Daily basis pe abhi possible nahi ho pa Raha ...par aage every 2 ya 3 din me ek video upload karne ki koshish karunga.. Thank you for suggesting & Supporting ❤️🙏
Extra current ke liye Aaj kal fan ka capiceter laga rahe hai kuch mechanic kya yeh Sahi hai sir G agar lagate hai to Gadi me kuch side effect ho sakte hai kya please explain sir
Sabse pehle toh Bs6 gadi me koi bhi extra activity karna ghatak hai to kuch bhi jyada ka try na kare ..... waise hi ECM ya electronic equipments udne ke bahot sare cases aate hain dusra agar aisa kuch sach me kargar hota to company khud hokar ise try nahi karti kya ? ❤️🙏
Mere hisab se diode lagane ki jarurat nahi Q ki neutral wire meter or ecm k alawa kahin nhi gaya agar interlock or self relay ke pass gaya hota to lagane ki jarurat padti
Ji maine isi video me kafi kuch explain kar diya hai .. agar kuch rah gaya ho to mai jab koi pulsar 150 Bs6 ke topic pe video banaunga to fir se explain kar dunga ji ❤️🙏
Ji par maine direct karna sahi nahi samjha kyunki jab aap sab ke sath koi topic share karte hain to thoda safe hokar batana padta hai nahi to koi galti hui to log muze blaim karenge ji ❤️🙏
Bhai mere pass bajaj ct 125x bike hai chalte chalte band hojati hai meter me yallow light off ho jati hai fir ecu ka pluge nikale ke firse lagane pe light aati hai aur bike chalu ho jati hai ya to bettri ka wayre nikale ke lagane se chalu hoti hai kya problem hoga
Bhai aap sabse Pehle showroom pe jakar hex file check karwayen... Agar nahi hua to aap se request hai ki aap ECM hi badal kar dekh lijiyega... I HOPE aapka problem solve ho jayega 🙏❤️
Nahi ji iska koi problem muze pata nahi chala ki ye kyun short hua ye gadi mere pas dusre mechanic ke taraf se aayi thi ...jise mera kam tha banana aur aap sab logon tak jankari pahuchana...🙏❤️
Sir namste mai bhi ek machenic hu sir..par aapse barha nhi sir mai iti bhi kiya mai aapka har vedio dekhta hu sir ek request hai aapka whatsapp number milega kya sir bike se relative baat karni h sir .
Ji aap ek mechanic hain to aapko pata hi hoga ki har mechanic roj kuch na kuch naya sikhta hai jaise ki mai bhi aaj bhi kuch na kuch sikh hi raha hu... Toh bhai aap ke jaisa hi mai bhi roj kuch naya karne ki koshish karta hu.toh koi bada ya Chhota nahi hai... Chaliye aapka bahot dhanyawad ki aap meri videos dekhte hain... Aap muze Instagram pe msg kijiye dekhte hain aapka kya problem hai ❤️🙏
Aap ki samjhane ka tarika bahut hi saral hay thanks
So nice of you 🤗
Sir aap ase he video bnate rhaa kro bhut help milte h
Thank you bhai ❤️🙏
बहुत शानदार वीडियो सर अपने सेल्फ अपने सेल्फ की वायरिंग को बाईपास कर बहुत बहुत अच्छा❤❤❤❤❤
जी मेरे पास जो भी जानकारी है वो आप तक पहुंचाने की पूरी कोशिश रहती है🙏
Sir ji app to professional technician ❤❤ hai
Thank you so much 🙏❤️
Jhakkas video sir 🎉
Thank you ❤️🙏
Sir aap ki jaan kaari best hai thank you sir
Your welcome 🤗
Sir aap ka video bahut accha lagta shikhane ko milta hai par aap ka video ka bahut wet karna padta hai
Ji bhai mai koshish kar raha hu ki jyada jankari aap sab logo tak jaldi - jaldi pahuncha saku 👍
Sir ji bahut bahut dhanyawad apka yahowa apko aise hi himmat deta rahe aur ham bhi apke jariye sikhte rahe thank you so sir ji
Is pyare se comment ke liye aapka dil se Dhanyawad 🙏❤️
Maat. Vidio. Guru. Thanks🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤
Thank you for Appreciating ❤️🙏
nambar 1 trick hai sir asa hi video banate rahe ❤se dhanyawad
Thank you for Appreciating ❤️🙏
😊
बहुत अच्छी जानकारी दी आपने❤❤❤🔧🔧🔧
Thank you 🙏❤️
Bahot hi aasan bhasha me samjhaya aap ne shukriya bhai
Aapka bhi dil se aabhar ❤️.... 🙏Keep supporting
Apki video bhut information vali hoti hai daily video aplode kijiye
Daily basis pe abhi possible nahi ho pa Raha ...par aage every 2 ya 3 din me ek video upload karne ki koshish karunga.. Thank you for suggesting & Supporting ❤️🙏
Bhot badhiya jaankari di apne sir
Ji aapka shukriya ❤️🙏
मैं भी themishto का ही मल्टीमीटर use करता हु
Oh superb 👍
👍🏻 nice video sir ❤
Thank you for watching 🙏❤️
Great sir ❤❤❤
Thank you so much for watching ❤️🙏
Very known full video , Pulsar bs6 ka full waring video banaya
Ohk 🙏❤️
❤❤❤
🙏❤️
Sir suzuki zixxar Fi ki full wiring ki video banya na
🙏❤️
Super 👍
Thank you Bhai ❤️
👌👌👌👌👌
🙏❤️
Sir spl boke start nhi ho rha h ecu problem hai
Kya uskobhi waipass krsakte h
Agar self band ho to bypass ho jayega👍
Nice sir ji
Thank you ji 🙏❤️
😊😊
🙏❤️
Extra current ke liye Aaj kal fan ka capiceter laga rahe hai kuch mechanic kya yeh Sahi hai sir G agar lagate hai to Gadi me kuch side effect ho sakte hai kya please explain sir
Sabse pehle toh Bs6 gadi me koi bhi extra activity karna ghatak hai to kuch bhi jyada ka try na kare ..... waise hi ECM ya electronic equipments udne ke bahot sare cases aate hain dusra agar aisa kuch sach me kargar hota to company khud hokar ise try nahi karti kya ? ❤️🙏
Vews ke liye Aj kal Kuch bhi kar Raha he video creator .
Naugachia se
Welcome ❤️🙏
Mere hisab se diode lagane ki jarurat nahi
Q ki neutral wire meter or ecm k alawa kahin nhi gaya agar interlock or self relay ke pass gaya hota to lagane ki jarurat padti
OK... But apne pass agar koi safe side ho to use jarur apply karna chahiye... Jo ki is case me maine dikhaya hai... 🙏❤️
Pulsar 150bs6 self relay working pe video bnaiye!!
Ji maine isi video me kafi kuch explain kar diya hai .. agar kuch rah gaya ho to mai jab koi pulsar 150 Bs6 ke topic pe video banaunga to fir se explain kar dunga ji ❤️🙏
Sir warning se related book ho to batana
Ohk
Ecu kharap thakle sistam volteg low dekhai
Kya matlab? Samjha nahi
Niche sir ❤❤❤
Thank you for watching 🙏❤️
Very informative video sir.👍👍#robimotorgarage
Thank you for supporting 🙏❤️
Ishka to rellay bhi direct kar sakte the
Ji par maine direct karna sahi nahi samjha kyunki jab aap sab ke sath koi topic share karte hain to thoda safe hokar batana padta hai nahi to koi galti hui to log muze blaim karenge ji ❤️🙏
शिवा भाई tvs स्कुटी pep plus bs6 मेरे इस गाडी का ecm फेल है क्या उस्का भी बाय पास होजाईगा
एक बार वर्कशॉप पे आओ फिर देखते हैं क्या हो सकता है👍
Destani ring kisà bathama
Company jaise... Maine mere channel par bataya hai
सर सारे सेंसर के कोर्ट क्या होते हैं सर आप ऐसी वीडियो बनाई
Ji👍
Apache bs6 per sem vidio banaye
Ji
👍
❤️🙏
Bhai mere pass bajaj ct 125x bike hai chalte chalte band hojati hai meter me yallow light off ho jati hai fir ecu ka pluge nikale ke firse lagane pe light aati hai aur bike chalu ho jati hai ya to bettri ka wayre nikale ke lagane se chalu hoti hai kya problem hoga
Bhai aap sabse Pehle showroom pe jakar hex file check karwayen... Agar nahi hua to aap se request hai ki aap ECM hi badal kar dekh lijiyega... I HOPE aapka problem solve ho jayega 🙏❤️
Aap ka garage kaha hai
Maharshtra me🙏
War kaise he sir
Mai bilkul accha hun Santosh ji 🙏.. Ummid karta hu aap bhi acche honge aur accha kam sikh rahe honge
Mera same bike hai usme 2se3km chalne ka bad jada se jada hit ho raha hai kun
Engine oil 20w 50 use kare Disc brakes jam hai kya ye dekh lijiye aur tappet proper set kare 🙏❤️
Sir ji ECUkyon short hua HI
Nahi ji iska koi problem muze pata nahi chala ki ye kyun short hua ye gadi mere pas dusre mechanic ke taraf se aayi thi ...jise mera kam tha banana aur aap sab logon tak jankari pahuchana...🙏❤️
Sir mujhe obd scannar chahiye sir please sir contact number mil jayega kya sir
Ji Instagram pe msg kijiye🙏
Sir namste mai bhi ek machenic hu sir..par aapse barha nhi sir mai iti bhi kiya mai aapka har vedio dekhta hu sir ek request hai aapka whatsapp number milega kya sir bike se relative baat karni h sir .
Ji aap ek mechanic hain to aapko pata hi hoga ki har mechanic roj kuch na kuch naya sikhta hai jaise ki mai bhi aaj bhi kuch na kuch sikh hi raha hu... Toh bhai aap ke jaisa hi mai bhi roj kuch naya karne ki koshish karta hu.toh koi bada ya Chhota nahi hai... Chaliye aapka bahot dhanyawad ki aap meri videos dekhte hain... Aap muze Instagram pe msg kijiye dekhte hain aapka kya problem hai ❤️🙏
Good work bro 😊
Thank you bhai.. 🙏❤️
❤❤❤❤❤
🙏😍
👍
🙏❤️