bhaiya ji please laptop suggest kijiye ...is kaam ko krne ke liye konsa laptop le hum...pls description mai buy laptop link daale ...acha laptop ho ...hang na ho aage jakr
Epson ke printer best hote hai. L210,360,380 best the but ab ye model nhi aa rahe to aap L4150, M200 ya L3110 ,3115 dekh sakte hai Apni requirements ke anusar lijiye agar photocopy work zyada rahta to HP1005 bohot best printer hai mere hisab se
New operator ko rakhenge to kya usse csc & jansewa & irctc ka kaam karwa sakte hai.....usme id or password ka issue hota hai..operator humare id or password ka galat istemaal na kar le yeh bhi dar laga rahta hai...Kya karna chahiye hume
Worker se dar to hamesha rahta hi hai but aap ko trust karna hoga baki jitne transection honge aap ko email aa jayega aur aap history me bhi dekh sakte hai per day evening me aap hisab zaroor kare.
Usme apne lagat nahi dikhaya hai. Agar photo ka 20 rs hai but apka kitna laga hai wo. Bhi mention karna cahiye then aap bol skte hai ki ye meri income hai per day ki.
Ji bohot sahi baat hai. Thanks. But aap ko ink 3 to 4 month k baad daalni padegi normal condition me aur agar paper bhi good quantity me lete hai to wo bhi so hm tab Tak achha income kr chuke hote hai ... Us income ko dekhte hue kharch bohot hi kam hota hai so hamne kharch ko less nhi kiya hai.
CSC centre ke bare videw banaya sir.
Meri gav me hai dukan. Kabhi 150 hoti kabhi 30-40 hoti . Abhi tak 300-400 huvi nahi
Please check, samasya kaha hai??..
Thank you sir good video
आधार को pan card se।link krne ki fees kitni h
1000
@@JanSevaHelp wo to govt ko jayegi cafe wala kitne lega
CSC centre shop open karna tohow much investment
Ok
Sir janseva kendra kholene ke liye kitni lagat or kis ke pass kaha se khole please bataye
Pehle to computer ka complete corse krna hota h
Bahut achha samjhaya aapne
Sir bato other distic me chal sakta hai
Nhi
Sir mujhe kholna hai center please jyada se jyada knowledge de sir bahot bahot shukriya
bhaiya ji please laptop suggest kijiye ...is kaam ko krne ke liye konsa laptop le hum...pls description mai buy laptop link daale ...acha laptop ho ...hang na ho aage jakr
10thousand bas usse achha to koi nokri karlo 15..18 kama loge 😂😂😂
Sir me kholna chahta hu sir help
hamare yahan sahaj chalta h to kya mai vayamtech ki id pr apane yaha kaam kar sakta hu
Ha agar ID mile to use kar sakte
Sir on line job form bharne ke liye koun sa cors kare
Koi nhi. Thodi si english knowledge, thoda computer skill bas . Carefully slow slow form fill Krna start karo bas sab ho jayega..
Sir janseva Kendra kholne ke liye koi computer course karna padega
Knowledge zaroori hai but koi course nhi
Sir online form fill shop kholne k liye jaruri h phle csc regestraion id ho tbhi start kr skte h us s phle nhi
Koi rule nhi. Abhi bhi start karo
MP se judi video banaya kare
Sorry. mai uttar pradesh se hu so ...
First view🤘
🥳
Hello sir kese open ker
sir agr jan seva kendra me koi mini branch le le bank ki to kaisa rhega
Sir e district ka user id aur password kaise milega csc walo ko
Apne district me jo janseva chalta hai like sahaj, vayamtech uske office se milega
Thanks sir to reply me ❤️❤️❤️
Mne abi. Janseva kendra khola h to muje iske liye konsa printer lena sahi rahega jisme printing cost kam aye
Epson ke printer best hote hai. L210,360,380 best the but ab ye model nhi aa rahe to aap L4150, M200 ya L3110 ,3115 dekh sakte hai
Apni requirements ke anusar lijiye agar photocopy work zyada rahta to HP1005 bohot best printer hai mere hisab se
@@JanSevaHelp okk thanks
सर जन सेवा केंद्र कोड कहां से लें कैसे मिलेगा
Kisi din is par ek video bana denge so please wait
New operator ko rakhenge to kya usse csc & jansewa & irctc ka kaam karwa sakte hai.....usme id or password ka issue hota hai..operator humare id or password ka galat istemaal na kar le yeh bhi dar laga rahta hai...Kya karna chahiye hume
Worker se dar to hamesha rahta hi hai but aap ko trust karna hoga baki jitne transection honge aap ko email aa jayega aur aap history me bhi dekh sakte hai per day evening me aap hisab zaroor kare.
Sir, 1 gaon mai kitne Jan sewa Kendra ho sakte hai.
Population ke hisab se hota hai , 1 se zyada bhi ho sakte hai
@@JanSevaHelp ok
ज़ेरॉक्स का तो चार्ज नोर्मल्ली ₹1.5 से ₹2 ही लेता है सब जगह. और इस कॉम्पीटिशन के मार्किट मे तो बहुत दुकानदार ₹1 ज़ेरॉक्स भी लेता है पर पेज.
Ji sir.
Janseva Kendra ID kahan se
District pr office hota hai pata kariye apne yaha
minimum 10000 aur maximum kitna ja sakte hain,agar dukan ache se chale
Waise koi limit nhi but approx 40-50k
Sir Jan seva Kendra ke saath aur bhi koun SA dhandha kat sakte hai
Form bharne ka aur data entry agar aapko designing aati ho to vo bhi kar sakte hain.
Usme apne lagat nahi dikhaya hai. Agar photo ka 20 rs hai but apka kitna laga hai wo. Bhi mention karna cahiye then aap bol skte hai ki ye meri income hai per day ki.
Ji bohot sahi baat hai. Thanks. But aap ko ink 3 to 4 month k baad daalni padegi normal condition me aur agar paper bhi good quantity me lete hai to wo bhi so hm tab Tak achha income kr chuke hote hai ... Us income ko dekhte hue kharch bohot hi kam hota hai so hamne kharch ko less nhi kiya hai.
Sir Anna no do muzay be jan seva kend open karna hai
Password kha se milega sir
Bhai aaj kal to sab ke pass mobile internet hota hai to janseva kendra log qjayenge mughe nahi lagta ki Ye chalega
Sab kuchh hai but akal nhi hai... Isliye abhi kai saalo tak achha chalega,
@@JanSevaHelp ok bhai
Har roj koi nhi karwata ye kaam sab jhooth h
Thanks for your comments. Isi liye 500 rupees less kar diya direct 50 percent income calculate kiya hai
U
Apna no do
Abhi public nhi . Sorry
Isse koi कमाई नहीं हो रहा सब फालतू है
Bhai lockdown me kaise kamai hogi
Bhai aap ghar par raho ✅