Bina jacket to kbhi nhi jana chahiye, itna to malum hona chahiye public ko, agar boat wale nhi de rhe to mt hi jao fir, itna bhi kya jane ka bina jacket hi chale gaye log boat me
Life jects ke charges lete hai launch wale loot hai boats mein. Hadsa hone ke baad samb log jagte hai. Bot ki chatt pe jana allowed nahi hai but boat wale chatt pe jame ke liye 50 rupees lete hai. And over loading karte hai. 60 ki capacity mein 110-110 logo ko leke jaya jata hai. Aur kisi ko life jacket nahi diya jata uske liye alag charge kiya jata hai. Jiski keemat 200-250 charge kiya jata hai
Matlab samaj nhi aaya Bhai. Jo log vote pe gye the unke saath jo haadsa hua bahut dardnaak he nhi hona chahiye tha. Lekin 5 lakh kya 2 lakh b dete to lene pdte kya kr skte hain? Bhai jo log b vote me gye the bo khudh enjoy krne k liye gye the unko kisi ne nhi beja tha. Kya desh k liye kush krte hue unki Jaan gyi he. Agar bo vote me jaa rahe the to unko safety jacket b pehanni chahiye thi. Bina safety jacket k jaana kya khudh ki galti nhi he. Baad me bola jaayega ki vote Wale ne safety jacket nhi di unke pass thi nhi to bhai kyun apni jaan ko risk me daal rahe ho. Khudh hi khatron k khilaadi bnte ho aur baad me sarkar pe dosh daal do. Sarkar ko jroori aise logon pe sakt action Lena chahiye jo logon ki zindagi k saath khelte hain lekin hamari khudh ki b responsibility bnti he kush. 150 crores ki population he aur desh hamara sabka he Khali sarkar ka nhi. Jo rules bne hue hain bo sabko fallow krne chahiye sarkar ya prashasan har ek insaan k peeche danda lekar to khda nhi rahega. Sabki responsibility he. Khudh ki galti ko b accept krna hoga aur usse sabka seekhna chahiye. Bahut dukhad ghtna he. Jo b log isme jaan se gye hain Bhagwan unki aatma ko shanti dain aur unke pariwar ko ye dukh sehan krne ki shakti dain.😢😢😢
Bina jacket to kbhi nhi jana chahiye, itna to malum hona chahiye public ko, agar boat wale nhi de rhe to mt hi jao fir, itna bhi kya jane ka bina jacket hi chale gaye log boat me
Bjp ke raj me jankari sahi dete kaha hai
101 aur koe 85 kuch bhi bol rahe hai 😂
Life jects ke charges lete hai launch wale loot hai boats mein. Hadsa hone ke baad samb log jagte hai. Bot ki chatt pe jana allowed nahi hai but boat wale chatt pe jame ke liye 50 rupees lete hai. And over loading karte hai. 60 ki capacity mein 110-110 logo ko leke jaya jata hai. Aur kisi ko life jacket nahi diya jata uske liye alag charge kiya jata hai. Jiski keemat 200-250 charge kiya jata hai
Cisf walo ne petroling duty karte huye bachaya sabse pahile
😢😢😢😢😢😢
5 लाख ज्यादा नहीं है भाई 2 लाख भी देंगे तो ले लेंगे क्या कर सकते हैं
Matlab samaj nhi aaya Bhai.
Jo log vote pe gye the unke saath jo haadsa hua bahut dardnaak he nhi hona chahiye tha. Lekin 5 lakh kya 2 lakh b dete to lene pdte kya kr skte hain? Bhai jo log b vote me gye the bo khudh enjoy krne k liye gye the unko kisi ne nhi beja tha. Kya desh k liye kush krte hue unki Jaan gyi he. Agar bo vote me jaa rahe the to unko safety jacket b pehanni chahiye thi. Bina safety jacket k jaana kya khudh ki galti nhi he. Baad me bola jaayega ki vote Wale ne safety jacket nhi di unke pass thi nhi to bhai kyun apni jaan ko risk me daal rahe ho. Khudh hi khatron k khilaadi bnte ho aur baad me sarkar pe dosh daal do. Sarkar ko jroori aise logon pe sakt action Lena chahiye jo logon ki zindagi k saath khelte hain lekin hamari khudh ki b responsibility bnti he kush. 150 crores ki population he aur desh hamara sabka he Khali sarkar ka nhi. Jo rules bne hue hain bo sabko fallow krne chahiye sarkar ya prashasan har ek insaan k peeche danda lekar to khda nhi rahega. Sabki responsibility he. Khudh ki galti ko b accept krna hoga aur usse sabka seekhna chahiye.
Bahut dukhad ghtna he. Jo b log isme jaan se gye hain Bhagwan unki aatma ko shanti dain aur unke pariwar ko ye dukh sehan krne ki shakti dain.😢😢😢
Le BJP le opposition wale