Assalamualaikum ummeed aap theek hogen mera sawal hai Mufti shahb mera Sawa hai۔ Mere husband jis country mein wahan ki ladki se baat karna suru kar dete hai 7saal ho gay hai Saadi ko yahi sab جھیل۔ Rehe hoo or jab samjahti hoon islam mein haram hai ye sab to marte bhi hai or dhamki bhi dete bolte hai rehna hai to raho nahi chali jao۔ Main bahut pareshan ho please Mufti shahab mere sawal ka jawab jaroor dejiye۔
Assalamu alaikum Mufti sahab hamare abbu k pass paise nhi h ammi maaf tarde tu maaf hojata h shadi ko 32 saal hogaye yaad b nhi ammi ko abbu k badle Bhai Dena bolte ye sahi h kya pls bolye
Assalamu alaikum mera sawal hai 1 mai tahajjud padh ke tasbi bhi kr leti hu aur quran bhi padh leti hu uske bad mai bistar pe chali jati hu mujhe nind aa jati h phir mai jab uthti hu to fazar ka time khatam ho jata h meri namaz kaza ho jati h to kya mujhe gunah ho ga😢 please braye😢😢😢😢
Fajr ki namaz padhna farz hai aur tahajjud padhna sunnat hai isliye humein faraiz par zyada dhyan dena chahiye, iske liye aap ye tarteeb bana len ki tahajjud ke bilkul aakhir waqt me uthen ki tahajjud padhkar hum achhe se dua wahaira se farigh ho jayen phir fajr ka waqt bhi shuru ho jaye aur fajr padhkar phir thoda sone chale jayen
Masha'Allha Subhan'Allha
Allah mujhe sahi sahi sunne aur samajhne aur Amal karne ki tofeeq ata farmaye ameen 🤲🏻🕋💯😊
Mashallah subhanallah 💖💖
Jazakallha Dua ki gujaarish😢😭😭😭😭
Walaikum assalam ustaad ji jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻♀️
Jazakallah Mufti sahab 😊
JazakAllahu khaira Mufti Sahab
Walekum assalam wa rahmatullahi Barkatuh❤❤
Mashallah 👍
Masallah ❤
❤❤❤
Nice
❤
Sab 4 4 😊❤
📌📌📌📌📌📌
Mufthi saheb,
Quran ke tafseer Tarjama #68 miss huva hai..
( surah baqrah ruku number #28).
🫂🤲🤲🤲🤲👍👍
Assalamu alaikum Mashallah Mufti sahab meher Dena farz h Kiya nhi diye tu kya hota pls bataye
🫂🤲🤲🤲🤲MD ASIF
Assalamualaikum ummeed aap theek hogen mera sawal hai Mufti shahb mera Sawa hai۔ Mere husband jis country mein wahan ki ladki se baat karna suru kar dete hai 7saal ho gay hai Saadi ko yahi sab جھیل۔ Rehe hoo or jab samjahti hoon islam mein haram hai ye sab to marte bhi hai or dhamki bhi dete bolte hai rehna hai to raho nahi chali jao۔ Main bahut pareshan ho please Mufti shahab mere sawal ka jawab jaroor dejiye۔
Assalamu alaikum Mufti sahab hamare abbu k pass paise nhi h ammi maaf tarde tu maaf hojata h shadi ko 32 saal hogaye yaad b nhi ammi ko abbu k badle Bhai Dena bolte ye sahi h kya pls bolye
Meher aur talaq me keys dark h
Assalamu alaikum mera sawal hai 1 mai tahajjud padh ke tasbi bhi kr leti hu aur quran bhi padh leti hu uske bad mai bistar pe chali jati hu mujhe nind aa jati h phir mai jab uthti hu to fazar ka time khatam ho jata h meri namaz kaza ho jati h to kya mujhe gunah ho ga😢 please braye😢😢😢😢
Fajr ki namaz padhna farz hai aur tahajjud padhna sunnat hai isliye humein faraiz par zyada dhyan dena chahiye, iske liye aap ye tarteeb bana len ki tahajjud ke bilkul aakhir waqt me uthen ki tahajjud padhkar hum achhe se dua wahaira se farigh ho jayen phir fajr ka waqt bhi shuru ho jaye aur fajr padhkar phir thoda sone chale jayen
@farhingul7302 shukriya ❤️ sister