Das Gayee - Vina Khetani - Jamming Time

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 22 окт 2024

Комментарии • 12

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 2 месяца назад +1

    Movie: Samadhi (1972), Singer: Lata Mangeshkar
    Lyrics: Majrooh Sultanpuri, Music Dir: R. D. Burman
    0. Hai Rabbah! Hā ājā, ha rājā. (ĀĪŪṛāīū)
    (Ref) Bangale ke pīchhe, terī berī ke nīche;
    Hāy re piyā, āhā re, āhā re, āhā re piyā.
    Kān'tā lagā… hāy lagā…, hā ājā, hā rājā.
    Bangale ke pīchhe terī berī ke nīche; hāy re piyā.
    O Lord! Come, my prince. Behind the bungalow, under your plum tree;
    I was pricked by a thorn, beloved. I was pricked. Do come dear.
    Behind the bungalow, under your plum tree; O my beloved.
    1. Bindiyā chhipāye re lālī chunar; oṛh ke mūnd ke mukhaṛā apanā;
    nikalī andhere me' duniyā ke dar se me' sajanā. (both lines, 2)
    Rāt bairan huyī o re sathiyā; dekh hālat merī ā lekar jiyā. (Refrain)
    Hiding the bindi with a red scarf and covering my head including the face;
    I came out in the dark, fearing society, sweetheart. But the night became
    my foe, O companion. Light a lamp to look at my condition.
    2. Ayī musībat to ab sochatī; hū' mai' kyū' rah sakī nā tere bin.
    Sach hī to kehatī thī' sakhiyā' pha'segī tū ek din. (both lines, 2)
    Bhūl to ho gayī jo kiyā so kiyā; tū bachā le balam āj merā jiyā. (Ref)
    I am thinking about the problem, as to why I can't do without you;
    my friends were right, when they said I would be trapped one day.
    I made a mistake, but what’s done is done; but beloved, save me today.
    3. Sabko pukāre anāṛī nā; samajhe ye milane kā sārā jatan hai.
    Kaise batāū' ye chāhat kī saiyā' chubhan hai. (both lines, 2)
    Ye vo kā'ntā sajan jāye lekar jiyā: nain suyī' lage to nikale piyā. (Ref)
    I invited everyone, in order just to meet you; how can I now,
    fully express my desire? This feeling will sting my heart;
    I take your name, whenever I sigh.
    .

  • @andysahadeo7812
    @andysahadeo7812 3 месяца назад

    I listen to this song daily 😊

  • @cindysingh1157
    @cindysingh1157 8 месяцев назад

    Is years i didnt hear this....wowwww❤❤❤❤

  • @kaysadhu7975
    @kaysadhu7975 4 месяца назад

    Beautiful ❤❤❤❤

  • @andysahadeo4256
    @andysahadeo4256 Год назад

    Wow first time ⏲️ hearing this version

  • @andysahadeo7812
    @andysahadeo7812 Год назад

    Any more by vina khetani and sally Edward's

  • @michaelkanhai7216
    @michaelkanhai7216 11 месяцев назад

    Best 🎉

  • @andysahadeo7812
    @andysahadeo7812 Год назад

    Any versions of nandha nandha band by Salina

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +2

    Movie: Naya Zamana (1971), Singer: Lata Mangeshkar,
    Lyricist: Anand Bakshi, Music Dir: Sachin Dev Burman.
    0. Ho Champā, ho Chamelī, ho Sunvā Rupvā.
    Das gayī. Das gayī suī, rainā kajarāre mai hārī.
    Kyā karū’ mai’ jānū na jānū na. (ĀĪŪṛāīū)
    (Ref) Das gayī suī, rainā kajarāre mai hārī.
    Kyā karū’ mai’ jānū na jānū na, das gayī suī.
    1.Jāo re jāo kisī vaid ko bulāo; baid na mile to mere sajan ko lāo.
    Jāo re jāo kisī vaid ko bulāo; baid na mile to mere sajan ko lāo.
    Chhotī sī bālī umar me’; mai’ mushkil me’ fas gayī. (Refrain)
    2. Ho Champa, ho rī Chameli !
    Tan kā to ghāv ek roz bhar jāye; man huā ghāyal to Rām hī bachāye.
    Tan kā to ghāv ek roz bhar jāye; man huā ghāyal to Rām hī bachāye.
    Ho Champā, ho rī Chamelī; terī sahelī das gayī. (Refrain)
    3.Hāl jo sune merā vohī musakāye; prem kā lagā hai rog mohe hāy.
    Hāl jo sune merā vohī musakāye; prem kā lagā hai rog mohe hāy.
    Bairan ye mast pavan bhī; āke mujh pe has gayī. Das gayī suī,
    rainā kajarāre mai hārī; kyā karū mai jānū na jānū na. (Refrain)
    .

  • @andysahadeo4256
    @andysahadeo4256 Год назад

    Naina bandh by salina can you get it

  • @Ramkabharosa
    @Ramkabharosa 3 года назад +2

    0.(Ref) Mai’ terī sonī, tū merā pyār; bāto’ bāto’ me’ dil, tūne le le yār.
    Pyār pyār pyār, kā hotā hai pyār; apun maine jhālā, yeh mere sarkār (2).
    1. Sone tikurī hai, hai sonā merā dil; tūne kyā kar dālā, pasīnā hai mushkhil. (2)
    Nīnd terī merā chain irādā, the hai bekarār; pal pal jānū sab tihū, terā hī intazār.
    Mai’ hū terī sājan, tū hai merā balam. (2) (Ref) (ĀĪŪṛāīū)
    2. Usne miltī mera dil, divānā hogāyā; aise taise dekho kyā, afasānā hogāyā. (2)
    Tere dil mai’ kyā hai ye, mujhko kyā patā; hai dil irādā terā pati, sachchhī tū batā.
    Kyā irādā terā, kyā hai vādā terā. (2) (Ref)
    3. Jīvan maine rangā dālā re, tere rangā me’; terā pyār patā, mere angā angā me’. (2)
    Pehalā pāo jī mai’ sājan, mujhko bhī tere; do din lete jaldī ā pyār, to sang mere.
    Torī leke bahār, torī leke kahār. (2) (Ref)
    .

  • @andysahadeo7812
    @andysahadeo7812 Год назад

    Here is a good , I now realized Nadia Madhoo copied this beat