Dr. Pirzada Qasmin recites his poetry [mehfil e mushaira]

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 22

  • @abdurrahmanhafiz9039
    @abdurrahmanhafiz9039 4 года назад

    لاجواب اور بہترین نظم ہے جس کی داد نہین دیجا سکتی

  • @tehzeebhafi3
    @tehzeebhafi3 2 года назад

    Kya baat h sir
    Lot's of Love ❣️❣️❣️
    From India

  • @ronwhite19
    @ronwhite19 12 лет назад +6

    sher at 12:38 is the height of everything ...Allah Hu Akbar ura ker rakh diya sir aapne.

  • @kanuaudiovision3220
    @kanuaudiovision3220 3 года назад

    Great Pirzada Sahab ke liye Love from India...

  • @mirabrar9165
    @mirabrar9165 6 лет назад +1

    wahh kya shayiri hai ,,,respect Peerzada qasim Legendary poet.❤❤❤❤

  • @ankush28oct
    @ankush28oct 7 лет назад +7

    Ruswaayi ka mela tha so maine nahi dekha
    Apna hi tamaasha tha so maine nahi dekha
    Us khwab-e-tamanna ki taabeer na thi koyee
    Bas khwab-e-tamanna tha so maine nahi dekha
    Nairang - e duniya ka manzar tha hasiin lekin,
    Is sar mei.n bhi sauda tha, so maine nahi dekha
    Pyaase to rahe lekin tauqeer nahi khoyee
    Daryaa jo paraaya tha so maine nahi dekha.
    Imroz ka aaina be-aks na tha lekin
    Andeshaaye-e-farda tha so maine nahi dekha
    Mujh aaina-gar ko bhi ek paiker e be-chehra
    aaina dekhaata tha, so maine nahi dekha
    taabeer - interpretation of dream
    nairang - deceit, trick, magic
    tauqeer - respect, honour
    imroz - current day
    aks - reflection
    andeshaaye - fear
    farad - tomorrow
    andesshaye- e-farda - fear of tomorrow
    paiker - body, appearance

  • @kanuaudiovision3220
    @kanuaudiovision3220 3 года назад

    05:05 Abhi Take Ham Nahin Bole.
    *Behad khoobsurat Nazm*

  • @rounakahmad9878
    @rounakahmad9878 2 года назад

    Mashallah

  • @HaiderAli-zv9go
    @HaiderAli-zv9go 7 месяцев назад

  • @rounakahmad9878
    @rounakahmad9878 2 года назад

    Bahot khub

  • @binjallilarif6431
    @binjallilarif6431 8 лет назад +2

    Wonderful poetry

  • @rajpalsinghsaptrang
    @rajpalsinghsaptrang 7 лет назад +1

    Behad umda

  • @zuhairabbasi
    @zuhairabbasi 12 лет назад +1

    lajwab

  • @DIVMANMAN
    @DIVMANMAN 11 лет назад +1

    Poetry Gulab Muhammad ya Gulab Chand

  • @moidirfan3435
    @moidirfan3435 6 лет назад +1

    Bhouhat khowb

  • @sunnydedha6574
    @sunnydedha6574 6 лет назад

    Love from india

  • @ankush28oct
    @ankush28oct 7 лет назад +1

    Na poochiye, kaha kya hai, unkahi kya hai.
    Azaab jhel rahaa hoo.n, sukhan-wari kya hai
    Hasee ke saath hi aankein chhalak gayii.n qaasim,
    Ye ek kaifeeyat e raqs e baahami kya hai

  • @ankush28oct
    @ankush28oct 7 лет назад +1

    Jo dil kaa saath na de, to zabaa.n mein kuchh bhi nahi,
    Nahi, mein kuch bhi nahiin, aur haa.n mein kuch bhi nahi
    Mohabatto.n mein ba-juz aitbaar kuch bhi na tha,
    Jo ye nahi hai, to ab darmiyaa.n mein kuchh bhi nahi
    ye log bhool gaye, kya mere lahuu kii bahaar,
    jo keh rahe hai.n merii dastaa.n mein kuchh bhi nahi
    huye na hijr girftaar, na wasl shaad, to phir,
    zameen e shaauq tere aasmaa.n mei.n kuchh bhi nahi
    fughaa.n ka zarf to is aah-o-hoo se barh kar hai,
    nishaat-e-karb na ho to fughaa.n mein kuchh bhi nahi
    agar ye sang-e-jabii.n sang-e-aastaa.n chaahe,
    to phir jabiin o dar e aastaa.n mein kuchh bhi nahi
    ba-juz: with exception
    hijr - separation
    wasl - union
    shaad - happiness
    fughaa.n - lamentation
    zarf - capacity / container
    jabii.n - forehead

  • @shujaatsaharofficial4728
    @shujaatsaharofficial4728 6 лет назад +1

    لاجواب

  • @ShahzaibKhan-xz9sj
    @ShahzaibKhan-xz9sj 7 лет назад +2

    The comparer is annoying af

  • @nomanqadri2821
    @nomanqadri2821 6 лет назад

    Apna khilaf faisla kud hi kya ha apna , hath bhi mal raha hain app app bojat ajib hain.