Bhai i5 3rd gen pc bana raha huun H61 geonix motherboard ke sath is pe nvme aur 3 year warrenty support hai ghar ke pass hai shop warrenty support acha hai . Mera question hai kya mai wd green nvme lu 1700 ka . Ya crucial sata ssd 1200 ka . Kyoki mujhe pata chala hain ki h61 nvme ka full potential use nahi kar payega . Aur ha sata me crucial tlc ke sath nahi aati ek zebronics ki hai wo is price me tlc de rahi hai . Please reply ❤
@@NaveenKaTechShow Bhai SSD ke liye 1000 se 2000 ke bich me kyoki important data hai but ek external HDD hai mere pass SSD ko windows ke liye use karna hai
Pie pay nam ka ek app hai Flipkart offer k liye ek video banao
1:45 bhai 12600k 10 core 16 thread ka hai. 6 p core 4 e core
Ok Sorry Sorry, my mistake 🙏
Bhai i5 3rd gen pc bana raha huun
H61 geonix motherboard ke sath is pe nvme aur 3 year warrenty support hai ghar ke pass hai shop warrenty support acha hai .
Mera question hai kya mai wd green nvme lu 1700 ka .
Ya crucial sata ssd 1200 ka .
Kyoki mujhe pata chala hain ki h61 nvme ka full potential use nahi kar payega .
Aur ha sata me crucial tlc ke sath nahi aati ek zebronics ki hai wo is price me tlc de rahi hai .
Please reply ❤
Tumhara budget kitna hai ssd ke liye?
@@NaveenKaTechShow Bhai SSD ke liye 1000 se 2000 ke bich me kyoki important data hai but ek external HDD hai mere pass
SSD ko windows ke liye use karna hai
@@NaveenKaTechShow Bhai ye nvme abhi Amazon pe mili hai coupan laga ke 1100 me lele sahi rahegi
Nvme ssd heat krne lgti hai aur h61 pe to sata lelo