Sir ji mere paas bhi hai aisa machine shayyad 15/20 yrs purana, muje bhi usko clean karwana hei, aap ke video ke help se try karungi. Thanks aap nei yeh video dikhakar muje aur sab ko help karwane ke liye thanks once again. Aur koi problem hoga tho mei app ko puchungi.🙏🙏
Nice to see both you and your paapa took pains to make this useful video... Very inspiring... Pl. upload similar useful videos for viewers to learn new techniques...Happy Guru purnima to your dad and you Sir... 🙏🙏🙏
Yah real mein kaam karta hai aap thoda sa Harpik aur ek brush ki sahayatase use jagah per ragade aur thodi der dhup per rakhe thodi der bad aapka net khul jaega jankari ke liye like Karen❤❤
जी मेरा एक रिस्तेदार का एक मशीन है। 45 साल से अधिक बैठा हुआ।कोई शिलाई हुआ नही। जैम लग गिआ। हिल नही रहा। मैने आज उसे तेल और WD 40 डाला। तो क्या अभी ऐसिड डालना सही होगा?
Sry bt aapke video ko dekh ne bad main v mere silai machine ko waise he safe kiya machine pura kharab ho gaya fir machine thik karne Wale bhaiya ko bulana para .
Hallo sir mi surekha bavasker mine our bhut saare logone aap se aap ke papa se bhutkuch sikha hi aap ko guru poornima ki shubhkamna happy Guru Poornima sir
Bhai मेने मशीन में एसिड डालkar साफ किया जिससे जंग साफ हो गया और चालू भी हो गई बंद पडी जाम मशीन परन्तु आपने बताया कि वापिस पानी से साफ करना है वो एसे किया tub फिर से जाम हो गई अब oiling के bad उसका चक्का तो चल रहा परंतु सुई वाला हिसा नहीं चल rha
Bhai Mera 1 years se masin bandh pada che ab chalu nahi ho raha Purana nahi Naya hai to kaise chalu kare Kya problem ho sakti hai Motar me Ya Masin me ?
मेरे पास एक ही मशीन है सिंपल सिलाई मशीन तो इसमें मुझे सिंपल सिलाई भी करनी है और कभी कभी साड़ी की ओवरलॉक भी करना है एक ही मशीन में यह दोनों तरह की सेटिंग कर सकते हैं ????
Nice video sir bat mana ki ye yesid nuskan nahi kata pargloves Jarur pahne turant nahi par hamesa istemal karne se hath me soraises jaisi bimari ho jati h
Hello yaise kisi ko bhi galat salah nahi dena chahiye ,, tum logo ke khilaf to FIR likhawaungi tumlogo ki wajah se mera machine kharab ho gya,, pta kuch hota nahi aur gyan dene lag jate hai
Mera machine banne ke jagah aur jada kharab ho gya ,, banwane gayi to 1200 lag gya aur wo bole kis gadhe ki baat mankar ye kiya,, tumhe to Mai chorungi nahi,, tumhara Chanel band karwadungi,, aaj hi tumhare khilaf complain likhati hu 😠😠😠😠😠😠
Bhai aap tailor ho machine repair maknic nhi ho pura video me jankri bakvas diye ho kapde silne ka sikhoa machine repair ki video mat dalo pura galat bataye ho shuttle ko jaali bolre ho spear parts ka b naam nhi pata tumko 😂
Mai apne new machine ko 4 sal ho gya h but upyog nhi h ..rkha huaa h to kya kuchh kharbi aa skte h bhai ....kyuki mere ghr me ek machine ghr me olready h hi ...
It's good to see you n ur dad remembering ur grandfather n keeping his antique machine n even repairing it n making it worth working 🎉
Boht बढ़िया bhai
Boht helpful vedeo h humare liye mere bhi 50 sal purani मशीन ralhi h jo jam h use thik krne ki kosis krte h jese aapne btaya
Bhut hi acha video hai good
Bahut hi helpful video
6:39
Sir ji mere paas bhi hai aisa machine shayyad 15/20 yrs purana, muje bhi usko clean karwana hei, aap ke video ke help se try karungi. Thanks aap nei yeh video dikhakar muje aur sab ko help karwane ke liye thanks once again. Aur koi problem hoga tho mei app ko puchungi.🙏🙏
jarur
Bahut badiya bahut knowledge mila thanku
Thanks bahut badiya tarika bataya apne
Sooo informative video
वेरी नाइस 👌 सरजी
Thanku dada g and bhaiya g
Nice to see both you and your paapa took pains to make this useful video...
Very inspiring... Pl. upload similar useful videos for viewers to learn new techniques...Happy Guru purnima to your dad and you Sir... 🙏🙏🙏
thank you
Zero technique , stupid bad work . The machine remained very dirty , good for nothing .Stop it .
Good idea
Many many thanks
Thank you so much 👍👍👍👍
Vah bhai vah kya bat hai yakin nahi hota sir 👌
Yah real mein kaam karta hai aap thoda sa Harpik aur ek brush ki sahayatase use jagah per ragade aur thodi der dhup per rakhe thodi der bad aapka net khul jaega jankari ke liye like Karen❤❤
Bahut badhiya machine ke bare me jankari diye ho bhaiya ji 🙏
Thank u
Welcome
Tq sir
Thank you sir
Thank you.
Very good idea
Many many thanks
Bahot badiya
Wonderful sir
Good
Thanks
जी मेरा एक रिस्तेदार का एक मशीन है। 45 साल से अधिक बैठा हुआ।कोई शिलाई हुआ नही। जैम लग गिआ। हिल नही रहा। मैने आज उसे तेल और WD 40 डाला। तो क्या अभी ऐसिड डालना सही होगा?
Sry bt aapke video ko dekh ne bad main v mere silai machine ko waise he safe kiya machine pura kharab ho gaya fir machine thik karne Wale bhaiya ko bulana para .
Hallo sir mi surekha bavasker mine our bhut saare logone aap se aap ke papa se bhutkuch sikha hi aap ko guru poornima ki shubhkamna happy Guru Poornima sir
Kya 10 sal marritt machine ka parts mil jayenge market me
Bhai मेने मशीन में एसिड डालkar साफ किया जिससे जंग साफ हो गया और चालू भी हो गई बंद पडी जाम मशीन
परन्तु आपने बताया कि वापिस पानी से साफ करना है वो एसे किया tub फिर से जाम हो गई अब oiling के bad उसका चक्का तो चल रहा परंतु सुई वाला हिसा नहीं चल rha
Sach m ap ne kiya h
Thank you papa
Meri bhi,,, 8sal purani rakhi usko bhi clean krna hai
Nise vidio sir ❤❤❤
Ye trik over lock mashin me use kar sakte hi
Use wd40 to remove rust
Ap 1bar orbital shatle ki jagha Kasa khulaga
Ye usha ka taylor model hai… ye mere paas bhi hai
Aur iji tarike dikhaiye sar ji
Bhai Mera 1 years se masin bandh pada che ab chalu nahi ho raha
Purana nahi Naya hai to kaise chalu kare
Kya problem ho sakti hai
Motar me
Ya
Masin me ?
सिंपल सिलाई मशीन में पिको और सिंपल सिलाई की सेटिंग कैसे करें सिंपल सिलाई मशीन में यह दोनों सेटिंग कर सकते हैं क्या??
मेरे पास एक ही मशीन है सिंपल सिलाई मशीन तो इसमें मुझे सिंपल सिलाई भी करनी है और कभी कभी साड़ी की ओवरलॉक भी करना है एक ही मशीन में यह दोनों तरह की सेटिंग कर सकते हैं ????
Sir shalt lagane ke bad hi machine bhari hoti h isko kese theek kare
Meri silai machine mein kam jyada karne wala Taka ka net kharab ho gaya usko kaise theek Karen
Pura video nahin dikhate Ho aadha dikhate hota kya usse kuchh nahin
Bhai aapko Allah ne Itni kamyabi Kyon Di Hai Uske Piche Ka Raj yahi hai aap Har chij per mehnat Karte Hain
Nice video sir bat mana ki ye yesid nuskan nahi kata pargloves Jarur pahne turant nahi par hamesa istemal karne se hath me soraises jaisi bimari ho jati h
Mere Ghar me h
मेरे यहां 60 साल पुरानी usa की मसीन है जो में आज भी चलाता हू और मस्त चलती है
Thank you sar mere pas bhi bahot purani mashin padi he. agar use is tarah se karungi to thik ho jaye gi na.
Baki chal k sahi ho jayga
Acid konsa hai
Mene aj hi itni hi purani machine saaf kiya he harpic se meri badi behn ne btaya tha mujhe
Blouse ki finishing kaise achi kare
Hi sir mere ghar pe aag lag gayi thi or masin kharab ho gayi hai usko kase thik kare
dilip teylar bus naam hi kadhi hai
मेरे यहां भी उषा फ्लोरा और सिम्पल उषा मशीन 45साल पुरानी है
Sir apke app ka issue kab clear hoga
Meri shipro company ki machine hai uska koi pech nahi khul raha
Please reply de diye bhaiya
Hello yaise kisi ko bhi galat salah nahi dena chahiye ,, tum logo ke khilaf to FIR likhawaungi tumlogo ki wajah se mera machine kharab ho gya,, pta kuch hota nahi aur gyan dene lag jate hai
Es prayog ko aap ne aajmaya hai mai ye aajmane sepahle janna chahti hue plz reply
Meri mashin m bda taaka nhi aata kya kru
Mera machine banne ke jagah aur jada kharab ho gya ,, banwane gayi to 1200 lag gya aur wo bole kis gadhe ki baat mankar ye kiya,, tumhe to Mai chorungi nahi,, tumhara Chanel band karwadungi,, aaj hi tumhare khilaf complain likhati hu 😠😠😠😠😠😠
Sir please upload 40 inch prince cut blouse design
Bhai meri mashin bhi lagbhag asi halt me thi Mane to use gris tail or brush ki shyata se hi thik karli
What acid you used?
Machine ka bore shoka nahi gura
How can we order your patterns?
Bhaiya mere embroidery machine 10_15 saal se jaam hai mai bhi ab use teek karke chalu karna chahte ho aap please video batay
Sir naye machine me kar sakte hai ?
harpic ko pani me ghol ke dalna h kya
Sar aap machine mein kis company ka dhaaga use karte
Ni mshin gndi nhi hai chlti chhodi thi kewl do mhin silai nhi ki uske dat aur puri mshn ko dk kr rkhi thi
Kach pepar
Bhai mara bati na salt lga dea eslea wo Jang ma age kya harpic fit rehga
Bhai aap tailor ho machine repair maknic nhi ho pura video me jankri bakvas diye ho kapde silne ka sikhoa machine repair ki video mat dalo pura galat bataye ho shuttle ko jaali bolre ho spear parts ka b naam nhi pata tumko 😂
Bhai mere paas petter englend h choti umrela h wo kese sahi karu
Mai apne new machine ko 4 sal ho gya h but upyog nhi h ..rkha huaa h to kya kuchh kharbi aa skte h bhai ....kyuki mere ghr me ek machine ghr me olready h hi ...
Toilet cleaner se bhi machine ka junk nikal jyega kya
Ni amrela usa silai msin hai kewl chkka nhi ghum rha hai
Nal ke scru bahot tait hai kaise thik kare pl. Bataiye
सर ब्लाउज का आगे और पीछे का पल्ला छोटा बड़ा हो जाए तो क्या करे प्लीज सर बताए मेरे हर ब्लाउज में ये प्रॉब्लम होती है 🥺🥺🙏🙏
Or usko khole thk nhi h ..pack hi pra h ....ydi koi problem hogi to please btaiye
Sir silai machine Mai motor mein kapde ki baddi Banakar Lagate Hain baar baar Tut jaati hai bahut Pareshan hun
Apnamobile number dijiye dhanyabad
Meri machine 6mahine se padi hai uspe kuch Dhaka nahi tha kya usko mai sirf oiling karke use kr sakti hu