Thanks Bhai 🙏 mery paisey tumney bacha liye electrician mujey bewkuf bana Raha tha 1 point ko 2 point Bata Raha tha switch or light dono ka alag point ginva Raha tha
Agar aapne pura kam le rakha hai to point me sab including hoga agar sirfe pipe or board da l rahe he to running feet yaniki per fit je hisabse paise lagenge
Point ka rate samajh me aa gya lekin. Kya kya kaam complete hota hai? 1. Chhat me Pipe dalna, 2. Wire insurt karna 3. Casing, 4. Electricity connection?
Bhai 1 switch me 9 bulb jo 3 wat ka coller bulb hota hai ek fin me fiting kiya to uska kitna point hisab hoga jarur bataiega bheya. Mujhe eska jankari nehin.
Renovation me old wiring nikalna hota hai to uska charges aap khud aapne hisabse fixe kar sakte ho iske bad New work ka estimated aap market ke hisabse nikal sakte ho ok
8 room hai , per room me 1 light aur 1 fan ka point chahiye, patti ,wire , board (all matterial) sahit complete kitna cost ayega....please reply sir allahabad se hu per point 100 rupees hai....
200 ₹ फॅन ओर light के पॉईंट का हॊगा आप आगर 1mm sq wire use करोगे तो कॉस्ट कम लागेगा आप देख लो दुकान मे जाकर price,ओर board 8 modul का लागेगा इसमे एक switch light के लिये एक switch फॅन ओर फॅन regulator लागेगा ओर एक socket ओर एक switch लागेगा एक indicator लागेगा एस कूल मिळाले 8 moduel बोर्ड complet होता है ओर हा बोर्ड मे मेन सप्लाय late वक्त 1.5mm का wire lagana ok ओर bhi मे yahase आपको total कॉस्ट नाही bata सकता क्योनकी हर jagh price change होते है ओर हा आपको kitna wire लागेगा मे thodi बाता सकता hoo मे सिर्फ आपको बाता सकता hoo की कितने mm का wire लागेगा लोड के हिसबसे थिकेहै बाकी ओर कूच हो तो बताना जरूर
सबसे pahle to 1000sqft काम कितना bhk ka है or कितना manjil है और kis types ki wiring है underground है patti fiting है or gharme pop है yanahi ya usme furniture भी aata hai to बहोत sare factor के upper dipend karta है की काम कितना din chalega. Agar me simple kahu to underground conseld fiting wiring rook rookake chalti है slap में पाइप dala और slap dalne के badd phir rukna padta है phir plaster aata है phir rookna padta hai to kul milake sare parfect nahi bata sakte की कितना din lagega अगर ek andaja lagaye to 1000sqft ka kam single manjil काम 10 din max hona chahiye लेकिन upper mene जो points bataye है use भी ध्यान में rakhna चाहिये or ek बात ek labour itna काम akela nahi kar sakta kamse kam 2 labour to chahiye
Ok dost cctv ka point lete wakt hamesha sepret pipe me se cables leke jana chahiye . Doosri bat electrical ke wire jis pipe me se jate he uss pipe me kabhi bhi CCTV ka kable uus pipe mese nahi leke jana chahiye ok. Aagr aap leke jate ho to CCTV me problem aata he ok.
Dost aal kya kijiyega ki jahabhi CCTV ka point aane wall he wahape aap one way junction ya aapko jaise lage uutneka junction laga do ok aap sirf junction lake rakh do or cctv ki cable dal do . Badme CCTV wale dekh lenge ok.
one switch se agar 4 lights connect karoge to 4 points hi calculate hoge With material ka side visit karna padata hai tab pata chalega ki wire kitna lagega baki materials kitna lagega ho sab dekhna padta hai market ret kya chal raha hai sab dekhneke baad hi with material le sakte hai
Nahi sir mene to iss video me to essa kuch nahi bataya ki 30 feet se jyada hai to paise utnehi rahenge esa thodi na kaha mene apni batao or sir mene iss video ke starting me he bhi bataya tha ki har jaga har gao ya city or state me rat or kam ka tarika ek hi nahi hota hai alag alag hota hai rat bhi or rahi bat 30 feet ki hai to aapko coustmor ko sanjana chahiye na ki point ke lambai ka ek limit hota hai uske age extra charge lagata hai bhai sirf ek hi point kehna reh gaya iss video me phir essa to nahi ki sari video hi galat hai tab to mere se bhi bade logo ne youtube pe videos bana ke rakhi hai or yahi sabkuch hai bhai muze aapki fikar hai isliye me aapko yahape reply de raha hoona aap dusri jaga jakar dekho reply aata hai ya nahi sir me bhi ek electrician hoo me bhi bahar kam karta kal meri yahi video dekhega or aakar muze kahega kya me bhi yahi karunga batao bhai
Bhai tune to bataya 5 point ginne he , customer ko kaise samjay..?? Costomer ek point ke paise dene ko rota he. Video banaya he to aache se farkh samja naye electrician non ko . Jaise AC ki wireing ko direct main lin se lana padata he AC ke bord tak heavy cable dalke isliye uska rate jada hota he
Ha aap ne sahi kaha bhai mene to bataya ki 16 Amp ka ka socket switch hai or or ac ka do jaghpe point hai isliye mene itna point bataya dekho bhai agar coustmor nahi manta hai to hame bhi une sanjana padta hai or kuch kam karna padta hai .Mene to kam ke hisabse bataya thik hai na . Or bhai aapne sahi kaha ki coustomer ek point ka paisa dene ke liye rota hai bhai bohot hasi aai 😊👍
Hum pune se hai aur humare interior designer ne ceiling light point aur 5 amp socket and 15 amp socket ka rate bola hai 600, 600 aur 1200 rs Kya ye sahi rate hai? Isme material jaise wire included hai. Pls bataye
Running feet me hoga aapne kitne mm ki or kitni wire use ki hai uske upper hisab hoga hamare yaha 1.5 mm sq ka per feet 2₹ or 2.5 mm ka 3₹ liya jata hai
Nahi earthing or inverter point running feet par feet ke hisabse hota hai , 1mm wire hai to par feet ke hisabse 1.5 ₹ charge matalab jitna feet ka wire use hoga utna charge lagega
Ek switch se bulp ka point chalu karna ya kohibhi load chalu kar dena ho ek point complete hota hai point me jo wire dala jata hai ho point me hoga ok. Or jab aap point chodke doosri jagah wire dalte ho to ho point me nahi running feet me pakda jata hai ok samaj gaye thanks 😊👍
Har ek room me ek power board ek lighting switch boar 2se 3 holder point agar pop hai to 4 lighting point or kichne me power point board 2 ek frrez or mixe wagera or porch me ek lighting point bell switch porch me
Agar normal brand material ki bat ki jaye to underground wiring ka kharcha 20 se 25 hajar rupay ho sakte hai agar csing caping 10 - 15 hajar ho sakte hai or hai kohi fix nahi hota kyonki material ke rat ghatate badhate hai
Ha mcb ka 2 point gina jata he . Ha or jo power point ki jab ham sirf ek plat lagate he yaniki 15-16 Amp socket / switch / or indicator jab he tino chige ek sefret plat pe lagti he to 5 point hota hai. Agar ek board me bohot sare ya ek do 5-6Amp ka switch socket lagta he or uusme 15-16Amp ka switch socket lagta he to tab 3 point pakdte hai ok. Or kohi dout ho to bata dena.
Bhai sahab aap kaun si jagah Rehte Ho aur aap ka point Girne ka style use Jagah per chalta hai kya mere hisab se yah point Girne Ka Tarika ekadam galat hai
Bhai me to sirf pics art app pe images banata huu or screen recording app use karke video banata hoo or he kabhi kabhi karta huu me to kohi electrical animation aap use nahi karta.
Very useful information you have provided. Excellent
Thanks
Very good presentation ❤❤❤❤
Thanks sir
Good..... Best information video
Thank for watching video sir
Video se knowledge party aur electrician dono ko milta taki do no viswas bana rhe👍👍👍
Ji हा yahi koshish rahegi
superb shubham
Thanks welcome bhaiii👍👍👍
@@electricalindiawithsa fabulous explanation skill
Thank you ❤
You're welcome 😊
Thanks Bhai 🙏 mery paisey tumney bacha liye electrician mujey bewkuf bana Raha tha 1 point ko 2 point Bata Raha tha switch or light dono ka alag point ginva Raha tha
Kya bol rahe ho sachme thanks watching
Thanks Bhai 🥰
Thanks sir
Helpful❤⚘🌹👏
Thanks
Nyc and helpful video
Thanks watching my video
Big big thank you 🙏🙏🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌👌❤❤❤❤
Thanks
Super bhaya explain
Thanks bro
thank you bhai.........
Thanks bhai
Good ....I like this video
Thanks bro
Nice calculated
Thanks sir
thanks bhai
Thanks bro😊
nice info bhai
Thank u bro
bahut khoob
Thanks
Thank you
Thanks freaind
Really guidance sir
Thanks dear
Bhut acha
Thanks
👍 job
Thanks
Sirf wiring krne se point banta hai ya roof me pipe dalna wall cutting se last Tak calculate hota hai
Agar aapne pura kam le rakha hai to point me sab including hoga agar sirfe pipe or board da l rahe he to running feet yaniki per fit je hisabse paise lagenge
Osm mast
Thanks
Point ka rate samajh me aa gya lekin. Kya kya kaam complete hota hai? 1. Chhat me Pipe dalna, 2. Wire insurt karna 3. Casing, 4. Electricity connection?
Sir sorry lekin me aapka ? Comment Samja nahi
Byai es trah to custmer lut jaayegaa 😅😅
To looto 🤣🤣😂😂😂
Good wark
Thanks bro.
Sir aap apna no. Send kre ye mera whatsapp no. Hi 9151420468
Sir app bee video banaeeye POINT par
nice
Dhanyawad
100% realty
Nice
Bhai 1 switch me 9 bulb jo 3 wat ka coller bulb hota hai ek fin me fiting kiya to uska kitna point hisab hoga jarur bataiega bheya. Mujhe eska jankari nehin.
1 switch pe agar ek Holder jayega to ekahi point jayega agar ek switch ke upper 9 Holder hai to no points hoga
Best😊
Bhai jo wiring kartey hain, renovation mey naya wiring, main board se sab jagaha uska estimate kaise karey
Renovation me old wiring nikalna hota hai to uska charges aap khud aapne hisabse fixe kar sakte ho iske bad
New work ka estimated aap market ke hisabse nikal sakte ho ok
Thank for watching my video
House wiring me ek normal labaur ko kitna milta hai daily/monthly, jo fresher hai
250,300, max 350₹
@@electricalindiawithsa thanks 🙏
Agar Ek Point 10 mtr Se Jyada Ho gaya to UskI Ginti Kese Kare Bro.
(I Means Ek Point Kitne Miter Tak Ginenge)
Engineer ki bhasa me 6mtr ka ek point mana jaata he usse jyada lamba point ho to uska MTR length ke hisabse charge lagta he
13by 12 ke 4 room me kitna kharcha ayega lagbhag
Underground wiring
15se20,000 ₹ labor cost hona chahiye mere hisabse bata raha hoo dhyan rakhana
@@electricalindiawithsa thanx bro
Welcome
8 room hai , per room me 1 light aur 1 fan ka point chahiye, patti ,wire , board (all matterial) sahit complete kitna cost ayega....please reply sir allahabad se hu per point 100 rupees hai....
200 ₹ फॅन ओर light के पॉईंट का हॊगा आप आगर 1mm sq wire use करोगे तो कॉस्ट कम लागेगा आप देख लो दुकान मे जाकर price,ओर board 8 modul का लागेगा इसमे एक switch light के लिये एक switch फॅन ओर फॅन regulator लागेगा ओर एक socket ओर एक switch लागेगा एक indicator लागेगा एस कूल मिळाले 8 moduel बोर्ड complet होता है ओर हा बोर्ड मे मेन सप्लाय late वक्त 1.5mm का wire lagana ok ओर bhi मे yahase आपको total कॉस्ट नाही bata सकता क्योनकी हर jagh price change होते है ओर हा आपको kitna wire लागेगा मे thodi बाता सकता hoo मे सिर्फ आपको बाता सकता hoo की कितने mm का wire लागेगा लोड के हिसबसे थिकेहै बाकी ओर कूच हो तो बताना जरूर
Bhai tumhare hisab se calculate kiya, wiring jitna total kharcha aya utne mai or 1ghar ho jayega.
Sir me samja nahi
Thanks for sharing
Thanks bhai welcome
1000 square feet house wiring karne ke liye ek labour ko kitne din mai hoga
सबसे pahle to 1000sqft काम कितना bhk ka है or कितना manjil है और kis types ki wiring है underground है patti fiting है or gharme pop है yanahi ya usme furniture भी aata hai to बहोत sare factor के upper dipend karta है की काम कितना din chalega.
Agar me simple kahu to underground conseld fiting wiring rook rookake chalti है slap में पाइप dala और slap dalne के badd phir rukna padta है phir plaster aata है phir rookna padta hai to kul milake sare parfect nahi bata sakte की कितना din lagega अगर ek andaja lagaye to 1000sqft ka kam single manjil काम 10 din max hona chahiye लेकिन upper mene जो points bataye है use भी ध्यान में rakhna चाहिये or ek बात ek labour itna काम akela nahi kar sakta kamse kam 2 labour to chahiye
Sir agar kio only chhat ki piping or dewaaro m bord hi lagavaye toh uska kaise rate lagta h
Kyonki ho adha kam ho gaya
Or ho rat unke hisbse hoga
Nice information
Bhai mujhe eke video chahiye gharme jo lite,fan,and ac ka jo points hotahe bo konsa mm ka tar lagtahe
Broo mene iske upper video all ready banai hai aapko me link bhejta hoo
Video link bhai video link
ruclips.net/video/05zeOcTpbhM/видео.html
Ummed karta hoo ki aapko video pasand aa jayega . Or ham akshay kumar ke bohot bade fan hai 😊👍
Good
Thanks bro
Super
Thanks
Good video
Thanks bahi
Hello sir, CCTV camera k point kaise rakhte hai underground wall cutting mei. Please please sir aaj hi bataye
Ok dost cctv ka point lete wakt hamesha sepret pipe me se cables leke jana chahiye .
Doosri bat electrical ke wire jis pipe me se jate he uss pipe me kabhi bhi CCTV ka kable uus pipe mese nahi leke jana chahiye ok.
Aagr aap leke jate ho to CCTV me problem aata he ok.
Thanks for watching my video dost or kohi problem.
Sir, CCTV camera k liye kitne module ka box rakhe underground
wall cutting me .Please sir bataye
Dost aal kya kijiyega ki jahabhi CCTV ka point aane wall he wahape aap one way junction ya aapko jaise lage uutneka junction laga do ok aap sirf junction lake rakh do or cctv ki cable dal do . Badme CCTV wale dekh lenge ok.
Or CCTV ka cable extra chod ke rakho.
Cctv camera ka ander ground wairing kaise kiya jata h
Sir cirkit ka kisme ginti karte hai
Konsa circuit
Esme lebar chharj samil he ya nahi
Ji ha lekin without material
Ek switch se agar 3 bulb lagaye to kitna point ginti hogi bhai?
एक switch से जितना बल्प या पॉईंट चलोगे उतना पॉईंट होगा एक switch से 3 पॉईंट है तो 3 पॉईंट ही होगा 8 है तो तो 8 ही होगा
Ok bhai
If we connect one switch with one light and one switch with 4 light then how it will calculate for with material
one switch se agar 4 lights connect karoge to 4 points hi calculate hoge
With material ka side visit karna padata hai tab pata chalega ki wire kitna lagega baki materials kitna lagega ho sab dekhna padta hai market ret kya chal raha hai sab dekhneke baad hi with material le sakte hai
Agar tar hi dalna ho to kitne rupees point or par day ka kitna lgata hai
Matlab me samja nahi please phirse bataye
@@electricalindiawithsa matalab bus tar dala hai 2 room mai aur 2 room mai Patti se wairing kiya hai to kitna rupees lagge
Patti fitting ka seprate charge lagega point ke hi sabse
Or sirf tar dala hai to uska half point charge karo
भाई आपसे निवेदन है यह पहले का वीडियो है इस रेट को देखकर लोग हम लोगों को परेशान करते हैं अभी रेट अपना वीडियो ठीक तरह से करके डालें
Matlab kya ho gaya kuch galat hai kya iss video me please reply
Or point price kam hai kya
@@electricalindiawithsa हां भाई लोग किस 30 फीट से भी अगर वायर खींचना पड़ता है तो उसके बाद भी रेट वही देते हैं
Nahi sir mene to iss video me to essa kuch nahi bataya ki 30 feet se jyada hai to paise utnehi rahenge esa thodi na kaha mene apni batao or sir mene iss video ke starting me he bhi bataya tha ki har jaga har gao ya city or state me rat or kam ka tarika ek hi nahi hota hai alag alag hota hai rat bhi or rahi bat 30 feet ki hai to aapko coustmor ko sanjana chahiye na ki point ke lambai ka ek limit hota hai uske age extra charge lagata hai bhai sirf ek hi point kehna reh gaya iss video me phir essa to nahi ki sari video hi galat hai tab to mere se bhi bade logo ne youtube pe videos bana ke rakhi hai or yahi sabkuch hai bhai muze aapki fikar hai isliye me aapko yahape reply de raha hoona aap dusri jaga jakar dekho reply aata hai ya nahi sir me bhi ek electrician hoo me bhi bahar kam karta kal meri yahi video dekhega or aakar muze kahega kya me bhi yahi karunga batao bhai
Sir muze jaldi reply do me aapke reply ka intjar kar raha hu muze hai problem sol karna hai
Bhai tune to bataya 5 point ginne he , customer ko kaise samjay..??
Costomer ek point ke paise dene ko rota he.
Video banaya he to aache se farkh samja naye electrician non ko .
Jaise AC ki wireing ko direct main lin se lana padata he AC ke bord tak heavy cable dalke isliye uska rate jada hota he
Ha aap ne sahi kaha bhai mene to bataya ki 16 Amp ka ka socket switch hai or or ac ka do jaghpe point hai isliye mene itna point bataya dekho bhai agar coustmor nahi manta hai to hame bhi une sanjana padta hai or kuch kam karna padta hai .Mene to kam ke hisabse bataya thik hai na .
Or bhai aapne sahi kaha ki coustomer ek point ka paisa dene ke liye rota hai bhai bohot hasi aai 😊👍
Nice bro
Thanks for watching my video bro.
And subscribe my channel. And updated my new video s.
Hum pune se hai aur humare interior designer ne ceiling light point aur 5 amp socket and 15 amp socket ka rate bola hai 600, 600 aur 1200 rs
Kya ye sahi rate hai? Isme material jaise wire included hai. Pls bataye
MATLAB sirf majduri hai 600 per point or material aapka ya unka
Nahi material unka hai. Hume light alag se khareed ke dena hai jaisa syska ka.. kya ye sahi rate hai?
OK sahi hai no problem
Lekin material ka light ka paisa ho dene wale hai Na orajduri alag to sahi hai
Ager inverter ka wire dala gaya hai to uska kaise heena jayega
Running feet me hoga aapne kitne mm ki or kitni wire use ki hai uske upper hisab hoga hamare yaha 1.5 mm sq ka per feet 2₹ or 2.5 mm ka 3₹ liya jata hai
Sir ji earthing ka vi point gina jata hai kia ( matlab jitna board hoga utna earthing point) plz say??
Nahi earthing or inverter point running feet par feet ke hisabse hota hai , 1mm wire hai to par feet ke hisabse 1.5 ₹ charge matalab jitna feet ka wire use hoga utna charge lagega
Thank you for your kind information 🙂
Wire dalne ka alag se lete hain ya fir usi me hota hai
Ek switch se bulp ka point chalu karna ya kohibhi load chalu kar dena ho ek point complete hota hai point me jo wire dala jata hai ho point me hoga ok.
Or jab aap point chodke doosri jagah wire dalte ho to ho point me nahi running feet me pakda jata hai ok samaj gaye thanks 😊👍
Earthing point or inverter point bhi gina jata hai kya
Earthing or ka point nahi hota hai or inverter ka bhi dono ko running feet me kam hota hai
@@electricalindiawithsa Earth point 20 or inverter ka 7point me 150 karke 4050 rs liya mere se
Sahi hai
@@electricalindiawithsa kaise count karte hai
Bhai mere electrician ne do room ka conceal wiring karne k liye rs 40sq ft bataya h.kya h price sahi h.room size 144sq ft.materials sab mera hoga
Sir me nahi बाता sakta kyonki hara जग price change hota है ariya के hisabse
Tik h bhai
Sq fit me sab involved h slab pipeing
Wall chasing and complete fittings
5760 rs total hoga tik h
Tell the axactly point with rate
Hello sir.. Me Apke sath Electric ka kam Karna chahata hu Ap mujhe Apke sath rakh lo na Kam pe
Kahake हो app
180-200 per point kya with material or sirf labour cost bataye ??
No bhai without material hai underground fitting ke rat hai or casing caping ke hamare yaha 90- 60 ₹ tak hai
😂
2bhk ko kitna point hoge
भाई डिमांड के hisabse hoga कोही satandred फिक्स नही है जैसी जरूरत होगी
10 AX switch+socket milake one point hota hai
Yes aisa भी होता है kahi jago pe
12 modal bord ka lakdika box kitne saej ka lagta hy
Bhai aap dukan me jao wha aapko sab pata chalega thanks for watching
Bhai muje point ka ek list banake dedo please
Price list ka me nahi de sakta me sirf khali point konse hote hai hai bata sakta hu
Price ka aapko khud pata karna hoga aapke yaha
Ekh duplex house with 3 rooms 2hall 1 portica 2 bathrooms 1 balcany keliya approximate kitna points hoga
Aur ekh kitchen bhi
Har ek room me ek power board ek lighting switch boar 2se 3 holder point agar pop hai to 4 lighting point or kichne me power point board 2 ek frrez or mixe wagera or porch me ek lighting point bell switch porch me
Balkani me appke hi sabse point hoga difend kitne size ka balkani hai or point ka kam costumers se puch ke bhi point nikalna padta hai
4 room in 1000 square foot light fitting and material ka kharcha kya hoga
Agar normal brand material ki bat ki jaye to underground wiring ka kharcha 20 se 25 hajar rupay ho sakte hai agar csing caping 10 - 15 hajar ho sakte hai or hai kohi fix nahi hota kyonki material ke rat ghatate badhate hai
thanks
@@electricalindiawithsa 4room ka internal light fitting and material majduri saab milke kitne paise lag sakte hai ??? (Plzi tell soon)
Bhai mere paas esa kam aata hai to me 4 room ka under ground fitting ka 14 se 15 hajar ₹ leta or kanse kam 13 hajar majduri ka
Of material ka pata nahi kyonki jarrorat ke hissabse hota hai lekin mene aapko material ka kharcha bataya tha na pehle
Power point ka 5 point hota hai sir or MCB ka 2 single pole ka ye standard hai kya
Ha mcb ka 2 point gina jata he .
Ha or jo power point ki jab ham sirf ek plat lagate he yaniki 15-16 Amp socket / switch / or indicator jab he tino chige ek sefret plat pe lagti he to 5 point hota hai.
Agar ek board me bohot sare ya ek do 5-6Amp ka switch socket lagta he or uusme 15-16Amp ka switch socket lagta he to tab 3 point pakdte hai ok.
Or kohi dout ho to bata dena.
Blanker Or Dummy Ka Kitna Point Lete Hai..??
Nahi lete
Hi sir
👋 hello
What is point rate for Kanpur
Are bhai me nahi bata sakta aapko khud pata karna hoga
Power plug ka kase lega
Point ka double ya 1 therd 1/3
Sir apne fan point ke bare main nai bataya
Bhai bhai agar sirf fan ka point nikal na hoto uska algsa rat Gina jata hai or agar fan jod ke or huk hai to or extra paise hote hai
4 light in 1switch to kitna point hoga
4 point hi hoga
Bhai changer ka kitana point joda jata hai
Double
Thanks
Welcome
Pop wiring kaise kare sikao
Ok jaldi hi
Agar ek hi switch se 18seiling light jal rahi ho to kitna point ginenge
18 hi point ginenge
18 ही होंगे वैसे लोग 1switch पे पुरा घर chalane ki bat karenge
Bhai sahab aap kaun si jagah Rehte Ho aur aap ka point Girne ka style use Jagah per chalta hai kya mere hisab se yah point Girne Ka Tarika ekadam galat hai
To sir point kis tarhase Gina jata hai aap hi patao
Bhai 🙏
Aap ksha se
Thanks me mera parsnol facebook id deta hoo ok
Please proper work to calculator of billing
Thanks
Agar ak hi switch se 24 seiling light ja rahi ho to kitana ginenge
Sir ek hi switch se jitne light ya holder ho ya cilling light ayenge utne point gine jayege agar 24 cilling light hai to 24 point hoga
Thanks bhai 🙏❤️
Bhai inverter ki wire daalney or ac ki wire daalney ka cost kitna lena chahiye
Invoter price 2000 ac 650
bhai jaise ek switch se Bulb operate krte h to ek point bna to switch se socket operate ho rhi h to 2 point kaise ya aap 3 bhi bol rhe
Sir hai modular ke hisabse hota hai lekin ab is trhase nahi lete ab yaro ek hi point gina jata hai ya half point hota hai
Sir ek switch ek socket Kitna point gina jata hai
Bhai mai electricians hu itna karcha nahi lete hai bhut jyda bol diye hai
Ha hoto hai aapne sahi kaha bhai lekin ham jo padhai karte hai uski bhi kuch value bhi to honi chahiye kyo
Bhai apna whatsup no do
@@livecricket7400 kiska number chaye bahi
Point key shat wearing vhi ek shat aata hai ya nahu
Ha dost
Bro muze electrical animation karna hail to konsa app use kare
Bro batv na
Bhai me to sirf pics art app pe images banata huu or screen recording app use karke video banata hoo or he kabhi kabhi karta huu me to kohi electrical animation aap use nahi karta.
Ok bro
@@niks6139 kohi problem ho to batana
Yes bro
Hi
Bhai aj kya rate hai 🥲
Bhai Mene kaha hai ki har jagah rat alag hai vaise ham 200 ₹ le rahe hai
One Switch 2light haw many points
2 points
How much point should be taken in earthing?
Per runing feet
दीवाल काट कर बोर्ड लगाने का भी पैसा लिया जाता है
Nahi ho point me add ho jata hai
Super video elaga
Thanks for watching my video 👍
Bhai wiring ka Kiya hisaab hai
Ak such 3 lite kithna pont
3 point
Thanks
Only jhiri katni hai to kitna paisa lena chahiye
Half point