न चीनी न ज्यादा घी बनाये 100 फायदों भरा यह जादुई असर वाला टेस्टी लडडू Makhana Laddu/Easy Vrat Recipe

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 окт 2024
  • Hello doston Aaj Ham sirf ek chammach ki mein Bina Chini ka sirf 10 minutes Mein taiyar hone wala bahut hi Aasan Swasthya paushtik se bharpur Aisa laddu banaenge Jise aap 20 din tak store karke rakh sakte hain . aur aap Kisi bhi Vrat mein kha sakte hain yah Sharir ko takat dega aur kamjori Dur bhagayega ☺️❣️aur agar aap Bina Vrat ka khana Chahte Hain tab bhi Salon Bhar kha sakte hain Agar aapko Kamar Dard Aankhon Ki kamjori ,jodo Mein Dard ,Khoon Ki Kami, yah bacchon ka Tej dimag karna ho to Roj Ek laddu Jarur khae aapki sari sharirik taklif ek mahine Mein Hi khatm Ho Jayegi . to video ko Shuru se ant Tak Jarur Dekhen ❤️💙💚💜 Aaj Ham makhane ka Laddu Banane Wale Hain lekin Jis tarike Se Maine bataya hai agar vaise aap laddu banate hain to Aur Bhi Jyada swadisht banenge 😋to dosto video ko Shuru se ant Tak Jarur Dekhen dhanyvad🙏😊💫
    #navaratri #ladoorecipes #immunitybooster
    Ingredients :-
    100 Gm/4 Cup - Makhana/Lotus Seed
    1/2 Cup/50Gm - Coconut dust
    3/4 Cup/100 Gm - Jaggery
    1/4 Cup - Water
    1/2 Tsp - Green Cardamom Powder
    1/2 Tsp - Fennel Seeds
    1 Tbsp - Ghee
    12-15 Cashews
    12-15 Almond
    20-25 Kismish

Комментарии • 15