Sunday Lecture | Maulana Ishaq | Sun-26032006-1 | Maulana Ishaq Official

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 24 дек 2017
  • 00:33 - : Aqeeda Iman Bil Akhirat.
    Kal Ki Fikar.
    Asal Zindagi.
    Naee Zindagi Naya Jahan , 3 Zindagiyan , 3 Jahan.
    Insan Khilona Nhi.
    Allama Iqbal Ra Ka Dehrion Kay Munh Par Thappar.
    Quran Main Yaad e Akhirat Ka Bar Bar Bayan.
    05:47 - : Surat-ut-Takasur Ayet 3,4 Ki Tafseer.
    Quran Se Azab e Qabar Kay Dalail.
    Rooh Kya Cheez Hai?
    09:26 - : Marne Se Pehle Insan Ka Apne Anjam Ko Jan Lena.
    Naik O Badd Ki Roh Qabaz Hony Ka Ahwal.
    Agar Baroz e Qayamat Hisab Kitab Hona Hy To Is Se Pehle Maut Ki Sakhti Aur
    Azab e Qabar Keun?
    Insan Kay Marty Hi Uska Hisab Kitab Keun Nhi Hota , Jannat Dozakh Ka Faisla
    Keun Nhi Hota ?
    Janatten Kitni Hain?
    Huzoor (SAW) Kay Liye Waseela Kia Dua Karna.
    16:52 - : Quran Main Kaha Gya Hy Keh Har Insan Ny Maut Ka Zaiqa Chakhna Hai
    Sawal Ye Hy Keh Insan Pehle Aalim e Arwah Main Se Aalim e Nasut Main
    Aya Phir Yahan Se Aalim e Arwah Main Chla Gya To Insan Ko Maut Kese Agai ?
    Yani Sirf Jahan Change Huay Hain Maut To Nhi i ? Wazahat Farma Dain.
    Maut Se Murad Kya?
    19:23 - : Kya Qabar Main Har Insan Ko Rasool Ullah (SAW) Ko Dikha Kar Unky Bary
    Main Sawal Kiya Jata Hy? Arabic ibarat Ka Sahih Tarjuma.
    24:52 - : Ahadees Main Farmaya Gya Hy Insan Ki Pedaish Se Pehle Us Kay Aamal
    Likh Diye Hain , Agar Pehle Hi Aamal Likh Diye Jaty Hain To Phir Jannat O
    Dozakh Ka Tassawur Keun ?
    30:02 - : Surah Anfal Ayet 67 Par Kuffar Ka Aitraz Aur Iski Ki Sahih Tafseer.
    36:32 - : Surah Younis Ayet 94 Par Kuffar Ka Aitraz (Maulana Ka Jawab).
    Aesi Ayat Jin Main Wahid Kay Seegha Se Nabi (SAW) Ko Khitab Kiya Gya (Un
    Ayat Kay Tarjuma Ki Tasheeh).
    38:58 - : Allah Jis Ko Chahta Hy Saza Deta , Jis Ko Chahta Jaza Deta , Jis Ko Chahta
    Bakhash Deta Hy , Jis Ko Chahta Hidayet Deta Hy (Ayat Ki Sahih Tarjuma O
    Tafseer).
    Masla e Shafat.
    44:42 - : Jab Allah Sb Kuch Janta Hy To Allah Ny Musa (As) Se Ye Keun Kaha Keh
    Ay Musa Tere Daen Hath Main Kya Hy (Surah Tahaa Ayet 17).
    46:32 - : Hadees Aur Iski Iqsam.
    Hadees Kese Mehfuz Ki Gae?
    Aam Logon Ka Qasur.
    Tab'ae Agar Rasool Allah (SAW) Se Riwayet Kry To Kya Wo Qabil e Qabul Hogi?
    57:30 - : Masla Noor O Bashar (Qurani Ayat Ki Wazahat).
    Surat un Nisa Ayet 174 Ki Tafseer.
    1:10:58 - : Kya Khatim Un Nabiyeen Ka Matlab Muhar (Stemp) Hai ?
    Qadianion Ka Dhoka.
    Zuhoor Imam Mehdi

Комментарии • 23

  • @newrhymesworld3511
    @newrhymesworld3511 7 месяцев назад +6

    ڈھونڈ ے گے برسوں برسوں
    ملنے کہ نہیں نایاب ہیں ہم

  • @muhammadyaqoob4170
    @muhammadyaqoob4170 3 месяца назад

    Zinda bad

  • @mohadgamer425
    @mohadgamer425 3 месяца назад

    Allah pak mughfiret frmaey ameen ❤❤

  • @m.hussainraza4243
    @m.hussainraza4243 11 месяцев назад +3

    ماشاءاللہ بہت خوب ۔ جزاک اللہ خیرا

  • @khalidmahmood7924
    @khalidmahmood7924 8 месяцев назад +3

    اللہ تعالٰی مغفرت فرمائے آمین اللہ تعالٰی میرے پاکستان کو سلامت رکھے

  • @kainatyousaf9449
    @kainatyousaf9449 8 месяцев назад +2

    Allah Hu Akbar Allah Hu Akbar

  • @wearemuslim2560
    @wearemuslim2560 11 месяцев назад +2

    اللہ تعالیٰ مولانا اسحاق رحمہ اللہ کو جنت الفردوس میں اعلیٰ مقام عطا فرمائے آمین

  • @muhammadhashimmuhammadasim98
    @muhammadhashimmuhammadasim98 11 месяцев назад +2

    ماشاءاللہ بہت خوب بیان ہے ۔ مولانا محمد اسحاق مدنی رحمۃ اللہ علیہ۔ اللہ الرحمٰن مغفرت فرمائے آمین ثم آمین 🤲🏻

  • @khalidmurshad9401
    @khalidmurshad9401 2 года назад +7

    اللہ کریم مولانا اسحاق صاحب رحمۃ اللہ کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا فرمائے آمین ۔ان جیسا عظیم عالم اب ملنا مشکل ہے ۔

  • @craftwithmeeee
    @craftwithmeeee 4 месяца назад

    Bht asan treeqy sysmjaya molana sahib subhan ALLAH. ALLAH Kareem in k drjat bulnd frmay or Alla muqam Ata framay ameen Suma ameen

  • @hamzaarif7249
    @hamzaarif7249 8 дней назад +1

    4:29 Allama Iqbal reply to Atheists
    5:48 Kal la saoufa talamon ki tafseer
    7:03 Alam e Arwah
    8:30 Qabar me Rooh ka jawab dena
    15:10 Jannat k 100 darjey
    21:47 Mufti Ahmed Khan Yar Naeemi ki chalakian
    36:37 Agar tu shak me hai ( Ayat ), Maulana ishaq ka Quran ka tarjuma likhwaney ki khwahish
    54:18 Awam ka Andhi taqleed karna
    1:07:17 The Evidence of God book

  • @falakranjha678
    @falakranjha678 6 лет назад +2

    Very nice khatab

  • @xubairxubi1294
    @xubairxubi1294 10 месяцев назад +2

    Allah pak ustad jee ko jannat ul firdous ma Ala muqam ate kre Ameen

  • @mubasharhassan6556
    @mubasharhassan6556 7 месяцев назад +1

    ❤❤

  • @mubashirmalik8600
    @mubashirmalik8600 5 месяцев назад

    Allah pak ap ko apni khass Rehmat ata Kry ❤ We miss You Mualana Ishaq shb

  • @gulamrabani6743
    @gulamrabani6743 8 месяцев назад +1

    ❤❤😂😂😂😂❤❤Subhanallh mashallh. Jazza kallah ho khaira 🌹🌹🙏🙏🙏🙏🌹🌹

  • @user-bw3no1up8c
    @user-bw3no1up8c 7 месяцев назад

    الله رحم فرماے

  • @imambakhsh3193
    @imambakhsh3193 7 месяцев назад

    اللہ پاک جزاۓ خیر دے

  • @khalidmurshad9401
    @khalidmurshad9401 2 года назад +1

    سبحان اللہ

  • @abdulshakoor7049
    @abdulshakoor7049 6 лет назад +3

    Aslam o alikum bahi jan har video ka mazo sath likho eyse log kesy dondy gy video. Akhr sun na chor dain gy or ap channel b nakam ho jay ga. Plz sath maozo b likho

  • @shahzaibghafoor7572
    @shahzaibghafoor7572 4 месяца назад

    The evidence of God is an expanding universe by john clover monsma

  • @farazsajid49
    @farazsajid49 5 месяцев назад

    عالمِ ارواح سے مادی دنیا میں آئے یہاں سے مٹی میں جائیں گے اور پھر دوبارہ زندہ کردیے جائیں، یوں محسوس ہوتا ہے آنے والی دو تبدیلیاں ہمیں پتہ چلے گا محسوس ہوگا ہاں یہ ہورہا مگر عالم ارواح سے یہاں آنے کی تبدیلی تو ہمیں نہیں محسوس ہوئی! اس کی کیا وجہ؟