Contractual employee ka professional tax ka deduction cfms me kaise karenge jaise regular employee ka vetan me hi kat k jama ho jata hai department ko to usi tarah contract ka deduct kar k kaha rakha jayega
Contract employee ka bill santion approve ho gaya 22.4.24 ko ab bill entry me search karte hai to so nahi karta hai lekin task list me dikhta hai kya kare please bataye
Hard video bhai 😊
Bahut achha laga video sir
Thanks Sir
Bahut khoob sir
Thanks
Greate way sir thank u😊
Most welcome
Bhaut badhiya sr
Thanks
Beltron Data Entry Operator ka Cfms me payment kaise hoga
Iske liye video daale
RUclips pr nhi hai.
Beltron opertar v yhi dalega kya
Bhaiya EPF ktauti ke sath wala payment ka video banaiye na... Pls
DA arrear me kuch employee ko not eligible me ho gya hai use kaise eligible me laye
Sir kisi employee ka bina kisi vipatra ka kisi month ka salary ban gaya or uska UTR bhi generate ho gaya to us situation me kya kare
Nice video
Thanks
Professional tax kaise kata jayega
Prof. tax 3 lac to 5 lac Tak 1000, 5 lac to 8 lac Tak 2000, 8 lac se upar 2500 katega
Contractual employee ka professional tax ka deduction cfms me kaise karenge jaise regular employee ka vetan me hi kat k jama ho jata hai department ko to usi tarah contract ka deduct kar k kaha rakha jayega
Contract employee ka bill santion approve ho gaya 22.4.24 ko ab bill entry me search karte hai to so nahi karta hai lekin task list me dikhta hai kya kare please bataye
sanction approve karne ke kuch time ke bad bill entry me show karega
Sahi baad sir
ANM schools ke students ka stipends bill pay par video banaye
Amin hoon mai bihar government me mera salary join hone se abhi tak nahi mila hai iske liye kya karna hoga mujhe please help me
onboarding kraye tab payment milega
9110195080
Sir kuchh cfms portal pr employee hai wo HRMS me nahi dikh raha hai cfms portal pr unlogo ka id bana huwa hai
Employee ka id kis portal par bana tha CFMS ya HRMS par
Contract employee bill hrms se kaise banye
Av contract employee ka bill CFMS k through he ban Raha hai..
Order में क्या लिखे समझ नही आया
Please tell us how to make salary arrear
Salary arrear bill me problem ho raha hai
Ji sir feb 22 ka
Sir naye employees ka bataie HRMS me kaise hoga
Naya employee ka on boarding karne ke liye Appointment Authority ke pas format me bhejana hai
formart nai hai to whatapp no. bhejiye format bhej dege