother. ASSALAMU ALAIKUM...There is. no any namaz before Eid or. After. Eid...
Assalam_o_Alaikum Warahmatullahi_Wabarakatohu... Faiz_Bhaijan
....
Faiz_Bhaijan... Eid ki NEMAZ Ghar pe prhii ja sktii Hai kiya
.... Agr prhii Ja sktii Hai to firr NEMAZ ki tarika kiya hogii or NEMAZ kyse prhii jaye....
Jysa aajj_kal Situation Hai COVID_19ki or lockdown vii hai.... To firr EID ki Nemaz kyse prhii ja sktii Hai....
Faiz_Bhaijan.... In situations pe aap Hmme kiya krnii chahiye
... Plz.Plz Plz.Plz.... Aap ek VIDEO EID ki NEMAZ pe Explanation de....
ISLAM kiya kehta hai...... Kyse prhe EID ki NEMAZ..... Trike kiya hogii...
Plz.Plz plz...
Faiz_Bhaijan....
Assalam_o_Alaikum Warahmatullahi_Wabarakatohu....
Salaam. Kya fajar me paani nahana zaroori hai raatme nahak nahee sosakte? bachoku nilaak qud nahak tayyar hok jaane gadbad hoti aur eadki namaz fajark baad zaldi padhna rehta.
Assalam Alaikum...
Faiz bhai agar Husband ne mana Kiya eidga Jane se.....
Pls boliye
To husband ko samjhain or agar AP k eid gah men auraton keliy alag jagha ho to chaly jao aksar jagha par auraton keliy Intzam nahi krty hamary mulkon men yehan Saudi Arabia men alag intzam hota h auraton keliy or masjidon men bhi alag jagha
Aurat k liye na juma na idd r na jamat Ye suna tha
Barelvi aur devbandi sirf makkha aur madina ke 20 rakaat tarave ko 8 rakaat tarave ke saamney daleel dety hai baaki makkha me aur madina me ho nay wale bahut saarey amal ko nahi maantey hai
Devbandi aur barelvi bahut matlabi ho tey hai.....
Dua khutbe se phlay krenge ya baad mai
Knockdown me id ki Namas ghar kai sa padha
Assalamu Alaikum.
Faiz Bhai Hadees ka reference no. Video me highlight kar de. Ya hadees ka reference de kar bayan kijiye.
Jazakallah
Purana video h 2013 ka
@@inayatmohammed3923 tu yaha b hai
Ham eid kyu manate h plz hame detail ke sath batae
Kiu k ALLAH tala ki taraf sy nemat h muslimano keliy Ramadan men ham rozy rakhty hen pura din kuch khaty peety nahi hen ye sab ALLAH keliy karty hen ham to ek khushi h ALLAH pak ki taraf sy k mery bandy mery liye pura mahina khana peena gunah krna chor rahy hen to eid aakhri din hota h islami sal ka or bhi bohat wajha hen
Kya Eid ki Namaz masjid me ada karsakte hain
Jaise ki hanfi maslak ke log Masjid me padhte hain
Ji ha kuch sarte par
Eid Kay din yane Ramzan Kay Eid Kay din mayyat lay gaye unkay baray may bataeye
Assalamu ailekum faiz bhai meri saaz har roz roza rehte par jume k din nhi rehte to unku acha nhi lagta bhai aap zara iske bare gaur farmay sab jane bolre islam me nhi hai aap bole zara
Kya ham jumerat ke din kapde dho sakte h
raja raja hai na muratam dekh k karna padega
Faiz bhai, Eid ke din jo roza rakhte, uasse savapaher ka roza bolte. kahan se banaliyae, Allahualam
Ye roza nahi hota birelvi shiya hazrat rakhty hen
ed aa rahi hai ed ki namaz kaise pade gher per kya gher par padna jayaz hai
Edi ki namaz men khutbah namaz k baad, why?
Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
+91-80-5545-5545
Maulana sab kya zaroori h agar hissa Krna ho to nails or hair nhi katne chahiye
Q ki unhone khwab m dekha tha zebha krte hue unhone toh aisa kuch nhi kia hoga nails or hair Kate h onge pahle se
Assalamualaikum ager aurath eid ki Namaz jana chahe tou mard kahre Ye Saudi Arabia nahi hai?
Isi liye keh te he ke adhura lota bajta jiyada he
eid ul fitr kitny din ki hoti hai.or kuch log eid k 2nd day say shawaal ka roza rakna start kar laty hain keya ye jahez hai?mullana sab s ka jawab dayhen zaror
musharaf kuwait Haan eid ke dusre din roza rakh sakte hain
aur Shawwal ke mahine me 6 roze rakhnen(ramzan ke 30 roze ke sath)to Saal Bhar roza rakhne ka sawab hai(ye baat Hadith se sabit shuda hai par konsi Hadith hai mujhe yaad nahi)
ईद की नमाज अकेले पड़ सकते हे क्या,,,देश के हालात देकः कर कही जगह पर बन्दों को अकेले ही नमाज पड़ सकता है,,plz पता हो तो बताना,,कोरोना के व्हझ से।
Ji ha pad sakte he ager Ghar me koi mard ho to aap jamat banakar padsakte he or mard nahi khali ourte he to bhi jamat ke sathe padsakte he khawatin aap ke piche rahengi or aap aage namaz padhaoge ager 01 se Jada mard he to vho aap ke phichhe rahenge or khawatin tishree shaf me rahengi
Ager aap ke ilawa ek mard he to Khali aap do padna chahte he to padsakte lekin Jo bhi namaz padhaiga dusra aadmi namaz padhane wale ke sidhe hathe ke baju me khada hoga
Huzur s.a.w zmane ke andar oroto ke liye hukam tha bad ke zmane me fit no ke zma ne me mna far maaya he oroto ko nmaz psd na masjido ke andar
Or oroto ko ed kee din nmaz pad na nhi he maf he
Market bhi fitney ki jagah hai Janab,apni auratein market,college aur school ja sakte jahan masjid se zyada fitna hai.
Bhaijan apne LLB kyu ki ..ye achi degree nahi hoti ..bss jhuth bulwati hai ..
assalamalaikum.
hum chahte tow he lekin hume kabhi permission nahi milta koi bhi nsmaz me sarik hone ko.