DL Transfer kaise kare | driving Licence district change | driving Licence State Change

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 авг 2024
  • hiii guys...
    Technical Dau मेरे यूट्यूब चैनल में आप का स्वागत है ,हम किसी भी प्रकार के डॉक्यूमेंट के खो जाने पर किसी भी प्रकार का कोई भी प्रूफ ना होने की कंडीशन में उसे कैसे सर्च करे जैसे पैन कार्ड खो जाये पैन नंबर है नहीं तो कैसे पैन नंबर मिलेगा हम बताएँगे
    हमारे चैनल को फॉलो करे और हर प्रॉब्लम का सलूशन ले अगर पसंद आये हमारा तरीका तो Like or SUBSCRIBE जरूर करे।
    My Wattsapp No.-6393324434 for any problem msg me Please Only.
    For any kind of Online Work Please Contact Us on My Wattsapp No. This Is Paid Service....
    To JOIN MY GROUP PLEASE CLICK ON LINK BELOW
    Telegram group link:- t.me/+sC4iQuQS...
    SARTHI OFFICIAL LINK :-sarathi.pariva...
    Channel Topic:-
    transfer of driving licence from one state to another
    dl address change online
    driving licence address change online
    address change in driving licence
    driving licence transfer process
    about driving licence transfer
    transfer driving licence
    change driving licence address
    driving licence ko ek rto se dushre rto transfer kaise kare
    driving licence
    dl transfer to other district
    dl transfer online
    dl transfer
    dl transfer to other state
    dl transfer kaise kare
    #dltransfer
    #Transferofdl
    #drivinglicencetransferprocess
    #Addresschangeindrivinglicence
    #drivinglicenceaddresschange

Комментарии • 216

  • @I_M_SAROJ
    @I_M_SAROJ 11 месяцев назад +4

    Ismein dobara DL test Dena padega kya

  • @nasirrkhan7860
    @nasirrkhan7860 Год назад +5

    Main yahi sara process krke,Phir Rto gaya tha pure document ke sath Lekin mera file kisi ne submit nhi kiya,idhar se udhar daudate rahe,mera paisa bhi fasa hai online payment kiya tha,RTO wale Currept ho gye hai Bina Dalal Ke wo kaam nhi karte hai... Gonda Uttar Pradesh RTO is biggest Currepted Rto hai.....

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Call on 1076 cm helpline

    • @nasirrkhan7860
      @nasirrkhan7860 Год назад

      @@rankendrasingh63933 Bro Abhi Gulf country me hu,Jaunga phir try karta hu
      Thanks 🙏

    • @TIB-gw9qe
      @TIB-gw9qe 9 месяцев назад

      Konsi RTO Jana hoga New wala ya pehla vlwala

    • @MKS1286
      @MKS1286 7 месяцев назад +2

      bahut bhrastachaar hai bina paisa diye koi kaam hi nahi hota hai.

    • @Palwan-singh836
      @Palwan-singh836 6 месяцев назад

      Sabhi rto bale ese hi krte hai

  • @Anitadevi-pw1jd
    @Anitadevi-pw1jd 2 месяца назад

    Bahut ache se samjhya good

  • @jatinmandal2180
    @jatinmandal2180 Год назад

    Very informative video........!!!!Ye same process Haryana to West Bengal ho jaeyga ???. Aur RTO visit karna must hai ???? Without RTO visit transfer nahi hoga keya ???

  •  6 месяцев назад

    Very informative videos sir thanks

  • @Rana.ji_dubai
    @Rana.ji_dubai 10 месяцев назад

    Very nice information thank you Sir 🙏🌹

  • @Itzz_hamid_pathan
    @Itzz_hamid_pathan 5 месяцев назад

    Sir mai Maharashtra se hu aur mai fauj me hu abhi posted Chattisgarh me hu to DL banvana tha jab mai learning licence ban gaya tab unhone present aur permanent address unit ka dala jo Chattisgarh me hai ....mujhe present address Chattisgarh aur permanent address Maharashtra ka dalna tha agar dono address Chattisgarh ke ho to koi. Dikkat to nahi hai aur aage jakar hum address change kar sakte hai kya...aur DL Transfer Maharashtra me hoga kya ? Aur renewal ke liye kahi se bhi ho jayega ya Chattisgarh me hi karana padega.....sir ye bata do ki agar mai apne home district me banau to better rahega ya kahi bhi banao to tension nahi ....means advantage or disadvantage kuch ho to batana sir plz...

  • @MKS1286
    @MKS1286 7 месяцев назад +1

    aadhar card me jo date of birth tha wo DL par galat print hokar aaya hai , UP me Date of birth online change ka option bhi nahi hai, to kya abhi wala DL expire hone ke baad jab DL renewal karaayege uss samay DOB change ho jayega ? Ya new DL ke liye apply karana padega ?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад

      Date of birth change ho jata hai up me RTO me kisi se milo bad me nahi hoga dusra bhi nahi banega

    • @MKS1286
      @MKS1286 7 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 DL banaane wale bol rahe hai ki agar dob me change hai to naye dob ke saath pahle learning licence banega fir DL .

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад

      @@MKS1286 nahi banega agar dl ban chuka hai aadhar se purana data fatch ho jayega

    • @MKS1286
      @MKS1286 7 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 jo aadhaar me DOB hai wo DL par nahi hai fir kaise fatch hoga ?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад

      Aadhar number se

  • @jitkumar122
    @jitkumar122 9 месяцев назад

    Nice bro, loving from Assam

  • @ayushdayani7157
    @ayushdayani7157 7 месяцев назад

    isme DL ki validity yani expiry date renew hoti hai ya fir jo purani hoti hai wo continue hoti he. Aur ye process state to state tranfer k liye same he ya isme kuch change he?
    Thank you

  • @tsewangdorje2029
    @tsewangdorje2029 3 месяца назад

    Sir .
    Muje aj licence pass hua or muje message be aya or download be Kiya..
    Ab muje address change karna hai to kya uske liye time lagega kya ..
    Driving licence issued date 22-5-2024

  • @ashoklagad5178
    @ashoklagad5178 10 месяцев назад

    Very informative.....

  • @isharkpraveen
    @isharkpraveen Месяц назад

    Permanent and present address ek saath nahi change hotha.. Lekin state transfer keliye konsa selectkarna padega?

  • @MuKu9685
    @MuKu9685 13 дней назад

    RTO चेंज करने पर ड्राइविंग लाइसेंस नम्बर भी बदल जायेगा क्या?

  •  6 месяцев назад

    Jo time and date lagate h fix time par visit karna hoga kya

  • @Devils9060
    @Devils9060 4 месяца назад

    DL ka RTO change krne pr new RTO CODE rahega ya wahi purana wala rahega BR03 HAI TO CHANGE KRNE PR BR01 HOGA YA BR03 HI RAHEGA

  • @technicalkingsrp7975
    @technicalkingsrp7975 27 дней назад

    Agar jinka licence banaa ho aur vah transfer karne ke liye is website per jakar Jo apni process se document upload karna signature upload karna yah sab process hone ke bad RTO mein visit karne jaate Hain to kya unhen fir se test dena padenge computer exam driving test

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  27 дней назад

      Nahi only photo khichegi or licence aap k ghar delivered hoga

  • @anshuljain08
    @anshuljain08 17 дней назад

    Mera licence Firozabad ka hai and mein ab permanently Agra Shift ho gya hu.. mein agar address change ka application daalta hu toh mujhe document physically verify karane kaunse RTO jaana padega ?

  •  6 месяцев назад

    Kya blood group change ho sakta hai agar galat select ho jaye

  • @mukeshbihat
    @mukeshbihat Год назад

    Good information 👍

  • @mandeepfm
    @mandeepfm Год назад

    Ye dl new address par ayega kya?
    Purane address wali jgah koi nahi rehta to kya करें

  • @chotayoutuberadanheer5104
    @chotayoutuberadanheer5104 7 месяцев назад

    Nice information

  • @rasekdalal7777
    @rasekdalal7777 6 месяцев назад

    Mera address same rahega Only RTO change hoga, Abhi RTO subdivision me ha, O me District RTO me karna Chatahu, e process Apply karunga to hojaga kea? Plz Reply

  • @yashwantsinghpanwar722
    @yashwantsinghpanwar722 Год назад

    Nice knowledge

  • @polsci462
    @polsci462 Год назад

    Sir jese address change krvaya jae agr aur maan lijye license expire ho chuka hai fir naye slot me book krenge toh license renew bhi ho jaega?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад +1

      Haa renewal and address change ki fees kategi sath me. Ho jayega

  • @shivamtanwar8285
    @shivamtanwar8285 6 месяцев назад

    Sir ek cheeze puchni hey
    Haryana to delhi transfer karna hey license, abhi ek mahina hua hey naya dl hey kya kar sakte hey transfer koi problem to ni hogi.

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  6 месяцев назад

      Karke dekho koi problem nahi hogi. Ho sakta hai 6 months bad hi ho

  • @MukeshChoudhary-qn9zx
    @MukeshChoudhary-qn9zx 4 месяца назад

    Old RTO me jana hoga ya new wale RTO me jo new district ke address me hai jo

  • @ankushsharma7072
    @ankushsharma7072 Год назад +1

    Sir mai haryana se dl bnwakr kitne din baad delhi me transfer krwa skta hu.

  • @kamalakarsurvade4911
    @kamalakarsurvade4911 5 месяцев назад

    Sir slot book hone ke baad kaha document verification karna hai old or New
    Jaha DL transfer karana hai

  • @DastageerNadaf-kk5bh
    @DastageerNadaf-kk5bh 2 месяца назад

    Parivhan sewa pe transfer Kiya hai ka to goa Kiya hai abhi Karnataka ya goa RTO visit karna hai

  • @adikr5323
    @adikr5323 8 месяцев назад

    Mera DL Uttarakhand ka hai maine Adrress change kara lia UP ka par mera DL NO abhi bhi UK se hi hai. DL no change nahi hua..Koi problem to nahi hai.?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  8 месяцев назад

      Dl number kabhi change nhi hota koi problem nahi

    • @adikr5323
      @adikr5323 8 месяцев назад +1

      Thanx a lot😊

  • @BISWAJITDAS-or8fg
    @BISWAJITDAS-or8fg 6 месяцев назад

    Dl test dena hoga kiya...me dl other dist se khud ka dist par transfer karna chahta ho. Please help

  • @umertechsolutions588
    @umertechsolutions588 4 месяца назад

    Jab online fee pay kiya online phir rto jana kyu padta haii plz explain.....

  • @user-fq2sx8hn9j
    @user-fq2sx8hn9j 10 месяцев назад

    Sir paper driving licence other state mai smart card mai trasfer hoga ya nahi ,kirpya reply kare ??

  • @bhadreshkumar4300
    @bhadreshkumar4300 3 месяца назад

    Mera Original DL smart card loss ho rakha he
    Mera DL rajasthan rto se bna hua he lekin mujhe ab gujarat me DL transfer karne ke sath us me correction bhi karna he address or name ka
    Uske liye kya process krni padegi sir
    Pl help me 🙏🙏🙏

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  3 месяца назад

      Ho jayega aap na kar pao to batana meri team kar degi

    • @bhadreshkumar4300
      @bhadreshkumar4300 3 месяца назад

      @@rankendrasingh63933
      mene online apply to kr diya he lekin 10kb se 20 kb k bich me sign upload karna tha mene 7kb ki sign upload kardi he or photo me Red background he isse koi problem hogi kya?

    • @bhadreshkumar4300
      @bhadreshkumar4300 3 месяца назад

      Meri sign 7kb ki upload ho gyi he or photo me Red background he isse koi problem hogi kya?
      Sign 10 se 20kb ke bich me magi he

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  3 месяца назад

      Nahi

    • @bhadreshkumar4300
      @bhadreshkumar4300 3 месяца назад

      @@rankendrasingh63933 meri sign blue pen se upload ho gyi he ab koi rejection aaya ga kya

  • @ratherjunaid43
    @ratherjunaid43 5 месяцев назад

    Kya dl number b change hoga ...naye state ka dl number aayega kya ?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  5 месяцев назад

      Dl number change nahi hota

    • @ratherjunaid43
      @ratherjunaid43 5 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 license Naya aata hai kya naye RTO ka

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  5 месяцев назад

      Haa

    • @ratherjunaid43
      @ratherjunaid43 5 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 sir mujhe Bihar se kulgam kashmir transfer karni hai ...mai phle kisme fee wagaira Baru...kulgam ya Bihar

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  5 месяцев назад

      @ratherjunaid43 Kashmir

  • @RanjanKumar-mp7ve
    @RanjanKumar-mp7ve 3 дня назад

    Sir permanent address ka option hain wo to filling nahi ho raha hai sir

  • @vikasjatav0777
    @vikasjatav0777 10 месяцев назад

    sir direct rto jakar transfer karwa sakte hai dl license ko state to state??mera haryana ka banaa hua hai delhi mai transfer karwana hai toh uske liye koi noc ki need padegi??

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  10 месяцев назад

      Nahi padegi noc ki jarurat. Direct nahi hoga pahle online karo .

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  10 месяцев назад

      Transfer Of Dl ki service humari team bhi karti hai

    • @vikasjatav0777
      @vikasjatav0777 10 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 kitna change lagega sir rto toh visit nhi karna padega??

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  10 месяцев назад

      @@vikasjatav0777 6393324434 msg on whatsapp

  • @swapnaroy2385
    @swapnaroy2385 2 месяца назад

    Apply karne ki kitne din bad rto. Jana parega

  • @insurancegyank
    @insurancegyank 8 месяцев назад

    Gujrat ka DL hai Up me transfer karvana hai..
    Video banaye

  • @gurulalsinghbajwa1420
    @gurulalsinghbajwa1420 11 месяцев назад

    Superrrr

  • @MKS1286
    @MKS1286 7 месяцев назад

    UP me hi agar rto address deoria se gorakhpur change karu to vehicle ka number bhi change hoga kya? RC me bhi address change karna padega kya?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад +1

      Ho jayega rto change kar do same process use Karo

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад +1

      Vehicle ka number change nahi hoga

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  7 месяцев назад +1

      Agar change hoga to starting se register hoga

    • @MKS1286
      @MKS1286 7 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 fir DL ke saath naya RC bhi milega kya?

  • @johnchacko5874
    @johnchacko5874 6 месяцев назад

    Transfer charges Kitna he, sir?

  • @TIB-gw9qe
    @TIB-gw9qe 9 месяцев назад

    Konsi RTO jna hoga, New wala ya pehla wala

  • @ADITYAKUMAR-rx9gp
    @ADITYAKUMAR-rx9gp Год назад

    Appointment Slot booking kis RTO ka karna hai?
    Jahan pe humne pehle DL banaya tha ya fir uss RTO ko select krna hai jahan hum transfer karwana chahte hain appointment k liye

  • @user-fq2sx8hn9j
    @user-fq2sx8hn9j 10 месяцев назад

    Sir ji paper wala driving licence other state mai direct smart card mai trasfer hota hai ki nahi ? Kripya reply kare .

  • @YashGamingPc
    @YashGamingPc 11 месяцев назад +1

    Hardcopy la jana jaruri hai

  • @shubhamwarse4198
    @shubhamwarse4198 11 месяцев назад

    do we need to give driving test again for transfering license

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  11 месяцев назад

      Transfer condition me document verification hota hai driving test nahi

  • @digitalservicescsc3642
    @digitalservicescsc3642 Год назад +2

  • @deepak19256
    @deepak19256 Год назад +1

    Sir ji licence transfer for address change saath Mai ho jayega kua.

  • @rumpapramanik9203
    @rumpapramanik9203 Год назад

    Yeh Kam dist Nadia West Bengal main koye kar nahi pa Raha Hain .Mera DL tripura ka hain West Bengal Lana Hain par DL missing aur online copy main photo show nahi kar Raha Hain,kaya Karen please bataye .

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Please msg me my WhatsApp number 6393324434

    • @jatinmandal2180
      @jatinmandal2180 Год назад

      Ye same process Haryana to West Bengal ho jaeyga ???. Aur RTO visit karna must hai ???? Without RTO visit transfer nahi hoga keya ???

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Check kar lo west bangal me contact less hai ki nahi

  • @rajadshwl
    @rajadshwl Год назад

    Sir
    Mera DL state Code UP 81 hia
    Abhi mera Sara address Himachal Pradesh ka hai
    Mujhe Apne DL ka address ke sath state Code bhi badlna hai
    HP 98 Karana hai
    Kya ye ho jayega to kese hoga
    Mene Customer care se bhi baat ki to , vo bolte hain ye jaankari aapki RTO se hi milegi
    Please help karen
    Mujhe state code bhi change karana hai
    Address change me sirf RLA change hota hai
    State code nhi

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад +1

      Transfer ke liye Maine video banaya hai ush video me Rajasthan ke dl ko arunachal pradesh transfer Kiya hai. Pura dekhe same process kare

    • @rajadshwl
      @rajadshwl Год назад

      @@rankendrasingh63933 sir me ek baar check karta hoo

    • @princesharma1456
      @princesharma1456 11 месяцев назад

      ​@@rankendrasingh63933video to sho nhi ho rha ji

  • @theahr0786
    @theahr0786 Год назад +1

    Humne yehi process kiya tha sir but 17 days huee abhi tak koi massage ya aproval nahi huaa

  • @user-fq2sx8hn9j
    @user-fq2sx8hn9j 10 месяцев назад

    Thanks

  • @harendraprajapati2541
    @harendraprajapati2541 9 месяцев назад

    Address update hone me kitana time lagta hai

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  9 месяцев назад

      3days but dl home address par 15 days me deliver hota hai

  • @GurjantSingh-cs2qn
    @GurjantSingh-cs2qn 8 месяцев назад

    RTO code change nhi hota
    Is process se
    Sorf address change hota hai

  • @SanjeevKumar-jo5sm
    @SanjeevKumar-jo5sm Год назад

    Good

  • @RajChauhan-ne1eh
    @RajChauhan-ne1eh Год назад

    Knowledge Bank

  • @amitbaghel2715
    @amitbaghel2715 18 дней назад

    Nov nhi Lena kya state se

  • @pkd4532
    @pkd4532 6 месяцев назад

    Mere pass heavy(transport) licence hai.Pincode dalne k bad 2 RTO office show ho reh hai. Ek non transport or dusra transport. Kon choose karna hai.

  • @realpandey7699
    @realpandey7699 6 месяцев назад

    Mere district k bahar ka rto select kr sakte hai???mujhe pass parega.plz btaiye

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  6 месяцев назад

      Pin code se district auto select hota hai

    • @pritamshekhawat01
      @pritamshekhawat01 5 месяцев назад

      Sir Mera bhi pincode se auto select hua h mall Rd rto. blki usse bhi near rto wazirpur h to kya wazirpur kr skta hu online change

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  5 месяцев назад

      @pritamshekhawat3000 change karke dekho

    • @pritamshekhawat01
      @pritamshekhawat01 5 месяцев назад

      Payment ho chuki h to kya change ho skta h plz reply

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  5 месяцев назад

      @pritamshekhawat3000 nahi

  • @kapilkoli8821
    @kapilkoli8821 11 месяцев назад

    Agian driving test toh nhi dena pdega na

  • @nadeemhassansheikh
    @nadeemhassansheikh 10 месяцев назад

    Kya DL transfer karne par Licence no Naya milta hai

  • @AJEETKUMAR-1999
    @AJEETKUMAR-1999 Месяц назад

    Mera katihar se bana hai aurangabad se ho jayega

  • @insurancegyank
    @insurancegyank 8 месяцев назад

    GJ09 se UP70 me transfer karvana hai kaise hoga?

  • @johnchacko5874
    @johnchacko5874 6 месяцев назад

    Mera laptop se Ghar par kar saktahu?

  • @globetrekker777
    @globetrekker777 Год назад

    Ek State se dusre State k RTO me kaise DL transfer hoga

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Jaisa video me diya hai vaise hi same kar lo

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Na kar pao to call on 6393324434

    • @globetrekker777
      @globetrekker777 Год назад

      Video me to aapne state k andar transfer karna bataya hai. Me Uttar Pradesh se Delhi me transfer karwana chahta hu apna licence, wo kaise hoga aap bataiye

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Nahi Rajasthan se arunachal pradesh ko transfer hai

  • @viky651
    @viky651 Год назад

    Konsi RTO mein Jana hotha purana wali ya Jo change Kiya wo RTO mein batao sir please

  • @shubhambasor7174
    @shubhambasor7174 11 месяцев назад

    Hello sir mera naam subham hai maine do teen youtube (driving license address change) ki video dekh kar parivahan site par apply kiya fees bhi pay ki or slot book kiya jab mai rto office ke ek counter par gaya to vo kahete aapka present or permanent address same hona chahiye
    Mera case yeh h ki mai pehle city A mai rehta tha or ab mai city B mai 2 sal se reh raha hu to mai apna driving license city B ka karwana chahta hu (pehle maine apna aadhar card city B ka karwaya fir uska istemal karte hue bank a/c bhi city B mai open karwaya to mai apne saare document city A se city B ke kar wa raha hu) to sir vo rto office counter par vo kahte ki present or permanent address same hona chahiye
    Ab mujhe yeh pta h ki mujhe present permanent same karna hoga application form mai or iske liye mujhe application canel kar ke ek new application fill karni padegi payment karni hogi slot book karna hoga Mujhe dar iss baat ka h ki iske alav vo koi or kami bta kar mera form accept na kr de iske liye mai kya kru

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  11 месяцев назад

      Agar aap present me address B me rah rahe hai or vahi ka DL karvana chahte hai to only aap ka aadhar address B ka hona chahiye Ho jayega

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  11 месяцев назад

      Aap thoda sakhti dikhaye agar counter se reject karte hai to RTO se direct mile apne document dikhaye

    • @shubhambasor7174
      @shubhambasor7174 11 месяцев назад

      @@rankendrasingh63933 thank you for reply sir
      Dekhiye yaha teen 2 building mai teen counter hai "pehle" counter par jaaker vo hamare form check karta hai sign karwata hai fir hum "dusri" building mai jaaker apna form dikha kar token lete hai fir usi building mai screen par counter number chalta hai fir doucment verification ki baari aati hai
      Ab 28sep2023 ka slot book tha fir bhi aaj jaaker ek baar fir pta karke aaya to vo kehte city A ka koi address proof le aao lekin mujhe city B se matalab hai kyunki ab mujhe pta mujhe city B mai rehna hai city B doucment ke base par city A ke document city B ke kar wa raha hu
      Abhi use counter par mujhe present permanent address alag alag hone ki vajh se form ko verify nahi kar raha mai soch raha hu application cancel kru or fir se application apply kru or usme present permanent address same kar du iske baad koi Problem na ho iske liye mai kya karu sir

  • @Koushik75
    @Koushik75 Год назад

    Mera dl ka hard copy aaya hi nhi ab m kaisa karu

  • @user-hb1rj4nn6n
    @user-hb1rj4nn6n 11 месяцев назад

    ਟਰਾਂਸਫਾਰਮਰ ਫੀਸ ਤੇ ਦਸੀ ਨਹੀ ਕਿਤਨੀ ਲਗਦੀ ਹੈ

  • @amit0203
    @amit0203 Год назад

    Driving test dena hota hai kya?

  • @Mr_optimistic
    @Mr_optimistic Год назад

    State change krna ho to kaise karenge

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Jis state me transfer karna hai ushe pahle hi select kar le

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Jab aap ka data open hota hai vahi pin code ka option hota hai vahi ush state rto ka pincode dalenge

    • @Mr_optimistic
      @Mr_optimistic Год назад

      @@rankendrasingh63933 thank you so much for you information.😁

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  Год назад

      Thanks 🙏

    • @Alltopics4u
      @Alltopics4u Год назад

      Yeh error araha h
      As per MV act 9 1 (i) A person can be granted a driving licence when he ordinarily resides or carries on business from the state where the application is being applied from.

  • @princesharma1456
    @princesharma1456 11 месяцев назад

    Liscene number change hota hai bhai ji

  • @manvendrasingh8242
    @manvendrasingh8242 27 дней назад

    Sir RTO office pe click karne k baad ka page nahi khul raha matlab mera addreess change ho gaya hai isliye rto office change karna par raha hai lekin aage ka procees k liye page nahi khul raha

  • @nbbabuji5499
    @nbbabuji5499 6 месяцев назад

    Mera original DL photo visible nahi hein, digilocker ka attach kar sakte hein kya state to state transfer ke liye ?

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  6 месяцев назад

      Jaisa h vaise hi upload kar do system me record check ho jata hai

  • @abhilashageorge1700
    @abhilashageorge1700 9 месяцев назад

    Address proof k liye kya documents Dena padega

  • @abhibalwada
    @abhibalwada 4 месяца назад

    Kya dl ka number bhi change ho jayega ya same rahega

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  4 месяца назад

      Same rahega

    • @abhibalwada
      @abhibalwada 4 месяца назад

      Number change ke liye kya kare

    • @abhibalwada
      @abhibalwada 4 месяца назад

      Kya Lite licence ko surrender karke dusre rto se apply kar sakte hai kya

    • @rankendrasingh63933
      @rankendrasingh63933  4 месяца назад

      @abhibalwada number change nahi hota new dl banana hoga

    • @abhibalwada
      @abhibalwada 4 месяца назад

      @@rankendrasingh63933 Licence surrender/cancel ke baad dobara new rto se apply kar sakte hai kya??