Bhai mai District Sultanpur, Uttar Pradesh ka hun hamare yahan Talabo aur nahro me sabse jyada yahi machli milti hai but mouth thoda kam foola hua rehta hai hamare yahan black colour wali ko Sauree aur Brown colour wali ko Chinga kahte hai
Yeh woh machli nahi jo tum samjh rahey ho shayad uttar pradesh mein usko sauri boltey hai.. Yeh video mein sauri nahi hai.. Yeh mudskipper hai mangroves area dal dal mein rehti hai iska shape bilkul sauri machli ki tarha hai
Love for fisherman community (aagri koli )❤❤❤
Intresting information
Good one
I have seen them in sewree in mumbai when i had gone to watch flamingoes..
मैंने कई बार बीच पर टहलते हुए इस मछली को देखा है।
Bhai mai District Sultanpur, Uttar Pradesh ka hun hamare yahan Talabo aur nahro me sabse jyada yahi machli milti hai but mouth thoda kam foola hua rehta hai hamare yahan black colour wali ko Sauree aur Brown colour wali ko Chinga kahte hai
Yeh woh machli nahi jo tum samjh rahey ho shayad uttar pradesh mein usko sauri boltey hai.. Yeh video mein sauri nahi hai.. Yeh mudskipper hai mangroves area dal dal mein rehti hai iska shape bilkul sauri machli ki tarha hai
Sauri talab k andar rehti hai yeh zyada time daldal k uppar chikni mitti k uppar rehti hai mudskipper hai iska naam
Desi language me ise Gul machli bola jata hai 😂 ese koi nhi puchta
Nivtya bolte he local language me sur unhe khate he