@@TechnicalSadham kitne volt and kitne uf ka capacitor best hoga ... Kyuki Mera 3055 amplifier board hain sir... Kya aap insta pe baar baat kar shakte hain sir ?
Are Bhiya isme Jo diyod he Diyod ki Jo silver Pty he Vo to + he Na pils ke samne black he Vo - he ap cepisitr pils me - Mains kiyo de re Ho 🙏✨🙏✨🙏✨btao mer ko bnana he ✨🙏✨🙏
Good job
Thank you so much sir ji
Good 👍👌
Thank you sir ji
Transformer ud Gaya❤❤❤
Kya matlab
Bhut bhdiyaa bhai
Thank you
Good n simple way to understand 😊
Capacitor ka value increase kr skte h kya
Yes
Good
Thank you so much sir
❤ good bhai jaan...
Thank you
Wow 😮
Thank you
Good yaar
Thank you so much sir
Kya main 1n5408 + 2pcs 160v 220uf ka rectifier main 24 0 24 5 amp ka transformer use kar shakta hu ? Please help 🙏
Volt aap 35se 45v tak capeciter use kijiye kyunki capesiter charge hota he or 160v carge hone ke baad kya hoga aap idea laga lijiye load ka
@@TechnicalSadham kitne volt and kitne uf ka capacitor best hoga ... Kyuki Mera 3055 amplifier board hain sir... Kya aap insta pe baar baat kar shakte hain sir ?
@@skeefoiq WhatsApp pe aa jayiye about me no. He deya huva
How much the input AC voltage should apply.
Using step down transformer 40,50,v is normally
Sir y capacitor ku lagat hhhh please reply ❤
Bhai teri awaz bahot kam aa rahi hai gussa aa raha hai
Aisa bridge banane ke baad 12v battery charge kane pr saare diode heat ho rahe hai
Aap diode ki sankhya badhaye sir ya jyada amp ka diode use kare
@@TechnicalSadham sir mene 1N 5408 3A diode use Kiya hai bridge m aur 25v 1000uf capacitor use Kiya hai fir bhi heat ho Raha hai. Battery 12v 7ah hai
Diode kese badhaye ya kitne ampere ka diode use kre....please reply sir
24v ke liye kaise bridge rectifier banaye
Yahi wala kaam aa jayega boss
ब्रिज बनाने में एसी डायोड या फिर डीसी डायोड लगाते है
Diod IN5402 chalega?
Yes sir chalega
Lekin sirf rectifier se bridge bana ke 775 motor chala sakte hai kya
Yes sir but agar capesitor use kare to best he
@@TechnicalSadham ok Thank you Bhai 🙏
Is diode pa 4700 mfd 50v capacitor use hoga. 4440 double ic amplifier board chalaga.
5399 Mai use kar sakte hai kiya
Bhai 65 0 65 dc to dc power rectifier single output se dual kashe kre
Are Bhiya isme Jo diyod he Diyod ki Jo silver Pty he Vo to + he Na pils ke samne black he Vo - he ap cepisitr pils me - Mains kiyo de re Ho 🙏✨🙏✨🙏✨btao mer ko bnana he ✨🙏✨🙏
Bridge banane ke baad vo - ho jata he output ke liye
Yahi same condition main muze 16 v out put mil raha hai
12 0 ka transformer ka bridge rectifier banane ke bad output me jyada volt kyu aata hai
Sir ye normal he load dene par sahi ho jata he
Make 12a bridge rectifier bhai
Thank you
Jaldi hi lane ki kosis karunga
Please answer
Tell me
लाल बल्ब फ्यूज हो गया उसका नहीं बताया क्यों हुआ
Glas bulb tha fut gay tha
Bhai ampior kese bada
Plz reply
Jab ki transformer ki secondary coil SE 12 volt AC aata hai use DC me change karne ke bad 17 volt DC ata hai kyuuuuuu
Sir ye normal he aap jab load connect karenge tab normal ho jayega
Agar koi circuit ya light 12 volt ka hai to supply 18 rectifier SE tab to light fuse ho jayegi