پیرز ادہ ایسے شاعرہیں کہ شعر ان کی زبان سے ظہور پاکر مفتخر ہو جاتا ہے۔پیرزادہ کی شاعری سن کر اعلی شاعری کا ادراک ہو تا ہے۔ ڈاکٹر سید نعیم حامد علی الحامد
adākārī meñ bhī sau karb ke pahlū nikal aa.e ki fankārāna rote the magar aañsū nikal aa.e hameñ apnī hī jānib ab safar āġhāz karnā hai so misl-e-nik.hat-e-gul ho ke be-qābū nikal aa.e yahī be-nām paikar husn ban jā.eñge fardā kā suḳhan mahke agar kuchh ishq kī ḳhushbū nikal aa.e isī ummīd par ham qatl hote aa.e haiñ ab tak ki kab qātil ke parde meñ koī dil-jū nikal aa.e samajhte the ki mahjūrī kī zulmat hī muqaddar hai magar phir us kī yādoñ ke bahut jugnū nikal aa.e diloñ ko jiit lenā is qadar āsān hī kab thā magar ab shobade haiñ aur bahut jaadū nikal aa.e safar kī intihā tak ek taaza aas baaqī hai ki maiñ ye moḌ kāTūñ us taraf se tū nikal aa.e
ماشاءاللہ
سر پیرزادہ قاسم صاحب زندہ باد
دیکھیں چشم حیراں کیا انتخاب کرتی ھے
میں کتاب تنہائی ، تم نصاب دنیا کے
(بقول شاعر جناب قاسم پیرزادہ )
یہ جشن دراصل محبت کا جشن ھے
(بقول شاعر جناب پیرزادہ قاسم )
Peerzada Qasim saahab k piche Bahut bade legend baithe hai Murshid Jaun_Elia Saahab 😍😍😍
Hit Like For Jaun Saahab 💞
Jaun sahab bi inki shayari pe rashk krrta tha
پیر زادہ قاسم ایک با کمال اور باشعور شاعر ہیں جس کی مثال وہ خود آپ ہیں
پیرزادہ قاسم صاحب کی محبت
لازوال
میں کتاب تنہائی، تم نصاب دنیا کے۔۔۔
واااہ۔۔۔کمال کا شاعر
پیرز ادہ ایسے شاعرہیں کہ شعر ان کی زبان سے ظہور پاکر مفتخر ہو جاتا ہے۔پیرزادہ کی شاعری سن کر اعلی شاعری کا ادراک ہو تا ہے۔ ڈاکٹر سید نعیم حامد علی الحامد
Naeem Hamid Ali Al Hamid.. yes agreed
adākārī meñ bhī sau karb ke pahlū nikal aa.e
ki fankārāna rote the magar aañsū nikal aa.e
hameñ apnī hī jānib ab safar āġhāz karnā hai
so misl-e-nik.hat-e-gul ho ke be-qābū nikal aa.e
yahī be-nām paikar husn ban jā.eñge fardā kā
suḳhan mahke agar kuchh ishq kī ḳhushbū nikal aa.e
isī ummīd par ham qatl hote aa.e haiñ ab tak
ki kab qātil ke parde meñ koī dil-jū nikal aa.e
samajhte the ki mahjūrī kī zulmat hī muqaddar hai
magar phir us kī yādoñ ke bahut jugnū nikal aa.e
diloñ ko jiit lenā is qadar āsān hī kab thā
magar ab shobade haiñ aur bahut jaadū nikal aa.e
safar kī intihā tak ek taaza aas baaqī hai
ki maiñ ye moḌ kāTūñ us taraf se tū nikal aa.e
Peerzada sahib kamaal Hain
Remarkable personality and amazing poetry.
Nice words nice personlaties
waaah
bahut shandar
Subhaan allah
bht allaaa
Wah.......
Awesome
Aag laga di!!!
Gxl ye taraf jhon ka letna ye taraf😂😂😂
Remarkable personality and amazing poetry.