Guru ji bahut badiya samjhaya aapne. Guru ji IC khrab ho toh kaise check aur change kre. Guru ji transformer khrab ho toh kaise check kre aur change kre
Very Nice sir ji...pr Mera Problem solve nhi huaa hai... 1) Mere dth Ka problem ye hai k set top box me weak signal hai aur continue signal Kam jyada hota hai. Power supply check Kiya 3.3,12,24 aur 5 volt nhi aa Raha hai use badle 1ya phir Kuch nhi aisa aa rha hai 2) transformer k bagal wala bada wala capapcitor garam aa rha hai, use Nikal kr check Kiya to barabar hai pr circuit pr garam aata hai 3) DC supply me 12 v nhi aa Raha hai Sabhi Diode aur capacitor check kr liya, sabhi barabar hai Ab phir bhi voltage supply nhi aa Raha hai konse component me problem hogi? Diode capacitor k alava koi aur component check nhi kiya Kripya detail me samadhan bataye ab ye circuit banana hi hai kasam kha liye hai aur aapki help chahiye
Pahle ye bataiye apka box me ab channel chal raha hai ke nahi Pahle aap bol rahe ho ke weak signal aa raha hai Aur baad me kah rahe ho ek bhi voltage nahi aa raha hai
Sir power supply me sabhi voltage dikha raha hai jaise hi motherboard se jodta hi to voltage kam ho jate hai sare.motherboard sahi hai jab dusara supply lagata hu
Matlab aapke supply ka voltage drop ho raha hai Drop hone ke kai karan hote hai Diode aur condensor week hone par ye fault aata hai Aur uska jo wire khrab hone par bhi aata hai Vaise kiska voltage drop hota hai 3.3v ya 12v
Agar diode ab bhi kam aa raha hai to 3.3v ke liye do Diode series me laga hota hai unko bhe chek kar lo Aur 5v ke pass 10v ka condensor hoga wo change kar ke dekh lo problem solved ho jayega Fir comment kare
Set top box to chal raha hai pr sare chanel nahi a rahe h sirf MHRD k chanel a rahe h 3.3 12 24sare volt bhi a rahe h sirf audio kit k 12volt nahi a rahe hain
@@THERAVITECHNICAL Amplifier to filhal nahi chalata hoon pr us pr12volt ñahi a rahe h mene socha ho sakta h ki is bajah se hi sare chanel nahi chal rahe ho
Guru ji bahut badiya samjhaya aapne.
Guru ji IC khrab ho toh kaise check aur change kre.
Guru ji transformer khrab ho toh kaise check kre aur change kre
ruclips.net/video/OZFjEczWmMI/видео.html
Ye video dekh lo
Kuchh naya folt bare mee bataiye video banane ke liye thanks
Bataiye kish trah ka fault
Mai jarur banaunga
Good 🔥🔥
Thanks for watching
Verry nice Video
Thanks
bahut achha
Thank you very much
Sir is supply se ham crt tv ko voltage de sakte hai jaise 24 ,12,8v
Ha
@@THERAVITECHNICAL ok sir
Very nice
sir kya daode 107 ki jagah hum 207 ya 4007 bhi laga sakte hai ?
good video .
107 ke jagah 207,205 laga sakte ho
4007to chal jayega liking jaldi khrab ho jayega
Nicely understand ur video
Sir kya iska use 12 0 12 transformer ki jgh home theatre me use me la skte h
Home therater me work nahi karega
Super se vi upar
Thanks
Bahut accha hai
Zener diod wali supl.ka vidio dijiye.
Ok
Sir same val. Ka diod na milne par kya karepl.vidio banaye.
Ok video bana dunga
Good vedio sir
Thank you sir
Keep loving keep supporting ❤️ brother
Good brother
Nic
Respected sir Samsung ml 1640 laser printer power supply problem video banaye please solve this problem sir
Uska power supply mere pass nahi hai
Baise aapke power supply me kya problem hai
@@THERAVITECHNICAL sir printer on nahi ho raha hai
Good knolegde
Thanks raj kumar ji
Ok bro. bhut hi achi knowedge di aapne thanks
Ravi bhai mere iduction m jaise hi on kro wattage a raha h bina bartan ko rakhe hi to pls btao kaise theek krain
Induction ka kaam nahi karta hun
Bhai plese mother bord raiper k uppar bhi video bana k dalo
OK bro
Good Knowledge
Very Nice sir ji...pr Mera Problem solve nhi huaa hai...
1) Mere dth Ka problem ye hai k set top box me weak signal hai aur continue signal Kam jyada hota hai.
Power supply check Kiya 3.3,12,24 aur 5 volt nhi aa Raha hai use badle 1ya phir Kuch nhi aisa aa rha hai
2) transformer k bagal wala bada wala capapcitor garam aa rha hai, use Nikal kr check Kiya to barabar hai pr circuit pr garam aata hai
3) DC supply me 12 v nhi aa Raha hai
Sabhi Diode aur capacitor check kr liya, sabhi barabar hai
Ab phir bhi voltage supply nhi aa Raha hai konse component me problem hogi? Diode capacitor k alava koi aur component check nhi kiya
Kripya detail me samadhan bataye ab ye circuit banana hi hai kasam kha liye hai aur aapki help chahiye
Pahle ye bataiye apka box me ab channel chal raha hai ke nahi
Pahle aap bol rahe ho ke weak signal aa raha hai
Aur baad me kah rahe ho ek bhi voltage nahi aa raha hai
Apki light sidhi PCB pe padti hai to said par rakhe tej bright padnese dikhai nahi deta achhi tarahse
Ok
12 volt ki jagah 16 volt bata raha hai is condition mein lagaunga to kya card kharab ho sakti hai aur sare voltage theek hain
12 volt se 18 votl tak chal jata h
22MFD chaleygaya to kya out put nahi aayega ?
Sir diode shahi h phir bhi 24vki jagah15aur12vki jagah9aata h
Transformer Chek kar lo
Ho sakta hai capasiter khrab ho
Thq
Welcome
Bhai mere 3.3 volt me 4.4 volt, 15volt me 19 volt aur 20 volt me 24 volt aa raha hai isse koi problem to nahi hoga na ??
Ye thik hai
Thank you ...
Wlcm my brother keep supporting ❤️
Sir power supply me sabhi voltage dikha raha hai jaise hi motherboard se jodta hi to voltage kam ho jate hai sare.motherboard sahi hai jab dusara supply lagata hu
Jab dusra supply lagate hai tab bhi ho raha hai kya
@@THERAVITECHNICAL nahi dusara supply lagane ke bad motherboard bhi chal raha hai
Matlab aapke supply ka voltage drop ho raha hai
Drop hone ke kai karan hote hai
Diode aur condensor week hone par ye fault aata hai
Aur uska jo wire khrab hone par bhi aata hai
Vaise kiska voltage drop hota hai 3.3v ya 12v
Motherboard jodne se pahale 4.2,6.7,16,23,
Motherboard jodne ke bad
1.2,2.5,7.4,10.8 aise voltage dikha rahe hai
Transform chek kar lo
Aur diode capister week hone par ye dikkat aati hai chek kar lo
Nice
Bhai mere mobile charger multimeter se cheak krne pr full short bta raha h kya problem ho sakti hai
Brij rectifier Diode chek kar lo
Ac lead se leakr dc capctior tk cheak kiya hr point pr full shorting bta raha h brij pr DC 300bolt k karib bta raha h @@THERAVITECHNICAL
Aise nahi pata chalega ek do Diode ko bahar nikal kar chek karo
Aur uske baad ic bhi khrab ho sakta
@@THERAVITECHNICAL Thanks bhai
Metel sense ka awaz ya e0 aisa koi error nhi a raha h
Ye series bord kese banai ho bhai ..
Series board kaise banaye
ruclips.net/video/BchOByMLEm8/видео.html
Good
Nice video
Bhai mera wo diode bhi ok hai phir bi voltage drop ho raha hai koi badhiey solution batao
Agar diode ab bhi kam aa raha hai to 3.3v ke liye do Diode series me laga hota hai unko bhe chek kar lo
Aur 5v ke pass 10v ka condensor hoga wo change kar ke dekh lo problem solved ho jayega
Fir comment kare
Ravi bhai, 3.3v wala 4.4 v dikha raha hai iss video mei, to jyada Voltage se problem hai na
Nahi koi dikat nahi
Bas 3.v se kam nahi hona chahiye
Aur 5v se jyada
On of हो रहा है सेटअप 5volt
3.3v chek kar lo aa raha hai ki nahi
Agar aa raha hai
To video card change kar do
Sir very good.
Please P.supply mein large hue sabhi diodes aur IC ke baare mein bhi video banaen
Bhai mera dth pehle 100v light me chal jata tha par ab 250 se kam volt me nahi chalu hi nahi hota jyada me hi chalta he, kya problem ho skti he
Primary ka briz ractifire chek kar lo aur transformer ka resistant value chek kar lo is par maine video bana rakhi hai
@@THERAVITECHNICAL ok
Sir ic kese check karte hai
Is par video bani hai play list me dekh lo
Bhai 12 v kitna amp nikalta hai
1.2amp
4440 ka bord chal jaega bhai please
Nahi
6283 ka chal jayega
MARI POWER SUPPLY ME SABHI VOLTEJ SAHI AA RAHE JAB CARD LAGATE HAI TO SABHI VOLTEJ DRAP HO JATE HAI KIYA FALT HO SAKTA HAI
Transformer ek baar chek kar lo
Aur primary condenser 450v
Fuase ke bagal ka transformar bar bar khrab kyu hota hai
Agar baar baar khrab ho raha hai to iske jagh ntc laga lo
संजीव कुमार से मैच का रही है आपकी आवाज़
Hmmm 😜😕
8022a Ic nahi mile to kya kare
Iske jagah aur dusra nahi lagega
Kyu ki us pcb ka jo connection hai 8022 ke pin ke hisab se kiya gaya hai
Phir bhi problem ho to kay karey
Apke power supply card me kya dikkat aa rahi hai
Output voltage jayada aa rha he 5volt ke jagah 9volt aa raha hai
Pahle trak bagaera chek kar lo
Uske baad opto couplar change kar do
Aap hamare channel pe video dekh sakte hai high voltage kyu ata hai
Channel name "grow with aman"
Trt
❤️ You are family of TRT channel ♥️
👍
𝑺𝒂𝒃𝒉𝒊 𝒑𝒂𝒓 𝒐𝒗𝒆𝒓 𝒗𝒐𝒍𝒕 𝒂𝒂 𝒓𝒂𝒉𝒆 𝒉𝒂𝒊 𝒌𝒐𝒚𝒊 𝒗𝒆𝒅𝒊𝒐 𝒃𝒂𝒏𝒂𝒐 𝒐𝒗𝒆𝒓 𝒗𝒐𝒍𝒕 𝒑𝒂𝒓
Aap hamare channel pe video dekh sakte hai high voltage kyu ata hai
Channel name "grow with aman"
Galti se diode ko capacitor bol rahe ho sari ji
Ha bhai
Galti ho gai
24 𝑽𝒐𝒍𝒕 𝒌𝒂𝒎 𝒂𝒂 𝒓𝒂𝒉𝒆 𝒉
Bhai mere SMPS m jahan audio kit lgate h usme koi volt nahi a rahe h pls help me
Aur aapka set top box chal raha hai na
Agar chal raha hai to thik hai
Nahi to 12v ka diode chek kar lo
Set top box to chal raha hai pr sare chanel nahi a rahe h sirf MHRD k chanel a rahe h 3.3 12 24sare volt bhi a rahe h sirf audio kit k 12volt nahi a rahe hain
JO 24 V KA WIRE HAI USKO KAAT DO AUR AUTO SCAN KAR DO SARE CHANNEL Aa jayega
Baki hame bataiyega
Usme amplifier bhi chalate ho kya
@@THERAVITECHNICAL Amplifier to filhal nahi chalata hoon pr us pr12volt ñahi a rahe h mene socha ho sakta h ki is bajah se hi sare chanel nahi chal rahe ho
पहले खुद सही से चेक करना सीख लो उसके बाद किसी दूसरे को सिखाना
Kya Galt hai
प्लेट को सर्किट बोर्ड की तरफ से चेक करते हैं
आप डायवर्ट चेक कर रहे हैं बोल रहे हैं कैपेसिटर चेक कर रहे हैं और सुनी अपना वीडियो अपने मुंह से क्या बोल रहे हैं सही शब्द बोलिए उपयोग करिए
O sorry
Is baat ka dhyan rakhunga
आप गलत बताते हो गलत इनफोरमेनट दे कर लोगों को बेकुब बनाते हो
कैसे
मैंने क्या गलत information दिया है
Nice video
Nice video
Thanks
Nice video