Mann Jogi.. very nice drama n concept.. much power given to innocent women. Sabreena n Bilal, both are doing excellent. A nice short series. Love to this drama from India🇮🇳
Masha Allah hats off. Well - needed topic of the era. As pre-planned halala is forbidden in Islam so the topic of the drama is according to the true teachings of Islam.
Tbh thats a good subject...those who are commenting negative please study Islam...3 dafa ek dm kaha jaye ya alag alag 3 dafa aisay he hoti...there would be a lot of research behind this story and script🙏🙏
Man jogi drama should be end good...first husband k ghussa ko issi tarhan qabu kerna chahiye,families main boht se log talaaq de ker phir issi tarhan zindagi guzaar ker gunah e kabeera ker rahain hain...aur ussi ke laanatain ghar ghar main chal rahee hain...it should stop now
Is drama main ibrahim ko Masjid ka Muezzin dekhya gaya hai jo Azan deeta hai bachon ko Quran Pak parah raha hai ab ek dam se change dekhya isko yeh apni heroin ki saath valentine mana raha hai jo Islam main nahain hai or gana ga raha hai sir se topy bhi uter gaye hamain yeh samjh nahain aaya
Hum TV liberal agenda kisi sey chupa hua nahi hai. Phely dramy me Ibrahim ka character bhot mazhabi Masjid ka khadim dikhaty hain then suddenly woh shalwar kameez se pant shirt pe ata hai, then valentine celebrate karta hai phir song bhi sing karta hai.....yeh dikhaker aapne kya show karna chaha hai?? Kya message diya hai ke naik bandey ko aisa hojana chahiye?? Or dramy me bina tehteeq ke aliyah ke father ko shaheed kaha gya jbky shaheed ka concept Musalmano ke liye hai bina knowledge ke kaise shaheed keh diya? I am not justifying wrong but only wanted to know how can you say this without religious knowledge or asking without Islamic scholar?
Mene drama Jo b dkha hmesha drmy ki trha dekha h k story h or kbi tasawar ni kia k esa Kuch reality m bhe hoo... Or Kuch time bad full story bhool b jti hu.... Shahdeed ki boht qismay h usko agg lga k na Haq mara h to eslia kha I think
Pant shirt پہننا gunah ni hai..... Aur aisa song sing krna jis mein music na ho, shirk na ho aur behodgi aur koi filthy thing na ho , to aisa song sing krna gunah ni hai..... Aur shaheed wali bat ...I think shaheed isliay Bola k shiad wo na haq mry thy aur accident hi tha wo aik mtlib aag lgna.... Aur I think Islam mein bi hai aisa k accident mein aur na hqq mrny wala shaheed hota....ya jisky Saath zulm hoa ho wo bi ....mra to yehi khyal hai
@@hadithHeritagehub gunah ki baat nahi ki main ne. Lekin aik masjid ka khadim ager change hojaye it means woh achai sey burai ki taraf gradually jaraha hai yehi dramy me dikhaya. Woh acha khasa shawal kameez me hota hai phir dressing change hui, valentine celebrate karraha hai Kya Masjid ke khadim ko zaib deta hai?? Or valentine tou waise hi Musalmano ke liye nahi hai phir dramy me isey promote kiya. Ager aap ghor karein tou dramy me dikhaya aise gya ke aik mazhabi aadmi kaise neutral horaha hai
Marnay se pehlay usually people ask for forgiveness from Allah for their sins. These special people think about dramas, wov very good message to Muslims and in her age people do Allah Allah rather make and promote dramas which are responsible for society’s destruction
Depcts reailtyof current times .How Bushra Bibi was framed by her ex husband and false witness of Mufti Saeed under duress and political victimsation.Lesson for all.a good production for rights of a woman in our society.
Aap to khud ek drama hein madam, aap ko Sri Lanka, Mishal, dupatta…. Sab yaad h, India mein aurat aur musalmano ke khilaf jo ho raha h usy mention karte hue zaban jalti h aap ki
@@taiyibaasif406 the whole setup…start from home to running the government level…unfairness in the house to office to government we all mega lazy, mega corrupt, mega Hippocrates…if u want to know more…let me know i will provide examples for ur satisfaction
Love for mann jogi❤ such an deep drama ❤really watching it for my favorite bilal❤love for him from India🇮🇳
Mann jogi best drama of 2024snd and Noor jahaan drama too .such innocent love and cute relationships showed in Mann jogi
اللہ تعالیٰ ہمیں قرآن پڑھنے ،اس کو سمجھنے اور اس پر عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائے۔ آمین ثم آمین یا ربّ العالمین یا ارحم الراحمین ۔
Mann Jogi.. very nice drama n concept.. much power given to innocent women. Sabreena n Bilal, both are doing excellent. A nice short series. Love to this drama from India🇮🇳
Masha Allah hats off. Well - needed topic of the era. As pre-planned halala is forbidden in Islam so the topic of the drama is according to the true teachings of Islam.
Sultana ma'am you're amazing woman.....much love and respect for highlighting these sensitive contents
Tbh thats a good subject...those who are commenting negative please study Islam...3 dafa ek dm kaha jaye ya alag alag 3 dafa aisay he hoti...there would be a lot of research behind this story and script🙏🙏
right. three are three.
Man jogi drama should be end good...first husband k ghussa ko issi tarhan qabu kerna chahiye,families main boht se log talaaq de ker phir issi tarhan zindagi guzaar ker gunah e kabeera ker rahain hain...aur ussi ke laanatain ghar ghar main chal rahee hain...it should stop now
Yeh baat koi nai sochta k society mein sb chalta hay ....lekin comment section mein Islam yad aa jata sb ko😂
Amazing talented writer
Sajal k sath fahad mustafa yaa phr bilal abbas ko.lei.kein please
Osman Khalid Butt has been confirmed opposite Sajal
Sajal Ali and Bilal Abbas Khan should be there in last drama ❤
Mann jogi is really good 👌🏾
What a great lady Sultana Appa.
Appa plzzzz sajal Bilal ko aik st cast kre hala gola drama me sajal ne zptb and Bilal ne mann jogi ki plzzzz dono ko hala gola drama me cast plzzzz
Solute to all legends of our industry who are producing good ones
Bohat ACHA concept hai
Love drama mozu bht classi hai value of woman most woman not thing
....
She and momina duraid banned firdous jamal the legend. Very sad😢
Manshaallah ❤ Allah pak Umar draaz kry
You gave s wrong caption. So i am going to block you
Is drama main ibrahim ko Masjid ka Muezzin dekhya gaya hai jo Azan deeta hai bachon ko Quran Pak parah raha hai ab ek dam se change dekhya isko yeh apni heroin ki saath valentine mana raha hai jo Islam main nahain hai or gana ga raha hai sir se topy bhi uter gaye hamain yeh samjh nahain aaya
Ha sahi me par😅 wo quran padhata hai or muzzim hai to ye sab usko kabhi nahi karna chahiye
Hum TV liberal agenda kisi sey chupa hua nahi hai. Phely dramy me Ibrahim ka character bhot mazhabi Masjid ka khadim dikhaty hain then suddenly woh shalwar kameez se pant shirt pe ata hai, then valentine celebrate karta hai phir song bhi sing karta hai.....yeh dikhaker aapne kya show karna chaha hai?? Kya message diya hai ke naik bandey ko aisa hojana chahiye?? Or dramy me bina tehteeq ke aliyah ke father ko shaheed kaha gya jbky shaheed ka concept Musalmano ke liye hai bina knowledge ke kaise shaheed keh diya? I am not justifying wrong but only wanted to know how can you say this without religious knowledge or asking without Islamic scholar?
Mene drama Jo b dkha hmesha drmy ki trha dekha h k story h or kbi tasawar ni kia k esa Kuch reality m bhe hoo... Or Kuch time bad full story bhool b jti hu.... Shahdeed ki boht qismay h usko agg lga k na Haq mara h to eslia kha I think
Pant shirt پہننا gunah ni hai.....
Aur aisa song sing krna jis mein music na ho, shirk na ho aur behodgi aur koi filthy thing na ho , to aisa song sing krna gunah ni hai.....
Aur shaheed wali bat ...I think shaheed isliay Bola k shiad wo na haq mry thy aur accident hi tha wo aik mtlib aag lgna....
Aur I think Islam mein bi hai aisa k accident mein aur na hqq mrny wala shaheed hota....ya jisky Saath zulm hoa ho wo bi ....mra to yehi khyal hai
@@hadithHeritagehub gunah ki baat nahi ki main ne. Lekin aik masjid ka khadim ager change hojaye it means woh achai sey burai ki taraf gradually jaraha hai yehi dramy me dikhaya. Woh acha khasa shawal kameez me hota hai phir dressing change hui, valentine celebrate karraha hai Kya Masjid ke khadim ko zaib deta hai?? Or valentine tou waise hi Musalmano ke liye nahi hai phir dramy me isey promote kiya. Ager aap ghor karein tou dramy me dikhaya aise gya ke aik mazhabi aadmi kaise neutral horaha hai
Aliya ka father aur family Muslim ha sirf unky Yousuf maseeh logo k Sath family terms thy.
Marnay se pehlay usually people ask for forgiveness from Allah for their sins. These special people think about dramas, wov very good message to Muslims and in her age people do Allah Allah rather make and promote dramas which are responsible for society’s destruction
Aap qayamat tak ke guarantee Le k aaey hain??nhe na ??phir ye videos q dekh rahay hain??
Gussey main di gayie talaq bhi , ho jati he. Lekin is main halala se pehly iddat ka nahi zikker. Kafi galtiyan hain Islamic point of view se/.
Iddat ka period guzara hai is drama me..shayad aapne miss kar diya
Wrong, the drama clearly shows iddat period.
Ya islamic awareness py ni balk victim suffering py ha kis tara log suffer krty logo k jhoty Bhutan py
Dikhaya hai iddat ka period.. jb alia apne bhai ko btati hai k 3 maheenay se me jal rhi hun ab to sakoon aya hai. Smth like this.
Kabi Palestine awareness bi do jis m funding hoty hy sirf wo hi kion acha hy topic per bibi andy hum bi nahin badnami mulk ki or krao
Palestine bad mein ata hai pehlay apna mulk ata hai
Is drame ka maqsad shariat ko samajhna he ke halala ka ye maqsad nhi ke hm apni mrzi kren or talaaq ko gussa ya khel samjhen
Depcts reailtyof current times .How Bushra Bibi was framed by her ex husband and false witness of Mufti Saeed under duress and political victimsation.Lesson for all.a good production for rights of a woman in our society.
Aap to khud ek drama hein madam, aap ko Sri Lanka, Mishal, dupatta…. Sab yaad h, India mein aurat aur musalmano ke khilaf jo ho raha h usy mention karte hue zaban jalti h aap ki
Why are you showing wrong side of divorce,it is not according to Islam.
yeah. m also thinking...same but most actors and actresses don't know about islam
anything in pakistani is accounting to islam…when we show are true colour as a nation we always hide behind islam…
What's not according to Islam?
Is tarah divorce nahi hoti.Chaye 100 times kah day husband ,it is considered one.
@@taiyibaasif406 the whole setup…start from home to running the government level…unfairness in the house to office to government we all mega lazy, mega corrupt, mega Hippocrates…if u want to know more…let me know i will provide examples for ur satisfaction
Ager is dramey k end men ager dikha dete k mob ne mar dia hey to ziada impactful hota