Thanx Nilanjan jee Thora is process me aane wale problems ke nirakaran par video banayen Mera ek new karmi ka preprod me naam nahi Ane ke karan entitlement nahi hua tha Ab hrms portal par use August pay ke liye not eligible likh raha hai Fir bhi bahut sundar prayash hai
Bill treasury submit karne ke baad wapas se approval ke login me unconfirmed box me aa gaya hai usko dubara se submit karne ke liye book allotment kar rahe baar baar hota hi nahi aage ka process kaise hoga bill submit kaise karna hoga treasury
मेरा निवेदन आपसे है HRMS बिहार के पोर्टल पर employee डिटेल्स ONBOARDING के बाद यदि DDO द्वारा किसी भी एंप्लॉय का एक बार अकाउंट नंबर details यदि अपलोड कर दिया जाता है तो क्या उसमें employee यदि चाहे की पहले वाले बैंक एकाउंट को हटाकर दूसरे बैंक का नंबर जोरना चाहे तो दूसरा अकाउंट नंबर फिर से जोड़ा जा सकता है या नहीं यदि जोड़ा जा सकता है तो उसका क्या प्रक्रिया है यदि संभव हो तो इस पर एक वीडियो बनाकर जल्द से जल्द अपलोड कीजिए........डॉ०प्रवीण
बहुत अच्छा लगा और अच्छे से समझाया अपने l thanks
Thanks
Bill modified kaise krenge...pls.eska video share kre
Really informative Thanks.
Thanks
Sir please retired employees ka gpf ka expenditure kaise kare
Hrms data conversion kaese kiya jata h
Trezri se Recol karne par bill kase kre
Employee ka a/c nomber kaese chenj kare ushka video dale
Jab employee ka increment lagta hai to karse increment lagate hai
Employee ka increment lagta hai to effective date or basic par jarur dekhar kare
Employee ka IFCS code kaise change karenge please bataiye .
Very informative video
Thanx Nilanjan jee
Thora is process me aane wale problems ke nirakaran par video banayen
Mera ek new karmi ka preprod me naam nahi Ane ke karan entitlement nahi hua tha
Ab hrms portal par use August pay ke liye not eligible likh raha hai
Fir bhi bahut sundar prayash hai
HRMS par us employee ka entitlement karne par ho jayega
Sir arrear mai nps ka paise automatic cut hoga nps mai jama ho jayaga kiya pls bataya?
Sir monthly salary banate waqt. last me allotment book nhi ho rha hai.. kya kre..
Transfer ta kaise banay is par ek video banaye sir
Please tell us for how to make salary arrear bill
Da arrear karse bnaye
Da arrear ka video upload kiya hua hai
Salary arrier wala v video banaye
Ok abhi option calculation ka nahi hai ho to video dal diya jayega
HRMS par transfer ta bil keise banay
Thank you so much sir 💖
bahut badhiya very good video sit
Thanks
Sir on boarding ke bd jo id milta h brd krke usko kaise track krnge
Bill treasury submit karne ke baad wapas se approval ke login me unconfirmed box me aa gaya hai usko dubara se submit karne ke liye book allotment kar rahe baar baar hota hi nahi aage ka process kaise hoga bill submit kaise karna hoga treasury
hrms kharav hone ke karan ho raha hai
Nice very good explain.
Thanks and welcome
Agar bill summit me koi error aajaye jsise account number mismatch jabki account number sahi hai to kya karege
Server me problem hone par hota hai
Sir head change kese karenge
Hrms me regular salary bill fanlize करने के बाद wrong bill ko कैंसर kaise kare
modify ka option par click karke wrong bill ko sahi kar sakte hai
August me jo employee join kiye hain unka August , September ka payment kaise karen ,pran no ban chuka hai,please guide for me,urjentli
HRMS me employee creation hone ke bad hi payment hoga
HRMS mein 2009 ka salary arrear kaise banaye
Hrms portal par transfar ta kaise banaye
Sir june ka salary jab bana raha rahai hai or bana kr approver id se book allotment pe click kar raha hu to User is not valid dekha rha hai kya kre
Solve hua??
Maker kaha se laye
Bill no.add nahi hota hai
Bill print kase ho ga
Transfar Ta bill ka video banaye
Ok
मेकर के आई डी मे बिल पेंडिंग है आगे कैसे प्रोसेस करे
Sir HRMS me office admin kaise banayenge ya bana hua admin ko change karenge
Office admin approve ke id me add hota hai
office admin hrms wale karte hai
Trezry mein employee ka nam bill mein sow nahi karta kase PTA kre
aapke office me us employee ka nam show karta hai ya nahi
Bill no. Bina Dale approver par forward Kar diye hai bill no. Kaise add hoga
treasury objection karke wapas kar dega
Send back kaise karenge
Book allotment ho jane baad reject ho gya.....Lekin allotment wapas nhi aaya
August ke liye wahi karna hai
Video ke bich bich me blurr kyu kiya.kisi se Darr lagta hai kya ? Huh
Video me blurr nahi karte to youtube wale video par stike laga dete hai or video nahi chalta hai so video me blurr karna parta hai
July ka Pay intitalment me HR galat ho gaya to kaya kare . Aprove vi ho gaya.
phir se pay entitlement kar dijie ho jayega
Head change wala bhi kabhi video bnaiye
Ok
Sir ANM का SALARY SLIP कैसे निकाले sir
Salary Slip ka video upload kiya hua hai video dekh lijiye salary slip nikal jayega
Sir bill ka token number kaise dekhyenge
CFMS se Bill Query me token number dekhiye
@@NeelanjalKumar thanku sir ❤️
Hrms me new employee creation kaise karen please guid for me
HRMS me new employee creation ka option unhide hai
Thank you ❤
मेरा निवेदन आपसे है HRMS बिहार के पोर्टल पर employee डिटेल्स ONBOARDING के बाद यदि DDO द्वारा किसी भी एंप्लॉय का एक बार अकाउंट नंबर details यदि अपलोड कर दिया जाता है तो क्या उसमें employee यदि चाहे की पहले वाले बैंक एकाउंट को हटाकर दूसरे बैंक का नंबर जोरना चाहे तो दूसरा अकाउंट नंबर फिर से जोड़ा जा सकता है या नहीं यदि जोड़ा जा सकता है तो उसका क्या प्रक्रिया है यदि संभव हो तो इस पर एक वीडियो बनाकर जल्द से जल्द अपलोड कीजिए........डॉ०प्रवीण
Account no change ho jayega
Basic pay change Krna hoga to kya karenge
Pay entitlement kar dijie tab ho jayega
Thanks
Welcome
Privious month ki salary kaise banega
Abhi previous month ki salary me problem hai kuchh din ruk jaye problem thik hone par video upload kar diya jayega
Cancel hone ki stiti me kya karnge
Approve ke id se Bill ko raject kar dijiye
very good
सभी प्रकार से वेतन विपत्र कि जानकारी दें
Sir
Humko aur deeply चाहिये
Kuch चीज़ miss ho jati hai
Kya deeply chahiye
Sir abhi Jo group d m 11000 ki joining Hui h unko salary banane m kitna time lg skta h reply soon
kam se kam 2 se 3 months
@NeelanjalKumar Unique pay code banne k baad kitna time lg jata h salary m
Anm school ka scholarship ke pay karte h
yes
Agar kisi employee ka vetan katna hai to kya karenge
Number of Day kam kar dege
Send back kaise karenge
june, july ka vetan kaise banega sir
June or july ka vetan ke lie abhi option nahi aaya hai
Bill me HR change kaise karenge
Pay emtitlement karke
Allotment book nahi hota hai kya karen
CFMS Kharab hone ke karan nahi ho rahai hai
Nice 👍
Plz send vefio
Sir kindly help all hrms pdf
Very
I live at biharsharif
Thanks
Component nahi comment
How to enter data of new employee in HRMS
Abhi HRMS me new employee ka option nahi hai
@@NeelanjalKumar ye features kab tak anne ki ummid hai?
Kuchh din wait kijie
Neelanjal ji. New entry ka option aya hai?
जुलाई माह वेतन दे दिए हैं
Sir LPC out LPC In ho rha h ki nahi
LPC out LPC in ho raha hai
@@NeelanjalKumar sir hmne kiya to nhi ho rha h application close likh rha h
कटौती में सुधार करना है क्या करे
Bill Banate wakt katauti kar sakate hai
edit ka option kaha hai
Vedio
Best information
So nice of you
Sir kisi employee ka medical kaat kr ke Dena hai, toh kaise karenge
Please arrears
Ok
Beautiful sir aapse baat ho sakti hai
Yes
9110195080
Aapa contact mil sakta kya?
9110195080
Thanks sir..sir mujhe Kutch urgent HRMS issue information chahiye aapse..kindly apna phone no. Available karae..
9110195080
Anm school muzaffarpur se hai sir please share contact number
9110195080