Ek bike me kuchh problem aa gayi , electronic item hai , kabhi 2 ho jaata hai.... Mere paas n160 hai , 1000 km + chali hai, ek single problem nhi aayi, yaha Tak ki itni thand me bhi single start me bike start ho jaati hai ( Puri raat bike ghar ke bahar khule me rahti hai ) Jabardast power Good mileage city 45 km/l Comfortable and stable too, at any speed.😍😍😍😍😍 Way better than Apache 160 I love my pulsar n 160❤ Plz take test ride before buying any bike, kyuki sabki pasand alag 2 hoti hai.
Mere bike me same yohi problem ayatha 200 km chalane ke bad or mere showroom v leke geya tha unhone pehele battery replacement karidi phir me return karne ke baad wohi problem mila ,uske baad unka mechanic bahat dhunde baad yehi problem mila or usko thik kardia It's just a silly mistake from the manufacturering unit but bahut dikat deta he ,unko achhese testing karna jaruri hee
Nice troubleshooting. full battery drain ho rahi hai at the time of accelarating means battery charge nhi ho rahi hai. ignition system battery dependant ho gaya hai. good to know.
Ye to baat hai yamaha reliable bahut hai mere pas r15 hai 2015 abhi tak bas dics pad change hue 3 een bar aur clutch wire do bar,,,,, baaki kuch nhi hua koi problem nhi aayi… mast chalti hai abhi bhi..
In my N160 when i turn off the engine after 5 minutes tak tak noise comes from the engine . It is not the catalytic converter sound.What is the problem.
Tvs to sach me bekar hai, Mileage bhi bekaar hai 25 - 30km/l service to maha ghatiya hai. Apache 160 2v bech ke pulsar n 160 liye, ye badhiya hai , Mileage bhi 45km/l city me Service bhi achha Performance bhi jabrdast hai 😍😍
Bajaj ki bike esliye pasand nhi mujhe jab chalana ho pahle pese lagao bahut dikkat aati he ,mere frnd ke pass 135 Pulsar thi uska meter 6 month me hi kharab ho gya service centre le gye to bol rhe the meter ke andar air chali gai esliye kharab ho gya new lagvane me 4000 kharcha ayega ,kya majak he air se meter kese kharab ho sakta he 😂aur mere papa ne bajaj ki 100cc bike li uska haal asa ki pese laga lagakar dimag kharab ho gya tha 😂😂bech diya 2 saal chalakar , quality bahut bekar hoti he bajaj ki bike ki
Ek bike me kuchh problem aa gayi , electronic item hai , kabhi 2 ho jaata hai....
Mere paas n160 hai , 1000 km + chali hai, ek single problem nhi aayi, yaha Tak ki itni thand me bhi single start me bike start ho jaati hai ( Puri raat bike ghar ke bahar khule me rahti hai )
Jabardast power
Good mileage city 45 km/l
Comfortable and stable too, at any speed.😍😍😍😍😍
Way better than Apache 160
I love my pulsar n 160❤
Plz take test ride before buying any bike, kyuki sabki pasand alag 2 hoti hai.
Highway mileage kitna deti hai ???
Mere bike me same yohi problem ayatha 200 km chalane ke bad or mere showroom v leke geya tha unhone pehele battery replacement karidi phir me return karne ke baad wohi problem mila ,uske baad unka mechanic bahat dhunde baad yehi problem mila or usko thik kardia
It's just a silly mistake from the manufacturering unit but bahut dikat deta he ,unko achhese testing karna jaruri hee
Very good explanation ! Thanks bhai !
Nice video guruji ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ odisha sa
Aisi interesting video bahut.hi like ful
Veery.good. dhanyvad❤❤❤
Cuppler lagate walt ye dikkat aayi hogi company me socket ki pin usi time pe lock na hone ke karan se piche khisak hai
Very fine & professional troubleshooting !!! 👆👍👌🙏👏
Bro same back seat kholo or jaha +,- ka starter relay pr screwdriver sai dono ko touch karao
Bhai mashallah bahut achi tarah se batate ho aap 👌👌👌👌👌👌🤗
Video dekh ke to maja a gaya sir i am from jharkhand
Nice troubleshooting. full battery drain ho rahi hai at the time of accelarating means battery charge nhi ho rahi hai. ignition system battery dependant ho gaya hai. good to know.
Kick isme kaam krta h agar diya ho toh
Bahut acchi chij sikhane ko Mili
Mast video hai bhai Mazaa aagaya video dekh kar
Apke jaise india mein mechanic har jagah par hona chahiye👌💯
Kiye bat hay bro. Maja agea.. I am mekenick from KOLKATA
expert ho bhai aap.
Very informative and helpful👍👍
Thanks
भाई आप कहा से है 👍👍👍
Bahut sundar bhai
Bs6 bike all bike very problem 😔
Super usefull video sir
Yamaha bikes features km dete Hain per jitna v dete Hain reliable dete hain
Par agar problem dene lage to parts ny milta jaldi
Yamaha bike good but service worst... Yamaha bike assi and Part duble price....
Issi wajah se yamaha Rayzr purchase kiya tha lekin parts bahot costly hai aur available bhi nahi 😢. Bajaj & hero are best
Ye to baat hai yamaha reliable bahut hai mere pas r15 hai 2015 abhi tak bas dics pad change hue 3 een bar aur clutch wire do bar,,,,, baaki kuch nhi hua koi problem nhi aayi… mast chalti hai abhi bhi..
yamaha ki mt15 mei engine light on hi rehta hai😂
Bhut khub 🎉 bhaiya
Kya baat hai sir good information sir thank 👍
Nice video sir ❤❤❤
Nice information
Fuel pump has serviceable filter no coding needed every where
Thank you sir ji very very nice video
Wow guruji ❤
❤❤
बहुत बढिया ।
Master of n160 ❤
Well Come Nepal🇳🇵 Sir 🙏❣️❣️❣️
Super bideo hai bhai
Sir fuel injector ki jagah carbrator installeshin bataye
Thank you sir I'm inspired❤❤❤
Most welcome
Kiya bat he bro love u no 1 ho india mai❤
Thank you so much
Super bai❤
Vah ji guruji
sar R 15 ki or bajaj Rs ki colent varkig ki vidios banao ji ❤
Very nice ulfat sir thank you so much ❤❤❤❤❤
Thanks for liking
Good information bro ❤
Bhai tumhari shop kahan hai mujhe scooty ki servi
ice karani hai
Location aapki shop ki
सर जी हमको प्लेटिना 100 bs6 का
डायग्राम और मेनुअल बुक
चाहिए था
उसको किस प्रकार प्राप्त करें !!!
bhai mera pulser bs6 model 125cc milage bhout kum deta he 30-35 km last year purchase he bhai kya kerna pedega betado
Assalamualaikum ❤❤
Best bike kon se hai 125 cc me jiske kam prblm aati h
Shayad sp 125
Bhiya mera n160 me low voltage problem araha hai kya kare error code p0562 araha ha koi uska rog nhi pakad paraha hai
Wo taar ka connection kahan se tha bhai aap bataye nahi
Obd ya dino test karke bhi malfunction pata kar sakte the Jo aapne Kiya hoga par bataya hai ki aapne bike ko scan Kiya hoga
Vo unit ki problem batayega code ke sath coupler problem nhi btata scanner kbhi bhi
Thanks bhai
Nice pic ❤❤🎉❤
Very Good 👍👍👍❣️❣️❣️
In my N160 when i turn off the engine after 5 minutes tak tak noise comes from the engine . It is not the catalytic converter sound.What is the problem.
Thank you brother
Welcome
Thank you so mnch sir
All the best
Nice ❤❤
Good
OK sir
Super
Sar Mera Deluxe gadi ka pickup Kam nahin kar raha hai temperature sensor kholne per kam kar raha hai Aisa kyon sar ek video
Mere n160 bike me after 1st service mileage 32 de raha hay. Ye kaya problem hay ?
Nice👍sir
Thanks and welcome
❤ Very nice
Many many thanks
I am Honda and Yamaha user
sar ji yamaha me hame bhut paroblam hoti h
Very nice
So nice
Good jlob।boy
Honda is boss in bs6
Wow ❤
Yamaha best 👌🏻 👍🏽 😍
Power of NS 😅😅😅 NS vale kaha gaye ?...
Op❤
Rtr160 2v best
👍🏻👍🏻
Isaki battery charger gaya hai
❤❤❤❤
Ek dim me hi 1253 kilometre chal gai wah bhai 😂😂😂😂
Oo time dekha rha hai bhai
Hero me bhut problem he
Han mere sath huya hai
Yamaha company is better.
Bajaj shit bike i also own same buke. So many problems
Bajaj ka bs6 saab bekar hai bahut problem deti hai
Tvs bs6 ka bhi bekar hai problems khatam hi nehi hota hai
AXA bhaiya
To Hero ki Hf deluxe kaise hai😂
Aese mt bolo bhai।fan boys naraj ho jate hain gusse me ghr k tv cooler todne lgte hain
Tvs to sach me bekar hai,
Mileage bhi bekaar hai 25 - 30km/l
service to maha ghatiya hai.
Apache 160 2v bech ke pulsar n 160 liye,
ye badhiya hai ,
Mileage bhi 45km/l city me
Service bhi achha
Performance bhi jabrdast hai 😍😍
I gadi jo v liya sab pachhta rha h sbse ghatiya hai
kya bekar RUclips ho ap reply bhi ni dete ho , chi
Aur kharido bajaj aur tvs ki tatti
Abhi is bike ke sath kya hoga ?? Cause 44 chal chuki hai already
Service centre le jao warrenty ke andar hey.
Bs 4 hi achchi gadi thi goverment ne inko hmare upar dal di he
भाई बाजाज नहीं बजाज बोलो😮😊😊😊
Bajaj ki bike esliye pasand nhi mujhe jab chalana ho pahle pese lagao bahut dikkat aati he ,mere frnd ke pass 135 Pulsar thi uska meter 6 month me hi kharab ho gya service centre le gye to bol rhe the meter ke andar air chali gai esliye kharab ho gya new lagvane me 4000 kharcha ayega ,kya majak he air se meter kese kharab ho sakta he 😂aur mere papa ne bajaj ki 100cc bike li uska haal asa ki pese laga lagakar dimag kharab ho gya tha 😂😂bech diya 2 saal chalakar , quality bahut bekar hoti he bajaj ki bike ki
Thanks brother ❤
Nice
❤❤❤