how to draw a flowerpot | easy tarike se draw Karen I

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 окт 2024
  • how to draw a flowerpot | easy tarike se draw Karen I #art #drawing #flowerpot #vanshika #easydrawing
    #how to draw a flower pot
    #easy tarike se flower pot draw Karen
    #simple tarike se flower pot ka Chitra banaen
    #how to draw a very easy flower pot
    Hi guys kaise hain aap sabhi and welcome back to my channel so main aapke pyari doston vanshika Chauhan aap sabhi ke liye lekar I hun fir se ek aur most important drawing jismein ki Maine ek flower pot ki drawing banai hai shading mein aur agar aapko colouring mein bhi chahie to aap mujhe comment karke kah sakte hain main aapke liye colouring mein bhi video jarur upload karungi and please agar aapko meri drawing acchi Lage to mujhe like kijiye subscribe kijiye share kijiye aur comment karke bataiye ki aap meri video kahan se dekh rahe hain aur comment mein Apne favourite flower ka naam jarur batana ok thank you bye-bye guys.
    pintukumar241174@gmail.com
    Vanshika Chauhan
    ‎‪@Vanshika24130‬
    My second channel ka link
    ‎‪@Happy_Artworld‬
    .................................................................
    Doston agar aapko koi without hai to maine yahan per short summary given ki hai aap use padh kar Apne sare doubts clear kar sakte hain 👇
    SUMMARY
    Doston sabse pahle aapko flower pot banane ke liye do straight lines khinchne hai yani ki parallel aur aap unhen 9 CM ki lenge then aapko yahan per koi bhi circle wali chij leni hai aur usse circle draw karna hai aur uske bad use perfect shape mein kar dena hai convert kar dena hai uske bad aapko kuchh flowers banane hain jaise ki maine teen flowers pahle banae FIR uske upar do flowers banaen FIR uske upar ek flower banaya impression aaya bahut hi acchi shape mein hamare flowers bhi ban gaye hain shape aap apne coding kar sakte hain jaise bhi aapko flowers acche Lage ya FIR aap apne according koi koi bhi flowers draw kar sakte hain uske bad aapko Apne according Jahan per bhi gaps hai vahan per kuchh pattiyan banani hai leaves then aapko leaves ke bad Jahan per agar aapko lagegi kuchh aur jagah hai aur leave bahut sari ban gai hai to aapko vahan per kuchh kaliyan banani hai aur Kaliya banane ke bad aapko usmein shading karni hai apne according maine yahan per sirf doms ki HD pencil use ki hai aap chahe to koi bhi pencil use kar sakte hain aur apne coding shading kijiye Maine video mein dikhaya bhi hai shading ka process agar aapko theek Lage to theek hai Varna aap apne according kar sakte hain aur FIR aapka flower pot Bankar bilkul ready ho jaega so friends agar aapko meri drawing acchi Lage to mujhe like kijiye subscribe kijiye share kijiye aur comment karke bataiye ki aap meri video kahan se dekh rahe hain mujhe jankari achcha lagega ki log meri video Kahan kahan se dekhte hain thank u bye bye guys.
    Disclaimer
    Hi my dear RUclips team, I want to tell you that there is nothing wrong in this video and I upload this video only for children So that he can make his drawings through video and I upload them on the drawing platform.I have not used any copyrighted audio in this and nothing in this video is against RUclips rules That is why I appeal to RUclips not to put any copyright sign on my RUclips channel.And please upload it in 4K or HD quality I would be glad to know that RUclips helped me.
    I will always be grateful to RUclips and thank you RUclips team.

Комментарии •