Bhaiji neet m aapko bio m poori ncert ko atleast 5 times padhna h 11th 12th padh padhke likhte Jaana h aur mcqs practice krne h voh aapko hamare community mei mil jayenge aap picchle 10-15 yrs ke pyqs har chapter m kr lenge toh ho jayega. Top 20 mcqs naam se ek playlist aapko is channel pe milegi jisme hamne most important questions discuss kiye h pyqs bhi aapko is channel m milenge 🙏🙏🙏
@@futurekunalrajput7696 bhaiji pyqs videos top 100 saare dekh ke important cheeze likhte jaiye, unme jo formulae h voh acche se keejiye, formula saare revise kr leejiye, chem m ioc m saari tables aur oc m ncert ek baar pdh leejiye questions lagaye rhiye
Bhai seriously you are in 11 🫡. Agle saal to tum machaaoge .
Ji bas maths poora ho jaye acche se , aapko all the best 🙏🙏
Mene to organic ka lec kiya tha 4 questions correct hue mere thank you so much
plz video on each chapter or or pyq video send
Konse wala dekha tha bhai please bata do 😢
@Learningwithabhinav pyq video se
Haa top 100 wala vaha to helpful tha
Bhai kuch boards ke liye bhi le aao pls
Ha ji jan mains ke baad laate h board ke liye pyqs videos
Plz april ke liye aap all organic padavo plz request plz inorganic bhi goc se last tak
Ji mains jan khtm hone ke baad koshish krte h 🙏🙏
@@Learningwithabhinav plz kuch bhi karo lavo plz very helpful
Bhai neet ke liye kuch bata do
Kya source hona chahiye
Bhaiji neet m aapko bio m poori ncert ko atleast 5 times padhna h 11th 12th padh padhke likhte Jaana h aur mcqs practice krne h voh aapko hamare community mei mil jayenge aap picchle 10-15 yrs ke pyqs har chapter m kr lenge toh ho jayega. Top 20 mcqs naam se ek playlist aapko is channel pe milegi jisme hamne most important questions discuss kiye h pyqs bhi aapko is channel m milenge 🙏🙏🙏
@Learningwithabhinav ok Bhai
Par phy chem kaise kre bio toh ho jata hai problem phy mai ata hai
Physics m aap formulae saare krke neet ke picchle 10 yr ke pyqs kr leejiye, aur jee mains ke pyq try keejiye ho jayega
Bhai please 29 Jan ke liye 150+ kara de😅
Bhaiji pyq videos saare subjects ki aur chapterwise acche se kr leejiye phy chem m hi aa jayenge 150+ , ncert se ioc or oc ek baar kr leejiyga 🙏🙏
@@Learningwithabhinavbhai 29 shift 1 hai bataa de yaar 150 chahiye please 🥺
@@futurekunalrajput7696 bhaiji pyqs videos top 100 saare dekh ke important cheeze likhte jaiye, unme jo formulae h voh acche se keejiye, formula saare revise kr leejiye, chem m ioc m saari tables aur oc m ncert ek baar pdh leejiye questions lagaye rhiye
Bhai kuch last min questions halo na😢😢
Ji bhaiji aaj organic ke latest trendwise questions laate h 🙏🙏
@@Learningwithabhinav bhai physics ke liye ek aur set lao na kal tak
Koshish krte h ji tab tak aap un videos ke results ko yaad kr leejiye aur chapterwise kr leejiye🙏🙏