Namaste Neetu ji 🙏 Ganga maiya ji 🙏🙏 ke pass yeh deepdaan ki vidhi bahut sundar hai 🙏.. mujhe isse sambandhit sabhi mahatvpurn jaankari pradaan karne ke liye aapko dil se dhanyawad 🙏 aur aapko aur aapke pariwar ke sabhi sadasyon ko Vaikuntha Chaturdashi aur Kartik Purnima ki hardik shubhkamnaye 🙏🙏
Didi Jo Diwali per Ham Nahin jhadu lae the usne use kar liya purani jhadu kab Visarjan Karna Hai Ek Bar aap yah Bata dijiye aur 365 kar diya purnamasi ko bhi Laga sakte hain Subah ko kya
Didi kya is is Din Ham Gaushala mein bhi Dan kar sakte hain didi main Surya Ko Jab arak deti hun vah Hamare Pairon Mein a Jata Hai Kya Main Usko Kisi paudhe mein bhi Dal sakti hun Subah kis time karna hai didi deepdan aur 365 ka deepdan Ham kaise karte hain vah bhi bataiye please
365 baten ka deepdan kaise karte hain vah maine video banaya hua hai jo aapko is video ki and screen per mil jaega baikunth chaturdshi ke deepdan ki video jo hai uska and screen per hi hai aur han aap gaushala maidan kar sakte hain aur Surya Ko jab aap Jal De to uske niche gamla rakh sakte hain koi bhi Mitti dalkar aur gamla rakh lijiye ya koi paudha bhi aap Laga sakte hain usmein bhi aap jal Surya Dev sinch sakte hain
bahut acche se batati hai
जय श्री ग गा मैया
Achchha hai.
Good idea
Thanks ma'am,🙏🙏🌹 Jai Ganga Maiya 🙏🙏🙏🌹🌹🌹♥️♥️😍😍
Bhuut sunder jankari🙏🌹
Bahut hi badhiya 🙏
Jai Ganga Mata ki jai ho,thank you Didi 26/11/2023
Very very very beautiful
Thanks for the info 🙏🏻
Namaste Neetu ji 🙏
Ganga maiya ji 🙏🙏 ke pass yeh deepdaan ki vidhi bahut sundar hai 🙏.. mujhe isse sambandhit sabhi mahatvpurn jaankari pradaan karne ke liye aapko dil se dhanyawad 🙏 aur aapko aur aapke pariwar ke sabhi sadasyon ko Vaikuntha Chaturdashi aur Kartik Purnima ki hardik shubhkamnaye 🙏🙏
आपकी पूजा विधि मुझे बहुत अच्छी लगती है एकदम सरल और सुलभ
Jay Ganga Maiya Radhe Radhe
बहुत सुन्दर प्रस्तुति दी है आपने आपका बहुत बहुत धन्यवाद 🙏💐 राधे राधे
Thank you 🌷🌼🌻🌺⚘💚💙💛💜👌👌👌🖒🖒🖒🖒
Radhe Radhe 🌹🌹 🙏🙏
🙏 Neetu ji . sach mai apki video dekhkar maan mai koi bhi doubt nahi rehta.Ganga ji k pass nahi jane ka malal nahi rehta ❤🙏🙏
Radhe Radhe di 🙏🏻
Jai ganga maiya
Jai Ganga maa 🙏
Di puja ki timing bata do na please 🙏🏻
Di🙏🏻🙏🏻 pipal ke per ke nich hanuman ji hai wah me le sakta hu🙏🏻🙏🏻
Di Tulsi ji ke niche 365 bati lgatni h tooo prande ki lga skte h plz reply
plz Reply
Aap cotton ki kacche sut ki ya moli Ki kisi bhi chij ki 365 baten jala sakte hain
Radhe radhe didi subah karna hai ya shaam ko
👍👍👍👍👍👍🙏🙏🙏🙏🙏
Jo shringaar ka saamaan humne tulsi vivaah ke liye chadhaaye the, hum woh paraat ke side rakh sakte hain?
Radhe Radhe 🙏🙏👌🔔
Radhe Krishna ❤❤
Jai MA ganga ❤
Radhey Radhey ji di har br bhul jati hu aj Sunday h to me Tulsi ji me chot jala deti hu to kiya pure kartik ka fal n pirpt n hoga
Ma'am ye kb Krna h morning ya evening 27 tarikh ko
Di ganga nahan ka vrat kab karna hai
Ptvari ko kasa kra
Niceee❤
Thanks 🔥
Didi ye purnima ka vart kb rakhe 26 ya 27 ko please jrur krna
26 ko
@@Mypacificwall thank you
जय गंगा मैया
MAM hamare ghar me chicken pox ho raha h bache ko toh hum ganga deep ghar par kar sakte h kya
Didi Jo Diwali per Ham Nahin jhadu lae the usne use kar liya purani jhadu kab Visarjan Karna Hai Ek Bar aap yah Bata dijiye aur 365 kar diya purnamasi ko bhi Laga sakte hain Subah ko kya
Han ji 365 baten kar diya Purnima ko aap jala sakte hain aur jhadu Thursday Friday Ko visarjit nahin karni baki kabhi bhi kar sakte hain
Ok didi
Thank you
Kab krnaa h mrng ya evening
Video mei btaya h
Maine aaj gole mein 365 baati ke 2 deepak lagae ek poora ho gaya hai aur tulsi maake pass wala gola poorn nahin hua .
Iska kya arth hua .
Ye aap cow ko khila sakte hain ya kutkar chitiyon ko dal den
Didi kya is is Din Ham Gaushala mein bhi Dan kar sakte hain didi main Surya Ko Jab arak deti hun vah Hamare Pairon Mein a Jata Hai Kya Main Usko Kisi paudhe mein bhi Dal sakti hun Subah kis time karna hai didi deepdan aur 365 ka deepdan Ham kaise karte hain vah bhi bataiye please
365 baten ka deepdan kaise karte hain vah maine video banaya hua hai jo aapko is video ki and screen per mil jaega baikunth chaturdshi ke deepdan ki video jo hai uska and screen per hi hai aur han aap gaushala maidan kar sakte hain aur Surya Ko jab aap Jal De to uske niche gamla rakh sakte hain koi bhi Mitti dalkar aur gamla rakh lijiye ya koi paudha bhi aap Laga sakte hain usmein bhi aap jal Surya Dev sinch sakte hain
Keya 26 ko ham tulsi bivah kar sakti hu bataiye na di
Sunday hai to aap Tulsi ji ko saprsh nhi ker sakte aap 27 ko morning mei ker lijiye 27 tarikh ko 2:00 baje tak Purnima tithi hai
27ko nahan di 🙏
Sunday ko tulsiji ki puja kaise karte hai
Tulsi Ko Jal nahin sikhana Puja sparsh nahin karna Diya aap jala sakte hain
Dev diwali kab or kaise puja kare
Cal subah aapko video mil jaega 26 Ko Hai Dil Diwali
Thank you die
Welcome 🤗