Sir 3.3 volt ko check karne ke liye sabse pahle Hamen SMPS ko card Se Alag Karke Bolt ko check karna hota hai agar aapane aisa kara hai aur Fir Bhi 3.3 volt Nahin a rahe hain to Aap Mujhe Apni smps ka photo bhejen Instagram per main Dekh Kar aapko solution bata dunga
@@khempurrepairsir maine naya wala power supply manvaliya hein, 3.3v aur 5v sahi hein lekin 12v ke badle 16v aur 24 v ke badle 22v araha hein aur auto scan bhi nahi hota hein but dish antenna toh pehle se hi perfectly set hein
Sar yah volt jo aap Bata rahe hain yah Bolt theek hain ine Sare volt se aapka DTH ka card chal jaega lekin Agar aapka DTH scan nahin kar raha hai to Sar yah to Fir DTH ke card mein problem ho sakti hai iska to supply Se Koi sambandh Nahin Hai ho sakta hai aapke remote ka scan wala button Kam Nahin kar raha ho aapane remote ko check kiya Baki Sare remote ke function kam kar rahe hain Agar Sare function kam kar rahe hain to Fir scan wala Agar function Kam Nahin kar raha hai to aap Koi dusra remote Laga kar Dekhen ya to remote mein problem ho sakti hai ya FIR Jo DTH ka sensor Hai usmein bhi problem ho sakti hai aur ho sakta hai ke DTH ka card kharab ho card mein bhi problem a Jaati Hai tab bhi DTH ke function Kam Nahin Karte Hain Sar aap ek ek Karke check Karen ya FIR aap mujhe apne DTH card ka photo bhej de Ek Do photo jisse Ke Main Kuchh andaza Laga paaun aapke DTH ko dekh kar Thank you
@@khempurrepair Ab sabi thiek hein sir , just 3.3v ki diode change kia, so ab sab thiek hein but thank you for your advice sir ,aur aage kuch doubt ho to apko puchunga sir😊😊
बहुत अच्छा वीडियो बनाया धन्यवाद।
Jay hind Sir love you sir next video Sir
Thank u sir gyan dene ke liye helfful
Good job !!
Thank u
इसके बाद भी वोल्टेग नहीं आ रहा है तो।.. क्या करना पड़ेगा
Ziner dioad kitne volt ka haii
No single problem
Sir 3.3 hi nahi araha hein baki sabhi arahe hein
Sir 3.3 volt ko check karne ke liye sabse pahle Hamen SMPS ko card Se Alag Karke Bolt ko check karna hota hai agar aapane aisa kara hai aur Fir Bhi 3.3 volt Nahin a rahe hain to Aap Mujhe Apni smps ka photo bhejen Instagram per main Dekh Kar aapko solution bata dunga
@@khempurrepairsir maine naya wala power supply manvaliya hein, 3.3v aur 5v sahi hein lekin 12v ke badle 16v aur 24 v ke badle 22v araha hein aur auto scan bhi nahi hota hein but dish antenna toh pehle se hi perfectly set hein
Sar yah volt jo aap Bata rahe hain yah Bolt theek hain ine Sare volt se aapka DTH ka card chal jaega lekin Agar aapka DTH scan nahin kar raha hai to Sar yah to Fir DTH ke card mein problem ho sakti hai iska to supply Se Koi sambandh Nahin Hai ho sakta hai aapke remote ka scan wala button Kam Nahin kar raha ho aapane remote ko check kiya Baki Sare remote ke function kam kar rahe hain Agar Sare function kam kar rahe hain to Fir scan wala Agar function Kam Nahin kar raha hai to aap Koi dusra remote Laga kar Dekhen ya to remote mein problem ho sakti hai ya FIR Jo DTH ka sensor Hai usmein bhi problem ho sakti hai aur ho sakta hai ke DTH ka card kharab ho card mein bhi problem a Jaati Hai tab bhi DTH ke function Kam Nahin Karte Hain Sar aap ek ek Karke check Karen ya FIR aap mujhe apne DTH card ka photo bhej de Ek Do photo jisse Ke Main Kuchh andaza Laga paaun aapke DTH ko dekh kar
Thank you
@@khempurrepair Ab sabi thiek hein sir , just 3.3v ki diode change kia, so ab sab thiek hein but thank you for your advice sir ,aur aage kuch doubt ho to apko puchunga sir😊😊