Bhai bahar farsh mai granite laga raha hun....phle farsh mai cement ka bana hai ab kaise lagae cement tod k ya usi k uppar....kya granite lagana shi rahega
saste brand ka lenge to ₹40-45 per sqft our mahanga brand ka ₹50-60 fer sqfit market me mil sakta hai depend karta hai aapke upar kaun sa brand ka lete Hain
Bahut acha lag raha hai
बहुत सुंदर, धन्यवाद विडियो पसन्द है
Thankyou
Good video
Daru pk video banaya be😁🤠
Bhai bahar farsh mai granite laga raha hun....phle farsh mai cement ka bana hai ab kaise lagae cement tod k ya usi k uppar....kya granite lagana shi rahega
Vai yeh tiles design bohut bariya hain kahase mila aisa
Agar aap Kolkata se hai to aap tiles dukaan mein dekh sakte hain otherwise aap apne area ke tiles dukaan mein pata kar sakte hain, thank you
Very nice 👍👍
Thank you 👍
Good
Thankyou
Kota stone ke upar laga sakte h bathroom me
Yes
Sika se sath cement kitne percentage me mix karna hai
30%
Marble stone ke uper chemical se granite flooring ho sakti hai kya
Nice
Thanks
Mera room 350 sqft hai to kitna kharcha hohega with labour and mistri
30 se 35 hajar ka kharcha aega, depend Karta hai material ke upar, thank you
Helo sir hamar floor par kadpa tils hai iske opar hi vetri faid dal sakteen kiya o camical me ciment mix kar te hain kiya
Haa G dono kam aap kar sakte hai, Thank you sir
Chemical Mei cement bhi milaya Kya ya phir Khali chemical see he lagaye hain
Cemant me bhi LG jayegi kya
Lag jaega per majbut nahin hoga
door ka level kaise theek kre fir
Bhayia cement ke plaster ko nikale bina tiles lag sakti hai
ji han Laga sakte hain, lekin tiles ko pakad banane ke liye plaster ke upar raf kara le yah jagah jagah per chipping karva le, thank you so much
Camical niklega to nahi.kitne saal chalega
Life time Tak
Sir ye Glocy tile ko bdl kr lgaana ho to ache se pakad kr leta hai
chemical se koi bhi tiles mein pakad banaa rahata hai Sir
Helo Sir, yeah cement ka naam kya he, aur is cement ko balu ka sath mix karta he kya, pls reply
isme Balu mix nahin karna hai aur ye cement nahin chemical hai Aap pura video dekhiye sir sab kuchh samajh mein a jaega, thankyou
Bhai pr bad me kuch problem vaghre nhhii ata hai na
Thoda jor se bol diya yaar
Ye chemical ka nam kya hai aur kaha milega
1 bag price
20 kg price approx 400 - 450
Is chemical ka naam kya hai
इस सिमेट का क्या नाम है?
Or Door ke level me tile kaise lgega
agar aapka door floor se jyada height hai to reti aur cement ka masala se lagega, thank you
Ye kitni tikau hoti hai
Cement se 2 guna jyada tikau hoti hai
Baad me khuch problem nahi hota hai na
Koi problem nahi,
Chemical kya rate haii...ek bag kitne ka hai
video ko achhe se dekhiye our pura video ko dekhen usme sab btaya gya hai, thank you
Kya ye india me avelable h
yes
Thoda bolo to ucha sunai nahin de raha
Sir kya purani pathr ki farsh par tiels laga sakte hai
ji han Laga sakte hain lekin pathar ko thoda grinder machine se raf kar lijiye, thank you sir
10/10 ke room me kitna chemical lagegA
4-5 bags
चिप्स पर tiles कैसेलगाए
Sir kya Rate rhta hai jaise 10 x 10 ka room h per sqft total cost with Tile
saste brand ka lenge to ₹40-45 per sqft our mahanga brand ka ₹50-60 fer sqfit market me mil sakta hai depend karta hai aapke upar kaun sa brand ka lete Hain
total ek room ka cost 4000 se lekar 7000 Tak lag sakta hai depend Karta hai brand per, thank you so much sir
Ghar ki design work ye Cost with Material or Tile h sir
no ye only tiles ka cost hai
Ghar ki design work with material or labour kya rate pdega sir
Very nice 👌