Namaz E Nabwi (PRACTICAL) Demo || Sheikh Imran Ahmed Salafi || Online Course

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 окт 2024
  • 👨🏻‍🎓👩🏻‍🎓Complete KHULASA E QURAN Online Course - Register & Access The Course Now : thewayofsalafi...
    HAMARA MAQSAD : Quran Aur Sahih Hadees ki Roshni Mein Islam Ka Paigham Islamic Courses Ke Zariye Zyada Se Zyada logon Tak Pohanchana.
    ------------------------------
    OUR SOCIAL MEDIA LINKS :
    Like Our Facebook Page: / thewayofsala. .
    Follow Our Telegram Channel : t.me/TheWayofS...
    Follow Our Instagram Account : / thewayofsalafiyya
    -----------------------------------
    PLEASE NOTE: All content used is copyright to The Way Of Salafiyyah
    Re Using Videos or commercial display or editing of the content With Out Proper Authorization is not Allowed.
    [Only Sharing Our Video Links To Friends & Family Is Allowed]

Комментарии • 1,6 тыс.

  • @wayofsalafiyyah
    @wayofsalafiyyah  Год назад +27

    👨🏻‍🎓👩🏻‍🎓Complete KHULASA E QURAN Online Course - Register & Access The Course Now : thewayofsalafiyyah.com/2023/07/23/khulasa-e-quran-online-course-access-the-complete-course/

  • @zsmotivationshorts
    @zsmotivationshorts Год назад +94

    Mashallah mai ek jamati hu lekin ye tarika mai ne Sahih Bukhari aur Sahih Muslim aur baki hadeeso ki kitabo me bhi dekha toh mujhe bada afsos huwa ki maine abhi tak bina Rafadain kiye huwe Namaz pada lekin aaj se mai Rafadain ke saath Namaz adaa karunga Inshallah
    Jazakallah khair Shaikh 😊❤

    • @ultimatewarrior1234
      @ultimatewarrior1234 Год назад +13

      Bro aap apna introduction as a muslim ya momim kaho, koi jamaati nahi.

    • @MdFahim-mf1cs
      @MdFahim-mf1cs Год назад +5

      Bhai mera masjid may is tera hi namaj parata hai mein vi is tera hi namaj parta hu

    • @MahiKhan63936
      @MahiKhan63936 Год назад +2

      Me bhi in sha Allah 🥺🫀

    • @msqazhari2853
      @msqazhari2853 11 месяцев назад

      Ye Jahill he jinke paas proof nahi hai jis tarah se ye saabitbbkarna Cahaate hai
      Isi tarah agar ye Qur'an Hadees padhne samjhne wale hai to Qur'an Hadees Padhne samjhne ke sharaait bhi Hai Har Bat Qur'an Hadees se Hai bahut se Jinhe Amal Karna Hume Nahi hai or Qur'an Hadees ke Or bhi ruls Hai Agar Aapko Hadees me Agar Jaif Hadees sahih hadees Ke uper Rdd me Ho to Jaif Hadees per Amal Karna Hoga Caahe Sahih Hsdees Kitni Hi kyu na Ho agar Rdd Me Jaid Hadees Ek bhi Milti hai To usper Amal Hoga Lekin ye Log Rafaeiden karte hai to Inhe Ab Jaif Hadees Per Amal Karna Hoga Jo hadees per Amal Karne Ka daawa kar rahe hai Jaif Hadees rafaedeen ke Rdd me hai To wahabi Ahele Hadees Apne aapko Bataane waale Pehele Qur'an Hadees ke Ruls Sikhe Uske Baad Yaha Aakar Logo ko bataaye na ki Gumrah Kare

    • @FardeenSk-uh1ie
      @FardeenSk-uh1ie 11 месяцев назад

      ​@@MdFahim-mf1cskonsi masjid matlab shadi hogai zarur imam shafii aur ahle hadees ki namaz ek jaisi h puri

  • @aimimdelhi6005
    @aimimdelhi6005 Год назад +64

    Namaz is the best solution of any problem❤

  • @liyaqatbaig1063
    @liyaqatbaig1063 Месяц назад +4

    Masha Allah,Nabi( saw ) ka tariqa.

  • @indiaanddubai2996
    @indiaanddubai2996 4 месяца назад +4

    बिल्कुल यही सही तरीका है नमाज का जो हमारे नबीए पाक ने हमें बताया सही बुखारी सही मुस्लिम जैसी हदीसो में बहुत सी रिवायतें मिलती है मुझे 2 साल के करीब हो गई रफए देंन के साथ ही नमाज अदा करता हु अल्हम्दुलिल्लाह

  • @ajmalhussain6744
    @ajmalhussain6744 2 года назад +76

    اللہ تعالی ہم سب کو قرآن اور صحیح احادیث کی روشنی میں زندگی گزار نے کی توفیق عطا فرمائے آمین

    • @abdullatifsumra4882
      @abdullatifsumra4882 2 года назад +1

      السلام عليكمشب بخیر

    • @anishurahman1466
      @anishurahman1466 2 года назад +1

      Aameen

    • @MohammadMahfooz-sw1kq
      @MohammadMahfooz-sw1kq Год назад

      امام کی قرت مقتدی کی قرت ہے

    • @MdishaqueMdishaque-mw4pi
      @MdishaqueMdishaque-mw4pi Год назад

      Aameen ya rabbal Aalameen.

    • @MdishaqueMdishaque-mw4pi
      @MdishaqueMdishaque-mw4pi Год назад +1

      @@MohammadMahfooz-sw1kq Imam ki qirat muqtadi ki qirat hai,,Yeh kahna Parle darje ki Jihalat ki bat hai,, Piyare hosh Karo Hadees pardho aor Tahqeeque Karo ,,Allah Taala ham sab ko Hidayat naseeb kare,Aameen Ya Rabbal Aalameen.

  • @PBXofficial.
    @PBXofficial. Год назад +15

    Sir Allah Tala Apko Jazza Dy Apny meri boht help kii .. Allah Apki duniya Akhirat Behter kr dy Ameen❤

  • @Mega-lodom
    @Mega-lodom 2 года назад +81

    This man came to our masjid and i was impressed by his speach🤗🤗

    • @syedaejazali3673
      @syedaejazali3673 Год назад +2

      which location

    • @AngelaRiaz-il3mw
      @AngelaRiaz-il3mw 3 месяца назад

      ❣️❣️"-" ap kon ho Bhai g plzz name bto

    • @Mega-lodom
      @Mega-lodom 3 месяца назад

      @@syedaejazali3673 hyd

    • @Mega-lodom
      @Mega-lodom 2 месяца назад +2

      @@AngelaRiaz-il3mw ur bro my sister

    • @mdjuned1454
      @mdjuned1454 Месяц назад

      ​@@Mega-lodom v DC fkm TGT y?ho 😢to hello 😮😅

  • @Ask4hafiztahaMughal
    @Ask4hafiztahaMughal 2 месяца назад +2

    JazakAllah qari saab ❤ Allah aapko mazeed taraqi ata farmaye Ameen.❤

  • @nadirkhan8656
    @nadirkhan8656 2 года назад +10

    हमारी दुआ है के: अल्लाह तआला हम सब कलमा गो मुसलमानों को हुज़ूर स्वल.व स्वल्लम के बताए हुए तरीके के मुताबिक नमाज़ अदा करने की तौफ़ीक अता फ़रमाए । अमीन।

  • @Shahzadaakhker
    @Shahzadaakhker 12 дней назад

    I like the way you have made us to learn the way of offering salah. Allah bless you.

  • @balkeshshaikh5872
    @balkeshshaikh5872 2 года назад +19

    Masha Allah ,this is the right way of namaz which is shown by our prophet

    • @saiyyadazharali7432
      @saiyyadazharali7432 2 года назад

      Proof?

    • @damnbro845
      @damnbro845 2 года назад

      subhan allah alhamdulillah ❤️

    • @munawar123japga
      @munawar123japga Год назад

      ​@@saiyyadazharali7432 what proof you want? Most of the things you can get in sahih hadiths

    • @saiyyadazharali7432
      @saiyyadazharali7432 Год назад

      @@munawar123japga Give me your full namaz ?

    • @AdnanHaamZa--
      @AdnanHaamZa-- Год назад

      ​​@@saiyyadazharali7432 Please read Right hadiths . Then you will get proper evidenceb ."sahih Bukhari, Tirmidi,Abu Dawood, ibn majah" read those hadiths.

  • @aftabayyub251
    @aftabayyub251 2 месяца назад

    Jazaak Allah Ta'ala khair ❤

  • @adil2804
    @adil2804 2 года назад +5

    Masha Allah Subhan Allah aap ne meri bhot badi confusion khtm krdi Allan aapko salmati wali zindagi de aapko aur aap ke family ko bhii hamesha khush rakhe ameen.♥️

  • @punerisparkop6584
    @punerisparkop6584 3 дня назад +2

    Me bhi sunni hu yaar lekin mujhe ahle hadess ki namaz bohot Pyaari lagti hai ❤

    • @hearttouchingnasheed-xx6ey
      @hearttouchingnasheed-xx6ey День назад

      Ahle hadis name ki kuch nehi huta he. Am Muslim he am Quran and sunnah follow karte he. Or 4majhab bhul he he bhi am keh nehi sakte he. Am bhi shahi hadis follow korte he and am sarf Muslim he Ahle hadis nehi.

    • @angryAlfaaz.7862
      @angryAlfaaz.7862 4 часа назад +1

      Mai jab raful yadin karta hoon to log mujhe poochte hai ki bhai tu
      ahle hadees hai kya. Mai kuch bhi jawab nahi deta bas ek smaile dekar chup hojata hoon..😊

    • @punerisparkop6584
      @punerisparkop6584 4 часа назад

      @@angryAlfaaz.7862 bhai Mujhe to Masjid me se Nikal diya thaa 😔💔 Or Sab Mujhe Wahabi or Gustakhe Rasool kehne lage 💔

  • @NaveedKhan-pc5cw
    @NaveedKhan-pc5cw 2 года назад +7

    Molana sahab hum bevkuf nahi bann ne wale Alhamdulillah
    Sunni Muslim ❤️

    • @obhaisalim
      @obhaisalim 2 года назад +2

      💜
      Barelvi Sunni 🙌🏽

    • @Abdulazeemrazvi99639
      @Abdulazeemrazvi99639 Месяц назад +1

      Alhamdulillah Sachcha Aur Pakka Mazhab Sunni Sahi-Ul-Aqeeda Yaani Maslak-E-Aala Hazrat Pe Qaayam Raho Sunniyon

    • @liyaqatbaig1063
      @liyaqatbaig1063 Месяц назад

      Tum bevakhoof hi ho is liye hadis ko thukra rahe ho.

  • @JahangirAlam-h9m9e
    @JahangirAlam-h9m9e Год назад

    😮 इस वीडियो देखके मुझे इतनी खुशी हुई इतनी खुशी हुई की मैं आपको क्या बताऊँ

  • @zubinsiddiqui3615
    @zubinsiddiqui3615 3 года назад +9

    Mashaallah 🤲 Allah aapko shad o aabad rakhe aap isi tarah hamari rehnumai karte rahe'n summa aameen hamari namaz me bohot galtiya thi aapse bohot kucch seekhne ko Mila Allah aapko iska ajar de summa aameen

  • @Farhanakbar786
    @Farhanakbar786 2 месяца назад

    اللہ ھو اکبر 3×
    سبحان اللہ 3×
    ماشاء اللہ 3×
    الحمدللہ 3×
    سبحان اللہ وبحمدہ 10×
    سبحان اللہ العظیم 10×
    یہ پڑھیں نیکیوں کے لیے ☝️

  • @shakizakhatoon2913
    @shakizakhatoon2913 3 года назад +4

    Ya allah ab BHI is duniya me nek log hai .ya allah mere bhaiyo ko aur kam Karen Ki taufik De .....bahut achichi namaj..lagta hai isi se khuso- khuju ayegi....

  • @AbdulMajid-k7z
    @AbdulMajid-k7z 5 месяцев назад

    Mashallah tabarakkallah

  • @shahyd
    @shahyd 2 года назад +76

    I've read the book of Shaykh Albani on salah and I think the way this brother showed is very accurate.

    • @lasthai4476
      @lasthai4476 2 года назад

      Subhanallah

    • @harithalmidfa4925
      @harithalmidfa4925 2 года назад +1

      Mr.shahyd .... that's right... then plz can any body can let which ... shaikh from kerlah can teach us salaf understanding Islam

    • @moinbhai2911
      @moinbhai2911 2 года назад

      @@harithalmidfa4925 when you have the book of prophet Mohammed SWS. And his hadees e Mubarak so why you follow any shaiks book please tell me ... You have hadeeses in sahi bukhari and muslim so why you follow the other shaiks books ???????

    • @harithalmidfa4925
      @harithalmidfa4925 2 года назад +1

      @amazing I am an Arabic speaker language ,, with be arab but I can't explain the understanding of hadeeth,, so I believe its not easy to understand by my self ,, that's why emam or aalim is here ,, to let the people Muslim know them islam,, and what they should believe and do and action,,

    • @harithalmidfa4925
      @harithalmidfa4925 2 года назад +1

      As pair as shaikh,, I hope you agree now my thought idea ... and hadeeth ordered this ,,

  • @MK-ml1qd
    @MK-ml1qd 3 года назад +85

    *NAMAZ- E- NABAWI SHURU SE AKHEER TAK*
    〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
    بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيم
    Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya:-
    *“Tum Namaaz aise parho jaisey tum ne mujhe Namaaz parhtey dekha."*
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azan, Hadees # 361]
    🌴🌾 Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм jab Namaaz ke liye khadey hotey to Qibla ki taraf rukh karte aur apne haathon ko kandhon ya kaano ke baraabar uthaatey.
    Apni hatheliyo ko Qibla ki Jaanib karte aur ‘Allaah u Akbar’ kehte the.
    📚 [Saheeh Muslim Kitab us Salaaat, Hadees No. 390-391]
    🌴🌾 Phir Daayein Haath se baayein haath ko pakadtey.
    📚 [Sunan Nasai, Hadees No. 888]
    🌴🌾 Aur Dono Haatho ko seeney
    par baandh letey.
    📚[Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 759,
    📚 Ibn Khuzaymah, Kitab us Salaat, Hadees No. 243]
    🌴🌾Uske baad Aap ek yeh dua parhte they.
    Subhaanaka Allaahumma wa bihamdika, wa tabaarakasmuka, wa ta'aalaa jadduka, wa laa 'ilaaha ghayruka.
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 775-776]
    🌴🌾Phir Aap ‘Auzubillahi min ash shaitaan ir rajeem’
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 764]
    🌴🌾 Aur Bismillaahi ir-Rahman ir-Raheem parhtey the.
    📚 [Saheeh Muslim, Kitab us Salaat, Hadees No. 399]
    🌴🌾Phir Aap Surah Faatiha parhtey the.
    📚 [Saheeh Muslim, Kitab us Salaat, Hadees No. 498]
    🌴🌾 Jab Surah Faatiha Khatam kartey to ‘Aameen’ kehte.
    📚 [Sunan Nasai, Hadees No. 880]
    🌴🌾 Surah Faatiha ke baad Aap kabhi lambi kabhi chhoti to kabhi darmiyaani Surah parhtey.
    📚 [Sunan Nasai, Hadees No. 983]
    🌴Fajr Ki Namazon mein dusri Namazo ki nisbat lambi qirat karte.
    📚 [Saheeh Bukhaari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 771]
    🌴🌾 Aap Fajr Ki Namaaz mein aur Maghrib Aur Ishaa Ki Namaaz ki pehli do raka’aton mein buland awaaz se qirat karte the. Baaqi mein Aahista [yani be-awaaz] qirat karte the.
    📚[Fajr ki Daleel: Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 773.
    Maghrib ki Daleel:
    📚 Saheeh Bukhaari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 763-764. Ishaa ki Daleel: Saheeh Bukhaari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 766-767]
    🌴🌾Aap ka ye ma’amool tha ke har Namaaz mein pehli Rakaat dusri rakat se lambi hoti.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 758-759]
    🌴🌾 Phir Aap usi tarha Rafayadein karte jis tarha Namaaz ke shuru karte waqt karte the aur ‘Allaah u Akbar’ kehte hue Haalaat e Rukoo mein chale jaatey.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 736-737]
    🌴🌾Apne haathon ki ungliyaan khol kar ghuton ko ke upar yun rakhte jaisa ke unhein mazbooti se thaamey hue ho.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 828]
    🌴🌾 Apni Kamar ko hamwaar rakhtey aur sarr ko kamar ke
    baraabar iss tarha rakhtey ke won a unchaa hota aur na jhuka hua hota.
    📚 [Saheeh Muslim, Kitab Us Salaat, Hadees No. 498]
    🌴🌾 Aur Subhaana Rabbiyal Azeem سُبْحَان)َ (رَبِّيَ الْعَظِيمِ kehte.
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 871]
    🌴🌾 Phir Sami Allaahu liman hamidah kehte hue
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 795]
    🌴🌾 Rukoo Se apna sarr uthaatey aur Rafayadein karte the.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azan, Hadees No. 736]
    🌴🌾 Jab Aap seedhey khadey ho jaatey to’ Rabbanaa wa lakal-hamd’ kehte
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azan, Hadees No. 796].
    🌴🌾Phir Allaah u Akbar kehte aur sajdey par chaley jaatey.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 789]
    🌴🌾Iss maukey par Aap Rafayadein na karte the.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 735]
    🌴🌾Aap peshaani, naak, dono haathon, dono ghutno aur duno qadmon ki ungliyo par sajdah karte the.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 812]
    🌴🌾Apne Haathon aur Paaon ki ungliyo ko Qiblah ki jaanib rakhtey.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 828]
    🌴🌾 Haalaat e Sajdah mein Itidaal aur itminaan ka khaas khyaal rakhtey. Peshaani aur naak achi tarha zameen par tikaatey.
    📚[Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 858]
    🌴🌾 Hatheliyon par bojh daaltey aur kehniyo ko zameen se uthaa kar rakhtey.
    📚[Saheeh Muslim, Kitab us Salaat, Hadees No. 494]
    🌴🌾Apne Baazoo badan se alag rakhtey
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab us Salaat, Hadees No. 390]
    🌴🌾 Pet ko Raanon se aur pindhiliyo se unchaa rakhte.
    📚 [Saheeh Muslim, Kitab us Salaat, Hadees No. 496]
    🌴🌾Haalat e Sajdah mein Subhaana Rabbiyal Alaa kehte.
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 871]
    🌴🌾Phir Allaah u Akbar kehte hue apna sarr mubaarak uthaatey.
    📚 [Saheeh Bukhaari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 789]
    🌴🌾 Baayein paaon ko bichhaa kar uss pe baith jaatey aur daayein paaon ko khada kar rakhtey aur haathon ko raano par rakh letey.
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 957]
    🌴🌾Aur yeh dua parhtey, ‘Allaahmma agh-firli warhamni wa ’ajburni wa ’ahdini wa ‘arzuqni’
    📚 [Jama Trimizi, Kitab us Salaat, Hadees No. 284]
    🌴🌾Phir Aap Allaah u Akbar keh kar sajdey mein chaley jaatey.
    📚 [Saheeh Bukhaari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 803].
    🌴🌾Aur usi tarha karte jis tarha pehle sajdey mein kiya tha. Phir Allaah u Akbar keh kar Sarr Mubaarak uthaatey.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 803]
    🌴🌾Phir Aap dono haathon ko zameen par lagaa kar unke sahaarey khadey hotey.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 824]
    🌴🌾 Jab Aap achi tarha khadey ho jaatey to Qirat shuru karte aur phir dusri rakat usi tarha parhtey jis tarha pehle rakaat parhtey they.
    🌴🌾Phir Tash’hudd awwal ke liye yun baith’tey jis tarha do Sajdo ke darmiyaan baith’tey the. Daayaan haath daayein raan par aur baayaan haath baayein raan par rakhte. Daayein haath ke angoothey ko darmiyaan waali ungli ke saath milaa kar halqa (circle) ki shaql banaa letey the. Aur shahaadat ki ungli se ishaara karte the.
    📚 [Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 957]
    🌴🌾 Aur uss par nazar rakhtey.
    📚[Sunan Abu Dawud, Kitab us Salaat, Hadees No. 990]
    🌴🌾 Phir yeh kalmaat parhtey, “Attahiyyaatu lillaahi wassalawaatu………….”
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 831,
    📚Saheeh Muslim, Kitab us Salaat Hadees No. 402]
    🌴🌾Aap darmiyaane tash’hud ke liye thori der baith’tey
    🌴🌾Phir aap takbeer kehte hue khdaey ho jaatey.
    📚 [Saheeh Bukhaari, Kitaab ul Azaan, Hadees No. 803].
    🌴🌾Iss mauqey par Aap Rafadein bhi karte the.
    📚[Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 739]
    🌴🌾 Aur teesri aur chauthi rakaat ada kartey. Yeh Rakaatein pehli do rakaato se mukhtasar hoti thi. Kyun ki Aap inn mein sirf Surah Fatiha parha karte the.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, Hadees No. 776,
    📚Saheeh Muslim, Ktab us Salaat, Hadees No. 451]
    🌴🌾Phir Aakhri tash’hud mein iss tarha baith’tey ke baayein paaon ko bichhaa kar daayein paaon ki pindli ke neeche se kadam baahar nikaal letey, daayein paaon ko khada kar letey aur zameen par baith jaatey.
    📚 [Saheeh Bukhari, Kitab ul Azaan, 828]
    🌴🌾 Phir Aakhri Tash’hud parhtey. Uss mein tash’hud ke ilaawa durood sheriff parhtey. “Allaahumma salli alaa Muhamadin wa alaa aali Muhammadin………………
    📚[Saheeh Muslim, Kitab us Salaat, Hadees No. 406]
    🌴🌾 Phir Aap Aakhir mein Jahannum, azaab e qabr, zindagi aur maut ke fitno aur dajjaal ke fitney se Allaah Ta’ala ki panaah talab karte aur wo duaayein karte jo Kitab o Sunnat mein maujud aur mehfooz hai. Darj e zil Dua apko bahut pasand thi, balke Aap ne isey parhne ka hukm diya.
    🌴🌾 “Allaahumma innee auzu bika min azaabil qabri, wa min azaabi jahannama, wa min fitnatil-mahyaa wal-mamamaati, wa min sharri fitnail-maseehid dajjaal.”
    📚 [Saheeh Muslim, Kitab ul Masaajid, Hadees No. 588]
    🌴🌾 Phir Aap daayein jaanib aur baayein jaanib ‘Assaamu alaykum wa rehmatullaahi’ keh kar salaam phertey the.
    📚 [Saheeh Muslim, Kitaab ul Masaajid, Hadees No. 582]
    🌴🌾Kalmaat salaam ki ibtidaa Qibla ki taraf moonh kar ke karte aur Aakhri kalmaa adaa karne tak chehra mukammal daayein ya baayein taraf pher letey the.
    🌴🌾Jab Aap salaam pher letey to teen martaba
    ‘Astaghfirullah’ kehte aur phir yeh kalmaat kehte; ‘Allaahumma antas-salaamu wa
    minkas-salaamu, tabaarakta yaa Zal-Jalaali wal-ikraam’.
    📚 [Saheeh Muslim Kitaab ul Masaajid, Hadees No. 592]
    🌴🌾Phir Aap wo duaayein parhtey jo kitub ahadees mehfooz aur maujud hai.
    Shaykh Saalih Fawzaan ibn al-Fawzaan hafizullah Aagey farmaatey hain:-
    "Aye Musalmaan ! Kitab o Sunnat ki roshni mein Namaaz ka yeh mukhtasar sa bayaan hai. Aap ko chaahiye ke apni Namaaz mein inn cheezo ka khoob ihtimaam karey taa ke Aapki namaaz hatta al-imkaan Rasool Allah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ki Namaaz ke mutaabiq ho. Allaah ka irshaad hai;
    ‘Yaqeenen tumhaarey liye Rasool mein umdah namoona hai, har uss shaqs ke liye jo Allaah Ta’ala ki aur Qayaamat ke din ki tawaqqo rakhta hai aur ba-kasrat Allaah ko yaad karte hai.
    📚[Qur’an, Surah, Ahzab, Ayat No. 21].
    Allaah Ta’ala se dua hai ke wo humein achey amaal ki taufeeq de, Aameen.

    • @chamanparvin5082
      @chamanparvin5082 2 года назад

      Good

    • @shirazahmed1199
      @shirazahmed1199 Год назад

      👌🏻👌🏻👌🏻

    • @nsayednadeem
      @nsayednadeem Год назад

      Jazakallah khair please can you give me more information with reference

    • @MK-ml1qd
      @MK-ml1qd Год назад +2

      @@nsayednadeem
      What you need? Everything is there start to end. For more information read book Namaz e Nabwi. PDF is available.

    • @Clearpolitics602
      @Clearpolitics602 Год назад

      Jazakallah khair

  • @_sSOYEB18
    @_sSOYEB18 Год назад

    Walaikum Assalam Warahmatullahi Wabarkatuhu

  • @Towatchtheworld
    @Towatchtheworld 7 месяцев назад +9

    May Khud Hanfi ho Lakin InshAllah May Aj say Yehi Nimaz parho ga jis May Nabi nay Rafah Al Yadain ka Hukam diya

    • @MdFarhan098
      @MdFarhan098 6 месяцев назад +1

      Kaha diya hai rafah al yadein ka hukm hadees ka refference dikhaao?

    • @Ana__muslim313
      @Ana__muslim313 6 месяцев назад

      ​@@MdFarhan098bukhari 736,738.739.aur muslim se chahiye bata dena bhai

    • @MikhailFahim
      @MikhailFahim 6 месяцев назад

      ​@@MdFarhan098bukhari khole

    • @Youtubemahi98
      @Youtubemahi98 5 месяцев назад

      ​@@MdFarhan098 sahi bukhari 631

    • @armanotfound
      @armanotfound 4 месяца назад

      @@MdFarhan098 (This is a part of the full ḥadīth) The Prophet (ﷺ) then added, "Pray as you have seen me praying and when it is the time for the prayer one of you should pronounce the Adhan and the oldest of you should lead the prayer. Bukhari 631

  • @peacehouse3103
    @peacehouse3103 10 месяцев назад

    جزاکم اللہ خیرا واحسن الجزاء یا شیخ ۔ اللہ تعالیٰ ہم سب کو قرآن و حدیث پر عمل کرنے کی توفیق عطا فرمائیں ۔ آمین یارب العالمین

  • @ibrahimeshal5599
    @ibrahimeshal5599 2 года назад +3

    ماشاءاللہ اللہ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے 💖💖💖

  • @liyakatmundhe8178
    @liyakatmundhe8178 4 месяца назад

    Jazakallahu khair

  • @IslamMedia313
    @IslamMedia313 2 года назад +55

    نبی کریم اتنی دیر تک کھڑے ہو کر نماز پڑھتے رہتے کہ آپ کے قدم یا پنڈلیوں پر ورم آ جاتا، جب آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے اس کے متعلق کچھ عرض کیا جاتا تو فرماتے ”کیا میں اللہ کا شکر گزار بندہ نہ بنوں“

  • @hmc3013
    @hmc3013 2 года назад +94

    Mashaa Allaah Subhan Allaah brother has shown the salah exactly accurately according to sunnah of our beloved Prophet Muhammad Salallaho alayhi wassallam. Alhamdulillah we should be serious to make our salah according to sunnah only. If we will make our life according to Quran and sunnah then belive me my brother's and sister's we will be on right path. Which will definitely benift us in duniya as well as in hereafter aakhirah. May Allaah swt bless this brother and entire team who took this efforts to make this video with all the happiness of this duniya as well as hereafter aakhirah Aameen JazaakumAllaahu Khayran to all.

    • @onlinecourses1011
      @onlinecourses1011 2 года назад +1

      Aameen...!!

    • @harithalmidfa4925
      @harithalmidfa4925 2 года назад

      آمين

    • @usamachaudhary8518
      @usamachaudhary8518 Год назад

      Yyyyyy66

    • @Sameer.2000
      @Sameer.2000 Год назад

      Niyyat bol ke krne mai kya gunnah h or knha mna h or bidat kyu u kyaaaaa koi batayega sahi tarike se

    • @Sameer.2000
      @Sameer.2000 Год назад

      Niyyat bol ke krne mai kya gunnah h or knha mna h or bidat kyu u kyaaaaa koi batayega sahi tarike se

  • @ImranAslamchughtai786
    @ImranAslamchughtai786 2 месяца назад

    Masha Allah.bhoot khooob

  • @arslaansiddiqui7770
    @arslaansiddiqui7770 Год назад +22

    I started this since 2 years.. May Allah SWT guide us all

  • @noorsid6006
    @noorsid6006 2 месяца назад

    Masha Allah ❤❤❤

  • @AbdulBari-mf9ql
    @AbdulBari-mf9ql 3 года назад +7

    ما شاء الله جزاكم الله خيرا يا شيخنا العظام

  • @Irshadahmed.
    @Irshadahmed. Год назад

    Masha Allah

  • @mdamanahmad147
    @mdamanahmad147 3 года назад +14

    Mashallah aap ne bahut acche se namaz ka tariqa btayen inshallah main v issi tarah namaz aada krungi Allah aapko shehat aata farmayen ameen

  • @mariyamnishat4243
    @mariyamnishat4243 3 года назад +31

    May Allah reward u in this Duniya and Aakhirah and may He be pleased with u..aameen..JazakAllahu khairan sheikh..
    MashaAllah..your way of explaining is really good..keep up the good work👍

    • @Syedanjum3993
      @Syedanjum3993 Год назад

      May Almighty Allah bless you here and hereafter .my pray with you from Srinagar Kashmir

  • @imtiyazsait7181
    @imtiyazsait7181 11 месяцев назад +1

    Subhan Allah Alhamdulillah Allah Hu Akbar,,,,, Jazak Allah Khair

  • @AyeshaKhan-ht3xu
    @AyeshaKhan-ht3xu 3 года назад +11

    Assalamu Alaikum wa rehmathullahi wa barakatuh
    Ramadan Mubarak
    Masha Allah
    Masha Allah
    Masha Allah
    Subhan Allah
    Allah aapko lambi umar ataa kare mere bhaiya
    Bht khushi hui yeh video dekh k
    Aise hi video's banate rahiye

    • @Aftabnawaz364
      @Aftabnawaz364 2 года назад

      Sunnat namaz ka tarika wala video v banaye moallim Sahab

    • @julfekar7564
      @julfekar7564 2 года назад +1

      @@Aftabnawaz364 yehi namaaz ka sunnat tarika hai 👍

    • @forojsk8490
      @forojsk8490 Год назад

      D

    • @forojsk8490
      @forojsk8490 Год назад

      V FYI kitty

  • @farziyoutuber7829
    @farziyoutuber7829 Год назад

    Sukhriya batane ke liye ❤️

  • @rabiashahid2470
    @rabiashahid2470 2 года назад +3

    MA SHA ALLAH SUBHANALLAH

  • @muhammadayub6051
    @muhammadayub6051 4 месяца назад

    Jazak Allha❤❤❤

  • @BintNasim_21
    @BintNasim_21 3 года назад +5

    Assalamualaikum JazakAllahu khairan katheera isse kaafi kuch clear hua practical demo kaafi fayda deta hai, wo hadith jisme haath uthakr aur ungli se dua mangna bataya gaya hai uska v demo video upload karen.

  • @mohammadnawabalam4983
    @mohammadnawabalam4983 2 года назад +1

    Allah aapko jaise seekhaane ki hedayat di hai usi tarah har musalmano ko seekhne ki hedayat den aameen

  • @netherv0.138
    @netherv0.138 3 года назад +8

    جزاك الله خيرًأ كثيرًأ وأحسن الجزآء في الدنيا والآخرة وبارك الله فيكم

  • @MissShaf
    @MissShaf 5 месяцев назад

    Jazak Allah u khair

  • @sumayyahamedhussain2410
    @sumayyahamedhussain2410 2 года назад +3

    Jazak Allah khayr wonderfully explained

  • @sajitkhan7107
    @sajitkhan7107 Год назад

    Mashaallah bhut ascha

  • @showketbhat4598
    @showketbhat4598 3 года назад +6

    One of the best ever videos I have ever seen......
    Subscribed alhumdu lillah

  • @ZaitoonBano-sk4lg
    @ZaitoonBano-sk4lg 3 месяца назад +1

    جزاک اللہ خیرا کثیرا

  • @believerreminds3922
    @believerreminds3922 3 года назад +14

    Jazakallahu khair sheikh. Excellent way of explaining.👌👌

  • @nazneendeshmukh7271
    @nazneendeshmukh7271 3 года назад +5

    ماشاءالله ہم نےشیر کردیا ہے سہی جگہ

    • @firdosaliya1457
      @firdosaliya1457 3 месяца назад

      Is women salah and men's Salah are different?

  • @umermughalkhan7914
    @umermughalkhan7914 11 месяцев назад

    Jaza kalla

  • @realmuslim6205
    @realmuslim6205 3 года назад +4

    Hadith are of three types
    1) haq hadith.
    Hadith which sahaba and tabayeen memorised and practised
    2) Sahi hadith
    Again there are groups
    Sahi hadith of bukari, Sahi hadith of Muslim,
    Tirmizi so on
    3) zaeef Hadith
    Zaeef hadith of bukari,
    Zaeef hadith of Muslim, tirmizi and so on
    Sahi hadith of bukari means, Moulana bukari had imposed some conditions on himself based on conditions he classified hadith as Sahi and zaeef .
    Same is the case of Muslim and tirmizi they had thier own conditions.
    There are many hadith which are zaeef in bukari but are sahee in Muslim and other books depending on their approach.
    In Islam Qur'an is only book at no.1.
    There is no No.2,3 or4 book in Islam.
    Bukari, Muslim and other books are just collection of hadith. (Data book)
    Hanfism is based on haq hadith.
    Hanfism is not the product of one person,
    Abu hanifa had 40 to 50 members in his group, one of the member was Mohammed sirin who was student of 17 sahabas, similarly other members were students of sahaba and elite tabayees.
    Each member was Hafiz of Qur'an and lakhs of hadith, they were students of sahaba and tabayi of kufa(kufa was centre of intellectuals, students of sahabas like hazrath Omer,hazrath Ali).
    Kufa was established as centre of intellectuals by hazrath Omer later was continued by hazrath Ali.
    Just by reading few haddis you won't become expert, but sure you will become ahlae ade(.5) haddis.
    Hanfism is the product of around 50 great scholars(student of sahaba,tabayeen+Hafiz of Qur'an+Hafiz of lakhs of haddis)
    The greatest joke of ahlae adae(1/2) Haddis ,Abdul wahabi, dummy salafee(saleebi)is they are around 5% but they have more than 50 jamaat among themselves.
    Thier namaz,akhida, every thing is against Islam, they offer namaz like Jews.
    They are step brothers of Shia, they do exactly opposite to shia.
    Shia hate Kulfa eh rasideen,
    Wahabi have I'll feeling about ahlae bait,
    Now a days they are showing fake love towards Ahlae bait, but if you read their old books it is full of venom against ahlae bait.
    Even they won't spare hazarth Omer in their books when it comes to tarawih.
    They even change the books of real Muslim like abu hanifa (r.a), moulana asraf Ali thanvi and moulana Ahmed Raza, they even manipulated and removed haddis from bukari Shareef.
    Now to fulfill thier evil desire they have created a new book (albani in which they have new concept sahi ul sahi hadees)
    Ahlae adae(1/2) haddis , Abdul wahabi, saleebi are very very cheap scoundrels.
    Thier policy is blame other groups and make illiterate, illogical,poor, unscientific, innocent People fool and convert them from Islam to ahlae ade (1/2), Abdul wahabi, Saleebi.
    Most of the hadis use by so called wahabis,ahlae haddis and salafi quote contains the sentence "I saw prophet Mohammad doing this" for example take the case of namaz prophet Mohammad use to pray (nafil namaz)for hours, due to strain he use to change the position of placement of hand, even he untied the hand in qayam, when it was hot and sweating he allowed air to enter his armpit all this positions were recorded in various hadith and as I said the words used by sahaba was " I saw" so it was nafil namaz.
    Were as hanfis fallow hadith in which sahaba certifies as most preferable method.
    for example regarding namaz.
    Masood (r.z) gathers people and announces oh people I will teach you namaz the way prophet offered. We fallow such haddis.
    In hadis also you will find sahaba offering namaz with some deviation, it was the practice of sahaba to fallow prophet Muhammad in all terms atleast once. So sometime they use to offer namaz in which prophet deviated due to some excuse.
    Quran guides, it is sign for Muslim and deviation for mentally sick people.
    Each word of Qur'an has it's significance
    And Allah knows the enemies of Islam within,each and every word Allah uses has purpose, There are many words better than word hanifa in Arabic but Allah uses it as sign.
    Surah nisa ayat 69 is sign for shia(rafzi),
    And 3:67 is sign for ahlae haddis (dummy).
    Quran is time independent.
    During the time of Abu Hanifa , some people spread rumours that Abu Hanifa was teaching nonsense when such rumours reached the chidrens of sahaba and ahlae bait they came in disguise to know the reality, they were satisfied and left saying "Numan what you teach is truth".
    Whenever Abdul wahabi joins the namaz late if the imam orders for ruku he remains in qayam to complete surah fatiha,
    If you ask he will say with out surah fatiha namaz is invalid.
    they won't have brain to analyse hadith.
    According to hadith the word use is namaz not rakat, if you miss surah fatiha you can read in next rakat.
    In placing of hand during namaz they put hand on chest,
    In haddis the word use is Sadr in quran itself it has two meaning chest and heart,
    Actually Sadr means epicenter,
    The meaning changes according to content.
    If it is bravery Sadr means chest.
    If it is emotion it is heart.
    If it is location it means capital city.
    If it is physical Sadr means center of mass, so namaz is physical activity centre of mass is abdomen.
    They quote the haddis mentioned by blessed mother aisha, it is for men but they apply for women.
    Every act of women is acceptable in cotract(shrink) form, but thier woman's do sajda in bad pose.
    There are many things which brainless Abdul Wahabis interpret in wrong way.
    In our group also we have many fake senseless ulema,
    So I request you sunni hanfi muslim brothers first know the purpose of Islam, (firm and complete belief in Allah, immense and due respect to our beloved prophet Muhammad (best creation of Allah,beloved of Allah),
    Respect and admiration to sahaba and ahlae baith
    And auliya Allah.
    Celebrate melaad un nabi(mawlood) in better way.
    Stay home read lots of darood, read sheerat un nabi, help poor people , pledge to fallow teaching s of Islam.
    Abu Hanifa(r.a) was intellectual, intellectuals are fountains (source of knowledge and reasoning) he spent whole life inquest of knowledge, with such intention he performed so many haj with a view of meeting other intellectuals (sahaba, tabayeens) haj was best place to meet such people.
    He spent maximum time guiding and giving lecturers,
    Those lectures are preserved by his dedicated students.

  • @Arifislamicvideos444
    @Arifislamicvideos444 Год назад +1

    Aap ki wajah se hamari bhi namaz durust ho gayi allah aap ko isi tarah Deen ke kam main lage rahne ki taufiq ata farmaye ameen summa ameen

  • @adeebahshetty5934
    @adeebahshetty5934 3 года назад +27

    Assalamualaikum. Please mention the credentials of the Shuyukhs featured in the videos at the start so that new viewers should know whom they are listening to coz not everybody is aware of the esteemed speakers. May Allah reward you in abundance.

    • @ayesharafeeq1256
      @ayesharafeeq1256 2 года назад

      Its in the subject

    • @dittocto
      @dittocto 2 года назад

      @@ayesharafeeq1256 are you Ahle-hadith?

    • @iZacq
      @iZacq 2 года назад

      Time 12:12
      It's Adhim/Adheem not Azim
      m.ruclips.net/video/kCCmNzQQDS8/видео.html
      m.ruclips.net/video/p4oaGolsWwc/видео.html
      m.ruclips.net/video/XZQMm3SHpLk/видео.html

  • @sairabano1505
    @sairabano1505 3 года назад +5

    Assalam alaikum sajde sahu ka tareeka sunnat mutabik ek video k zariye batayega. Kab kab or Kaise karein

  • @jiyaurrahman4726
    @jiyaurrahman4726 Год назад

    Jajakallahu khair.

  • @naziaalkharraz3630
    @naziaalkharraz3630 3 года назад +4

    جزاكم الله خيرا وبارك الله فيكم جميعا

  • @MunnaFitnesslover2023
    @MunnaFitnesslover2023 8 месяцев назад

    ماشاللہ

  • @onlinecourses1011
    @onlinecourses1011 3 года назад +10

    Masha Allah. Excellent Explanation 🎉

    • @mdthaque6039
      @mdthaque6039 3 года назад

      Mariya u r ahle hadees??

    • @abdulrashidkhan2196
      @abdulrashidkhan2196 3 года назад

      @@mdthaque6039 no ahle khabees.

    • @abdulrashidkhan2196
      @abdulrashidkhan2196 3 года назад

      English nahin aati to qyoon likh rahi neech.

    • @meerabtahi3610
      @meerabtahi3610 2 года назад

      @@abdulrashidkhan2196 kya huwa hai aap hadees ko kya bol rhy ho Allah raham kary

  • @ImranAslamchughtai786
    @ImranAslamchughtai786 2 месяца назад

    Jazak Allah.

  • @er.imransiddiqui
    @er.imransiddiqui 3 года назад +4

    How will women say Ameen behind Imam?
    Aurten Imam k peechhe kaise ameen kahengi zor se ya ahista?

    • @Romeo4ThePeople
      @Romeo4ThePeople 3 года назад +1

      Infact ameen .... Awaj se nahi bolna koi bhi ho.. ameen awaj should be in heart like silent mode..
      It's true.. awaj se kabhi bi koi bhi ameeen nahi bolna.
      Aur ruku se khade hothe... rabbana lakal hambd ..ye bhi dil me bolna .. awaj se bahi

    • @mansafali3947
      @mansafali3947 3 года назад

      ہم سے عبداللہ بن یوسف تنیسی نے بیان کیا، انہوں نے کہا کہ ہمیں امام مالک نے خبر دی انہوں نے ابن شہاب سے، انہوں نے سعید بن مسیب اور ابوسلمہ بن عبدالرحمٰن کے واسطے سے، انہوں نے ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے خبر دی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جب امام «آمين» کہے تو تم بھی «آمين» کہو۔ کیونکہ جس کی «آمين» ملائکہ کے آمین کے ساتھ ہو گئی اس کے پچھلے تمام گناہ معاف کر دئیے جائیں گے۔ ابن شہاب نے بیان کیا کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم «آمين» کہتے تھے۔

    • @mansafali3947
      @mansafali3947 3 года назад

      @@Romeo4ThePeople وائل بن حجر رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم جب «ولا الضالين» پڑھتے تو آمین کہتے، اور اس کے ساتھ اپنی آواز بلند کرتے تھے۔

    • @Shakeel-
      @Shakeel- Год назад

      Women should not raise their voice in salah for AMEEN and for any other aspect of Salah
      Whereas Man should raise voice for Ameen.
      And those who dont say ameen aloud they are blindly following the Respected Imam Abu Hanifah

  • @Rahilkhan-eh8oo
    @Rahilkhan-eh8oo Год назад

    Assalamu Walekum Imam Sahab aapke is video se mujhe mujhe bahut Jankari Mili

  • @jamilmikrani3503
    @jamilmikrani3503 3 года назад +4

    SubhanAllah complete namaz-e-muhammadi(saw).....based on sunnah of our Nabi-e-karim(saw).
    Lekin hmare barelvi muslamaan Vai sunnat ke tariqe par namaz kyu Nahi pdhte....

    • @syedenamulhaque1846
      @syedenamulhaque1846 3 года назад +1

      UNKO HIDAYAT NHI MIL RAHI,BALKE WO LOG ISKO WAHABI KI NAMAZ KEHTE HAIN

    • @shazamdc2749
      @shazamdc2749 2 года назад +1

      Han aise padho to woh Barelvi wahabi bolte hai .

    • @saiyyadazharali7432
      @saiyyadazharali7432 2 года назад

      Kya sunnat ke khilaf krte hai hum. Or Deobandi Sahi padhte hai wahabi ???

    • @followsunnah955
      @followsunnah955 11 месяцев назад

      @@saiyyadazharali7432Sawal yaha Naa Deobandi ka hai…Naa Sunni…Naa Wahabi…Naa koi bhi..
      Sabse badi fikar ye hai k Kya Humari Namaz waise ho rahi Jo Nabi Salalahu Alaihiwasalam ne Kaise bataya hai..Bukhari, Muslim , tirmzi, Sunnat Nisai, Abu Dawood, Musnad Ahmed. Or Digar mautabar hadees ki kitab main hai..Hum usse fikar k saath check kare or apne aapse kamse kam Adal k saath fasıla kare Allah se darte hue bus…
      Sab clear hojayega. In sha Allah

  • @All---Rounder
    @All---Rounder 5 месяцев назад

    اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ. اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ

  • @onlinecourses1011
    @onlinecourses1011 2 года назад +7

    Masha Allah. Nice Explanation 🌹

  • @Farooq11122
    @Farooq11122 4 месяца назад

    Jazakallah

  • @satyamsatyam9820
    @satyamsatyam9820 2 года назад +5

    BE HAPPY FOREVER TO THE WHOLE WORLD

  • @faryaltanveer183
    @faryaltanveer183 Год назад +3

    SIR YOU EXPLAINED VERY WELL ...!!!!
    AMAZING Tutorial Video

  • @natureloverandtravellings2136
    @natureloverandtravellings2136 7 месяцев назад

    Alhamdulillah

  • @tariqhameedbakshi2793
    @tariqhameedbakshi2793 2 года назад +3

    💞ماشاءالله💞
    💞احسنت يا شيخ💞
    💞جزاك الله خيرا💞

    • @oopaasif
      @oopaasif 11 месяцев назад

      Mashallah

    • @oopaasif
      @oopaasif 11 месяцев назад

      Aameen

  • @cookwithmjmj
    @cookwithmjmj 6 месяцев назад +1

    Ameen

  • @shadeerahmed4685
    @shadeerahmed4685 2 года назад +9

    Truly beautiful.❤❤ mashallah

    • @harithalmidfa4925
      @harithalmidfa4925 2 года назад

      AL SALAAM ALAYCOM... plz can any body tell me which ... shaikh from kerlah can teach us salaf understanding way

  • @knowledgeabletechnic6550
    @knowledgeabletechnic6550 4 месяца назад

    ❤❤❤ masha Allah

  • @md.aarishking5143
    @md.aarishking5143 Год назад

    Mashah allah bahut bahut achchhi ahdees batayi chahe salafi ho ya ahle hadees lekin bilkul sahi sunnat se sabit namaz batayi aapne very very good namaz e nabvi allah aapko duniya mai or aakhirat mai dono mai kaamyaabi ata farmaye
    Aameen

  • @zamanmoniruzzaman7409
    @zamanmoniruzzaman7409 Год назад

    Thanks brother, love from Bangladesh

  • @abdulqaviboghdadi5085
    @abdulqaviboghdadi5085 2 месяца назад

    Alhamdulillah Alhamdulillah
    Bahot kuch sikhne mile aap se Allah paak aap ko sehat de ameen or aapke ilm mein barkat de ameen

  • @Nawazishhussain313
    @Nawazishhussain313 2 года назад

    Jazaak Allah ho Khairan kasira

  • @aayatjaan9116
    @aayatjaan9116 6 месяцев назад

    Mashallah 💚❤️💛💙💜

  • @JahangirAlam-h9m9e
    @JahangirAlam-h9m9e Год назад

    😮 इस वीडियो देखके मुझे इतनी खुशी हुई इतनी खुशी हुई की मैं आपको क्या बताऊँ 💯👍

  • @fruz4637
    @fruz4637 2 года назад +2

    Mashallah mashallah mashallah apki vaja say both log apne nemaz pabandi say pada ga inshallah🤲🤲🤲🤲🤲

  • @munnabegumhydrabadi9228
    @munnabegumhydrabadi9228 2 года назад

    مشاءالله بہت ہی اچھے انداز میں آپ نے بتایا جزاک اللہ خیر سر.. اللہ کا شکر ے کہ ہمیں اس online دین میں اضافہ مل راہا ے شکریہ سر
    اللہ اپکو اچھے صحت عطا کرے امین

    • @DUBAIandMONEYpower
      @DUBAIandMONEYpower 8 дней назад

      please MASHAALLAH word ko agin edit kr ky sahi krlen

  • @am_k_videos
    @am_k_videos 3 месяца назад +1

    Bahot acchi apki video lagi ❤😊❤

  • @islamforgoodlife
    @islamforgoodlife 9 месяцев назад

    Alhamdulillah
    Aise zamane me nabawi namaz seekhna bada Allah ka fazl hai Alhamdulillah
    Allah ham sab ko behtareen sunnat par amal karneki taufiq ata farmaye ameen

  • @aayashaansari311
    @aayashaansari311 2 года назад

    Jazakallahu khairan katheera

  • @waheedmayyal2870
    @waheedmayyal2870 5 месяцев назад

    Ameen❤❤❤❤❤

  • @mdsakibsakibansari5162
    @mdsakibsakibansari5162 4 месяца назад

    Amin

  • @kamalshahik5505
    @kamalshahik5505 3 месяца назад

    Walaikumussalam wa rahmatullahi wa barakatuhu

  • @mirzabaig5811
    @mirzabaig5811 11 месяцев назад

    Jazakallah khair bhai

  • @NafeesQureshi-j1o
    @NafeesQureshi-j1o Год назад

    Aameen ya rabbul aalameen

  • @Amirkhan-lr9wg
    @Amirkhan-lr9wg 6 месяцев назад

    Ameen summa Ameen 🤲🤲🤲🤲🤲

  • @mdayub7086
    @mdayub7086 11 месяцев назад

    Aameen summa aameen

  • @rushdaansari3327
    @rushdaansari3327 9 месяцев назад

    Mashallah..

  • @mohammad.irshad.95
    @mohammad.irshad.95 7 месяцев назад

    Jajakallah ❤

  • @AbdulRahman-wz6bw
    @AbdulRahman-wz6bw Год назад

    Zjak Allah kheyr shekh ameen

  • @Tabzysam
    @Tabzysam 5 месяцев назад

    MashaALLAH ❤zazakallah for teaching ❣️

  • @ChandKhan-nw4pp
    @ChandKhan-nw4pp Год назад +1

    Mashallah ♥️♥️ aapne to nabi ka sunat se namaj ki aapko Allah hamesa kayem rakhe

  • @athifaBegum-ze2tu
    @athifaBegum-ze2tu Год назад +1

    Masha Allah bhai 💖 bahot pyara samjhaye bhai💖💖 Allah hum sab ko sunnath thareeke ke muthaabiq namaz padh ne ki thowfeek de 🤲🤲 aameen ya Rab al Aalaameen 🤲🤲🤲❤💖

  • @KausarSk-td8mz
    @KausarSk-td8mz 6 месяцев назад +1

    Tauba Tauba Toba Allah❤❤❤