Parvez mehdi sahib koi mane ya na mane mere liye to wo hi sabse sureele hain aur sabse alag bhi alaap Esa lete hain ke saans ruk jaati hai jo koi dusra artist nahin le sakta
Knowledgeable explanations. Jagjit Singh, a melodious singer indeed, was basically from the school of light classical music. Unfortunately on this side we could not have ghazal singer after Beghum Akhtar and lately Parveen Sultana. Some faces did appear in the phase when Ghulam Ali appeared on the scene with Hangama. But they all melted into the atmosphere they belonged to. Talat Aziz was a refreshing voice but don't know what happened to him.
Jagjeet singh se dimaag se kam rooh sezyaada hi logon ko ghazal ka anubhav karaya hai Ghulam Ali beshak bahot jankaar samajh rakhne waale gayak hein.🙏 Parantu ustaad jagjeet singh ji ne jo bhi gaya rooh me baskar gaya bolne wale to bahot kuch bolte rahte hein.🙏🌹🙏😆
I Agree ki Ghulaam Ali Sahb Ka Gaana Har koi Follow Nahi KR Sakta...N I Also Really Like ...but Maafi chahumga Kuchh Kahana hai ki Jagjeet Singh Ji ke liye Ek Janaab Ne Kuchh Kaha Jo Bahut Ghalat Hai...Jagjeet Ji ko Or Ghulam Ali Sahb ko Aps me compare Nahi Kiya Jaa Sakta..Unki bhi Ek Apni Alag Khushboo Hai...Jaise Ghulaam Ali Sahb Ki Apni Alag Khushboo Hai..Or Bahut Achha Kaam Or Naam Kiya Hai Jagjeet Singh Ji ne Bhi..
@Ravindra singh ji....unhone jagjit singh ji ko kuch burra nhi kaha...unhone bs yahi kaha hai ki .."Mai nhi samajhta ki wo iss category mein aate hain" ...or ye baat 100% sahi hai.....koi maane ya na maane...
Bhi yaha bat ustad ghulam ali khan sab ki ho rhi ha ap jagjeet sing je ko kaha ly ay ghulam ali khan Sb or jagjeet sab ki gaiki Mae zameen asmaan ka farak ha
Jee, ap ne qarib qarib sach kaha. Balki, main yeh kahunga k, ghulam ali ka sargam based style apnana mushkil zaroor hai par unke gano mein depth wala gane bahati kam hai. Unke gane ki style halki hai, us mein feel aur soul nahi hote. Jagjeet jee k gane mein feel aur soul hai, last mein usiko ghazal kahlaya jata hai. Aur to aur Parvez Mehdi bhi bahat agey hai.
Yes , In Ghazal singing 1. Mehadi Hassan Saheb. 2. Ghulam Ali Saheb. 3. Parwez Mehadi Saheb. But Jagjit Singh Ji and Hariharan Ji are better playback ghazal singers.
Neeraj bhai jagjit is also a legendary ghazalnawaz as per any ghazal maestro , aap bhi aise , kaisi baat kargeye hai mere bhai ,,, the intellectuals can say whatever they want ,,,
Amjad islam amjad sb ko chahiye ke Ghluam ali khan sb ki tareef karein lakin hari haran ya jagjeet sb se compare na karein har phool ki apni khushboo hoti hai
Aap log hamesha india ke logon ko kamtar aankte hein isme aap ki bebkoofi ke alawa humko kuch bhi nazar nahi aat.mere khyaal se aap apni soch par bhi kaam karen.
Ghulam ali ji jaisa koi nahi h Sahi mayine me ghazal ki asli phchan hi ghulam ali h❤ Lekin jaisa ki jag zahir h pakistaniyon ka koi v kaam bina india ke nahi hota apne fankaron ki tarif krte krte hariaharn or tha great jagjit singh ki burayi kr hi di tm logo ne hagjit sing gayak nahi filing h unka gana jitna jaldi asar krta h utna duniya me koi v nahi Es liy pakistaniyon india ke kalakaron ki izzat karo
Aaj ke daur main sab se ziada jis ghazal gaik ko follow kia jata hai wo Ghulam Ali sahib hain .
Nice explain by legends
artists
Thanks for sharing
😢parvez sahab
Parvez mehdi sahib koi mane ya na mane mere liye to wo hi sabse sureele hain aur sabse alag bhi alaap Esa lete hain ke saans ruk jaati hai jo koi dusra artist nahin le sakta
Knowledgeable explanations. Jagjit Singh, a melodious singer indeed, was basically from the school of light classical music. Unfortunately on this side we could not have ghazal singer after Beghum Akhtar and lately Parveen Sultana. Some faces did appear in the phase when Ghulam Ali appeared on the scene with Hangama. But they all melted into the atmosphere they belonged to. Talat Aziz was a refreshing voice but don't know what happened to him.
Jagjeet singh se dimaag se kam rooh sezyaada hi logon ko ghazal ka anubhav karaya hai Ghulam Ali beshak bahot jankaar samajh rakhne waale gayak hein.🙏 Parantu ustaad jagjeet singh ji ne jo bhi gaya rooh me baskar gaya bolne wale to bahot kuch bolte rahte hein.🙏🌹🙏😆
Kia baat hai bhai sahib Sach kaha jagjit singh ji ki kia baat hai wo bhi kisi gulam ali se kam nahin
Absolutely Right Intro Speech, great...
Boht awla
Pls Ghulam Ali jinki ghazals upload Kare pls jaise Shaam ko shubhe chaman yaad ayyi ek prog. Mein to standing ga rahe hai agar ho to pls upload kare
Wonderful comments from a historical setting
Masha allah g nice
I Agree ki Ghulaam Ali Sahb Ka Gaana Har koi Follow Nahi KR Sakta...N I Also Really Like ...but Maafi chahumga Kuchh Kahana hai ki Jagjeet Singh Ji ke liye Ek Janaab Ne Kuchh Kaha Jo Bahut Ghalat Hai...Jagjeet Ji ko Or Ghulam Ali Sahb ko Aps me compare Nahi Kiya Jaa Sakta..Unki bhi Ek Apni Alag Khushboo Hai...Jaise Ghulaam Ali Sahb Ki Apni Alag Khushboo Hai..Or Bahut Achha Kaam Or Naam Kiya Hai Jagjeet Singh Ji ne Bhi..
@Ravindra singh ji....unhone jagjit singh ji ko kuch burra nhi kaha...unhone bs yahi kaha hai ki .."Mai nhi samajhta ki wo iss category mein aate hain" ...or ye baat 100% sahi hai.....koi maane ya na maane...
Bhi yaha bat ustad ghulam ali khan sab ki ho rhi ha ap jagjeet sing je ko kaha ly ay ghulam ali khan Sb or jagjeet sab ki gaiki Mae zameen asmaan ka farak ha
Jee, ap ne qarib qarib sach kaha. Balki, main yeh kahunga k, ghulam ali ka sargam based style apnana mushkil zaroor hai par unke gano mein depth wala gane bahati kam hai. Unke gane ki style halki hai, us mein feel aur soul nahi hote. Jagjeet jee k gane mein feel aur soul hai, last mein usiko ghazal kahlaya jata hai. Aur to aur Parvez Mehdi bhi bahat agey hai.
Ye aapne achha comparison Kia parvez mehdi sahib aur jagjit sahib apni jagah mahaan hain❤❤❤❤
Ek request hai meri apse tabla nawaz ustad pir baksh ki videos sharing karen
🤝👍yes hope its available 🙏
The only substantial and meaningful contribution was by Parvez Mehdi saheb and by Amjad Islam Amjad saheb, for anyone who has a musical sense.
Pakistan may sirf ustaad Hussain Baksh Gullu sb difficult singing kartay hain. 12 notes ka gana gatay hain. Jo k very difficult hay.
Hahaha
Kon gullu sab Jin ko sirf tum janty ho
Yes , In Ghazal singing
1. Mehadi Hassan Saheb.
2. Ghulam Ali Saheb.
3. Parwez Mehadi Saheb.
But Jagjit Singh Ji and Hariharan Ji are better playback ghazal singers.
Neeraj bhai jagjit is also a legendary ghazalnawaz as per any ghazal maestro , aap bhi aise , kaisi baat kargeye hai mere bhai ,,, the intellectuals can say whatever they want ,,,
Amjad islam amjad sb ko chahiye ke Ghluam ali khan sb ki tareef karein lakin hari haran ya jagjeet sb se compare na karein har phool ki apni khushboo hoti hai
Ghulam ali sabka baap hai singing main kisi ko bhi le ao inkay muqablay ka nahi
Aap log hamesha india ke logon ko kamtar aankte hein isme aap ki bebkoofi ke alawa humko kuch bhi nazar nahi aat.mere khyaal se aap apni soch par bhi kaam karen.
Ghulam ali ji jaisa koi nahi h
Sahi mayine me ghazal ki asli phchan hi ghulam ali h❤
Lekin jaisa ki jag zahir h pakistaniyon ka koi v kaam bina india ke nahi hota apne fankaron ki tarif krte krte hariaharn or tha great jagjit singh ki burayi kr hi di tm logo ne hagjit sing gayak nahi filing h unka gana jitna jaldi asar krta h utna duniya me koi v nahi
Es liy pakistaniyon india ke kalakaron ki izzat karo