mini silai machine silai nahi de rahi kiya kare | mini silai machine dhaga nahi pakad rahi hai

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 окт 2024
  • ХоббиХобби

Комментарии • 15

  • @PriyankaSharma-wz1zy
    @PriyankaSharma-wz1zy Месяц назад

    Sir bina kapda lagaye chalaye to snitching ho rahi he par kapde pe hi nahi ho rahi

  • @ranicraft2411
    @ranicraft2411 7 месяцев назад +1

    Mughe umbrella machine lena h ,dukandar ne arun ki chaokor body machine sajest ki hai ,kya arun ki machine achchhi hoti hai

  • @varshagoenka7529
    @varshagoenka7529 7 месяцев назад +2

    Sir meri machine patle singal kapde par chal rahi hai per linning kapde lagaya to silai ho nahi rahi.please reply kya karu

    • @TcTailor
      @TcTailor  7 месяцев назад +1

      Kiya aage kapda nahi bada rahi ya silai nahi de rahi silai chhod rahi?

    • @varshagoenka7529
      @varshagoenka7529 7 месяцев назад

      @@TcTailor kapda aage badh Raha hai .par single layer par hi perfect stich ho Raha hai.nitche Aster lagaye to kapda aage badh Raha hai per stich hi nahi ho raha kuch bhi.

    • @varshagoenka7529
      @varshagoenka7529 7 месяцев назад +1

      @@TcTailor muze Ghar ke chut phut kaamo ke liye aur bhagvaan ki poshakhe silne me iski badi madat hoti thi ,jagah bhi kam lagti hai isliye liya par ab kaam nahi de Rahi chalte chalte hi problem aa gai.gaav me ise koi thik bhi karna nahi jaanta.please reply dada

    • @TcTailor
      @TcTailor  7 месяцев назад +1

      Such bataye ye machine ke purje andar sabhi plastic ke hai suttel bhi plastic ka hai har chiz aur sabhi purze apas me chipke aur jude hote hai inhe khola to machine hi bekar ho jaye gi
      Ye machine jada din nahi chal pati
      Aap sabhi jagah oil daliye suttel me aur jagah sui nikal ke dubara lagaye
      Nahi to hanth wali haf suttel me hamesha ke liye ho jati hai sabse best hoti hai

    • @varshagoenka7529
      @varshagoenka7529 7 месяцев назад +1

      Haf suttel matlab ,last ka sentence samqz nahi aaya

  • @surendramanjrekar6224
    @surendramanjrekar6224 7 месяцев назад +1

    बडी मशीन की तुलना में ये खिलौना लगती है | प्लास्टिक पुर्जे है तो इसकी लाईफ होगी ही क्या ? उपरसे खराब होनेपर पुर्जे मिलते नहीं तो मशीन खराब होनेपर फेंकनी पडेगी |😟

    • @TcTailor
      @TcTailor  7 месяцев назад +2

      Ye bekar hai
      Par kiya hai bahot log ghar me use ke liye magwa lete hai
      To is liye video banani padti hai

  • @kashmirapathak3474
    @kashmirapathak3474 7 месяцев назад +1

    Ye mashin achhi chati he ?

    • @TcTailor
      @TcTailor  7 месяцев назад +1

      Mat lena kabhi bhi
      Paisa barbaad

  • @manupunny4841
    @manupunny4841 7 месяцев назад +1

    Hello sir pliz contact no. Dijiye aapse baat karni h