Bhai subsidy ka pata hai par subsidy k sath interest kam hota hai ya nahi jaise home loan se purchase Kiya hai aur interest 8.15% hai to usme se 6% interest less hoga ya nahi. Aur hoga to 8.15% - 6% = 2.15% interest dena hoga aur sath me (*Subsidy*) milegi ya nahi please details me video banao sir 🙏🙏🙏🙏 hume readymade ghar lena hai kay subsidy bhi mile aur sath me home loan pe interest less kar k Dena hota hai ya nahi 🥺🥺 please make video on this topic .
I have some points to ask:- 1. MIG-2 category eligible ho paayega kya. 2. Max. House Value-35 lacs kaise consider Kiya jaaa hai , Government Rate ya Locality Market Value. Ye iss liye puch rha hu kyunki Builder locality ke hisab se rate rakhta hai but Govt. rate usse bhaut hi kam rehta hai.
सरजी महिने 2020 मे पक्का मकान परचेस किया था लेकिन बँक वाले को मैने अप्लाय करने को कहा तो बँक वाला मे कहा के आप का मकान ग्रामीण भाग मे आता है आपको सबसिडी नही मिलेगी मे नांदेड महाराष्ट्र से हू तो अभी मुझे सबसिडी के लिए अप्लाय करना चाहिये क्या
Hello sir ji Maine 2018 Mein 12 lakh ka loan liya tha mujhe sirf 44000 ke lagbhag subsidy Mili Hai Uske bad abhi tak Meri subsidy Nahin I Hai Main Ek video lady hun main bahut Pareshan ho rahi hun Sar Sabse Badi Ke Karan hi Maine Ghar banaya tha per Mujhe kya pata tha ki mujhe Sabse Badi Nahin Milegi please Sar Meri madad Karo Meri Baki bachi Bhi Mujhe subsidy dila do Prabhu aap per bahut Kripa Karenge iske liye
sir maine plot pe loan liya tha 2023 me. ab construction loan bhi lena chaheta hu. kya mai apply kr sakta hu. mai salry person hu to income me kya dena hoga.
Sir dono bhai milke loan liya hai, Dono bhai ke naam pe zamin hai, Toh secondary applicant apply kar sakta hai kya?? Oor isme family income mai dono bhai ka annual income hoga kya?
Apply kaha karna h ye batao sir, sab bus bol rahe h mil jayegi Subsidy apply ka to batao kaha pe apply karna h, aur kab se apply karne ka start kiya h?
Bahut achha samjhaya sir aap ne, Thank you ❤
Very valuable information👌
Great help👍🏻 ek video urban ki full process bhi bataye form bhar kr aur uske aagey ki step bhi k kese kya karna hoga ? Please
Explained in very details way thank you so much Sir
thank you so much sir
Very well explained 👏
VERY NICE...
good information
Thank you very much .very well explained without any douts.good
Sir construction karke 1sal hone wala hai to kya mai yes subsidy le sakta hu kya
Thank You So Much …
Kis name appely krna hai laides ya jens
Good video
Sir apply karne ke upar video kab denge.already started
Please advise kya loan agent subsidy form khud bharte h kya hume hi bharna hoga
Cash flat liya to subsidy mil sakti hai kya
Mai Danapur me makan banaya hu.subsidy bhi apply Kiya tha.but subsidy abhi tak nahi mila.mujhe kya karna chahiye
How to fill up subsidy form
please make a video
Sir jisne 5 year pahle loan liya hai usko bhi beni fit milega kya???
Sir but Mumbai me to 35 lakhs ke uper hi cost hogi na
BHAI PMAYOJANA KA GRAMIN SUCSIDY KAB CHALU HOGA plz
Reply
❤❤❤❤❤
Ye scheme kb Chalu honewala h sir?
Intrest old customer se barabar lege par benifit nahi dege
Bhai subsidy ka pata hai par subsidy k sath interest kam hota hai ya nahi jaise home loan se purchase Kiya hai aur interest 8.15% hai to usme se 6% interest less hoga ya nahi. Aur hoga to 8.15% - 6% = 2.15% interest dena hoga aur sath me (*Subsidy*) milegi ya nahi please details me video banao sir 🙏🙏🙏🙏 hume readymade ghar lena hai kay subsidy bhi mile aur sath me home loan pe interest less kar k Dena hota hai ya nahi 🥺🥺 please make video on this topic .
How to check whether previous owner has taken subsidy on the property/flat or not ?
Kon se Urban area me aaj ke date me 30 L me Makan milega? At least 50L hona chaiye tha
I have some points to ask:-
1. MIG-2 category eligible ho paayega kya.
2. Max. House Value-35 lacs kaise consider Kiya jaaa hai , Government Rate ya Locality Market Value. Ye iss liye puch rha hu kyunki Builder locality ke hisab se rate rakhta hai but Govt. rate usse bhaut hi kam rehta hai.
Is me sayad dastavej jitne ka banega uske mutabik hoga...
aggriment cost
सरजी महिने 2020 मे पक्का मकान परचेस किया था लेकिन बँक वाले को मैने अप्लाय करने को कहा तो बँक वाला मे कहा के आप का मकान ग्रामीण भाग मे आता है आपको सबसिडी नही मिलेगी मे नांदेड महाराष्ट्र से हू तो अभी मुझे सबसिडी के लिए अप्लाय करना चाहिये क्या
Mere bhai ne Last year feb 24 me liya hoga home to applicable ho sakhate kya?
Ye galat he lekin 2023 valo ko bhi milni chahiye subsidy
14.10 minute per batya h sir ne check kerlo
Sir ji part payment kiya ho to vo eligible hai kya
Sir hamara makan year 2022 liya hai. Toh kya honga. Subsidy milenga. Naya makan hai. Raw house.
Same
Same Mera bhi yahi issue hai please reply
Only 1.9.2024 ke baad loan mention hone wale ko milyga 2.0
Kya ye uit plot hona chahiye
Muje top up loan lena hai to konse bank Best rahega Jo interest rate kam ho
Gentleman, ye jo family income 9 lakh ka criteria hai wo ITR file kia hua usme jo income mention hai uske upar hai? Ya gross income par hai?
सर 2023 में लोन लेने वालों को भी सब्सिडी मिलेगी क्या
Batai sir
????
Milega kya??
Nahi
Agar cash me makan le to subsidy milega???
Hello sir ji Maine 2018 Mein 12 lakh ka loan liya tha mujhe sirf 44000 ke lagbhag subsidy Mili Hai Uske bad abhi tak Meri subsidy Nahin I Hai Main Ek video lady hun main bahut Pareshan ho rahi hun Sar Sabse Badi Ke Karan hi Maine Ghar banaya tha per Mujhe kya pata tha ki mujhe Sabse Badi Nahin Milegi please Sar Meri madad Karo Meri Baki bachi Bhi Mujhe subsidy dila do Prabhu aap per bahut Kripa Karenge iske liye
Sir, pls inform me about rural areas
Maine loan April 2024 par apply kia tha..kya me eligible hun is scheme ke liye
BHAI PMAYOJANA KA GRAMIN SUCSIDY KAB CHALU HOGA
Ploat kharadine ke liye loan milta hai?
Make a video on iss
Does it have to be in the woman's name or not?
Sir jun 2022 me lone liya tha subsidy miligi kya
Sir pls bataiye
Please Sir # sc st hub scheme # pe full details video dalo sir
Sabsidi suru hogi to pmay blc gujrat jamnagarme suru hogi per kab hogi
2022 mein purchase kiya he aur home loan chalu he to apply kar sakte he kya?
Agar grandfather ka kaccha makan hai, to kya unka son apply kr sakta hai?
Purana gahr le rahe he to ushane subsidy liya he ya nahi kese chek kare
Web portal kb tk aa jayega
Aap usper bhi vudeo bna dena please
Subsidy ka Process kab start karna hota hay
Sir mera loan june 2024 ka hai kya nujhe is ka labh mil payega
Makan banane k liye nhi milega kya
Sir government value 53 hai and registration amount 35 hai to subsidi milegi ?? Baki sab ke liye eligible hai..
Koi bhi asi yojna nahi he online to ?
Sir,mera ghar abhi slum area me hai aur illegal hai to kya muje kahi aur makan lena ho to subsidy milegi ?
Is thia a Capital subsidy or interest subsidy???
Official date a gayi he ?
Sir,rural area te house constraction subsidy loan video diyega
Female ownership MIG mai bhi mandatory hai kya iss bar
How to apply
Ik video bandana Bhi
With website link bhe send kar dena loan subsidy ke liya
Effective date?
Sir g iska prossesar kaise Krna h hame is seva ka labh lene ke liye
Kya yeh sab criteria satisfy karna hai yaa koi bhi ek?
Loan account me kaya girl add hona joruri he tabvi mpay melega?
Hello Sir
6 lakh se kam income walo ke lady ownership compulsory h kya is bar b ?
Sir Maine January 2024 me loan liya tha Kya Main apply kar sakta hun
Mortgage loan hai to kya subsidy mile gi
Sarkar ne jab se band kiya tha wahi se chalu karna tha bahut se logo home loan sabdiy ki aash mai hi makan liye tha gavment ne ye galat kiya
Sahi kaha bhai aapne , mene bhi yahi socha kar liya tha, but 1 mahine ke baad band kardi subsidy
Same here 😭
Same here😢
Sahi he boss 2022 se bndh kiya un logo ko Q nahi milaa
Ye modi hai,,,,
Sab Mumkin hai
😢
2023 me loan liya unko bhi ye yojna milni chaiye
Resale ghar kharida hai loan chalu uske uper milega kya
Mujhe application I'd mil gya hai approval pending hai ab aage kya kru,btaye
2019 me pm avas yojna ka form bhara tha abhi tak kuchh nhi mila
Bank authority said that no circular is not arrived till 29 October, khab ayega government circular in bank or web side?????????
2021 मे डाला हे फॉर्म अभी तक नहीं मिला हो बताओ
इन conditions मे 90% लोगो को नही मिलेगी।। 25 लाख मे approved property कहाँ मिलेगी इंडिया मे..!!! 😂
Lon kitne taim me mil jati he
Sir hame subsidy milegi ya nahi kase pata kare nahi to lone lene ke bad pata chala ki subsidy nahi milegi
Unified web portal link open हुई है क्या?
Sir Rural k liye bhi yojana hai kya
Purana makan jiski registry paper nahin hai.aabadi par bana hai usko kharidane ke liye loan mil sakta hai
Bhai, maine last week 52 Lacs ka homeloan liya HDFC se but woh log bol rahe hai Subsidy band hogayi hai
क्या मकान किसी महिला के नाम होना जरूरी है?
Sir pls clear me dout and subsidy ke liye kya karna chahia
sir maine plot pe loan liya tha 2023 me. ab construction loan bhi lena chaheta hu. kya mai apply kr sakta hu. mai salry person hu to income me kya dena hoga.
Mera 2015 me flat liya kya abhi hame subsidy mil sakti hai please reply
Yai subsidy bank kab sai daina start kar rahi hai
Sir kab se apply kar sakte he mene 2024 me hi loan apply kya he
Mera loan liye hue 1 Saal se zyada ho gaya Hai subsidy milega?
Hello sir
New video banaye
Online portal suru go gaya h subsidy ke liye
Sir dono bhai milke loan liya hai,
Dono bhai ke naam pe zamin hai,
Toh secondary applicant apply kar sakta hai kya??
Oor isme family income mai dono bhai ka annual income hoga kya?
How to fill forms ?
Sir iss main ye bi cover hoga
Agar plot liya fr ghar banaya uspe fr bi loan sanction ho sakta hai kiya?
Maharashtra m subsidy milega kya?.?
Sir Bank wala bholte h ke bandh hogaya
Mp me bhi lagu hoga kya mera 35 lakh 30 hazar me soda hua h 595 sq 18x33. Gaon sahar dono me ata h
why form filling is closed?
Apply kaha karna h ye batao sir, sab bus bol rahe h mil jayegi Subsidy apply ka to batao kaha pe apply karna h, aur kab se apply karne ka start kiya h?