Mam mera is saal b.a first year hai aur mai pcs ke ro/aro ki taiyari Karna chahta hu agar mai book se n padhu sidha purvalokan se padhu to Mujhe safalta milegi ki nahi
Hi mam mera ek sawal hai please mam ap mujhe jarur reply krna mai sacchi bhut confused hu mai agr mai bhugol padne k liye jo ap bta rahi h bo book le lu meri tayri ho jaegi na kyu ki mama khi se mai pad nhi pai hu is subject ko mai mane abhi jaldi me hi start kiya hai padna please mam aaj mujhe apka channel mila to mane sari vdo dekhi
Ji mam yearly aati h । Up special ke liye kya sahi h तथ्य सार या कोई और । Mam aap apne channel me dheya ias ke test ki pdf dalwa दीजिए जिसका हम प्रिंट निकल कर प्रैक्टिस कर सकें। आपने कल बुक बता दिया इनको कैसे कंप्लीट करें यह भी बता दीजिए प्लीज सभी क्वेश्चन का जवाब digiyega।🙏🙏🙏
Hii mam ap ye bta sakti hai ro and aro me jo mains ka exam hota h bo kitne time bad hota h bad me kyu ki pehle to prelims ki hi study ki jaegi na please reply agr prelims me pas ho gye tbi to mains ki study krni hogi mam
Hello di kya current affairs gs ki jo book h usme dare topic cover h kya wo sufficient nhi h ro ke liye ya ye alag alag leni h baki ek hindi ki jaruri h plz reply gs ki book me sare subject h to ye bhi sari leni h plz reply
Mam mere paas lucent ki gk and science h. Hindi ki Aditya publication ki book h .mam mai you tube per bahut bhatak rahi hu per kahi se bhi free m subject pure nahi ho pa rahe h aap ye batayiye ki m kaise apne subject pure karu mere do batches h time hi nahi milta 😢or itne paise bhi nahi h ki saari book le lu or time bhi nahi h mam kya khan sir ki video se subject pure ho sakte h please help me reply must 😢
1) Ap agar batcha liye hai to batch se hi padho sath me purvavlokan 2) Agar nhi liye hai to koi book lo + purvavlokan 3) Agar toda basic tayyar hai to to Lucent+ purvavlokan
t.me/khushbutiwariuppcs
t.me/upscsangharsh0
Telegram join कर सकते हैं for pdf and padhyi से संबंधित कोई भी जानकारी pa skte hai
Mam mera is saal b.a first year hai aur mai pcs ke ro/aro ki taiyari Karna chahta hu agar mai book se n padhu sidha purvalokan se padhu to Mujhe safalta milegi ki nahi
Mam 2023 ki book ki pdf mil skti hai kya
@@demonskingdom1760yes group me dal diya hai
@@demonskingdom1760t.me/khushbutiwariuppcs
Telegram 👆link
@@AdarshTripathi-x8qbilkul
Much needed video sister😊
Ma'am 22 December ko exam kaise taiyari kare ye book lene ke baad kya koi batch bhi le sakte jaise Target with Alok ya chandra institute allhabad
Nhi batch lene ki jarurat nhi hai khudse kar sakte ho
@@khushbutiwariuppcs thanks ma'am 🙏
Very useful information ma'am.... thank you
❤️❤️
Mam ro aro ke liye practice set book bataiye koi
Thank you ma'am 🙏
Mam hardev bahri ka new edition book pdf and up special ghatnachakra tathysar ka pdf send karie please 🙏
Dear sister science k liye lucent sufficient hai?ya fir b ghatnachakra leni padegi
Lucent+pyq
Di is book se ho jayega ki book lena bhi jaruri h jase polity ke liye M Laxmikant ki book aur subject ki book lena padega
Hi mam mera ek sawal hai please mam ap mujhe jarur reply krna mai sacchi bhut confused hu mai agr mai bhugol padne k liye jo ap bta rahi h bo book le lu meri tayri ho jaegi na kyu ki mama khi se mai pad nhi pai hu is subject ko mai mane abhi jaldi me hi start kiya hai padna please mam aaj mujhe apka channel mila to mane sari vdo dekhi
Agar apko book nhi padhani hai abhi to ap purvavlokan le lo wahi lagao
@@khushbutiwariuppcs agr mai yehi book le lu jo apne btati h to shi rahega
@@khushbutiwariuppcs purvavlokan ki usse ho jaegi meri study Mam
Madam please btaiye 2023 me Jo hone wala h to kya 2023 ki le book btaiye
Aap mujhe yah bataiye ki Samanya Hindi mein nibandh aur Patra lekhan ke liye kya ghatna Chakra book leni chahie uske liye plz reply
Hello mam Kya ye Sabhi Books BPSC Exam ke liye Isko le sakte hain isse tayari ho jayegi????
Mam current affair Kaise padhe bahut hi boring lagta hai ise mam Kaise Yaad Kare
Mam mere pas 1990- 2015 tak ki purwalokan h to kya mujhe nai leni h
Usame sirf question diy h topic wise mam theory nahi h
Kya ye sabhi books 3 month's m complete ho skti h
Yes
Yes
@@anurodhmishra2602 ab to 2 hi months bache h kya 2 months m ho skti h
@@Quoteswaalla hn bhai h
😂😂 ab question puche 8 month ho gya kya past me jake 2 month padh sakte hai 😂😂 @@Quoteswaalla
Mam current ke liye sabse अच्छा सोर्स बता दीजिए।
घटना चक्र, घटना सार, edu teriya, 👁️ drasti kauh si padhe best बताए प्लीज
Ghatnasaar+eye drishti
Ji mam yearly aati h ।
Up special ke liye kya sahi h तथ्य सार
या कोई और ।
Mam aap apne channel me dheya ias ke test ki pdf dalwa दीजिए जिसका हम प्रिंट निकल कर प्रैक्टिस कर सकें।
आपने कल बुक बता दिया इनको कैसे कंप्लीट करें यह भी बता दीजिए प्लीज
सभी क्वेश्चन का जवाब digiyega।🙏🙏🙏
Kya purvalokan yearly ati he ya fir six monthly ya fir quterly ati he
Mam ye books kaha se milegi aur uttrakhand ro aro ke liyein bhi ye important hain ya uttrakhand ro aro ke liyein kya karna chaaiyein
Dono jagah kam aa jayegi online ya apke asapas koi book shop hogi waha mil jayegi
mam kya ye english me bhi available hai..pls reply
Mam hm history = kirna ,polity =pariksha vani ,Geography =mahesh kumar barnwal, science =lucents, economy =notes ye sahi ha mam
Book sb sahi hota h bs revision jyada se jyada hona chahiye
खुशबू जी polity में अनुच्छेद कहां से कहां तक याद करने होते है??
Jitne bhi purvavlokan me pyq hai phle ap use yad kr le with explanation
Hii mam ap ye bta sakti hai ro and aro me jo mains ka exam hota h bo kitne time bad hota h bad me kyu ki pehle to prelims ki hi study ki jaegi na please reply agr prelims me pas ho gye tbi to mains ki study krni hogi mam
Madam summary padhe ya piche ke question sufficient haie
Thank you so much mam
Mam apki 199 Vali test series kaise buy kare
mam maine dritshi se batch se batch liya kya inko bhi padhna juroori hain
Hm time ho jarur padh lo
Didi inn books ke english version ka pdf mil jayga aur kaha?
Hello di kya current affairs gs ki jo book h usme dare topic cover h kya wo sufficient nhi h ro ke liye ya ye alag alag leni h baki ek hindi ki jaruri h plz reply gs ki book me sare subject h to ye bhi sari leni h plz reply
Ye alag alag aati hi wahi le
Cg vyapam k liye padh skte hai kya
Mam jitani kitabe aap ne abhi dikhaya hai kya itane se ro/aro clear Kiya ja sakta hai ya aur bhi books Leni padegi...reply plz
Ji bilkul
Only bpsc ke liye kitna best h ye
Mam RO ke english mei pyqs mil skte h kya?
Mam mere paas lucent ki gk and science h. Hindi ki Aditya publication ki book h .mam mai you tube per bahut bhatak rahi hu per kahi se bhi free m subject pure nahi ho pa rahe h aap ye batayiye ki m kaise apne subject pure karu mere do batches h time hi nahi milta 😢or itne paise bhi nahi h ki saari book le lu or time bhi nahi h mam kya khan sir ki video se subject pure ho sakte h please help me reply must 😢
1) Ap agar batcha liye hai to batch se hi padho sath me purvavlokan
2) Agar nhi liye hai to koi book lo + purvavlokan
3) Agar toda basic tayyar hai to to Lucent+ purvavlokan
Batch nahi liya h mam khan sir se basic clear ho jayega
Please bataye
Aap batao because aap ne ro ka mains likha hai
Online link dengi kya mam plz
Ma'am arthshastra ki PDF nahin mil rahi hai mujhe
t.me/khushbutiwariuppcs
Yha apko pdf mil jayega na mile to mai phirse pin kr du
Ma'am nahin mil raha hai pdf
Abhi phirse bhej di gyi h ap check kr le
Ok mam thanks
Ma'am telegram is link se connect nhi ho rha kya karu
whatsapp.com/channel/0029VaAMrM53gvWRUgem3Q1o
WhatsApp join now 👆👆👆👆
t.me/khushbutiwariuppcs
Telegram 👆link join now👆👆👆
t.me/upscsangharsh0
👆👆telegram 2ed group 👆👆join now
Price btaodi mem book ke
Hello mam pls share the pdf of hardev bhari Hindi book pdf
Bhej diya hai ap check kar le
Envo ke liye kya source follow kre?
Purvavlokan+ parichha waani
@@khushbutiwariuppcs thanks
Mam 2023 ki book ki pdf mil skti hai kya??
Sbhi books kitne rupey ki h
Inka price kya h pachon books ka
1500+
Mam pariksha vaani ki books kaisi rahegi ro aro ke liye
Ma'am youth ki uppsc pyq kaisi hai..
PYQ kr liye best h
Pdf kaha milega
Senior koii test series suggest kariyee
Online mee
Koi bhi acchi institute ka laga lo 2 coaching ka to rakkho hi minimum
Senior koii ek naam suggest kar dijiye
Mam Hindi purvavlokan kitne ki hai
Lagbhag 150
Apki mehndi achhi lag Rahi hai..🎉
Kya books ke sath pdf bhi milta hai
Current affairs kaise taiyar kre
Ncrt ke बाद लेना hn
Mam gs ki alga lag subject ka book ghatna chakra lena
Yes
मैदम जी आप किताब पढ़ती है।
Mam 5 ghatna chakra sufficient hoga ro aro k liye
Ji ha bilkul
यही तो मैं कई दिन से खोज रहा था
ruclips.net/user/liveC44oLubj1xs?si=s4Hf8p3IiG_XwvfG
Tq Sis😍😘
mem 2022 ki nhi chalegi
Chalega
Mem isi se jayda questions fsta hai
Ji
Thanks mam
Thank you
Thank u maim
Radhe krishn
Gm mam
Mam app kis district se hai
Ma'am PDF kaise migegi please bata dijiye mujhe
t.me/khushbutiwariuppcs
Group me bhej diya gya h ap telegram join ke lo
3 se 4000 ka Kitab hai
history
polity
geography
science
hindi
ye 5 lelo ❤
Ak hu book nhi ata kya sabhi sabjuct ho
Nhi alag alag aati hai
@@khushbutiwariuppcs GS POINTER आती है इसमे सारी बुक के one line फेक्ट मिल जाएंगे घटनाचक्र के