Q&A | Sunday Lecture | Maulana Ishaq | Sun-01072012-1 | Maulana Ishaq Official

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • 08:10 - : Nabi (saw) ka orton ko deen sikhana.
    Khawateen ka maqam o martaba.
    Moashray ka orton par zulam.
    16:23 - : Pardah ki kitni aqsaam han.
    Khawateen deen ki khidmat kasay kar sakti han.
    25:39 - : Tasbeeh aur masnoon azkaar ka bayan aur fazail.
    31:25 - : Baghair dopattay kay wazu aur quran ki tilawat kar saktay han.
    32:35 - : Ebadaat me farz, wajib aur nafal ki taqseem kion hai.
    Nafal ko beth kar parhna kasa hai.
    Qiyam ul lail ya tahajjudd ki namaz ki fazeelat.
    39:33 - : Firqay kasay bantay han aur unko kasay kam kar saktay han.
    45:41 - : Mayyat kay pas zikar o azkar ya quran parhna kasa hai.
    Nabi (saw) ka aik orat ki qabar par namaz e janaza parhna.
    51:25 - : Namaz kay bad dua mangna kasa hai.
    Namaz me apni zuban me dua karna.
    56:33 - : Kia khawateen apni marzi se shadi kar sakti han.
    Kya koi orat kisi ka khatoon ka nikah parha sakti hai.
    59:11 - : Namaz me khayalat ka aana aur namaz bhool jana.
    Sajda sahw ka kya tareeqa hai.
    01:02:22 - : Sheeshay kay samnay namaz parh saktay han.
    01:02:49 - : Rukhsati agar nah o ya ghair madkhoola ko talaq denay ka masla.
    Haiz ki halat me talaq dena kasa hai.
    Talaq kay baray me sahi islami taleemat kia han tafseeli jawab.
    01:06:48 - : Halat e haiz ya halat e jannabt me kia pabandi hoti han.
    Nikah kay liye behtareen khatoon kon hai.
    01:10:11 - : Orat mehram kay baghair safar kar sakti hai ya nahi.
    01:11:46 - : Betion ko baap ki wirasat me se hissa kion nahi milta.
    01:12:45 - : Darbaron par jana kasa he.
    Orten qabrastan ja sakti han ya nahi.
    Nabi saw ka apni walida majida ki qabar par jana.
    Amma aisha ka apnay bhai ki qabar par jana.
    01:16:52 - : Qarz dar qurbani kar sakta he ya nahi.
    Shaheed ko bhi qarza maaf nahi he.
    01:18:31 - : Vote dalnay ki shari haisiyat kia he.
    01:20:17 - : Istikhara ki shari haisiyat kia he.
    01:23:56 - : Tasweer walay room me namaz parh saktay han ya nahi.
    01:24:35 - : Zakat ki raqam se qurbani kar saktay han?
    01:25:45 - : Tahajudd ki namaz agar aik bar parh len to kia phir farz ho jati he.
    Umrah agar ada kar len to kia hujj farz ho jata he.
    01:27:28 - : Chor janay wali namazon ki adaiegi kasay Karen.

Комментарии • 10

  • @muhammadusmanshahid7605
    @muhammadusmanshahid7605 4 года назад +1

    The best izkar(tasbeeh) to remember Allah and for the forgiveness of sins
    28:35

  • @goldenwaves7749
    @goldenwaves7749 7 месяцев назад +2

    ❤سبحان اللہ ❤ الحمد اللہ ❤اللہ اکبر❤استغفراللہ❤ اللہ مولانا مرحوم کو جنت الفردوس میں اعلی مقام عطا کرے آمین❤❤❤

  • @lifewithislam8439
    @lifewithislam8439 5 месяцев назад

    ma sha Allah great molana sb. Allah pak apki qabar mai spni latadad rehmaty barkaty nazil farmaye.

  • @silentlips7103
    @silentlips7103 7 дней назад

    1)@Awaz E Haq Uncensored Channel for Hinduism, Ariya Samaj & Atheism
    2)@Qaiser Ahmed Raja Channel for Atheism, Agnosticism, Secularism & Liberalism
    3)@Sam Stallone Channel for Hinduism & Christianity
    4)@Awakening Channel for Hinduism
    02.09.2024

  • @shaguftabegum9235
    @shaguftabegum9235 8 месяцев назад +1

    Great man👌👍

  • @shaukathussain3906
    @shaukathussain3906 8 месяцев назад

    Masha Allah ❤❤❤

  • @CCTVWorld98
    @CCTVWorld98 8 месяцев назад

    Too much ads... Admin sahab ya sawab kama len ya paisa... Sara focus kharab kr dety ye ads 😢

  • @ahmedusmaniali7156
    @ahmedusmaniali7156 7 месяцев назад

    خدا اس عالم ہر رحم کرے خودساختہ سوچ بیان یر کر کے کچھ ہا کچھ اکثر بول جاتے ہیں۔۔۔ پردے کا یہ حکم بالکل نہیں ھے جو عالم صاحب بتا رہے ہیں ۔۔۔