Bhai ek baat thi , Mne A6 liya Or mere pas fiber connection h , ont se lan lekr A6 k intended port pr lagya hai , or mne dynamic pr select kia hai , wo shi chlta h pr bech bech m laptop wgra m no internet acess aata hai or , red led jal jati h , kuch ne kha ip address se set kro wo m smjh nahi paya Or pehle m Mi k router use krta tha usme directly dynamic m select kro to permanently chlne lagta tha . Par isme aisa kyu ho rha hoga bhaii.
@@KingfisherTechTips Achya pr m isse pehle mi ka router cahalta tha usme bs dhcp pr daal kr chl jata tha ab tp link ko dynamic m daal rha hu ye problem aari h
Bhai please sahi batana Kansas chal raha hai router 5Ghz ki range Kitna hai...kya 2 wall ke band built 5Ghz kanpur singnl deta hai Connection stability kaiser hai (Kai comments pade ki network kuch time baad disconnect ho Java hai) Please reply Mujhe but he jald koyi router lena hai Connection 100Mbps ka hai
Bhai ek baat thi ,
Mne A6 liya
Or mere pas fiber connection h , ont se lan lekr A6 k intended port pr lagya hai , or mne dynamic pr select kia hai , wo shi chlta h pr bech bech m laptop wgra m no internet acess aata hai or , red led jal jati h , kuch ne kha ip address se set kro wo m smjh nahi paya
Or pehle m Mi k router use krta tha usme directly dynamic m select kro to permanently chlne lagta tha .
Par isme aisa kyu ho rha hoga bhaii.
Ek kaam karo., Net provider se userid aur password mang ke daal lo.., problem solve ho jayega
@@KingfisherTechTips Bhai suno pr men user id password to ont m set kia hua hai ? Or mere pas hai abii user id password , bsnl ka ftth h
Mujhe bsnl ka pata nahi.., lekin mai jo connection use karta hu., Usme mai modem aur router dono me login hai
@@KingfisherTechTips Achya pr m isse pehle mi ka router cahalta tha usme bs dhcp pr daal kr chl jata tha ab tp link ko dynamic m daal rha hu ye problem aari h
hello bhai ye ssid name kya hota hai n ye kahan se dkhte hai bhai
Tp link app me login karo ssid name ke liye
Ssid name wifi name hota hai
Bhai adapter me koi problem hai kya?
Mera wale ka pin bend hai
Nahi koi problem nahi hai..., Ek kaam karo return kar do aur replace karwalo hojayega...
@@KingfisherTechTips Return karwa ke TP Link AX1500 WiFi 6 wala router le liya bhai its very good.
Kkk
Bhai ye 100 mbps net connection me kitna speed Dega bhai n bhai tplink a6 n c6 me kya difference hai
Bhai please sahi batana
Kansas chal raha hai router
5Ghz ki range Kitna hai...kya 2 wall ke band built 5Ghz kanpur singnl deta hai
Connection stability kaiser hai
(Kai comments pade ki network kuch time baad disconnect ho Java hai)
Please reply
Mujhe but he jald koyi router lena hai
Connection 100Mbps ka hai
Ya tho A6 lege ya
Tenda AC8 1200 lege
Ap kuch suggest karo bhai
A6 best hai.., 5ghz pe jalta hai., 450 square feet range hai aur 1200mbps support hai
Isme 4 wifi networks bana sakte hai
@@KingfisherTechTips ok bro..thanx a6 he lege
kaha se kharida bhai amazon/flipkart?
Amazon
Wifi range kitne meter tak deta hai
450sq meter...,
Agar ghar 1 ya 2floor me hai.., tho best router hai
Which is better a6 vs c6??
Both r same
I guess a6 iz newer model compare to c6
@@KingfisherTechTips kaun sa le??
A6