Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v. Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu? Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
bhai transformer ke 0 wale wire ko capacitor ke (-) wale me lagao or baaki 2 wire ko dono diode me lagao. Orr jyada ache se samjne ke liye aap internet pe search kar sakte ho
Pani Tanki bharane ke bad single face ka motor band ho jana chahie 12012 ka capacitor one piece diode fit fit karke Pani Tanki band ho jana chahie motor band ho jana chahie single
Mere pass 24-0-24 ka ek transformer hai. Usko DC banake jab me ampere check kar raha hu to bohot jor flash ho raha hai aur dar se ampere check nahi kar pa raha hu. Flash hona natural hai ya kuch fault ke karan ho raha hai please bataiye bhaiya.
Bahut achchha hai bhai
Very nice
Can i use this for 12v weight lifter motor
Sir sirf do diode use kiye hai aur capacitor heat ho raha hai
Load jyada hoga capacitor ki value badao
@@TechnicalTahirTM 12 0 12 3a transformer aur 25v 4700uf capacitor aur 1n 5408 diode hai. Capacitor bahut jada heat ho raha 2min me sirf
Bhai great you ❤
Mujhe bass treble board chalana hai 2 amp transformar ke saath kon se number ka diode use hoga or capacitor ki value kya hogi???
Good work bhaijaan
Thank you ❤️
Perfect video
Thank you 🙏🏻
Bhai
Kya ho agar 6amp wale diode se 12v 3amp ka rectifier banaye
Output per kya asar padega
Home theatre play ke liye tee teen bar kahan se nikale Dil lig
Output kya multiple way se same time le sakta hu?
Matlab 12 volts output vi lunga aur 24 volts vi lena hai
Aisa nahi hosakta😂
Bro I maked but same after some time use but my one capacitor explode what should I do
use 50 1000uf and capacitor of keltron company
Same problem lets use 50v 10000uf capicitor ❤❤
Bhahi 1 capacitor 25v 4700uf use kiya to chal sakta gai kya
Yes
Car ka emplifier mein chalane se kya karna padega
Car ke liye alag board ata hai 4440ic
12 0 12 dc kayse kare 0 please help me
Bhai mere pass 4440 ka board hai. Jis board pe rectifier lga h pahle se 2 diode 5408 or 1 capacitor 4700uf 25v.
Abhi mere pass 12-0-12 ka transformer hai to kya mai usko direct board se connect kr Sakta hu?
Ya mujhe ek additional bridge rectifier lgana padega?
bhai transformer ke 0 wale wire ko capacitor ke (-) wale me lagao or baaki 2 wire ko dono diode me lagao. Orr jyada ache se samjne ke liye aap internet pe search kar sakte ho
Direct connect kar sakte ho agar boad me bridge rectifier laga he to sir
12 v 30A ka SMPS kese banaya
Bhai 18-018se 24-024 kaise banana hai j
Bhai ji kiya cap. Aur diode same rahein gay
1 capacitor use kita to nahi chalega kya
Chalega lekin 12 volt dega chalega😂
ONE 50v 4700uf BHI USE KAR SAKTE HAI
Nahi
Pani Tanki bharane ke bad single face ka motor band ho jana chahie 12012 ka capacitor one piece diode fit fit karke Pani Tanki band ho jana chahie motor band ho jana chahie single
Mere pass 24-0-24 ka ek transformer hai. Usko DC banake jab me ampere check kar raha hu to bohot jor flash ho raha hai aur dar se ampere check nahi kar pa raha hu.
Flash hona natural hai ya kuch fault ke karan ho raha hai please bataiye bhaiya.
Ha bhai hota hai sparking jyada amps hone ke karan agr check karna hai to transformer ko load deke multimeter se try karo
@@TechnicalTahirTM thanks ♥️
Bhai thoda bata de yaar❤
Home picture ke liye teen wire kahan se nikale
Me samjha nhi bro