Hello sir mere pas Mitsubishi ka heavy model AC h but 26 or 28 pr ye cooling nhi kr rha h bas last 24 pr hi kaam kr rha h or maximum 1 hour tk thk cooling krta and then cut sound aati h and then uske baaa cooling nhi krta automatically yhi process rehta h har 1 hour me... Plz btaye ye continue work kese krta rhega
Sir Hamara Mitsubishi ac inside unit fan chalta hai outdoor fan bhi chalta hai Lekin cooling nahi karta hai 3 Saal pehle Liya tha tab se har koi technician kabhi kuch bolta hai kabhi starting mein cooper pipe Sahi se install nahi Kiya, baad mein Naya cooper pipe lagaya, phir compressor change Kiya, phir service Karaya, phir stabiliser lagaya, Lekin exactly problem kya Kisi technician ko Sahi se samjah nahi aa Raha har Baar Kuch Kuch Naya batate hai aur paisa Le Jate Hain per phir bhi ac Sahi kaam nahi kar Raha.
Mitsubishi AC havey duty .1.6 tr cooling problem.even.gas pressure.170.psi r 410 .load 6.8amp. But not proper cooling ..we do also maintenance of indoor unit and outdoor unit.. please suggest whats problem
Hanji abhi wait kar rahe hai company visit ka ..but woh toh gas issue hee bol rahe hai..humne apne saalo se aa rahe ac Wale ko bula kar alrdy gas filling Kara dee thi tabhi bhi chilled cooling nai hai phir ab ac company ko bulaya hai
Bhai got mitsubishi heavy industries ac . But ye room ko raat bhar mei extreme chill kar de raha hai . 24 ya 25 karke so toh subah chill hoke 20 ho jaa raha hai . Plz help
Aapki free help aur important time Dene ke liye bahut shukriya sir..🙏🙏
Hello sir mere pas Mitsubishi ka heavy model AC h but 26 or 28 pr ye cooling nhi kr rha h bas last 24 pr hi kaam kr rha h or maximum 1 hour tk thk cooling krta and then cut sound aati h and then uske baaa cooling nhi krta automatically yhi process rehta h har 1 hour me... Plz btaye ye continue work kese krta rhega
Aapne ac ki service karvai thi?
Ji sir karvayi thi gas bhi dalwayi thi
Bhai misubishi heavy model hai... cooling kr rha bdia... par 30 degree temp pe bhi outdoor unit cut ni ho rha...
Sensor ke connector ko pcb se fir se nikaal k fir se lagao
Ya ho sakta hai ki sensor me jaala ya kachra jama ho
Boss outdoor har 10 min trip karta ha compressor off ho jata ha har 5sa 10 min aisa hota ha aisa kyou sensor fault ha ya fuse ka masala ha
Sorry Kya fault outside fan ka capster ka fault ha
Sensor ka problem hai
Sir Hamara Mitsubishi ac inside unit fan chalta hai outdoor fan bhi chalta hai Lekin cooling nahi karta hai 3 Saal pehle Liya tha tab se har koi technician kabhi kuch bolta hai kabhi starting mein cooper pipe Sahi se install nahi Kiya, baad mein Naya cooper pipe lagaya, phir compressor change Kiya, phir service Karaya, phir stabiliser lagaya, Lekin exactly problem kya Kisi technician ko Sahi se samjah nahi aa Raha har Baar Kuch Kuch Naya batate hai aur paisa Le Jate Hain per phir bhi ac Sahi kaam nahi kar Raha.
Follow Instagram :- instagram.com/invites/contact/?i=f2gtz3mi4hh3&
Isme aa jaaye aapka ac dekhunga
Mitsubishi Heavy AC 1.5 मैं कौन सा मॉडल खरीद हूं
Dekhiye mitsubishi me 2 model aate hai
1 electric
2 heavy industries
Jyada accha heavy industries hai
Mitsubishi AC havey duty .1.6 tr cooling problem.even.gas pressure.170.psi r 410 .load 6.8amp.
But not proper cooling ..we do also maintenance of indoor unit and outdoor unit.. please suggest whats problem
Is service ko kab kab karana chahiye. Mera ac 1 saal hi hua hai aur cooling nahi kar raha hai
2 se 3 saal me agar unit me jyada dust hai to
Sir hamara brand new ac mein hee yeh problem aa rahi hai ..ek month huaa hai aur chala bhi nai jyada.. Drawing room ka hai
Aapne company me bataya hai?
Hanji abhi wait kar rahe hai company visit ka ..but woh toh gas issue hee bol rahe hai..humne apne saalo se aa rahe ac Wale ko bula kar alrdy gas filling Kara dee thi tabhi bhi chilled cooling nai hai phir ab ac company ko bulaya hai
Aap kuch idea de sakte hai ki kya fault hoga ..Hamare known ac wale ko bhi koi aur fault nai dikh raha ..
Actually hum hamesha Ac apne Wale se install karate hai..15 saal purana hai .Very genuine person
Kitna saal hua hai ac kharide
Or room size kitna hai
Or kitne ton ka ac hai
Charges of this type of service??
The charge for this service is up to 1200 to 1500, but it may be that the rate of different areas is more or less.
Bhai got mitsubishi heavy industries ac . But ye room ko raat bhar mei extreme chill kar de raha hai . 24 ya 25 karke so toh subah chill hoke 20 ho jaa raha hai . Plz help
Din me cooling nahi ho rahi hai kya?
@@RAZAREFRIGERATION hoti hai. But bohot slow pick up hai. Bohot der baad hoti hai, but uske baad chill ho jata hai
2019 model h service ke bad bhe cooling nje kar rha
Gas leak hogi
Mera Mitsubishi ac hai ,jise hamne service,gas sabhi kuchh kara liya hai but fir bhi cooling nahi badh Rahi kya kare
Indoor unit ko utaarkar service karvaye
Or outdoor unit ko bhi jet pump se clean karen
ruclips.net/video/KoSoAgsOR8I/видео.htmlsi=4xobJdrTs0kyVOU5
Gas leakage h k nahi kaise check kare
1.Patle pipe me ice jamegi
2. Indoor unit k coil me right side me ice jamegi
3. Outdoor unit ka sound badal jaega
@@RAZAREFRIGERATION 4 years huye h ac ko toh gas topup karvana hoga?
Gas life time rehti hai
Agar kahi par leakage hai tabhi aapko gas bharvana padega
Proper service nahi hone se bhi ac thik se cooling nahi karta hai
Ac outdoor not turning on?
Mitsubishi heavy industries
14 year old 1.5 ton
Go to the outdoor unit and wait for 3 minutes and tell whether some sound is coming in the outdoor unit or not?