Shabroz Kanpuri 2025 | HAIDER NE KIYA DAFN AKELE HI NABI KO

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 янв 2025

Комментарии • 11

  • @nasirraza35
    @nasirraza35 11 дней назад

    ماشاہ اللہ۔ سلامت رہیے

  • @mohammadtaqi8046
    @mohammadtaqi8046 13 дней назад +1

    Beshak mashaallah subhanallah bawafa bawafa ya Abbas ya ABBAs a s madad Haq he

  • @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu
    @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu 16 дней назад +1

    سبحان اللہ بحمدہ سبحان اللہ العظیم

  • @syednaseem3342
    @syednaseem3342 16 дней назад +2

    Mashallah g geo

  • @jafferhussain429
    @jafferhussain429 13 дней назад +1

    I am sunni Muslim but I listen nadeem sarwar Mohan everyday

  • @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu
    @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu 16 дней назад

    سلامت رھیں شب روز

  • @Ehl-E-Zauq
    @Ehl-E-Zauq 6 дней назад +1

    Main hun shamsheer e yadullah ha zamana sun le
    Dast e Hyder hae meri chaah zamana sun le
    1)Main hun Hr Jang se aagah he zamana sun le
    Hae mje Deen ki parwah ha zamana sun le
    Karkhane me khuda ke hui meri tameer
    Mujhsi dunia me nahi doosri koi shamsheer
    2.
    Umar bhar deen k sultan k hathon me rahi
    Jo tha rab jesa us insan k hathon me rahi
    Haakim e buzar o salman ke hathon me rahi
    Me wo aandhi thi jo toofann ke hathon me rahi
    Jo charhe kufr ke lashkar pe wohi kaif hun me
    La-fata Hyder E Karar hae La-Saif hun me
    3.
    Hr koi mjhko chala sakta nahi maidan me
    Zaib deti hun me bus Dast e shah e mardan me
    Itni himat nahi dunia k kisi insan me
    Ek lamha bh tehr jae mere tufan me
    Kaat sakti hun naya or purana loha
    Mere lohay ka to tagoot ne mana loha
    4.
    Deen E islam Bacha meri nigahbani se
    Hath Hyder ka mila Rab ki mehrbani se
    Kufr k tan me lagi aag mere pani se
    Soormaon ne mujhe dekha hae haerani se
    Jang pr ho nahi sakta hae kisi ka Qabza
    Mere Qabzay pe jo rehta hae Ali ka Qabza
    5.
    Meri Haibat se larazta hae jigar batil ka
    Samne kham hae mere aj bh sir batil ka
    Mene is tarha ujara hae nagar batil ka
    Aj bh soona nazar ata hae ghar batil ka
    Jisam kufaar ke bejaan kiye hain mene
    Kitne maidan hain jo veeran kiye hain maine
    6.
    Jang E khaibar me wo kohram machaya maine
    Foj e batil pe kiya mout ka saya mene
    Ek hamle me hazaron ko sulaya mene
    Thak gye ehle sitam chain na paya mene
    Sar sarati hui har sir se guzar jati thi
    Wo guzar jata tha jis pr se guzar jati thi
    7.
    Ye to kahiye ke uthaya na mujhe Ghazi ne
    Ran ke maidan me chalaya na mje ghazi ne
    Dast e shabir se paya na mje ghazi ne
    Kya kahun moon se lagaya na mujhe ghazi ne
    Hath me Hazrat E Abbas ke ghar ajati
    Sari dunia pe Qayamat ki ghata chah jati

  • @Momkitchen-pe3zh
    @Momkitchen-pe3zh 16 дней назад

    ❤❤❤❤❤

  • @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu
    @SyedMuhammadHasanAbidi-eu2uu 16 дней назад +1

    شرکاء محفل سورھے ھیں کیا

  • @javedraza8847
    @javedraza8847 16 дней назад +3

    Yaar wo jugad me lage the 😂😂😂😂😂😂