80 ki Speed Mein Tata Nano ka Pickup drop problem !Tata Nano # pickup low

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 ноя 2022
  • 80 ki Speed Mein Tata Nano ka Pickup Khatm !Tata Nano # pickup low
    tata nano pickup problem
    tata nano pickup drop problem
  • Авто/МотоАвто/Мото

Комментарии • 148

  • @tilakkumar8496
    @tilakkumar8496 Год назад +1

    Bhai apki video se bahut knowledge milthi h thanku Bhai

  • @tinkoovirdi3384
    @tinkoovirdi3384 Год назад +1

    आपके वीडियो बहुत ही अच्छे लगते हैं
    Good job ❤️ से

  • @pksingh3604
    @pksingh3604 Год назад +3

    Thanks for informing sir ❤️

  • @memesjustinjoy9540
    @memesjustinjoy9540 Год назад +1

    Very nice yr thanks for uploading

  • @GyanbhandarHindivideo
    @GyanbhandarHindivideo Год назад +1

    Bahut acha explain Kiya bhai apne

  • @SingerSumitSahu
    @SingerSumitSahu Год назад +1

    Very informative video .... ✌🏻

  • @guddikumari8748
    @guddikumari8748 Год назад +1

    Good information sir

  • @bollywoodtamasa9341
    @bollywoodtamasa9341 10 месяцев назад +2

    Bhai mere pass Tata Nano kar hai usmein bhi check the engine light Jalta Hai Aur overheating Hota Hai 1 kilometre Bhi Nahin Chalti Hai Aur over hiting Bata deta hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 месяцев назад

      Overhead ke liye to Bhai aapko pahle yah check karna hoga ki uska coolant kam To Nahin Ho Raha Hai coolantis To Nahin Ho Rahi Hai Kahin Se Agar full handle Ki Jodi Hai to uski Likhit ko band Kijiye Chahe vah pipe se ho rahi ho ya Kisi joint se ho rahi ho ya FIR aapke thermaster ball se ho rahi ho FIR Uske bad Agar tabhi bhi yah problem solve Nahin Hoti Hai To aap usmein scanner lagaiye aur scanner se Pata Kijiye ki check light jo hai engine vah Kis chij Se a rahi hai Kaun Sa Aise part hai jo kharab ho raha hai Jiski vajah se

  • @bari449
    @bari449 8 месяцев назад

    Hello bro
    Very nice information
    Meri tata kabhi kabhi over hit hotai hai over hit light atai hai har 40 KLM ke bad

  • @rk1894
    @rk1894 2 месяца назад +1

    Exlater chorne par engine vabrate karti hai chack light bhee lagi rahti hai or 80 tak jatee hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 месяца назад +1

      Pahle aap ek bar is channel lagaiye gadi mein yah Pata Kijiye kis chij Mein problem hai matlab kaun sa sensor Hai Jiski vajah se vah yah Harkat kar raha hai is channel se aapko pata chal Jaega Koi sense kharab hai yah Kisi Aur chij Mein problem per kam Karenge Aise Kuchh Nahin bata sakte

  • @SarmilaIdhingo
    @SarmilaIdhingo 8 дней назад

    Bhai aap feri koe nano ka video nikaliye

  • @prashantgaikwad2140
    @prashantgaikwad2140 5 месяцев назад +1

    1 km me overheat bazar bajta hai.....pickup ekdum sa kam hota hai..kya problem ho sakti hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  5 месяцев назад

      Sirf bajari Bajata Hai gadi bhi ho rahi hoti hai

  • @surendrachandrakar8564
    @surendrachandrakar8564 5 месяцев назад

    Sem prablam hone se aapke chenal ko dekha.mai Aaj hi apni gadi ko chek krauga.sikriya.

  • @FIREgaming-xk1lv
    @FIREgaming-xk1lv 7 месяцев назад +1

    Hi mera tata neno kus de no se morning Barbara self marneko bad istard hota hai kam se kom dos bar self marnese bad

  • @alwynraj1738
    @alwynraj1738 6 месяцев назад +1

    in my tata nano 2011 model while driving i feel humming sound coming when i give accelerator , when i leave accelerator the humming sound wont come pls any suggestion ?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      The bearing from which side the sound is coming from has broken down and should be replaced.

    • @alwynraj1738
      @alwynraj1738 6 месяцев назад

      all 4 wheel bearing had been checked and no problem in wheel bearing any other suggestion ?
      @@nautiyaljivlogs

  • @bipinkujur6311
    @bipinkujur6311 Год назад

    Nice video🎉🎉🎉

  • @GuruSingh-yt4ki
    @GuruSingh-yt4ki 10 месяцев назад +1

    Bai meri gaddi ac chalane PR slow ho jati hai or speed nhi pakrti or speed miter v kaam nhi krta

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  10 месяцев назад +1

      Bhai aapko pahle scaner Lagana Hoga gadi mein ki kis chij ki vaise yah ho raha hai vaise to is speedometer sensor kharab hone per hi yah from Aati Hai per Fir Bhi pahle scaner lag Jaega to clear ho jaega ki kya problem hai Agar vah is video mein to Sansad batata Hai To is speedometer sensor ke coupler Mein current bhi check karna hai uske bad hi change Karana hai Pahle aapko Puri tarike se satisfy hona hai ki uska coupler Mein current a raha hai ya nahin a raha hai Kai bar hota hai ki meter ki side se bhi problem Aati Hai To bhi yah problem Aati Hai gadi mein To aap pahle gadi acchi tarike se check Karen Uske bad sensor ko change Karen

  • @ManojSingh-mo2ku
    @ManojSingh-mo2ku Год назад +1

    Nice yr

  • @nazirhusain7868
    @nazirhusain7868 3 месяца назад +1

    brake kaise hai is gadi ke zaroor bataye bhai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  3 месяца назад

      Brake pr video bani h
      Jitni Gadi Ki speed Hai Uske hisab se break theek hai Charon drum brake Iske per time time per ise adjust Karana padta hai

  • @GuruSingh-yt4ki
    @GuruSingh-yt4ki Год назад +1

    Bai meri gaddi ki speed vali sui 120 PR chali jati hai or gadi age nhi badti or pickup v nhi banti

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад +1

      Bhai ISI ke upar Maine Ek Aur video Banai hai aap vah bhi check Kar Lijiye Ek Bar 120 ka switch Chali Jaati Hai To iska speedometer sensor bhi kharab ho sakta hai speed meter sense change karane Se Pahle usmein check kar lena ki usmein current a raha hai ya nahin a raha hai uske bad hi isko change Karana aur Nahin to Fir Aur chijen Bhi check karne mein Aati Hai (ruclips.net/video/1--WHDXp40I/видео.html )

  • @Breakingroutes
    @Breakingroutes Год назад +1

    @nautiyal bhai…nano twist ka column motor pata laga deyo jara…

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai Aise pata karna Mushkil Hai Khud ya to dukaanon per jao ya to second hand market tabhi Pata pad payega

  • @sajidkhan6960
    @sajidkhan6960 4 месяца назад +1

    Mere nano bhi pickup drop krti hai 1 2 3 gear me jyda race deta hu to jahtke lene lagti hai or 4 gear me full race Dene pr bhi gadi pickup nahi banati hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  4 месяца назад

      Eske liye bahut si chize check krni hogai. Dekhe bina nhi bta krta hu kya problem h

    • @ashishdubey4211
      @ashishdubey4211 4 месяца назад

      Seme problem

  • @manishmusicup65
    @manishmusicup65 Год назад

    Nice

  • @mohittomar5525
    @mohittomar5525 6 месяцев назад +1

    Check light arhi h or 75 se upar missing karti h kya karna chahiye

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Bhai usmein check karna hoga aapko ki koi vacuum likh To Nahin ho raha hai Jaise Maine video mein check kiya hai ki Kahin Se engine Mein Hawa proper Nahin ja rahi hai aise hi aapko bhi check karna ho usmein aur dusra usmein is scanner Lagana Hoga usse yah Pata Chalta Hai ki gadi mein kis chij ki problem hai Aur Ek Aur chij aapki gadi mein speedometer Sahi kam karta hai Matlab Ki speed Sahi dikhata hai Chalte Chalte speed wali sui girti To Nahin Hai

  • @Loveguru-xx4oz
    @Loveguru-xx4oz 6 месяцев назад +1

    Hello bro ..hetar coil chaye eski kha melgi

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Bhai aapko yah online app boodmo Mein mil Jayegi aur Nahin to local shop Mein Jahan TATA ka saman rahata hun vahan bhi mil Jayegi yaar

  • @Mohdswali
    @Mohdswali 3 месяца назад +1

    😢

  • @lifeoflovi9980
    @lifeoflovi9980 6 месяцев назад +1

    Bhai ji meri nano ki engine check light nahi jari hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Bhai scanner lagakar Pata karo ki kaun se sensor ki light a rahi hai check engine light jo hoti hai Koi Na Koi sensor kharab hota hai ya koi wiring Kati hoti hai sensor ki to hi Aati Hai To yah scaner Lagane ke bad hi Pata chalega ki kya problem hai kar mein

  • @surendergora8732
    @surendergora8732 9 месяцев назад +1

    Very good

  • @aftabmansuri2913
    @aftabmansuri2913 9 месяцев назад +1

    Hi bro tata nano me char char aawaj. Aa rahi he bhai kya problem ho sakta he

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  9 месяцев назад

      Bhai gadi ka suspension check Kara Lo Ek Bari agar friend se Awaaz a rahi hai to aur rear mein bhi Iske form saukar Lage hote hain to vah bhi check Kara Lo Nahin to mounting inhin Kuchh chijon ki awaaz Aati Hai

  • @luckychamouliartsdrawing8238
    @luckychamouliartsdrawing8238 Год назад +3

    Very nice video kep it up

  • @ANILKUMAR-qx9jy
    @ANILKUMAR-qx9jy Год назад +1

    Mare pass tata nano 2012 modal h us me frant me AC baloar ki Hawa nhi Ati h es ka salution kya h

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Blower motor na chalne ke bahut se Karan ho sakte hain jismein Hamen sabse pahle check karna hoga uska fuse Uske bad relay relay ke bad uska connector Mein voltage check karni hai yadi voltage a rahi hai to blower motor kharab hai Nahin a rahi hai to uski wiring check Karni Hogi Agar fuse aur relate theek hai to

  • @vishantpathare6624
    @vishantpathare6624 Год назад +1

    Check light continue chalu hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Jab tak problem Rahegi Tab Tak Yahi check light Aati Rahegi

  • @vishaltanwar8807
    @vishaltanwar8807 Год назад

    Bhai meri nano twist xt 2015 model h .avg bus 16 ki day rhi h.... Service sav kra li ..sab check kya kru

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Service Mein क्या-क्या chijen check Hui Thi Aur क्या-क्या chij change hui thi

  • @user-rr2lh6dk7t
    @user-rr2lh6dk7t Год назад +1

    Aap ki shop kidhar h

  • @mohittomar5525
    @mohittomar5525 6 месяцев назад +1

    Please explain

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Jo donon question Kiya aapane uske liye aapko sabse pahle scaner lagana hai dusri gadi ka vacuum check karna hai Teesri chij aapko yah check karna hai ki aapki gadi Chalte hue mein speed wali sui Apne Aap girti To Nahin Hai yadi apne aap Gir rahi hai to uska speedometer sensor Jo Hota Hai usko check karna hoga maine Ek Aur video Banai Hai ISI ke upar hi speedometer sensor ke vah video bhi Jarur Dekhen aap samajh jaaoge ki aapki gadi Mein yah problem hai ya nahin

  • @vishantpathare6624
    @vishantpathare6624 Год назад +1

    Hello sir
    Tata Nano ka race fluctuate ho Raha hai, aur battery chalte mai puri tarah se descharge ho gayi

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Sir Jaise aap Bata rahe hain Uske hisab se battery discharge hone ka Karan Alternator Hota Hai ya FIR Kisi chij Se current leakage Ho raha hai uski vajah se bhi yah ho jata hai aur jo race kar rahi hai uske liye scanner lagakar check karna hoga ki kis sensor ki vajah se yah kis chij ki vajah se yah problem a rahi hai

  • @tulsidas2974
    @tulsidas2974 Год назад

    Bhai mere paas Nano Automatic hai. City me chalne ke karan kabhi 70 se jyada chalane ka mauka. per mujhe lagta hai 80-85 ke baad throttle kitna hi dabao speed nhi bdhti. Aapki vali problem meri gaadi me nhi hai. check kara liya.

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Agar aapki gadi mein yah problem Nahin Hai To aapko Ek Bar fir se jo bhi iski vacuum wali pipeen hoti hain vah sab check karane Hain aur dusra aapko kar ke sabhi filters jaise ki air filter fuel filter yah sab chijen change ya check Karani hai aur jo thorttle hoti hai usko clean karvana hai aur last mein aapko clach bhi check karna hai yah sari chijen karvani hai

  • @kksharma336
    @kksharma336 6 месяцев назад

    Kya Tata Nano mein aur koi engine dal sakta hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Nahin ji isko electrical Jarur a sakte hain ismein electrical motor lag Jaati Hai Uske bad yah petrol se electrical Ban Jaati Hai

  • @SRafi-zp2ur
    @SRafi-zp2ur 11 месяцев назад

    Chak engine light aarahi hi gadi to proublum ni magar simble chak the engine dika rahi hi kya karu bro

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  11 месяцев назад

      Gadi Ko Kisi bhi scaner se scan kara kar Pata Kijiye ki check light kis chij ki a rahi hai check light aane ka bahut se reason Hote Hain Koi Bhi sense Agar problem kar raha ho ya koi wiring Kati Hogi to bhi check light Aati Hai Jo engine Mein Lage hue hain To is scanner se check kara Lijiye pata chal Jaega kis chij ki problem hai

  • @jeetsadhwani6181
    @jeetsadhwani6181 Год назад

    Thank you for information Bhai
    Meri nano me bhi same problem aayi hai
    To kya karna chahiye?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai car ka pickup Kafi chijon ki vajah se lo Hota Hai to usko janne ke liye pahle yah dekhna Hogi promo Kaise aur kya a rahi hai To japla Mein gadi Dekh leta to To Kuchh Bata Nahin sakta hun aapane Kisi mechanic ko check Karai Hogi usne kya bataya aapko ki kis chij ki problem hai

  • @somnathadhikary4824
    @somnathadhikary4824 Год назад +1

    Nano.....auto hai bhi😢

  • @montusiddiqui5114
    @montusiddiqui5114 Год назад

    Bhaiya ji ismein piche ke tyre aage Dhal jaate Tata Nano

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Agar gadi Mein Piche 155 65 r12 wale tyre lag rahe hain to Fir nahin kar paogi Kyunki front tyre Nainon Ke 135 70 r12 wale Hote Hain yadi 145 wale Lage hue hain to aap Aage Piche kar sakte ho but 145 wale mein bhi aage bumper Mein lagta hai vah

  • @believe6139
    @believe6139 Год назад

    Bhai RC transfer (nama pe karne ke liye) kitna kharch aaaya please tell me

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      RC transfer hone Ki Har Jagah अलग-अलग prakriya hoti hai aur Har Jagah alag paise Lagte Hain aap jis bhi Shahar Ke Hain vahan ki authority se Pata Kar Lijiye Chahe online authority Mein check Kar Lijiye

    • @believe6139
      @believe6139 Год назад +1

      @@nautiyaljivlogs fir bhi aap ko kitna aaya and after 15 years renewal karne ke liye kitna kharcha aata hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      @@believe6139 bhai transfer mein 5000 se 7000 per kharcha jata hai Kisi agent through Karoge To Bhai vah aapse 10 se 15000 per Le Lega to aap apni authority Mein Hi jakar Pata Karenge kar lenge to Achcha rahega 15 Sal bad Jo Dobara se use Renu karvana hota hai to usmein bhi 5000 rupaye Lagte Hain Jyada nhi lagte

  • @AmanDjMeerut
    @AmanDjMeerut Год назад +1

    Meri Tata Nano sas chhodkar band ho rahi hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Check karni padegi uska vacuum kahan se leak ho raha hai

  • @ravinderrks7388
    @ravinderrks7388 9 месяцев назад

    My gadi Thodi chalne ke bad do peep sound Aate Hain overheating Ke Uske bad gadi band ho rahi hai kya Karan hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  9 месяцев назад

      Bhai Gadi Ki kulant ki line check karao Puri ki puri Kyunki Kahin na kahin Koi chij leakage Hai Jiski vajah ko land kam ho raha hai aur gadi over hit ho rahi hai

  • @keshavraoyande1194
    @keshavraoyande1194 Год назад

    नैनो की बैट्री बदलना है कितने ah ki लगाना चाहिए वैसे 25ah ki lagi hai.

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai Maine battery wali video bhi banaa rakhi hai use per dekh sakte ho aap 32 ah ki video lagaiye jo ki 18 so rupaye ki I thi ye link h video ka
      ruclips.net/video/4VdCP6BAO-g/видео.html

  • @mohittomar5525
    @mohittomar5525 6 месяцев назад

    Bhai mere nano me bi yhi problem h kya karna chahiye

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  6 месяцев назад

      Check light ke liye aapko scanner Lagana Hoga usmein aapko pata chal jaega ki kis chij ki light a rahi hai

  • @SRafi-zp2ur
    @SRafi-zp2ur 4 месяца назад

    Nano hi bhai meri gadi runing me off ho rahi hi kya problum bata o

  • @sudhirpandey3877
    @sudhirpandey3877 Год назад

    Nano ka koi sahi sa machanic hoga noida me ?

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Kya problem aa rhi h car me

    • @sudhirpandey3877
      @sudhirpandey3877 Год назад

      Problem nhi h koi, but 1 jagah mamura me service karaya tha recently vo sahi se kr nhi paya 2500rs bna diye... Koi aisa mechanic ho jisko nano ki sahi se knowledge ho... Noida ya ghaziabad side me

    • @sudhirpandey3877
      @sudhirpandey3877 Год назад

      Choti moti problem k liye others mechanic jyda paise bolte h...

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      @@sudhirpandey3877 Ek company ka hi mechanic hai jo ki nano expert hai main aapko Unka number de deta hun aap Unse baat kar sakte hain

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      +919818315627 harmohan na naam h

  • @yug1969
    @yug1969 Год назад

    Bhaiya kha pr hai apki workshop

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai workshop nhi h me job krta hu pr noida me rehta hu

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Problem ho koi car me to bta dunga ase hi

  • @marial2976
    @marial2976 Год назад

    I was wondering, y my home's mice laughing while i was watching the video n trying to guess the fault

  • @AbdulAhad-ux1of
    @AbdulAhad-ux1of Год назад

    भाई मेरा गाड़ी मैं ये लाइट जला हुवा रहता है क्या प्रॉब्लम हो सकता है बताइयेगा प्लीज

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Bhai check karni padati hai Kyunki Kisi bhi yah light Kisi bhi sensor ke vaise bhi a sakti hai to jab tak scaner Lagane check Nahin hoga tab tak pata nahin chalega

  • @ansaransar3757
    @ansaransar3757 Год назад +1

    Btao

  • @ansaransar3757
    @ansaransar3757 Год назад

    Bhie Meri nano cr 80 ke speed mi jhatkyi lyite h

  • @NanoTouring
    @NanoTouring Год назад +1

    Bhai sliper pehankar gadi mat chalao

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад +1

      Ok 👍 ji

    • @believe6139
      @believe6139 Год назад +1

      Ye sahi bola without slippers ke chalo bhai to pickup milega ijjat Kato yar gadi ki

    • @NanoTouring
      @NanoTouring Год назад

      @@believe6139 Brake Pedal me chappal kahi bar fas jata he..

    • @believe6139
      @believe6139 Год назад

      @@NanoTouring bhai me majak kar raha tha aap kaha man pe le rahe ho aap ki bat se me agree hu

    • @NanoTouring
      @NanoTouring Год назад

      @@believe6139 :-)

  • @manishdhiman6973
    @manishdhiman6973 Год назад

    Bhai mujhe Tata Nano car AC chahie

  • @ansaransar3757
    @ansaransar3757 Год назад

    Keya problem h

  • @anilvermaverma7714
    @anilvermaverma7714 Год назад

    Hamari Tata Nano chalte chalte daab rahi hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  Год назад

      Sir gadi dabne ka bahut se reason Hote Hain jismein Ki Bahut Si chijen check Karni hoti hai bina Dekhe Bata Nahin Sakta main Kuchh Bhi

  • @nitinmishra6806
    @nitinmishra6806 Год назад

    Noutiyal ji apna contact no mill sakta hai kya

  • @jamilshikalgar9179
    @jamilshikalgar9179 Год назад +1

    Remove the number plate of the back side and use the radium number plate under the Tata logo and see the your Nano will not be the same.

  • @FIREgaming-xk1lv
    @FIREgaming-xk1lv 7 месяцев назад

    Upka number do na please🙏

  • @rk1894
    @rk1894 2 месяца назад +1

    Obd light nahi ja Raha hai

    • @nautiyaljivlogs
      @nautiyaljivlogs  2 месяца назад

      Scan lagakar hi Pata chalega ki kaun sa sensor hai kis chij mein problem a rahi hai koi wire bhi Kati Hogi to bhi pata chal Jaega is channel se

  • @kauserali6566
    @kauserali6566 6 месяцев назад

    Pl give me you no?

  • @lifeofgymtrainer3153
    @lifeofgymtrainer3153 Год назад +1

    Hello bhaiya apna number bhejna meri nano m dikkat aa rhi h

  • @birenderchoudhary7639
    @birenderchoudhary7639 Год назад

    Sir ap ka Phone number mil ga

  • @shekhersharma3202
    @shekhersharma3202 Год назад

    Bhai ek bar apna number do na kuchh baat karni hai argent