Munna Bhai ye btao agr is gaadi ka cooland temperature sensor kharab tha to check engine light on honi chaihe thi Uske baad aap scanner lgate to turant hi pta chal jata ki problem kha par hai Iske liye itna jyada jhanjhat kyu karna pda😢
Munna Bhai ka to javab nhi he Meri XUV car ka mene engine banvaya tha to mere lokal mekenik se gadhi start nhi huyi fir company se bhi ladhke ko bulaya 1 mahine Tak me pareshaan hota rha fir mujhe kisi ne Munna Bhai k bare me bataya to me toing karke unke garage PR le gya to unhone 2 ghante me start karke dedi or sirf 2000 rupaye liye thank you Munna Bhai ❤❤
Good work munna bhai ❤❤ Aap ki garage kaha he aur Swift vdi ki 100000 km ki full service ki video banae aap bahot imandari se kam karte ho varna aese case me mecanik jo naya part dalne ko bolega costomer ha hibolega aapka channel bahot kamyab ho ye prathana he bhagwan se JAY SHREE KRISHANA
Bhai aapka video mein dekhta hun achcha aata hai Magar please ek request hai kya aap to Bina drb Lage hue Bina wiring connector Lage hue gadi chalu kar other company kar mein Bina drv ka connector laga hua chalu ho jata hai kya aap dekhte hain chalu kar dete Hain
Sir mere pass i10crdi hai usme bhi knocking ki dikkat hai .mene injector ka bhi kam krba liya hai phir bhi knocking kr rhi hai .sir kya problem ho sakti hai
Same engine mere tata Manza me hai usme bhi yahi problem hai ... engine ka temperature nhi badta hai 50 km par engine temperature aata hai me temperature t ko chak kar ke dekhu please muze help kijiye ....
Meri ritz vdi 2011 model 2000Rpm par halka zatka marti hai aur spaner light lagta hai ignition off karneepar lighte band hota hai drv change kiya hai fuel tank clean kiya hai aur filter oil sab changeekiya hai Fuel pressure low code ata hai P1190 /91 code ata hai
Munna bhai ap asli wale munna bhai ho sanjay dutt toe sirf actor hai real hero toe ap ho...mukesh gond ki tarah koi over acting nahi karte hai
Laxman bhai ye dailog wali laine laate kaha se ho
Kaha se sikhte ho ❤️ 😍
Mukesh Bhai jaise samjhate hai logoko aisha koi Nehi samjha payega Mukesh Bhai ka samjhane ka style hee kuchh alag hai
Lekin ha mai ae nehi keh Raha hu ki Munna Bhai samjha Nehi paya
Munna Bhai ye btao agr is gaadi ka cooland temperature sensor kharab tha to check engine light on honi chaihe thi
Uske baad aap scanner lgate to turant hi pta chal jata ki problem kha par hai
Iske liye itna jyada jhanjhat kyu karna pda😢
Sensur shots hota to
Code show hota
Gadhi me kuch bhi code nhi aa rha tha
Munna Bhai ka to javab nhi he
Meri XUV car ka mene engine banvaya tha to mere lokal mekenik se gadhi start nhi huyi fir company se bhi ladhke ko bulaya 1 mahine Tak me pareshaan hota rha fir mujhe kisi ne Munna Bhai k bare me bataya to me toing karke unke garage PR le gya to unhone 2 ghante me start karke dedi or sirf 2000 rupaye liye thank you Munna Bhai ❤❤
Mangayai ustad
Itna ultimate fault pakadna mushkil hi nhi balki Naa Mumkin hai
Good 👍👍👍👍❤❤❤❤🎉🎉🎉
Mekenik line ki
AZ Tak ki you tube ki sabse khubsurat video
Thenk you
Superb diagnostic quality without big fancy diagnostic equipment. Amazing work and excellent knowledge.
Thanks!
Bhai sahi me apki video dekh kar mujhe bahut kuch seekhne ko milta hai
Nice video aaj tak RUclips pe koi bhi Mechanic aise Video Nahi Banaya hai Sir aaj Tak Superb 👍👍👍
Ise bolte hai video
Perfect sir nice and thanks
Bhut hi problem wala issue tha bt thanks sir is ko mai save kr liya..... nalage bharane se or bharta hai uper Wale apko or tarkki dye😊
Thank you for your valuable feedback!
Technitian Kay liye bohut bada knowledgebel information video. thank you very much.
Gajab yar fan ho gya me to apka bro kya karigry he
🙏🙏 बहुत बढ़िया वीडियो 👍👍
ਬਾਈਜੀ ਨਜ਼ਾਰਾ ਆ ਗਿਆ ਤੁਹਾਡਾ ਕੰਮ ਦੇਖ ਕੇ ਮੈਂ ਵੀ ਮਿਸਤਰੀ ਆਂ ਵੀਰੇ
Mp ujjain
Assalamwalikum bhai bhoat bhoat shukreya aap ashe vedio banate rahe mechanic ko bhot madad hote
Waalekum slaam
Bhai etios bar bar drv valve uda rahi hai is problem kai uper video bnao kese shi kre
Okay ji
High presur pump agar m ree banata hai to ASI problem aati hai
Nice information
Kent video Boss dil garden garden ho geya
Assalam o alaikum munna bhai mn pak sy hu lekin aap ki knowledge buht good ha i appreciate you
walekumassalam
Thank you 👍
Wah re @mukeshchandragaud ji apne sabhi mechanics ko sahi ke diya😂😂😂
Logical problem. Process of diagnosing good. Keep it up 🎉
Bhaut hi achchi video banayi hai bhai👌👍
Munna Bhai good job bohot badhia nolege di ap ne
Munna bhai ma bhi ak machanic hun aap bahut hi achchhi tarah se falts ko diagnost or faltu ke bat bhi nahi kiye 🎉
Bahot he helpful video dali hai bhai aap ne
Bht Baarike Fault Pakda Munna Bhai..👌
Mashallah good enfarmation❤ustad ji
Great video bro... very informative video ❤
❤❤❤ excilaant knowledge ustad g
Dimag ki batti gul kar diya tha bhaiya ji ka very nice video bhaiya ji
Very good job brother ❤
Salam Munna Bhai me Karachi se ho AP ki vdo dkhta ho,
Walekum salaam bhai 👍
Kya baat hai bhaijaan ❤❤❤❤❤ 1number
जानकारी dene ke liye dhanyawad sir❤❤
Excellent video Bhai 👌👌
Good work munna bhai ❤❤
Aap ki garage kaha he aur Swift vdi ki 100000 km ki full service ki video banae aap bahot imandari se kam karte ho varna aese case me mecanik jo naya part dalne ko bolega costomer ha hibolega aapka channel bahot kamyab ho ye prathana he bhagwan se JAY SHREE KRISHANA
Thank you mere bhai ❤️
Sir you are genius
Bahut badiya Bhai greater
Bhai aapka video mein dekhta hun achcha aata hai Magar please ek request hai kya aap to Bina drb Lage hue Bina wiring connector Lage hue gadi chalu kar other company kar mein Bina drv ka connector laga hua chalu ho jata hai kya aap dekhte hain chalu kar dete Hain
क्या आप Car Ac की all Problems and Solution पर Video बना सकते हैं...?
Banate hai session aajaye
Bhut accha ji ❤❤❤❤❤❤❤❤
Sir mere pass i10crdi hai usme bhi knocking ki dikkat hai .mene injector ka bhi kam krba liya hai phir bhi knocking kr rhi hai .sir kya problem ho sakti hai
Injector coding
9LZ24KRHE631GR8L6310
YE NUMBER 3 INJECTOR ME DALVA LIJIYE
Konsa injector pe dalna hoga sir,har injector main tho alag alag number hota hain
Saim to saim tino injector me
1 n. 9lz24krhe631gr8l6310
2 n. 9lz24krhe631gr8l6310
3 n. 9lz24krhe631gr8l6310
Very very good video sir ji...!!! 🍫🍫🍫
Kya dimag he bhaiya ji aapka man Gaye ❤🙏🙏🙏🙏
Thenks♥️♥️♥️
@@munnadieselcare7558 most welcome 🤗
Super
Masha Allah badiya
Very nice sar gi 👌👌👌
Good job sir
Bhut hi good job
Very very nice sir
Honda mobilio par video banaya
Nice bhai
My innova 2007 is given backcompressure but no oil conjumption and no power loss.. Only some knocking on idle.. Pls reply...
check the pressure pump drv vall
Kya baat hai sir ji
Gadi overheet kyo nahi ho rahi thi
Super video bhai😊
Very nice job
Mashallah munna bhai
Nice video
Jai hind sir
Nice video bhai
That daku song in background 😂
Very good 👍 👏 👌
🎉 good
Vadia Beta ji ❤
Thenk you papa ji
Tata zest diesel ka video bhi banao
Good
Zabardast video hai bhai Mazaa aagaya video dekh kar. Maine subscribe bhi kar liya
Kaha se ho ji aap
Same engine mere tata Manza me hai usme bhi yahi problem hai ... engine ka temperature nhi badta hai 50 km par engine temperature aata hai me temperature t ko chak kar ke dekhu please muze help kijiye ....
Ek baar dekhlo
Nhi to jiyada time rail presor sensor se problem aati hai
Tata manza me
Bhai ye saund ke liye logh engine bna dalte hai
Bhai jeep ki superdaari krvaau k bhai 😂😂😂😂
Bhai temprature sensor ka DTC ny batara tha pehle jab nok horatha ????
V nice bro
THANKS SAR
Nice 👍 sir 👍👍👍👍👍👍
Munaa bhai dakaku kon ye aap ke pass yrr 😅😅😅😅😅
👌👌👌👌
Meri ritz vdi 2011 model 2000Rpm par halka zatka marti hai aur spaner light lagta hai ignition off karneepar lighte band hota hai drv change kiya hai fuel tank clean kiya hai aur filter oil sab changeekiya hai Fuel pressure low code ata hai P1190 /91 code ata hai
Coman rail Jo pipe rehta hai vo chenj kariye ek baar
Drv or rps apka hi lga lena
@@munnadieselcare7558 ok bhai try krta hu
Agr nhi hua to Maharashtra Chandrapur se aaunga aapke pass to please jld se jald karva dijiyega
Most welcome 🤗
👌👌
Nice 👍
Mere swift dzire me same problem smoke bi de rahi help me
9617773961
Bhaiya Ye Ni Main Daaku Wala Ringtone Kisne Lagaya Hai
😊
Super.
Enjoy diesel start karne par engine vibration aur white smoke aata hai engine garam hone k bad sahi ho jata hai oil kam nahi hota hai engine ka
Agar oil kam nhi hota hai
Or garam hone pr sahi ho jati hai
To fir injector ka fault ho sakta hai
👏
Sir karnataka me aap ka garrage hai kya?
👎
blood pressure high hai gaadi ka
🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤
ਵੀਰ ਜੀ ਆਪ ਕਹਾਂ ਸੇ ਹੋ
Saudi Arabia
Kiya baat hai
Pressure to scanner mein bhi aa jaata
Yes
Bhai i20 diesel 2017 injectors ka code kya hoga
20 digit
Every car have different injector code !
Bhai ye gadi Diesel hai aur diesel car 2020 mai band ho gai thi maruti ki!
nombar 1
❤❤❤❤❤
Azad kar service
🎉🎉🎉🎉
Munna Bhai aapto gadi ka mbbs ho