Sir whirlpool inverter 340 ltr ki pcb and compressor check karwane per ok h but pcb compressor ok power nhi bhejta h 6 day ho gye machenic 2 bar aa chukka h
Bhaia video achcha hai per humare paas whirlpool 467 ltrs ka fridge hai digital panel nahin hai usmein, neeche cooling achanak band ho gayee hai, lekin freezer achcha thanda hai, aapne jaise bataya sab khol ker dekha ice to nahin thi cooling coil per, humne defrost lerke dobara on kiya hai fan bhi thee se kaam ker raha hai lekin abhi bhi neeche zyada cooling nahin aayee, kya karein please advice karo, Sare air vents bhi clear hai unke aage koi saman bhi nahin rakha, please batao ki ab kya karein, aapke jawab ka intezar ker rahe hain. Thank you advance mein.
Dost eske 3 trha se hota hi....me aluminium brazing se karta hu jab koi service centre par is trha ki call aati hi...me is par video upload karunga... intjar hi fridge ki call ka...
Sir mene 10 din phale Whirlpool ka singal door fridge Auto deforest liya hai sir cooling time jayda leta hai pani ki bottle 3 se 4 hours me cool hoti hai sir kiya karo fast cooling nhi hai service bale bolte hai ye Auto deforest hai ye fast cooling nhi karega sir pls reply
Hello dear, Hmare pas whirlpool ki 4 door fridge hai usme cooling to sahi hai but freezer me wall par ice bhar jati hai . But ice nhi bn pati Kuch days phle fridge door close krne se fan ki awaj aati thi , door open krne se fan awaj bnd ho jati thi.. I appreciate agar ap meri help kr doge. Model: Whirlpool FDBM650
Mera Model FF 450 hai isme upper ka door kholne ke bad bhi fan chalta rehta hai Mere dusre me jab upper ka door kholte hain fan band ho jata hai but is me nahin band hota hai Pl bataye Thanks
Sir same fridge hai aur same problem hai maine 2 din pehle fan motor new lagaya tha ab customer bol raha hai ki same problem hai kya karun sir please reply kariye shukriya
3 problem me se koi ek hogi.... drain blocked......door ka khula ya door me gap.....aur defrost ki......coil par frosting dek kar pta chal jayga.....mari ek video hai watar lkg par samsung ki us ki video me deko kuch hint mil jayega aapko
Sir mere wale fridge me bhi yhi complaint hai Lekin mere sare sensors theek hai fan bhi Lekin niche wale portion me cooling kam hai Kya problem hoskti hai??
Sir meine Whirlpool ka fridge liya h usme moisture ban Raha h.sari shelf aur tray bheegi Hui h,dealer man nhi Raha h.aap kuch suggest karen please.sub vegetables aur fruits pe paani aa raha hai.iska kya solution hai
Sirji hamara same problem tha mechanic ne fan change kar diya fir bhi same issue AA Raha hai wapas se fan kharab ho gaya hai 5 din ke bhitar, kya karna hoga
Same fridge h bhaiya .usme kuchh dino se fridge ka door band hone ke baad bhi beep beep sound krta h ki door close krna h pr door already close hai phir bhi aisa kyu ho raha h
Sir meri problem ye hai ke mere fridge me over cooling ho ri thi jis vajah se vegetable basket me vegetables me ice jam ri thi... Technician ne akar censor change kiya to or jyada ice jamne lagi fir dobara akar dusra censor change kiya to cooling ni ho ri hai... Freezer ko normal karke auto mode par chalane ko bola n 7-8 hrs check karne bola.. sir uske baad me bhi cooling jo honi chahiye thi vo nahi ho ri hai... Maine jab dobara call kiya to technician ne bola k normal se min. Freeze mode par kar dijiye n auto mode par hi rehne dijiye... Sir since morning se ye setting karne par neeche portion me cooling thodi badhi lekin freezer me ice jamne lagi n freezer gate par b ice jamne lagi hai... Ye problem abhi tak ni thi... N service centre par bhi baat ki n customer care par b baat ki but koi response nahi hai n technician to sunne hi taiyar ni ho rha hai... Srf buttons idhar udhar karke setting change karwa raha hai jisse purpose solve ho jaye... Usne bola 2-3 din lagte hain fridge ko sahi se kaam karne me... Yahan tak ki bulb b fuse kar gaya hai vo fridge ka...plz help
Vagitable basket par ice aane ka karan senser hi ha....abhi jo door ki aas pass ice hi..uska karan drain ka block ho jana hi..... AAP kisi accha tacnician ko dikay fridge..... AAP kha se ho..... agar delhi se hi to me chak kar dunga
@@electrogeg thanks a ton Sir. M from Nagpur. Sir senior technician visit ke liye maine aaj 2 times complaint dali hai... Maine to suna tha ke whirlpool bahut acha chalta hai n iski hi motor baki sab fridge me lagti hai... But ab fridge ki condition dekhkar lag raha hai ke hum thage ja chuke hain...😭
Sir vegetable basket me vegetables me hi ice jam ri hai jaise cucumber, bottle guard, tomatoes, ginger etc. N jabse setting change ki hai tabse freezer me gate par ice aa ri hai n gate me rakhe saman me b fog types aa raha hai..isse pehle ye problem nahi thi... Plz help... Mujhe abhi 1.5 years hi huye hain is fridge ko liye huye... Service charge b de chuke hain 450rs n censor ka charge 850rs b le chuke hain but problem abtak resolve nahi hui hai.. kitna or patience rakhein already 21days ho chuke hain...
@@rj_free_bird1009 1.5 years old fridge....samaz sakta hu aapki problem..... AAP ek kaam kare fridge ko 24 hours ki liya band kar de....aur fridge ki dono door open kar de is se aapki problem tik ho sakti hi..... freezer me door ke pass ice aane ke 2 karan hote hi..ek agar drain block ho jay.... dusra karan hota hi door me gap hona.....agar drain block hogi to phale refrigerator door me pani aayga..uske kuch time baad cooling aani band ho jaygi yha drain block ki pahachan hoti hi
Sir mene whirfhool ka new fridge singal door liya hai tuch bala Auto deforest cooling bhot slow hai pani ki bottle 2 hours me normal cool hoti hai kiya hai problem
Mera bhi same fridge hai 1 saal hi hua liye double door intelifresh kuch din pehle lower part mein bilkul cooling nhi ho rhe thee upr waale mein thodi bahut phir meine 12 ghnte k liye off kar diya fridge phir chleya phir teek hogya sab ab phir se 4 5 din k baad phir se same problem ah rhe hai Kya problem hogi ??? Batae ye plzz
Whirlpool technician ko dikhya usne bola defrost kar rha hai cooling nhe ni ja rhe barf jam rhe hai 1 2 part change karni hogi ek fridge k andar aur dusre compressor k sath mein kuch hota hai part total costing 4500 batae hai itne mehngay parts hai kya sir ?
Informative video. Thanks
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Good explanation 👌👌👍👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹🌹
Good 👍 information
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Allah apko or apki family ko theek rakhe or aapko sehet tandrusti de ustaad ji
Aamin........ sukriya Bhai 🌹🌹🌹🌹🌹
@@electrogeg apka naam kya hai bhai jaan
Awesome ji
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Good job👌👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Very good sir 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Good video sir
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Defrost ke bare m peoper vdo dalo sir thnq u
Ji Nafees bhai jaldi video upload karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Best
Thank you 🌹🌹🌹🌹🌹
Good
Thank you vinay Bhai 🌹🌹🌹🌹
Sir whirlpool inverter 340 ltr ki pcb and compressor check karwane per ok h but pcb compressor ok power nhi bhejta h 6 day ho gye machenic 2 bar aa chukka h
Bhaia video achcha hai per humare paas whirlpool 467 ltrs ka fridge hai digital panel nahin hai usmein, neeche cooling achanak band ho gayee hai, lekin freezer achcha thanda hai, aapne jaise bataya sab khol ker dekha ice to nahin thi cooling coil per, humne defrost lerke dobara on kiya hai fan bhi thee se kaam ker raha hai lekin abhi bhi neeche zyada cooling nahin aayee, kya karein please advice karo, Sare air vents bhi clear hai unke aage koi saman bhi nahin rakha, please batao ki ab kya karein, aapke jawab ka intezar ker rahe hain. Thank you advance mein.
Masha Allah good job Bhai jaan or apke yaha ye fan moter kitne ki milti he
Price ki liya email id par pta kare... ElectroG9911@gmail.com...... sukriya
Icemekar Ko Repair Karne Ke Upar Video Banao
Dost complete aane do customer ke yha par hi video banaunga . thanks 🌹🌹🌹🌹🌹
inverter fridge ke sabhi part ko kaise check kare is pr video banai plz
Bilkul sir abhi prosess me hi aapko accha se aur aasan tarika se video me samza Pau.... thanks 🌹🌹🌹🌹
Ser plz plz pcb timer kse chek kre freez ka es pr video bnao ya msg kro
Jald upload karunga thanks 🌹🌹🌹🌹
Fan ka price kitna abhi
Company se loge to 2500 ka
Or Local shop se original approx 1500ka mill jayega
Sir is fridge mein AC fan laga hua hota hai ki DC
Sir video me mane btaya hi......dc fan
Thank you sir 🙏🏼
Mereko 2 - 8 temperature chaiye whirpool freeze konsa mood me rakhna chaiye
Agar number hi to 3 par....agar medium hai to medium par wase itna temperature sab number par aa jata hai
Sir is model me aluminum ki capillary hoti he or condenser bhi to gas charging aaye to kese Kar
Dost eske 3 trha se hota hi....me aluminium brazing se karta hu jab koi service centre par is trha ki call aati hi...me is par video upload karunga... intjar hi fridge ki call ka...
Mere yha 1 service center wala muze hi aluminium caplari ka kaam karata...
@@electrogeg ok sirji
Sir 6 wire DC motors ka upar video banaya uvw gnd vcc H1 proper testing
Bilkul sir....abhi thoda time lagega...thank you 🌹🌹🌹🌹
❤️
Bhai L. G. Ka inverter canvertabel fridge me door switch kaha lagti he and inverter double door fridge me wiring par vidieo banavo
Bhai mujhe yaad hi koi complete aane do...me video upload karunga
OK bhai thanks for riply
Aur kya service center mein kam karna Sahi rahega salary sahi milati hai
Dost service centre par salary kam milti hi...lakin experience accha hota hi.. thanks 🌹🌹🌹🌹
@@electrogeg ok thanks
👌👌👌
Sir mara cooling levels ka light kam nh ho rah ti level samaj nh aya rah. Kay karA?
Ho sakta hi display PCB me problem ho...ya wha koi error so kar rha hai.... Technician se check kraye tbhi shi se pta chal payega... thank you
Sir mene 10 din phale Whirlpool ka singal door fridge Auto deforest liya hai sir cooling time jayda leta hai pani ki bottle 3 se 4 hours me cool hoti hai sir kiya karo fast cooling nhi hai service bale bolte hai ye Auto deforest hai ye fast cooling nhi karega sir pls reply
Hello dear,
Hmare pas whirlpool ki 4 door fridge hai usme cooling to sahi hai but freezer me wall par ice bhar jati hai . But ice nhi bn pati
Kuch days phle fridge door close krne se fan ki awaj aati thi , door open krne se fan awaj bnd ho jati thi..
I appreciate agar ap meri help kr doge.
Model: Whirlpool FDBM650
Sar Ek fridge Mein gas charging karna bataiye sardiyon Ke Mausam Ki kis Prakar Se Ki Jaati Hai gas charging AC AVN fridge mein video banaaiye dhanyvad
Jaldi hi video upload karunga... thanks 🌹🌹🌹🌹
same fan motor how much price..?
Price of fan please
Mera Model FF 450 hai isme upper ka door kholne ke bad bhi fan chalta rehta hai
Mere dusre me jab upper ka door kholte hain fan band ho jata hai but is me nahin band hota hai
Pl bataye
Thanks
PCB ka Trek shot ho gaya hoga....wase is se koi problem nahi hogi thank you
Sir ji hum bhi customers K Ghar pay repair karte 😊
Good dost
Sir same fridge hai aur same problem hai maine 2 din pehle fan motor new lagaya tha ab customer bol raha hai ki same problem hai kya karun sir please reply kariye shukriya
Samsung ke fridge aur LG ke fridge mein upar ke Dak mein ice jama ho rahi hai darvaje per bhi ice jama hoti hai kya problem ho sakta hai
3 problem me se koi ek hogi.... drain blocked......door ka khula ya door me gap.....aur defrost ki......coil par frosting dek kar pta chal jayga.....mari ek video hai watar lkg par samsung ki us ki video me deko kuch hint mil jayega aapko
Fan motor ka kya price hota hain?
1500/-
Sir Whirlpool inveter friz ko normal kese banaye
Dost jab se you tube par aaya hu ...koi is trha ka wharlpool ka fridge nhi aaya.....aayga to is par video upload karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Sir mere wale fridge me bhi yhi complaint hai
Lekin mere sare sensors theek hai fan bhi
Lekin niche wale portion me cooling kam hai
Kya problem hoskti hai??
Drain block ho sakti hai.. check karo
Whrphool dabull dor nacha coling nahi hora
Sir mera sawal h ki aap kon si company mein kam karte Hain salary kya dete Hain company wale
Dost mene 17 years company me kaam kiya hi.....1 saal salary par 16 saal contract par....
Sir please share price... mere pas same fridge hai and same problem hai motor ka price bataye please
Original motor 1500/-ke ass pass
4/5 deen bad bad ice pack q hota hai ham senser cheng kiya but plbm solv nahi hua
PCB check karao Bhai...hitar tharmal fuze bhi chak karo..... wharlpool me defrosting me PCB me jyada fault aata hi... thank you 🌹🌹🌹🌹
Mera yehi problem hai fan chalu hai fir bhi problem hai
Sir meine Whirlpool ka fridge liya h usme moisture ban Raha h.sari shelf aur tray bheegi Hui h,dealer man nhi Raha h.aap kuch suggest karen please.sub vegetables aur fruits pe paani aa raha hai.iska kya solution hai
AAP fridge ka door check karo.. door shi se close nhi hone par yha problem hoti hai
Kitne ki aati hai fan mortor
850
Fan motar kaha milta hai
Delhi me refrigerator spare parts Shop se...... AAP kha se ho
Mera 6th sence friz pcb nai lagane per sirf medium per rahta he neli light jalti bujti rahi cooling bhi kam kar raha h
Bhai aap ki fridge ripering ka video nahi aatihe kyo
E3 error ka kya matlab?
Fan chal rha hai fir bhi cooling coil pe hard ice hai kya karu
Dost hard ice defrosting ki Karan ho sakti hi....is par jab live aaunga baat karunga thanks 🌹🌹🌹🌹
6th sense stik nahi Rahi ha...baki sab thik hai...
Bhai sab agar naya evaporator fan bhi agar nahi chala tab kya karna...
Motor ka price kya hota h
850
Sirji hamara same problem tha mechanic ne fan change kar diya fir bhi same issue AA Raha hai wapas se fan kharab ho gaya hai 5 din ke bhitar, kya karna hoga
Kbhi kbhi new parts bhi fail ho jata hi... AAP fir se new fan motor replace kare.... thank you 🌹🌹🌹🌹
Same fridge h bhaiya .usme kuchh dino se fridge ka door band hone ke baad bhi beep beep sound krta h ki door close krna h pr door already close hai phir bhi aisa kyu ho raha h
Door switch khrab h mam uska
Apaka location kya hai
Sir meri problem ye hai ke mere fridge me over cooling ho ri thi jis vajah se vegetable basket me vegetables me ice jam ri thi... Technician ne akar censor change kiya to or jyada ice jamne lagi fir dobara akar dusra censor change kiya to cooling ni ho ri hai... Freezer ko normal karke auto mode par chalane ko bola n 7-8 hrs check karne bola.. sir uske baad me bhi cooling jo honi chahiye thi vo nahi ho ri hai... Maine jab dobara call kiya to technician ne bola k normal se min. Freeze mode par kar dijiye n auto mode par hi rehne dijiye... Sir since morning se ye setting karne par neeche portion me cooling thodi badhi lekin freezer me ice jamne lagi n freezer gate par b ice jamne lagi hai... Ye problem abhi tak ni thi... N service centre par bhi baat ki n customer care par b baat ki but koi response nahi hai n technician to sunne hi taiyar ni ho rha hai... Srf buttons idhar udhar karke setting change karwa raha hai jisse purpose solve ho jaye... Usne bola 2-3 din lagte hain fridge ko sahi se kaam karne me... Yahan tak ki bulb b fuse kar gaya hai vo fridge ka...plz help
Vagitable basket par ice aane ka karan senser hi ha....abhi jo door ki aas pass ice hi..uska karan drain ka block ho jana hi..... AAP kisi accha tacnician ko dikay fridge..... AAP kha se ho..... agar delhi se hi to me chak kar dunga
@@electrogeg thanks a ton Sir. M from Nagpur. Sir senior technician visit ke liye maine aaj 2 times complaint dali hai... Maine to suna tha ke whirlpool bahut acha chalta hai n iski hi motor baki sab fridge me lagti hai... But ab fridge ki condition dekhkar lag raha hai ke hum thage ja chuke hain...😭
Sir vegetable basket me vegetables me hi ice jam ri hai jaise cucumber, bottle guard, tomatoes, ginger etc. N jabse setting change ki hai tabse freezer me gate par ice aa ri hai n gate me rakhe saman me b fog types aa raha hai..isse pehle ye problem nahi thi... Plz help... Mujhe abhi 1.5 years hi huye hain is fridge ko liye huye... Service charge b de chuke hain 450rs n censor ka charge 850rs b le chuke hain but problem abtak resolve nahi hui hai.. kitna or patience rakhein already 21days ho chuke hain...
@@rj_free_bird1009 1.5 years old fridge....samaz sakta hu aapki problem..... AAP ek kaam kare fridge ko 24 hours ki liya band kar de....aur fridge ki dono door open kar de is se aapki problem tik ho sakti hi..... freezer me door ke pass ice aane ke 2 karan hote hi..ek agar drain block ho jay.... dusra karan hota hi door me gap hona.....agar drain block hogi to phale refrigerator door me pani aayga..uske kuch time baad cooling aani band ho jaygi yha drain block ki pahachan hoti hi
Sir please reply karen. Jo duct hai usme ice drops ban rahe hain
Whirlpool triple door cooling kam hona
फैन की पिन को कैसे जोड़ें नहीं बताया
Fan Naya original bithane ke baad bhi , fan chalu nahi hota
Dost ho jata hi agar nhi ho rha to PCB chak karna
व्हर्लपूल की सर्विस खराब है कितना भी फोन करो आते नहीं है कोई भी चीज व्हर्लपूल की मत लो
True
Whirlpool inverter fridge double door ka pen nahin chal raha hai naya bhi Laga ke dekha fir bhi nahin chal raha hai
440 लिटर फ्रीझ फॅन मोटार लगने के बाद मोटर 3 मिनिट चलता है और मोटर बंद होता है कंप्रेसर चालू राहता है और ओपन डोअर का अलार्म बजता है
Sir mai Whirlpool mai hi kaam kar raha hu Ye problem sab se jayda hai Q sir
Dost kharab nhi hogi to hum technician ka kam kaise chalega.,😂🤣.....
Sir mene whirfhool ka new fridge singal door liya hai tuch bala Auto deforest cooling bhot slow hai pani ki bottle 2 hours me normal cool hoti hai kiya hai problem
Mera bhi same fridge hai 1 saal hi hua liye double door intelifresh kuch din pehle lower part mein bilkul cooling nhi ho rhe thee upr waale mein thodi bahut phir meine 12 ghnte k liye off kar diya fridge phir chleya phir teek hogya sab ab phir se 4 5 din k baad phir se same problem ah rhe hai
Kya problem hogi ???
Batae ye plzz
Drain block.... defrost.....fan......in me se koi ek problem hi.... technician se check karao tbhi shi problem pta chal payega.. thank you
@@electrogeg thank you so much🙏
Whirlpool technician ko dikhya usne bola defrost kar rha hai cooling nhe ni ja rhe barf jam rhe hai 1 2 part change karni hogi ek fridge k andar aur dusre compressor k sath mein kuch hota hai part total costing 4500 batae hai itne mehngay parts hai kya sir ?
Bhai aap ka fridge ripering ka video kyo nahi aatihe bhai aap ka phone number milega kya
श्रीमान जी आपका शुभ नाम नाम क्या है आपका नंबर कोई बात भेजिए
Intjar Khan...... sukriya 🌹🌹🌹🌹
Sir apka phone number dijia piliz
आपका फोन नंबर भी डाल दीजिए तो हम आपकी मदद लें सकें
Sar aap apna WhatsApp number dijiye jisse main aapse baat karna chahta hun thank u
Aap WhatsApp Number De Do
Jaldi hi number public karunga.... you tube ki liya new number lunga