5 Affordable Strong HYBRID CARS In India🤩

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 авг 2024

Комментарии • 16

  • @trendingshorts9319
    @trendingshorts9319 11 месяцев назад +25

    We prefer in 8 or 8.50 lack price tata punch cng with millage 27 to 30 😂

    • @prasadchoure
      @prasadchoure 3 месяца назад

      Sahi kaha o bhi to hybrid hi he 😂

    • @jamilhossain2003
      @jamilhossain2003 3 месяца назад +1

      But bhai CNG car ka mortar jaldi kharab hoga and achcha resale value bhi nhi milega

    • @prasadchoure
      @prasadchoure 3 месяца назад +2

      @@jamilhossain2003 bhai hum bar bar resale karne walo me se nahi mere pas 18 sal purani splendor hai aabtak nayi bike he mere pas phir bhi , aur dusri bat paise wasool hote hai bhai hybrid ka cost bhi jyada hai or iska repair cost bhi jyada hai in compare to cng

    • @jamilhossain2003
      @jamilhossain2003 2 месяца назад

      @@prasadchoure Bhai electric ko jaisa sarkar promote karra waisa agar hybrid ko support kareto fir iska bhi price Kam ho jayega and repair cost bhi Kam ho jayega
      And CNG me khatra bhi jada hai

    • @AbhinavMalhotra
      @AbhinavMalhotra Месяц назад

      CNG badboo se bhari hoti hai. Saare taxi driver CNG use krte hain. Pta chal jaata hai ki car third class hai

  • @normalviewerbhai
    @normalviewerbhai Месяц назад +3

    Bhai top 3 hi bana deta.. Maruti aur toyota ke gaadi toh same hi hai

  • @goutambiswas4203
    @goutambiswas4203 Месяц назад +2

    K10 strong hybrid kiu nehi ho roha hey? Apka keya ray hey?

  • @Lawyerunion
    @Lawyerunion 4 месяца назад +3

    Tata hybrid waiting....

  • @hiddenentertainmentdiscove2725
    @hiddenentertainmentdiscove2725 9 месяцев назад +5

    Hybrid m jo petrol bachega wo phle hi Company jbt kr rhi h

    • @firebhai15
      @firebhai15 8 месяцев назад

      Mtlb?

    • @ranveersr8080
      @ranveersr8080 5 месяцев назад +1

      ​@@firebhai15Matlab ye ki jitna fuel ka kharcha simple petrol car me hoga utna hybrid car me pehle hi le lete company wale, simple and hybrid ke beech me kam se kam 2 lakh ka difference hota.

    • @bot.6133
      @bot.6133 2 месяца назад

      ​@@ranveersr8080 Wo hota hai.. pr Petrol prices abhi aur bhi upar jaenge.. aur govt ka pta nhi diesel k baad shyd Petrol k piche pad jae wo log..
      Ye simple calculation dekh lo~
      Suppose ki aap ek din me apne car se 50 km travel kroge for 5 yrs..
      To total distance traveled ho gya
      50×365 = 91250
      Mileage say 20 kmpl hai..
      To 1 ltr = 20 km = Rs. 101
      (Petrol price hmare yaha he Rs.101)
      To 91250 km k lie Petrol fukega Rs. 4.6 lakhs..
      Electric ya CNG Hybrid k apne hi faede h..
      Petrol ka long term mein mereko loss hi loss lg rha h
      Aur shyd delhi jese hi Petrol/ Diesel cars ki resale value pan india gir jae.

  • @user-mb8dv3yy2c
    @user-mb8dv3yy2c 3 месяца назад

    Sidha 15 sal wala petrol engine sasta wala kharido... No tension.

  • @timesnational
    @timesnational 2 месяца назад

    Kya motor se car nahi chal pa rahi jo engine bhi lagana pad gaya 😅
    1 Car ko chalane ke liye 2 source ki jarurat kis mahaan dimag ki upaj hai?
    Isse carbon footprint hi badega.
    Car motor se chal rahi hai to sirf 1 chota generator laga do battery charge karne ke liye.

  • @user-mb8dv3yy2c
    @user-mb8dv3yy2c 3 месяца назад

    Tu nai batata toh acha hota. Kuch v sasta nai hai. Hybrid jane se mehenga. Saving ka huwa. Kan idhar se pakro ya udhar se kuch farak nai hai bhai