We can't just imagine how powerful Mahanayak Arjun was 🔥🛐🙏. He was a Goat of his yuga🐐. Nobody can defeat him except Mahadev and Vishnu. Better than all warriors of our hindu dharma. He is Jishnu , Savyasachi , Partha , Falguna , Vibhatsu (The greatest of all time). The Mighty and Legendary warrior Arjuna 🥶🙏❤️✨.
Arjun was trained by Guru Dronacharya, Kripacharyaa, indr and Lord shiv. If anyone was trained by these guys how can he defeated in any battle. And lastly Arjun was always always under the guidance of shree krishna. That's why Arjun was the best Archer of Dwapar yug.
Accha ek सनातनी से जादा जानते हो, उसके ग्रंथो के बारे मे 😁😁😈😈 मे बताता हु, karn us guru parshuram ji ka shishya tha jo arjun ke guru ke bhi guru the or lord parshuram ji khud lord vishnu ki avtar the, asali महाभारत mene padi hai, me serial pr km hi viswas rakhta hu, karn ko guru dhronacharya, pitamaha se thodi, parshuram ji se or kripachari ji se bhi siksha mili thi or arjun ko mahadev ji ne kewal parshupadastra diya tha na ki apna shishya banaya kyuki wo uske yodya tha isliye vardan me mila, indra to pita the to wo to surya dev ji ne bhi siksha di thi, 😁😈 or karn or arjun ka wo wala prasang bhul gaye jisme kuch angur arjun ke rath ko peeche dekhel dete hai karn 😁😁😁😁😁😁😁 ye serial me jo kadam peecheebola jata hai wo glat hai, wo bhi rath karn se koi ek baar me nahi hila tha or lord krishna ne jaanbhuj kr esa hone diya taki arjun अहंकार me na aajaye, dono apni jagah sresth hai or lord krishna ji ke hote hue tumm arjun ko pure yug ke श्रेष्ठ bolre ho dikkhar hai tum pr sasthra nahi uthaya to kya hua lord krishna anek kalao me maahir the, or barbarik or ek lavya ko bhul gaye jiska anghuta jaan bhuj kr dhronacharya ji ne kta wa diya taki arjun ko no. 1 siddh kiya jaa ske Jo hindu jada nahi jante wo tumhari bate me ayenge or jinko pta hai wo nahi ayenge meri tarah isliye dono apni jagah best hai, or ek baat yaad rakhna me bolna nahi chata liken mere sanatani bhaiyo ko tumhare purkho ne bahut mara hai or मथुरा me bhi vivad bna rakhna haii, ek muslim kabhi bhi sanatani se jada unke grantho ke bare me nahi ज्ञान rakh payega, untill samne wala sanatani ne khud na pda ho usko 😁😁😁😈😈😈😈
@@shubhammathur4054 bhai g aap kuch jaydah he serious ho gaye. Maine shree krishna se compare he nahi kiya hai. Maine likha hai shree krishna k guidance mai Arjun hamesha rahte they. Arjun best they ye baat Shree krisna, Dronacharya, Bhism aur khud Parsuram g ney Karn se specially bola tha k Arjun ko harana impossible hai. Maine Mahabharat achhe se padhi hai. Ab jo Adharm k sath khada tha uski tarif to nahi kar sakte na
@@knowledgeconsumer1289 mera bhi yahi kahne ka matlab tha. Jo shree krishna k guidance mai rahta tha wo dharm ka sath he dega. Aur Khud shree krishna ney Arjun ko best mana tha.
Are guru aisa bhi majak mat udao yaar😂 Karn most powerful warriors me se tha bhai but it's also true that Arjun was an exceptional warrior so both are great warriors.😊❤
Re o harane lage ka matlab 😮😮 bar bar hara tha to kiw usko jeeta hua kahe ?? aur arjun kiw karan to bhime sarteki, chitrasen ,avimannu ,sabne haraya hai karan ko
Well articulated story. Arjun defeated Karna even without having the Gandiva and a chariot. Again goes on to show Arjuna's prowess as the ultimate warrior. A good example of Karna's ego and bloated sense of superiority. He orchestrated a gracious acknowledgement of defeat after being overpowered by Arjuna but continued to boast with a false sense of pride without acknowledging defeat despite being hammered by Arjuna directly on many subsequent events.
Bhai bhavukta mein liya nirnay hmesha sahi ho Aisa nhi ho skta... Karn ek mahaan yoddha aur daanveer tha but jaisi dharamparayadta Arjun mein thi wo us wakt ke yodha mein kuch hi logo m thi... Kudh bheeshm,dron,shri Krishan,aur shiv bhagwan etc ke priy the Arjun.... Karn ke kavach kundal use Marne se bacha skte the lekin haarne se nhi... Arjun se wo kabhi jeeta nhi tha sirf Mahabharat yuddh mein antim yuddh mein wo thoda sa Arjun pr bhaari pda jab Arjun poore man se yuddh nhi lade ....
@@richardxkrsnapandit0.7rukami bhi Parsuramji ka hi sissy the per fir bhi balramaji ke hatho mare gaye Dronacharya ko guruo me sresth kaha jata he isliye Bharat me sports coach ko Dronacharya award diya jata he Arjun vidhya sikhane me bhohot tej the uper se unka vyavah se hi Dronacharya ke man ko jeet liya fir extra mehanat karte the isliye Dronacharya ke sikhane se pehale hi ratri me dhanush se nissana sahi se laga lete the Arjun ko savysanchi kaha jata he unke dono hatho se dhanush chalne ki expertise batata he ye Dronacharya ko bhi nahi aata tha per Arjun ko aata tha
Mahabahu Arjun to swam hi Nar ke avtar hai. Unhe koi kaise hra sakta hai. Arjun to kewal tinke ko bhi Pashupatastra bna sakte hai. Jai Shree Arjun Jai Shree Krishan❤❤
Unbelievable Yaar... What a Humble man Angraj Karna! He never let his ego supersede his Power. This was his Greatness. Just because Arjuna was disguised as a Brahmin he retracted himself from that place after showing his skills and cutting all the arrows of Arjuna. This was his Greatness that's why Karna is considered as Greatest of all time.
Vhi to in chutiyo. Ko kon btay ki usne apni best hone ki quality dikhai bt ye sb hra diye h virat yudh me karan hara nhi tha samohana astra ne usko moh me dal diya tha
Jab Parashuram Ji se Vidya grahan kar rahe the Karn ki Jaangh kar ek keede ne kaat liya tha isse Karn ko bahut peeda hui thee. Tab bhi Karn ke paas Kavach Kundal the aur Chitrasen se haara tha tab bhi Karn ko peeda hui thee.
Ab mujhe btao jab arjun karn ko hra nhi ska to karn hara kese karn unke yudh se ati prasan the kyuki Arjun, bheesham,drona, ke alawa karn se yudh koi nhi kar skta
Aap k paas buhat gyaan hai. Main aap ki har video dekhta hun. Video k end me aap ne kaha arjun ne karn par Vijay pai? Par aap hi apni video me dono ko barabar lade hoye bataya. karn aur Arjun ne ek dusre ke saare vaan kate. Aur karn apni Esha se os brahman ki dhanor videya se santushat ho kar os ko Jane diya aap ne hi kaha. Na haara na baaga or na hi behos hoya apni khusi se jane diya. Right?
जब एक योद्धा दूसरे को अपने से श्रेष्ठ मानकर पीछे हट जाए तो वो दूसरे योद्धा की जीत ही होती है। जैसे भीष्म जी और परशुराम जी के युद्ध में परशुराम जी ऋषियों के कहने से भीष्म जी अजेय मानकर पीछे हट गए थे। वो परशुराम जी हार हो ना हो लेकिन भीष्म जी की जीत अवश्य थी।
वीडियो के साथ ऑडियो पर भी ध्यान दो। कर्ण अर्जुन के बाणों के वेग से मूर्छित हुआ ना कि घायल होने से। कवच कुंडल उसके घावों को जल्दी भर देते थे लेकिन को धक्का लगता उससे भी बचाते हो ऐसा वर्णन कहीं नहीं लिखा।
Jo sakh sakh vgbn krishna ki vakt&mitra ha, jo vgbn shiv sa pasupatya astro ki gayan rakta ho, karn uska samna a tucchya kit ki vati pratit hota haaaaaa
Karn gandarvo ke sath yudhh harke duryodhan ko chaos ke bhai gya tha or vibrant yudhh me 3 bar Harry arjun ne karn ko or karn har har apni jaan bacha kr bhai gya
Arjun to fir Arjun hai ...... ❤
Arjun aur bheem ❤❤ 💪💪
Mahanayak Gandavidhari Arjun is the bestest yoddha in mahabharat. ❤Jai Shri Krishna.
Nahi bache (SHREE KRISHNA)
Karna accepted arjun is undefeatable and withdrew himself from battle that is clear cut defeat .......
Jai Gandiv Dari Arjun 🙏❤
Very nice information ❤
Thanks Jai Shri Krishna
Jay shree Krishna ❤️❤️❤️🙏🙏🙏
We can't just imagine how powerful Mahanayak Arjun was 🔥🛐🙏. He was a Goat of his yuga🐐. Nobody can defeat him except Mahadev and Vishnu. Better than all warriors of our hindu dharma. He is Jishnu , Savyasachi , Partha , Falguna , Vibhatsu (The greatest of all time). The Mighty and Legendary warrior Arjuna 🥶🙏❤️✨.
Arjun ❤- just looking like a wow 😲🎉
अर्जुन ही संसार का कुशल योद्धा था
अर्जुन भी विष्णु का ही अंश था
Arjuna my inspiration 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
The great worriyar karn in Mahabharata 💪💪💪
Arjun was trained by Guru Dronacharya, Kripacharyaa, indr and Lord shiv. If anyone was trained by these guys how can he defeated in any battle. And lastly Arjun was always always under the guidance of shree krishna. That's why Arjun was the best Archer of Dwapar yug.
In guru se agar koi shikhe iska matlab ye nahi wo nahi haar sakta arjun hamesha dharm ka sath dia hai wo ek dharatma hai isliye undefeated rahe
Accha ek सनातनी से जादा जानते हो, उसके ग्रंथो के बारे मे 😁😁😈😈 मे बताता हु, karn us guru parshuram ji ka shishya tha jo arjun ke guru ke bhi guru the or lord parshuram ji khud lord vishnu ki avtar the, asali महाभारत mene padi hai, me serial pr km hi viswas rakhta hu, karn ko guru dhronacharya, pitamaha se thodi, parshuram ji se or kripachari ji se bhi siksha mili thi or arjun ko mahadev ji ne kewal parshupadastra diya tha na ki apna shishya banaya kyuki wo uske yodya tha isliye vardan me mila, indra to pita the to wo to surya dev ji ne bhi siksha di thi, 😁😈 or karn or arjun ka wo wala prasang bhul gaye jisme kuch angur arjun ke rath ko peeche dekhel dete hai karn 😁😁😁😁😁😁😁 ye serial me jo kadam peecheebola jata hai wo glat hai, wo bhi rath karn se koi ek baar me nahi hila tha or lord krishna ne jaanbhuj kr esa hone diya taki arjun अहंकार me na aajaye, dono apni jagah sresth hai or lord krishna ji ke hote hue tumm arjun ko pure yug ke श्रेष्ठ bolre ho dikkhar hai tum pr sasthra nahi uthaya to kya hua lord krishna anek kalao me maahir the, or barbarik or ek lavya ko bhul gaye jiska anghuta jaan bhuj kr dhronacharya ji ne kta wa diya taki arjun ko no. 1 siddh kiya jaa ske
Jo hindu jada nahi jante wo tumhari bate me ayenge or jinko pta hai wo nahi ayenge meri tarah isliye dono apni jagah best hai, or ek baat yaad rakhna me bolna nahi chata liken mere sanatani bhaiyo ko tumhare purkho ne bahut mara hai or मथुरा me bhi vivad bna rakhna haii, ek muslim kabhi bhi sanatani se jada unke grantho ke bare me nahi ज्ञान rakh payega, untill samne wala sanatani ne khud na pda ho usko 😁😁😁😈😈😈😈
@@shubhammathur4054 haa to arjun ne usko kahi baar haraya hai shayad tumne mahabharat nahi pada
@@shubhammathur4054 bhai g aap kuch jaydah he serious ho gaye. Maine shree krishna se compare he nahi kiya hai. Maine likha hai shree krishna k guidance mai Arjun hamesha rahte they. Arjun best they ye baat Shree krisna, Dronacharya, Bhism aur khud Parsuram g ney Karn se specially bola tha k Arjun ko harana impossible hai. Maine Mahabharat achhe se padhi hai. Ab jo Adharm k sath khada tha uski tarif to nahi kar sakte na
@@knowledgeconsumer1289 mera bhi yahi kahne ka matlab tha. Jo shree krishna k guidance mai rahta tha wo dharm ka sath he dega. Aur Khud shree krishna ney Arjun ko best mana tha.
Karn be like : ab to aadat si hai mujko ARJUN se harne ki 🗿🗿🗿🏹🏹🏹
Are guru aisa bhi majak mat udao yaar😂 Karn most powerful warriors me se tha bhai but it's also true that Arjun was an exceptional warrior so both are great warriors.😊❤
Re o harane lage ka matlab 😮😮 bar bar hara tha to kiw usko jeeta hua kahe ?? aur arjun kiw karan to bhime sarteki, chitrasen ,avimannu ,sabne haraya hai karan ko
Fir arjun ke teer sab jese kat die 5.37 pe
कर्ण जब भी अर्जुन के सामने आया है तब तब पराजित हुआ है।
❤राधेश्याम जी जय श्रीराम जी सीताराम जी ऊँ नमःशिवायःहर हर महादेव जी की❤
Jai Shree Krishna 🙏🙏
Jai Shri Krishna
Devraj Indra or meghnad ke yudh ka varnañ bataeye didi..😊
Well articulated story. Arjun defeated Karna even without having the Gandiva and a chariot. Again goes on to show Arjuna's prowess as the ultimate warrior. A good example of Karna's ego and bloated sense of superiority. He orchestrated a gracious acknowledgement of defeat after being overpowered by Arjuna but continued to boast with a false sense of pride without acknowledging defeat despite being hammered by Arjuna directly on many subsequent events.
Arjun always boos ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Arjun was the best during that era
जय श्री कृष्ण हर हर महादेव सत्य सनातन धर्म की सदा ही जय हो 🙏🚩🚩🚩🚩
Arjun is the greatest warrior of mahabharat..... even EAM dr jaishankar named his son after arjun ......
Best katha 👍 dandavat pranam 🙏🙏🙏 Hare Krishna Hari bol 👍🙏😀
जय श्री कृष्ण
Jai shree krishna
Draupadi swoyambar ke upar video banao plz 🙂
बनाया है
कर्ण जेसा कोई कायर नहीं है 😂😂😂
Jai Shree krishna ❤❤
Arjun is the greatest warrior in the earth no one can defeat Arjun . Arjun karna se jyada greatest and power full thaa
Jay shree Krishna
जय श्री कृष्ण
Jab jab Karan our Arjun ka samana hua tha Karan ko hi pichhe hatna pada tha
Nice presentation Om Ganpatye jai Shri Krishna 🙏🙏🚩🚩
thanks , Jai Shri Krishna
Jai sita ram Jai Jai Sri Krishna Jai Arjun
Arjun toh phir bhi Arjun the kiuki 3 log mein aisa koi nahi tha jo arjun ko hara sakta hai
Sister also make video of 14 day Mahabharata yudh. Perticularly Arjun Rathhin yudh. When Arjun was on ground.
that was really epic fight ............ye wahi fight tha jaha se meri soch badli thi arjun ke liye
One man army arjun❤
Arjun on fire
Arjun phir ve Arjun he 🏹🏹🏹🏹
Mam Aap kya karo Hanumanji aur Mahadevji ka yuddha vistar se bataiye. Ramayan mein ka. Jai Shri Ram. ❤🙏🕉️
Bhag mat kayer ,yeh Arjun ki gaandeev hai ❤
Vaydik sanatan dharm ki sada hi jay 🙏
जै जै श्री राधे कृष्णा ❤🎉🎉🎉🎉
मेरा दिल करन की तरफ खिंचा जाता है और मेरा दिमाग अर्जुन की तरफ खिंचा जाता है❤🦚
Bhai bhavukta mein liya nirnay hmesha sahi ho Aisa nhi ho skta...
Karn ek mahaan yoddha aur daanveer tha but jaisi dharamparayadta Arjun mein thi wo us wakt ke yodha mein kuch hi logo m thi...
Kudh bheeshm,dron,shri Krishan,aur shiv bhagwan etc ke priy the Arjun....
Karn ke kavach kundal use Marne se bacha skte the lekin haarne se nhi...
Arjun se wo kabhi jeeta nhi tha sirf Mahabharat yuddh mein antim yuddh mein wo thoda sa Arjun pr bhaari pda jab Arjun poore man se yuddh nhi lade ....
@@ajaymeena-rq4dr bhishma dronacharya ke guru parshauram the unke shishya karan yudha se ucha dhanveer mana gaya h
@@richardxkrsnapandit0.7rukami bhi Parsuramji ka hi sissy the per fir bhi balramaji ke hatho mare gaye
Dronacharya ko guruo me sresth kaha jata he isliye Bharat me sports coach ko Dronacharya award diya jata he
Arjun vidhya sikhane me bhohot tej the uper se unka vyavah se hi Dronacharya ke man ko jeet liya fir extra mehanat karte the isliye Dronacharya ke sikhane se pehale hi ratri me dhanush se nissana sahi se laga lete the
Arjun ko savysanchi kaha jata he unke dono hatho se dhanush chalne ki expertise batata he ye Dronacharya ko bhi nahi aata tha per Arjun ko aata tha
Mam please ap caption itne deplomatic mt dala kariye jai shree krishna 🙏
अच्छा लगता है
Arjun lied that he is brahmin because vyas had told him to hide his identity .......
Radhe Radhe ❤️❤️
duniya ka sabse bada Shakti peeth kon kon sa hai ?? aap ess topic me video bana banaiye na
Kya bheem or karna ka mal yudha huva tha?? TV serial me to dikhate hai lekin kya sach me huva tha ??
Haa, hua tha aur Karn jeeta tha, par jab Dhanur yudh hua to Bheem ne Karna ko hara diya tha,
Mahabahu Arjun to swam hi Nar ke avtar hai. Unhe koi kaise hra sakta hai. Arjun to kewal tinke ko bhi Pashupatastra bna sakte hai. Jai Shree Arjun Jai Shree Krishan❤❤
Jai shri krishna..
ARJUN TO ARJUN HAI ❤
Karn is best of both.....
Jay shree krishna❤❤❤
Jai shree krishna
Sach me duryodhana ki tarif ki gai hogi kya?
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Unbelievable Yaar... What a Humble man Angraj Karna!
He never let his ego supersede his Power. This was his Greatness.
Just because Arjuna was disguised as a Brahmin he retracted himself from that place after showing his skills and cutting all the arrows of Arjuna.
This was his Greatness that's why Karna is considered as Greatest of all time.
Nai Bhai Arjun k 16 kala k barabar nai the
AAP ek hi subject pr kitne vedios banayenge
बाकियों पर काम चल रहा है
Karna fans will say it's fake 😂😂😂
to isme karna hara kanha hai
Vhi to in chutiyo. Ko kon btay ki usne apni best hone ki quality dikhai bt ye sb hra diye h virat yudh me karan hara nhi tha samohana astra ne usko moh me dal diya tha
LEGEND KARAN 🌞
TV show na dekhe granth padhe❤
@@AryanRaj-hi9wz 😜😜😜😜😜😛😛😝
Kahe ka legend
Sonputra karna
Bhagoda bhikarna 🤣🤣🤣🤣
Karn ko swambar me bhag lene hi nhi diya gya tha ❤❤❤ ar karn ko wijay dhanush ar kawach kundal ke sath koi nhi hra skta ❤❤❤❤
Hi
Aditya dieties powers and abilities base vedios.
करण के पास कवच था फिर भी घायल हो गया 😅😅
Jab Parashuram Ji se Vidya grahan kar rahe the Karn ki Jaangh kar ek keede ne kaat liya tha isse Karn ko bahut peeda hui thee. Tab bhi Karn ke paas Kavach Kundal the aur Chitrasen se haara tha tab bhi Karn ko peeda hui thee.
Aree vo arjun hain arjun😂😂😂
Karna was a much better archer than Arjuna. Lord Krishna himself admitted that all the Pandavas including Arjuna escaped from Karna with good luck.
Haha Mahabharat me kaha likha h ye ??? Serial ka gyan mt de Bhai , bhagwan shri krishna or bhagwan shiv ne Arjun ko hi sarvshresth bola h
Uss samay toh karn ka kavach Kundal tha,,toh arjun k baar se karn murchit kaise ho gye
karna be like mera kavech kundel knha gya hoga
Ab mujhe btao jab arjun karn ko hra nhi ska to karn hara kese karn unke yudh se ati prasan the kyuki Arjun, bheesham,drona, ke alawa karn se yudh koi nhi kar skta
Virat yudh dekh lena bhai nahi toh virat yudh ka mahabharat padh lena ans mil jayega
🌹🪴❤️ Good video ❤️🪴🌹
Aap k paas buhat gyaan hai. Main aap ki har video dekhta hun. Video k end me aap ne kaha arjun ne karn par Vijay pai? Par aap hi apni video me dono ko barabar lade hoye bataya. karn aur Arjun ne ek dusre ke saare vaan kate. Aur karn apni Esha se os brahman ki dhanor videya se santushat ho kar os ko Jane diya aap ne hi kaha. Na haara na baaga or na hi behos hoya apni khusi se jane diya. Right?
आदि पर्व के उस वृतांत में जैसा लिखा गया है , बिलकुल यथार्थ इस विडियो में बोला है अंत तक , एक शब्द स्वयं से नहीं जोड़ा
@@OMGANPATAYE Ok Thanx for your reply and respect. I always wait for your next video.
जब एक योद्धा दूसरे को अपने से श्रेष्ठ मानकर पीछे हट जाए तो वो दूसरे योद्धा की जीत ही होती है।
जैसे भीष्म जी और परशुराम जी के युद्ध में परशुराम जी ऋषियों के कहने से भीष्म जी अजेय मानकर पीछे हट गए थे। वो परशुराम जी हार हो ना हो लेकिन भीष्म जी की जीत अवश्य थी।
कर्ण एक महान योद्या है
Vijay maanke nhi bharam hatya ke dar se kyuki indra or krishan ke chalte karn ko kyy shraap mil chuke the
Acha 😂 agr itna dar tha to phle kaise teer mar ra tha jb khud mar khane lga or thak gya to bhag gya 😂
Aap ke story me sachaei nhi hai kyu us time karna ke pass kawach tha to murchit type nhi ho skta 🙏🙏🙏 ab to apke channel pr se vishwas uth gaya
😂are bhai kavacha sirf life ko mot sa bacha sakta hai na ki behisi aane sa 😂
@@darknightstudio3914 bhai apke paas to bhut knowledge h😂😂😆pata nhi tha
वीडियो के साथ ऑडियो पर भी ध्यान दो।
कर्ण अर्जुन के बाणों के वेग से मूर्छित हुआ ना कि घायल होने से।
कवच कुंडल उसके घावों को जल्दी भर देते थे लेकिन को धक्का लगता उससे भी बचाते हो ऐसा वर्णन कहीं नहीं लिखा।
Karna ke pass bhi vijay dhanush nhi tha uss wakht 😂
Thanos jaisa koi nhi....
Karn waaha se chl deya kyu ke wo bharm hatya ni karna chta tha aur sarp ke dar se chl deya tha waha se
Jo sakh sakh vgbn krishna ki vakt&mitra ha, jo vgbn shiv sa pasupatya astro ki gayan rakta ho, karn uska samna a tucchya kit ki vati pratit hota haaaaaa
Pandav bakhan kar rahi hai
Kya krishna cow ka milk peete the
Milabat mahabharat paise kamane ke liye kuch bhi
Arjun bhakt
Arey lagta hai aap sakshat wahi thi😂😂😂
You are true karn hater
Mahabharat jo bi pdhega vo adharmi karn ka hater hi hoga
Kuch bhi apne se kahani bana lete hai 😂😂
Chup 🤫
Ekdm bakwaas
Karna kab dara😂😂😂kuch bi 😂😂😂
Agar sacchai nahi pata to dekh mat
Jai Ho Sony Putra Karn ki😂😂😊
@@mrkillerff7384 Ghanta sach tum brihu Arjuna ke bhakta🤧🤧
@@pushpakraut6715 jai ho 🥱brihua Arjuna ke bhakta 😂😂😂
Karn gandarvo ke sath yudhh harke duryodhan ko chaos ke bhai gya tha or vibrant yudhh me 3 bar Harry arjun ne karn ko or karn har har apni jaan bacha kr bhai gya
Krishn ne hamesa chhal Kiya jabki karn kabhi bhi nahi
Karn se bada koi nahi krishn bhi nahi
Galat karn ne sirf Arjun se yudh Kiya tha use parkhane ke liye ki Brahman vesh mei koun hai
𝔸𝕣𝕛𝕦𝕟 𝕞𝕖𝕚𝕟 𝕊𝕙𝕣𝕚 𝕂𝕣𝕚𝕤𝕙𝕟𝕒 𝕛𝕚 𝕜𝕚 ℂ𝕙𝕙𝕒𝕧𝕚 𝕙𝕒𝕚 𝕒𝕦𝕣 𝔹𝕙𝕖𝕖𝕞 𝕞𝕖𝕚𝕟 𝔹𝕒𝕝𝕣𝕒𝕞 𝕛𝕚 𝕜𝕚 ℂ𝕙𝕙𝕒𝕧𝕚 𝕙𝕒𝕚
Jai shree Krishna
Jay Shri Krishna
Radhe Radhe ❤️❤️
Radhe Radhe ❤️❤️
Radhe Radhe ❤️❤️