Brother mene madhya pradesh se punjab ka address fill kra hai ir photo and sign bhi change ki option select ki hai receipt to mi hai but kahai jana pade ga kya mujhe photo ke liya
great video sir .....address change k saath ye bhi pta chl gaya ki shifting m bhi same process hee hota hai....thank you sir your videos are awesome great content❣❣
Bhai aapke samjhane ka tarika mst h ekdm clear aur easy tarika se aap btaye m baki logo ka bhi video dekha bt unka bs video bnane ka h samane Wale ko smjh me aaye ya nhi kuch nhi bt Bhai thanx ki aapke smjhane se m bahut hi achha lga aise hi aap kam krte rhe aur aage badhte rhe, I pay to God for you.
Mera DL delhi ka hai aur usko ab renew karvaana hai। Main ab dehradun rahta हूँ parmanently। Mujhe pahle address change karva ke phir yahan renew ke liye apply karna padega।
Bhai documents upload krne hai licence change address Mai... 2nd step mai.....kaise hoga.....1st set complete ho geya tha....par phone off ho geya .. kaise kru
bhai ji ham abhi rent par reh rahe he aur dl me old wala add he to kya kare? kyuki agar adhar card select karenge to old wala add upload hoga aur ele.bill karenge to jiska ghar he uska nam aayega to ab isme kya kre ?
After uloading Aadhar card and clicking on next.. status still show Pending for UPLOAD DOCUMENTS.. so only 1st step is showing completed... i tried multiple times refresh as well
mere pas booklet wala DL hai, mujhe card wala dl chahiye...kaise milega?? thoda sa house no galat no old dl mei, usmei correction kardu toh card walaa dl mil jayega???
Sir mene address chnga kyray tha phele mera driving license rjo5 tha or mujee uttarpradesh m transfer kiya thaa jb mera address change ho gya. Tb vo deliverd hua to dl.number purana wala.hi RJO5 se strt ho rha na ki UP80 SE KY KRU M
Hello bhai pehle main up mein rehta tha magar ab main delhi permanent shift ho gya hu or mera licence up ka hai or mere licence ko bane aaj 1 month complete ho gya hai magar ab mera voter id or aadhaar card dono main maine delhi ka address krwaliya hai kya main 1 month complete hue mere dl main kya main address change kr sakta hu please tell me 😢😢😢😢
Jharkhand State ka meine kiya, Upload tk thik hua but uskey baad fees payment ka option nahi aa raha hai, maine rto bhi visit kiya but bolte hai ki application cancel krke phir se kro but cancel ka option hi nahi aa rha hai bekar hai bhaiyya jharkhand sarkar ka arth vaivastya.
BRO RTO CHANGE krtea wkt Driving license No b change hota h kya ??? Jese maan k chlo License ko bnwaya Gurgaon k RTO SE HR 26 SE Oorr ab krwana h Rohtak Ya Bahadurgarh k Rto me Adress change k saath saath HR12 ya HR 13 YE SB B CHANGE ho jata h kya
Hi brother, mujhe only address change krna hai bt maine galti se duplicate dl select kr liya tha, ab wo baar baar ncr/fir report maang rha hai option me
Website k Homepage pr Others ka option milega usme aapko application cancel karne ka option milega vaha se cancel karke dubara new application apply kardo
Sir pls rpl maine adrees change kiya pehle licence main rto code jk-14 hai ab yehi code rehega ya change hoga ab new district se adrees change kiya hai uska code jk-20 hai
What should i do. I am currently living in Timarpur, Delhi and will be going to shift Noida after a month. I want to apply learner license but i have only 1 month here? Should to go for LL and then change its address, pay again and then finally go for DL. If i change address in LL, do i get a new LL and wait for another month for DL?
koi mistake kri hogi, kyuki address fill krne k baad address proof bhi upload hota hai new address ka toh esa toh possible nhi hai, still agar esa h toh aap RTO jaao Or unhe bolo ki aapne wrong address update krdiya hai
Agar aapki state m faceless available hai toh wait kro thode din aur still agar yhi show hota hai toh you'll need to visit RTO to ask them why it is still pending?
Pehle ye check karna ki aapki state m faceless available hai service ya nahi, agar hai toh fir wait kro 30 days tk ka, agar 30 days se jyada hogya hai toh RTO visit kro
Change krvane ka process thoda lamba hai... News paper m advertisement deni padegi, Gazette notification nikalvana padega, and aapke ID Proofs ye sb chaiye honge
Why it is showing "photo and signature upload is Exempted" ? I heard that for old licence the option for upload of photo and signature will be available. Can you please clarify about that because I also wanted to do. Please reply..
Photo Signature renewal k time p update hote hai... Agar aapko renewal se Pehle krna h toh aapko services select krte time photo signature update ka option select krna padega
Maine apna driving license hyderabad se banaya tha aur mera present addreas and permanent adress hyderabad ka hai, lekin mere baaki govt id pe bihar ka address hai. Toh mujhe bihar ka adress DL me update karna hai.. iske liye v same process hai kya.?
Agar aaply krte time photo signature upload krne ka option h toh change ho jayenge agar option nahi aarha toh nhi honge, agar aapko change krne toh jb service ka option aayega tb vaha likha hoga photo change ya biometrics update uspr click krdena
Bro maine change of adress ke liye apply kardiya hai but document upload aur fee payment ka step nahi proceed kiya. Ab mai soch raha hoon ki cancel kardu kyuki adress mai zada problem nahi hai 😅aur mai iske liye 400rupiya nahi dena chahta hoon. Can you tell how can I cancel it?
@@CyboHub Bro mene aj status check kia usme ye likha aara hai " Transaction Name : CHANGE OF ADDRESS IN DL , Application Processing Stage : APPROVAL OF ENDORSEMENTS ON DL , Counter : RTOAUTH1 . ab next step batao
@@CyboHubji rajasthan me bhi jana hota h...kuch state me nhi jana hota.....depend on state to state but process yahi rehega jo btaya h video me...sirf print leke jana hoga or original jma hota h rajasthan me
Brother my DL is not delivered, it's been almost 4 months since my application was submitted and it has been approved by the RTO also...but DL is not delivered yet on my address
@@CyboHub Check Kariya Address verify successfuly bata raha hai aaj 7-8th day hai abhi tak address printing DL 7 Pending hai please bata dijiye kab tak aa jayega licence
Pehle aapko address change k liye apply karna padega.. Uske baad aap fir add kar paoge. Add karne ka process alag hai usme pehle learning banega purane license ke behalf par.. Iske upar ek separate video m upload kar dunga
State p depend krta hai aapki.. Agar aapko state m faceless service agar available hai toh aapko RTO visit krne ki need nahi hai otherwise jaana padega
Sir mai jaha rahta hu vaha new sift huaa hu to mai jaha abhi rahta hu vaha ka koi bhi address proof nahi hai to kya change ho payega ya nahi dl me new address because aadhar card and bank account me purana address hai
Aadhaar Card Pr Address Change karvao pehle... Aadhaar pr address kaise change krna hai uske upar ek video banaya hua hai already use dekh sakte hai aap
Bhai mera dl kho gya hai . Ab duplicate dl apply karna hai. Ussy pahle address v change karna hai. To kya kare pahle address change kar k duplicate dl apply kare
It's nor working for me. Mera purana aur naya address same state or same district pe hai. Toh mujhe bus Taluk aur Address1 & Address2 change karna hai par nahi ho raha. Please help. Mujhe second scennario dikraha hai jisme Address enter karne keliye pooch raha hai. State, District aur Taluk change kar saktha hu, par Address1(House/Door/FlatNo), Address2(Street/Locality/Police Station) aur Address3(Location/Landmark) change nahi ho raha.
@@CyboHub Exact steps follow kiya maine. Aur mujhe second scenario aya tha jisme Permanent and Present Address fill karne keliye poocha tha. Par sirf State, District aur Taluk change karsaktha hu. Street or Locality section disabled tha jisme purana street dikha raha tha.
Address Change karna itna Easy Hoga, Maine bhi nahi socha tha 😅
Bilkul Sir... Aapke videos ki help s humare saare kaam asaani se ho jaate hai.. Thank you sir❤
Father name change kaise kare please reply
Will upload a seperate video on it
@@CyboHub please fast 🙏
Brother mene madhya pradesh se punjab ka address fill kra hai ir photo and sign bhi change ki option select ki hai receipt to mi hai but kahai jana pade ga kya mujhe photo ke liya
great video sir .....address change k saath ye bhi pta chl gaya ki shifting m bhi same process hee hota hai....thank you sir your videos are awesome great content❣❣
Thank you very much mera address shifting tha toh merko nhi samjh aarha tha kese krna hai but aapki video se sb kuch ache se smjh aagya❤❤
apka licence kitne din me aya
Aapke videos m SB kuch detail m batya hota hai Jo baaki SB nahi batate ...aapke videos bohot ache hote hai or genuine information hoti h❤❤
Bhai aapke samjhane ka tarika mst h ekdm clear aur easy tarika se aap btaye m baki logo ka bhi video dekha bt unka bs video bnane ka h samane Wale ko smjh me aaye ya nhi kuch nhi bt Bhai thanx ki aapke smjhane se m bahut hi achha lga aise hi aap kam krte rhe aur aage badhte rhe, I pay to God for you.
Means a lot 🙏🏻❤
Good sir ji aap ka video dekh ke Maine address or Rto change kar liya.. thanks
Means a lot 🙏🏻❤
Sir address change in licence fee Delhi both 2 and 4 wheeler fee kitni h.
@chanderpaswan1305 400
@@CyboHub ok sir
Sar aapko bahut bahut dhanyvad Maine aapki video ke madhyam se apna adress change karvaya
🙏🏻❤ Means Alot..
DL number bhi change hota hai kya?
@shubhamtripathi-pz7fz No
Mera DL delhi ka hai aur usko ab renew karvaana hai। Main ab dehradun rahta हूँ parmanently। Mujhe pahle address change karva ke phir yahan renew ke liye apply karna padega।
Aap dono ek saath kar skte ho... Jb services select kroge tb address change k saath renewal p bhi click krdena
Nice video sir ji thnx aapke videos se bohot help hoti h hum sab ki❤❤❤
Bhai documents upload krne hai licence change address Mai... 2nd step mai.....kaise hoga.....1st set complete ho geya tha....par phone off ho geya .. kaise kru
Sir your videos are awesome bohot help hoti hai aapke videos se
Mne address change kraya tha abhi tk licence ban ke nhi aaya 4 month ho gya hai
bhai ji ham abhi rent par reh rahe he aur dl me old wala add he to kya kare? kyuki agar adhar card select karenge to old wala add upload hoga aur ele.bill karenge to jiska ghar he uska nam aayega to ab isme kya kre ?
Sir, address change krne ke liye koi ek ID toh aapko dena hee padega aapke naam ka tbhi aap apply kr skte ho
Bank statement se ho jayega kya....address h usme@@CyboHub
State change bhi ho jata h Jese DL Up Ka h ab hum Delhi m rhte h to Delhi ka address ho jayega
Yes
After uloading Aadhar card and clicking on next.. status still show Pending for UPLOAD DOCUMENTS.. so only 1st step is showing completed... i tried multiple times refresh as well
Before clicking next, have you checked properly, whether it's uploaded or not. Because sometimes files are not uploaded and we think it is uploaded
आपका धन्यवाद भैया , मेरा हो गया लाइसेंस में एड्रेस चेंज ❤❤❤❤❤
डाक द्वारा घर आया क्या,,
@@MukeshYadavup61 हां डाक द्वारा घर पर नया लाइसेंस भिजवा दिया गया एड्रेस चेंज सहित। 8 दिन में एड्रेस चेंज हो गया उसके बाद 3 दिन में घर आ गया।
सच्ची बताना भाई
किस state से हो आप
@@MukeshYadavup61 हां भाई सच है, दिल्ली से हूं में
mere pas booklet wala DL hai, mujhe card wala dl chahiye...kaise milega?? thoda sa house no galat no old dl mei, usmei correction kardu toh card walaa dl mil jayega???
Yes
Sar aapke smjhane ka tarika bohot acha hai❤
Sir mene address chnga kyray tha phele mera driving license rjo5 tha or mujee uttarpradesh m transfer kiya thaa jb mera address change ho gya. Tb vo deliverd hua to dl.number purana wala.hi RJO5 se strt ho rha na ki UP80 SE KY KRU M
Hnji vo same hee rahega use koi problem nahi hai
Hello bhai pehle main up mein rehta tha magar ab main delhi permanent shift ho gya hu or mera licence up ka hai or mere licence ko bane aaj 1 month complete ho gya hai magar ab mera voter id or aadhaar card dono main maine delhi ka address krwaliya hai kya main 1 month complete hue mere dl main kya main address change kr sakta hu please tell me 😢😢😢😢
Yes kr skte ho
Hi sir mere dl par post office pehle likha hai & village name baad mai kya iska koi issue hoga ja nhi…..?
Nhi
Bhai agar 4 wheeler learner k liye apply krna hai aur 2 wheeler already h to kya kre address change k sth learner bhi apply ho skta hai kya?
Nahi dono saath m nhi ho skte hai, pehle address change kro fir apply krna 4 Wheeler add krne k liye
Iske sath LMV ke laye bhi apply krna , Dono process sath me ho scte hn ?
Jharkhand State ka meine kiya, Upload tk thik hua but uskey baad fees payment ka option nahi aa raha hai, maine rto bhi visit kiya but bolte hai ki application cancel krke phir se kro but cancel ka option hi nahi aa rha hai bekar hai bhaiyya jharkhand sarkar ka arth vaivastya.
BRO RTO CHANGE krtea wkt
Driving license No b change hota h kya ???
Jese maan k chlo License ko bnwaya Gurgaon k RTO SE HR 26 SE Oorr ab krwana h Rohtak Ya Bahadurgarh k Rto me Adress change k saath saath HR12 ya HR 13 YE SB B CHANGE ho jata h kya
Nahi DL number same rahega
Hi brother, mujhe only address change krna hai bt maine galti se duplicate dl select kr liya tha, ab wo baar baar ncr/fir report maang rha hai option me
Website k Homepage pr Others ka option milega usme aapko application cancel karne ka option milega vaha se cancel karke dubara new application apply kardo
If I am shifting my address from city A to city B within a same state, at 2:20 Which RTO I need to select? city A or city b?
See, rto will be selected automatically once you enter your pincode, still if it's showing to choose then you'll select city B RTO
@@CyboHub Thanks.
Exact and correct information thnx alot bhaiya
Mumbai se hu address change karne ke liye RTO Jana padega online apply karne ke baad
Jab aap state select kroge tab vaha list aati hai faceless services ki usme agar likha ho toh RTO jaane ki need nahi hai
Fantastic explanation
🙏🏻❤
Address and RTO change ek saath kara sakte hai ?
Document verify karne k liye kaunse RTO jaana hoga new address k hisab se ya fir purane RTO par ?
Address change jb kroge toh RTO automatic change hoga (if applicable). agar faceless hai toh RTO visit ki need nahi hai..
@@CyboHubsir verification ke liye new RTO jana hai ya old
Agar faceless service h toh kahi bhi jaane ki jarurat nahi hai apne aap ghr aajaayega, or agar faceless nahi h toh aapko new vaale RTO jaana padega
Jaise mera DL UP ka hai aur ab mai Delhi shift hu proper to DL pr Address change ke baad Delhi likha aayega license pr ya up
License number same rehta hai uss se koi problem nhi hai
Job koi dl main adress change karega tab uska dl main issue by new state ayega ya purane state ayega
New state ka jo RTO hoga vo likh kar ayega
@@CyboHub thanks
Bhai 1 and half month ho gaye abhi tak scrutiny mei atakaa hua hai
1:07 ye koi confirm kar payoge kya pls. TIA. Kya ye dtate select pe target DL state hoga ya From DL state hoga??
Fir jo new licence aayga usme licence number dusra hoga ya whi rahega plz reply
Same rahega
Thanks for the information. Is the process for all the states?
Bhai mera 2 weeler ka licence mai organ donate change karna tha koi process hai kya
Sir pls rpl maine adrees change kiya pehle licence main rto code jk-14 hai ab yehi code rehega ya change hoga ab new district se adrees change kiya hai uska code jk-20 hai
Aaka jo code hai naye address ka aap vo fill kariye
Sir licence kitne din me mil jayega address change krane k e baad plzz sir jaldi bata doo urgent h sir
7-28 Days k beech ka time hota hai
Exact and correct information ❤ thnx sir
What should i do. I am currently living in Timarpur, Delhi and will be going to shift Noida after a month. I want to apply learner license but i have only 1 month here? Should to go for LL and then change its address, pay again and then finally go for DL. If i change address in LL, do i get a new LL and wait for another month for DL?
Sir mene online address change kiya but aprove hone ke bad purane wala address hi aaya
koi mistake kri hogi, kyuki address fill krne k baad address proof bhi upload hota hai new address ka toh esa toh possible nhi hai, still agar esa h toh aap RTO jaao Or unhe bolo ki aapne wrong address update krdiya hai
15 days se documents scrootiny status p h kya kru adhar card upload kiya h prrof m
Agar aapki state m faceless available hai toh wait kro thode din aur still agar yhi show hota hai toh you'll need to visit RTO to ask them why it is still pending?
mere application status mein document under scrutiny dikhara hai aur counter mein SUPT3 dikhara
SUPT3 ka matlab kya hai? do i need to go to the RTO?
Pehle ye check karna ki aapki state m faceless available hai service ya nahi, agar hai toh fir wait kro 30 days tk ka, agar 30 days se jyada hogya hai toh RTO visit kro
@@CyboHub karnataka mein faceless available hai??
Jab aap apply kroge tb aapko show hoga
Sir mere DL me s/d/w ke aage galat naam aa gya h mere pg ke owner ka , to mujhe kya change karwana padega
Change krvane ka process thoda lamba hai... News paper m advertisement deni padegi, Gazette notification nikalvana padega, and aapke ID Proofs ye sb chaiye honge
Why it is showing "photo and signature upload is Exempted" ?
I heard that for old licence the option for upload of photo and signature will be available.
Can you please clarify about that because I also wanted to do.
Please reply..
Photo Signature renewal k time p update hote hai... Agar aapko renewal se Pehle krna h toh aapko services select krte time photo signature update ka option select krna padega
Maine apna driving license hyderabad se banaya tha aur mera present addreas and permanent adress hyderabad ka hai, lekin mere baaki govt id pe bihar ka address hai. Toh mujhe bihar ka adress DL me update karna hai.. iske liye v same process hai kya.?
Dl par address change krnaa par photo be chnge ho jata hai kya sir please reply me
Agar aaply krte time photo signature upload krne ka option h toh change ho jayenge agar option nahi aarha toh nhi honge, agar aapko change krne toh jb service ka option aayega tb vaha likha hoga photo change ya biometrics update uspr click krdena
I have to change my address from Rajasthan to delhi. Kya mujhe address change ke liye firse driving test dena padega
Nhi, aako driving test nhi dena padega
Bro maine change of adress ke liye apply kardiya hai but document upload aur fee payment ka step nahi proceed kiya.
Ab mai soch raha hoon ki cancel kardu kyuki adress mai zada problem nahi hai 😅aur mai iske liye 400rupiya nahi dena chahta hoon.
Can you tell how can I cancel it?
Website k homepage pr others ka option milega usme Cancel application ka option milega vaha se aap cancel kr skte ho
sir mere licence mein adress alag hai aur Aadhar card me address alag hai to kya duplicate driving licence ke liye apply kar sakte hai please reply
Hn kr skte ho but duplicate DL puraane vaale addres pr hee deliver hoga
The new license will be delivered in new address. Correct?
Yes
EMAIL ID KE ALAVA BAKI SAB CHEEZO KA OPTION NHI SHOW HO RHA FOR UPDATION
PLEASE GUIDE?
aap aage proceed krdijiye... Aapko aage option miljayega
Bhai new website pe address aur name dono ek sath kar sakte hain kya ???
Kar sakte ho.... But agar name bhi change karoge toh RTO visit karna padega
Bhai payment hogya hai avi check kese kare address change hua k nahi aur kab tak woh address change driving licence bejenge mere new address pe
It take 20-30 Days and DL aapke new Address pr aayega
@@CyboHub Bro mene aj status check kia usme ye likha aara hai " Transaction Name : CHANGE OF ADDRESS IN DL , Application Processing Stage : APPROVAL OF ENDORSEMENTS ON DL , Counter : RTOAUTH1 . ab next step batao
Digilocker wala DL upload kar sakte hai kya?
Driving licence expire ho gaya hai toh address change ho skta hai kya aur bad mai renewal kr skte hai kya
Nahi aapko renewal k liye bhi apply krna padega saath saath
Bhai g
Mera Dl gum ho gya hai mera DL Gujarat ka the Mai jammu mein rhta hu muja kya krna pdaga Dl mangawana ka liya
Sir mene address proof mei document upload kar dia but abhi bhi Pending dikha rha hai Upload documents mein what to do pls guide? Thank you
refresh ka option hota hai ek uspe aap click kro, agar upload hogaye honge toh vo vaha fir show krenge
Sir Rto Visit ki zarurat to nhi padegi pls bataye and Driveing Test dubara dene ki zarurat to nhi h
Yes, agar aapke state m faceless available hai ye toh RTO visit nhi karna padega na hee dubara se test dena padega
@@CyboHubUP m RTO Jane ki jarurat padegi kya
Check kro aap ki aapke state m faceless available hai ya nhi, check kaise krna hai vo maine video m btaya hai
Haryana mai nhi hota mujhe RTO Jana pda receipt aur id kai sath
Thanks for your feedback..it helps others too🙏🏻❤
Jha ka address krwana h usi rto me Jana padega kya bhai
@@CyboHubji rajasthan me bhi jana hota h...kuch state me nhi jana hota.....depend on state to state but process yahi rehega jo btaya h video me...sirf print leke jana hoga or original jma hota h rajasthan me
Thanku for your feedback... ❤🙏🏻aapke feedback se or logo ki bhi madad hogi
@jtnshrn bhai woha ja kar kay kay karna pada trial bhi dena hota ha kay phir se??
Brother my DL is not delivered, it's been almost 4 months since my application was submitted and it has been approved by the RTO also...but DL is not delivered yet on my address
You should visit RTO to confirm the same
Bhai mili kya driving license. Mera b Yehi issue hai
Can we change DL address and our photo together in the site?
Yes, services vaale options m biometrics ya photo & signature ka option hoga use select krlena
@@CyboHub so like we can update our address and photo in one go and the new DL will come with both changes?
Absolutely
Address change mei rent agreement bhi upload Kar sakte hai kya?
Nhi
New license will be delivered to New address or Previous address.?
New Address
6 din ho gye address change kiye hue but abhi tak nhi aaya licence
Application status check krlo, baaki time lgta hai thoda 28 days k beechm m hota hai kaam
@@CyboHub Check Kariya Address verify successfuly bata raha hai aaj 7-8th day hai abhi tak address printing DL 7 Pending hai please bata dijiye kab tak aa jayega licence
hojayega jldi, thode din kr wait krlo... Next 7 days m ajana chahiye
Sir address agar adress change karna ho to kha rto be chage hogha
Delhi m toh RTO same hai sbki, other state m maybe change hojaye agar aapka address kisi dusri locality m pdta h toh
Sir kya mai uttar pradesh ka driving license hai kya mai usme delhi ka address dalwa skta hu
Maine adhaar card as address proof upload kr diya hai pr wo abhi bhi upload documents ka to be completed bta raha hai
Complete bta rha h means... Aadhaar upload ho chuka hai
Bhai muje delhi se licence main 2 wheeler add krna Uttarakhand se ?? Kya possible hai???
Pehle aapko address change k liye apply karna padega.. Uske baad aap fir add kar paoge. Add karne ka process alag hai usme pehle learning banega purane license ke behalf par.. Iske upar ek separate video m upload kar dunga
Bahut badhiya bhai
🙏🏻❤
New DL kaha ayega?
New adress pe ya old address pe?🤔
New Address par
Adhar Self attested m sign k sath date bhi dalni h k
Date daalne ki need nhi hai
Bhaiya site p dikha raha h ki koi bhi service ka liya RTO visit Krna compulsory h kya Bina visit kra hojayga address change?
State p depend krta hai aapki.. Agar aapko state m faceless service agar available hai toh aapko RTO visit krne ki need nahi hai otherwise jaana padega
Address change krne k baad DL NUMBER v change hota h kya ?
Nhi ...vo same rahega
AAP ko kaha ka address rkhna hai
Sir, address, name, father name 3 ka change one time change krna kya.
"Date of issue" same rahega or change hojaega adress change ke baad?
Same rehti hai
Sir mai jaha rahta hu vaha new sift huaa hu to mai jaha abhi rahta hu vaha ka koi bhi address proof nahi hai to kya change ho payega ya nahi dl me new address because aadhar card and bank account me purana address hai
If you haven't any address proof toh aap nhi kar skte apply
@@CyboHub sir ji new address ka proof kaise banega?
Aadhaar Card Pr Address Change karvao pehle... Aadhaar pr address kaise change krna hai uske upar ek video banaya hua hai already use dekh sakte hai aap
@@CyboHub aadhar ke liye bhi koi proof chahiye kya?
Bhaiya maine DTO galat choose kardiya aab solution kiya hain batao plzz
Bhai mera dl kho gya hai . Ab duplicate dl apply karna hai. Ussy pahle address v change karna hai. To kya kare pahle address change kar k duplicate dl apply kare
Aap Address change k liye apply kro... Duplicate DL k liye apply krne ki need nahi hai
@@CyboHub address change se dl by post Ghar tak aajati hai na ?
@parsuramnaik500 hnji
Electricity bill kisi or k naam pe ho to?
Nahi chalega fir
Sir photo or signature change krna hai us pr banao video
Yes ,i will upload
Sir mera ps Daudpur hai or dl me ps majhi de diya hai
Bhai mera application abhi bhi pending araha hai 35 days ho gaye hai
Kya karu?
RTO Visit kro, vaha pta kro kyu itna time lag rha hai
Bhai Haryana to haryana mai ho skta hai kya address change
Ho sakta hai
after submission how much time it will take
15-30 Days
Bhai mera address alag hai dusri state ka ab adhar card dusri state ka hai kya karu
Aadhaar pr address update kro tbhi hoga ya koi or valid address proof chahiye hoga
It's nor working for me. Mera purana aur naya address same state or same district pe hai. Toh mujhe bus Taluk aur Address1 & Address2 change karna hai par nahi ho raha. Please help.
Mujhe second scennario dikraha hai jisme Address enter karne keliye pooch raha hai. State, District aur Taluk change kar saktha hu, par Address1(House/Door/FlatNo), Address2(Street/Locality/Police Station) aur Address3(Location/Landmark) change nahi ho raha.
Agar same state m kar rhe ho tb bhi esi problem aani nahi chahiye... Please make sure you are following all steps same as showed in video
@@CyboHub Exact steps follow kiya maine. Aur mujhe second scenario aya tha jisme Permanent and Present Address fill karne keliye poocha tha. Par sirf State, District aur Taluk change karsaktha hu. Street or Locality section disabled tha jisme purana street dikha raha tha.
Aap usko proceed kardo kyuki aage jb aap services pe select karoge tab dubara address fill karne ka option ayeg tab sahi fill kardena
@@CyboHub Ok, try karke dekhta hu. Thank you Bhai.
Your videos are awesome sir ❤
Very nice work keep going❤
Bhai . New addeess bhrne hi nhi de rha h wo
Send me SS on Insta
Insta I'd kya hai ?
Sir father name correction online ho jayega kya
Hojayega uske upar ek alag video upload krenge
क्या DL का address change and renewal दोनों एक साथ हो सकता है?
Yes
Process ka video batao@@CyboHub
@@CyboHubprocess batao
hello sir… sir mera divorce hogya hai to husband ke name ki jgh father’s name kese kr skte hai or sath me address bhi change krna hai
Name change k liye aapko news paper Advertisement, Gazette notification, I'd proofs, ye sb chahiye hoga tbhi aap kr paoge,
@@CyboHub newspaper advertisement why??🤔
kyu maangte hai iska toh pta nahi but newspaper pr advertisement krvani pdti hai name ki, ki pehle ye tha ab ye hai ese
@@CyboHub pagl mt bnao bhai
It's Ok, aap ek baari RTO pta krlo vo aapko shi information dedenge
Driving licence kaunsa address par deliver hoga? Purana ya Naya?
Naye vale pr
DL number Delhi ka aayega ya wahi rahega ?
Same rahega
bhaiya medical cert. bhi upload krne ke liye bol rha after id proof!
Please make sure ki renewal of DL p toh click nhi tha
@@CyboHub kiya toh change dl address hi hai, aur receipt mai form 7 fee aur change dl add. ka fee charge hua hai?
@@CyboHub application track kaise krna hai bhai uspe bhi video bna do.
🙏🏼
Bhai mera FIR/NCR report mang raha hai instead of address proof, what should i do?
i am from odisha
Make sure aapne Services m Address Change pr click kra tha Duplicate DL pr nhi
@@CyboHub abhi wo duplicate ko unselect kaise karen?
@ajaydora794 application cancel krke dubara fresh apply kro
@@CyboHub ok thank you bhai
Am trying to change my address but why it is showing resource you were trying to reach is forbidden ?
Website issue hai, dubara try karna or PC pr try karna ho jayega
@@CyboHubstill facing same issue in pc also
Esa hona toh nhi chahiye... Application number generate hogya tha?
I want to correct my name. Affidavit
Required.
Name Correction ka process alag hai uspr ek alag se video upload krdi jayegi
Correct information thnkuh
Bhaiya mera adress me ward no 15 to 18 karna hai kya kare hoga??
Fee payment ke baad RTO jane ki jarurat toh nhi hogi na
Depends on your state... Agar aapko screen m show ho rha hai no need to visit RTO toh koi need nahi hai jaane ki