Spouse ka Gender selecte krne ka option nhi hai or system automatically Male select kr rha hai aapki wife ka Gender bhi M dikh rha hai video k Last mai
ESI MAIN BETI KA NAME ADD KARNA HAI BETI NEW BORN HAI TO RELATIONSHIP WALE OPTION MAIN KYA ADD KARNA HAI KYONKI DAUGHTER K LIYE DOO OPTION DIYE HAI KON SA CLICK KARNA HAI
Bai maine address change kiya but change nahi hua but vo ab dobra open hi nahi ho rah jaha adress detail dalti hai kitna time lagta hai address change hone main
approval ke base pr hi koi bi details change ki jati hai.. jab esic office approved ho jayega tab change ho jata hai.. isme kitne time lgta hai iska koi fix time ni hai yh sab esic office pr depend hai..
Hii sir Sir mere esic mein nominee prr mother ka name hai aur family mein only father ka name hai mai family mein mother name b add krvana chahtaa hu please sir process btaye mujhe
@@sagarsindhwal4401 ager constribution kuch ni aa rha to ya to ap ESIC ki Range se bahr aa chuke hai matlab Gross salary 21,000 se plus ho gai hai.. Ya ager Gross kam hai 21000 se to apka emplyer constribution jma ni kr rha hai.. Yh dono ckear kijiyga.. Aur bhai channel subscribe kr dijiyga ... Is channel pr apko jitna jaldi reply mil jayega aur kisi channel pr ni.. Ap dekh sakte hai sabke reply diy jate hai yha
Esic me aadhar update Kiya hu to pending for approval bta rha h aur uske bad next person ka nhi ho rha hai. aisa kyu ho rha hai,jab tak pending for approval verify nhi ho jata tab Tak ugle person ka update nhi hoga kya?
@@purusottamnayak7029 if your contribution not provided to esic its mean you are not eligible for esic service.. in this situation are not eligible for aadhar seending
Aadhaar seeding me wife ka gender male show ho Raha hai. Edit option me bhi gender select option nahi aa raha hai . Pls check this issue..
Same problem h meri v
Monoj Gyan bhai answer dijiye.
Nehi ta kon karega apko subscribe
Same problem meri bhi hai
सही कहा भाइ
bhai comments sabi show ni hote ..
ager koi doubts hota hai to insta pr message kijiyga..
subscribe krna na krna apki personal Choice hai..
Bhai ka Hosakta hai & Bhai ki Patnika Ho sakta hai ki nahi Sir Help Kare
esic me wife aur bacche medicle use kr skate hai
@@EPFManojGyan thank you sir ji 🥰🥰🥰
Spouse ka Gender selecte krne ka option nhi hai or system automatically Male select kr rha hai aapki wife ka Gender bhi M dikh rha hai video k Last mai
Sir g....maternity benefit lene k pahle kitne mahino ka anshdan hona aniwarya hai...kripya bataeye...
jab apka Esic account Show ho jay..
matlab ek session show hone lgta hai..
ager bo hai to benifites le sakte hai...
Family member add kiye 1 mahina ho gya lekin abhi tak aprrove hi nahi hua
Apko apn esic office se bat krni hogi jaldi approval ke liy
Aur channel subscribe kijiyga ...plzz
@@EPFManojGyan already subscribe but one problem is that they rejected my family members add request
Mother father addition mei proof mei aapne adhar upload kra kaise or wo kaise proof of evidence hoga?
apka quation clear kijiyga dubara
ESI MAIN BETI KA NAME ADD KARNA HAI BETI NEW BORN HAI TO RELATIONSHIP WALE OPTION MAIN KYA ADD KARNA HAI KYONKI DAUGHTER K LIYE DOO OPTION DIYE HAI KON SA CLICK KARNA HAI
sir kitna time lgta h add hone k baad aproval m
Yh apke ESIC Office pr depend hai bhai..
Aur bhai channel ko jarur subscribe kr lijiyga..
Plzzz
Meri wife ka esic card h wo job karti h to mere father mother add ho jayega k nahi..plz reply
apli family me ap aur apke bache and wife..aur wife ja hai to unke parents only
@@EPFManojGyan thank you
@@vibhorjain1194 most welcome..
Please channel ko jarur subscribe kr dijiyga
Super knowledge
Tha ks for comment ..
Plz subscribe channel
Nice video Bhai
🎉🎉❤
❤❤
Baby boy m ka option choose kre
kya hai toda details me likhiyga
Bahi kya hum father ko add kar shakte hai unko add karne ke liy aay praman Patra lagta hai
Ji kr sakte hai ..
Add krne me liy aadhar card lagega..
Ap video dekhiy full janakri mil jayegi
Ek bar me kitna family add kr skte h
parents aur wife
Sir mere Update particular ki option nh a rehi hai kya kare pls reply??????????
Ager apke option show ni ho rhe to apne emplyer se boliy bo apni login se kr denge
And plz subscribe channel
Sir mere savteli ma ka nam add kar sakta hai kya
ji biklul kr sakte hai
Bai maine address change kiya but change nahi hua but vo ab dobra open hi nahi ho rah jaha adress detail dalti hai kitna time lagta hai address change hone main
approval ke base pr hi koi bi details change ki jati hai..
jab esic office approved ho jayega tab change ho jata hai..
isme kitne time lgta hai iska koi fix time ni hai yh sab esic office pr depend hai..
Mere mother or father home me rhte hai or me Company me rhta hu to weather Residing with Him/Her me yes hoga ya No
Ji kr sakte hai...
Aur channel ko subscribe krna bi free hai to plz supprt kiniyga jarur subscribe krke
@@EPFManojGyan sir is option me yes hoga ya no
❤❤
Very good
Bataye Sir please Help Kare 😢
apko reply diya apke first comment m
Hii sir
Sir mere esic mein nominee prr mother ka name hai aur family mein only father ka name hai mai family mein mother name b add krvana chahtaa hu please sir process btaye mujhe
apni apne employer se krba sakte hai ager apki side se add ni ho rha hai to
@@EPFManojGyan bhai employer se bhi nhi ho raha
@@Deepak-fg5sw ap mujhe insta pr details send kijiyga
Aadhar seeding me spouse male show ho raha hai kya kare
Aadhat me kuch update krbaya ha kya..?
Ager option ni aa rha to HR se krbiy
Wife ke aage male show ho rha hai
@@Sukhdevsingh-gm8sq female select kijiyga ager apse select ni ho rha h to apko fir apne emplyer se krbana hoga
@@EPFManojGyan change ka option nhi hai hkrn se krwana padega
Aaj to aadhar seding ka option nhi aa rha
Bhai mera family details ni khul rha
Mobile use kr rhe hai to Mobile ko Desktop mode me krke try kijiyga
update particular ka option nhi hai sir
Ap Mobile use kr rhe hai to Destop mode me side open kijiyga
Bhai agar hum 3 member add karte h lakin upload option to 2 hi h ye kese hoga
Phle ap 2 kijiyga aur bad me again login krke next members ko add kr lijiyga
Aur jankri ke liy channel ko jarur subscribe kr lijiyga ...plz
Mera barbar reject ho raha hai kya karain😢😢
reject ka resion kya h..
apne aadhar me kuch correction krbaya h kya
मेरा ईएसआई नंबर है लेकिन पासवर्ड हमें नहीं पता है।न तो कभी पासवर्ड बनाया। कैसे लागिन करें। क्या करना पड़ेगा।
apne channel pr ek video hai esic account activate kaise kare ap dekh lijiyga..
aur channel ko jarur Subscribe kijiyga..plz
Bhai ka nahi hota kay Name aad
ho jata hai but apse chote hone chahiy tha
Chota he par 18 + he
Ye website chlti hi ni hai login hone k baad kuch option ni aata hai
APKA LOGIN PASSWORD HAI NA ,,APKE ME KYA OPTION SHOW NI HO RHE BTAY..
AND CHANNEL KO JARUR SUBSCRIBE KIJIYGA PLZZZZ
@@EPFManojGyan contribution details nahi load ho Raha hai sb empty empty aara h
@@sagarsindhwal4401 ager constribution kuch ni aa rha to ya to ap ESIC ki Range se bahr aa chuke hai matlab Gross salary 21,000 se plus ho gai hai..
Ya ager Gross kam hai 21000 se to apka emplyer constribution jma ni kr rha hai..
Yh dono ckear kijiyga..
Aur bhai channel subscribe kr dijiyga ...
Is channel pr apko jitna jaldi reply mil jayega aur kisi channel pr ni..
Ap dekh sakte hai sabke reply diy jate hai yha
Sir ESIC mai phone number kaise change kare
Mobile no ap change ni kr sakte ho bo apke HR hi kr sakta hai..
aur no no add krbiyga no aadhar se link ho
aur koi problem ho to yaad kijiyga aur please channel ko jarur subscribe kijiyga
Esic me aadhar update Kiya hu to pending for approval bta rha h aur uske bad next person ka nhi ho rha hai. aisa kyu ho rha hai,jab tak pending for approval verify nhi ho jata tab Tak ugle person ka update nhi hoga kya?
Submit ka option nhi aa rha
mobile ko desktop mode me active kijiyga
abhi nehni hora he
Ap process kr dijiyga than verify hoga esi se
Password kaise janrete kare
registration krte samya password banane ka option ayega jo ap baneyge bo ban jayega
How to link adhar with Inactive esic ip number
first activate esic no than seeding aadhar with esic ..
same topic video available on our channel so please subscriber channel and watch video list
@@EPFManojGyan my esic ip number 12years back and no contribution any company then how to link adhar number
@@purusottamnayak7029 if your contribution not provided to esic its mean you are not eligible for esic service..
in this situation are not eligible for aadhar seending