Bro credit card 40 days ka time deta hai bill pura kerne ke liye mobile 10000 ka hai to credit card 10000 pay ker deta hai or aap ko 10000 40 days ke ander credit card ko pese Dene hote hai bss
What if we return the product and didn't received refund yet. Will the refund get transfer in credit card? And do credit card charge from our original payment account if we pay late
Sir.. Card lim.50000 rupye ki h...aur koi 50000 ka product emi pe leta hu to jiski emi per month 10000 h ...kya 50000 ek saat 1month me dena rahega ki per month 10000 hi card credit card ki bill pey karni rahegi
Bro i paid my credit card bill through phonepe and they charged Rs.5 for the validation of my card for the said credit card. Is this gonna happen everytime i pay my bill? Will they cut 5 rupees for every bill that i pay?
Sir how to check shopping vouchers given by sbi credit card. I m issued credit card before 5 months but I am not getting shopping voucher details. Please help me.
Sir samaj lijiye emi pe mobile liya ₹25000ka 24manths liye har mahnne ₹1500 dena parega 24 mahne tak to credit card mai ₹1500 jama karnebparega ya jyada
Sir Indian bank ka card hai paise wapas payment krne ke bad cradit km ho jati hai pr kuch samay ke bad wo amaunt saving account me chala jata hai or card ka whi pura due show krne lagta hai
agr mai koi chiz purchase na kru to kya mujhse koi charge lie jayenge monthly cz maine kuch logo se suna ki 50k account me hona chiye and 50k pay karna padta hai aisa kuch ?
Mene apne credit card se 11 December ko payment ki thi, uske baad mere mobile banking or net banking me credit card show ho raha hai, lekin uska payment nahi show ho rahi, ki humara last statement bal. and minimum amount due kitna hai, (fisrt time user credit card)
Agar Hamen pura amount na karna Pade to usmein Se Kitna interest kam se kam bharna padta hai jaise ki 50000 rupaye Hain To usmein Se Kitna kam se kam aur agale bill Mein adjust hokar a Jaaye Kuchh Aisa Bhi hota hai kya
Sir Maine installment pe phone liya hai apne credit card se or mere card ka payment option Maine khud pay karna ka liya tha to kya mere phone mail bhi bhi bill aayega ?
Sir, ATM se pura paisa nikal liya..ab kitne din baad aur kaise jama kare...kya ATM se paisa nikalna bhi ek tarah ka loan hai???. .aur nikale huye cash ko bhi converte kar ke paisa credit card me diposit kar sakte hain.
Maine 7/06/21 ko credit card se payment ki thi uska bil aaj tk nhi aaya h total amount due , Minimum amount due ,other me kuch bhi show nhi kr raha h (first time credit card user )
Credit card se payment krne pr jb bill bnta h to kya usme kuch extra ru. (Extra charge like gst , prosssing fee etc) lg akr bill generate hota h ya fir jitna ka shopping ki utna hi ata h ( like mene koi saman 3000 ka magaya to uska bill jo ayega vo 3000 hi bnega ya usme kuch extra charge lg kr ayega ,(no EMI )
Meri monthly income hai 25000 Monthly loan Instalment 4000 hai Ab mujhe kitne amount tak ka sanction milega or uska payment recommended amount kitna tak hoga Credit card bill payment through sbi yoni ya ecs se kaise karen or kaun sa tarika adhik sahi hoga. Please guide me.
Agar ham pahle hi Bill dekhna chahe to koi options hota h ya nahi. Jaise ki hame pata chal jaye ki Maine kitna paise ka shopping Kiya . Please give me ans
Bhai agar credit card Se maan lo 3000 kharch Kia ek haazar hmko Bill k ek din pehle refund aa gya to Bill kitna bnega?? Wo amount jo refund huyi card ME wo b Bill ME lgegi ya mine's - Ho jega
Is it possible that my credit bill of the month including EMI get automatically deducted from my bank account(if sufficient money is there) with which my card is linked,and I need not to tension about paying my bills and time period
Aapane bahut hi simple aur bahut Achcha bataya yah Mera 8 video tha alag alag youtubers Ke Dekhen Samajh Mein Nahin Aaye
बहुत सुन्दर जानकारी सर! धन्यवाद 🙏
Bht bht Shukriya Sir guiding k liye ....thnx
sir, credit card ka payment jo Product EMI par lete hain. wo hi EMI monthly payment krna padega credit card ko?
Bro credit card 40 days ka time deta hai bill pura kerne ke liye mobile 10000 ka hai to credit card 10000 pay ker deta hai or aap ko 10000 40 days ke ander credit card ko pese Dene hote hai bss
Credit card ke mobile ya electronic products online buy kerne se sasta padhta hai bss
@@junaid54252 so , agar emi pe lunga toh each month 3k to 4k pay karna hoga for the fixed number of months , right ?
@@skylife620 Correct. Just keep paying your EMI amount every month till you have paid back all the installments.
What if we return the product and didn't received refund yet. Will the refund get transfer in credit card? And do credit card charge from our original payment account if we pay late
Thanks for clearing my doubts of repayment 😊
Sir..
Card lim.50000 rupye ki h...aur koi 50000 ka product emi pe leta hu to jiski emi per month 10000 h ...kya 50000 ek saat 1month me dena rahega ki per month 10000 hi card credit card ki bill pey karni rahegi
Sir aapke videos vahot helpful hote hey plz aap aise hi important videos banate rahen...thank u so so much..
Ishan bhai agar mai netbanking se bill pay karte hai to usme koi extra charge lagta hai ya nahi
Thanku sr g 🌹🌹🌹💐💐💐💖💖💕💓👌👌👍👍💥💥⭐🙏🏻🙏🙏🙏🙏🙏
Thanks for the Guidance very nice Ishaan keep it up😀😀😀🙏🙏🙏
Sir cardet card ka bill account say nhi katyga kya ya phir net banking say kasy pay Kiya jayga
Bro i paid my credit card bill through phonepe and they charged Rs.5 for the validation of my card for the said credit card. Is this gonna happen everytime i pay my bill? Will they cut 5 rupees for every bill that i pay?
Sir pnb app se credit card mai paise kaise add kre
pase na hot us vakt to Kya kare sir aur Kya uska intrast day ways day badhega ya manthli..sir plz ans me
Sir how to check shopping vouchers given by sbi credit card. I m issued credit card before 5 months but I am not getting shopping voucher details. Please help me.
Sir samaj lijiye emi pe mobile liya ₹25000ka 24manths liye har mahnne ₹1500 dena parega 24 mahne tak to credit card mai ₹1500 jama karnebparega ya jyada
Sir maximum payment kyon nahin kar sakte isase kya nuksan hai hamra kuch
Sir Indian bank ka card hai paise wapas payment krne ke bad cradit km ho jati hai pr kuch samay ke bad wo amaunt saving account me chala jata hai or card ka whi pura due show krne lagta hai
Bhai aap kon sa mic us kar rahe hain please reply me
Sir please batayen maine 10000 credit kard se use kiya hai to ek sath pura pay karne padega ya thoda thoda monthly pay karna padega
sir minimum amount pay karde to baaki ka amount pay karne k liye kitna din milega or koi problem to nhi h minimum amount pay karne me plz guide
Hum ATM se bhi kr sakte h kya
Kya bill Ganrate
hone se pahle pay kar sakte hai.
Eki hi bank ka credit card or debit card use kar Sakta hi kiya
Hello sir credit card ke emi bharne k leye aur statement dekhne k leye kaunsa App download Kare
Nice explanation
I like vedio
Thanks bhai
🙏🙏🌹🌹
Bhai muje batav pachas dinn kese milenge pese vaper ne credit card se bill nikal ne ke kitne diin me kharidi kare bhai
Due date Kitne Din phele Online pay Karna Hoga Plz Reply
Koi chez jis date pe kharidi usi date ke 30 days bad bill ayega kya??
Nahi ek time hota h har month usi date ko aata h
Kitne din mei krna hota hei
Kotak bank ka credit card ko amazon pay se payment kar saktin hai kya. Sir
Bill kitne din me janret hota hai... Mujhy 3 din hogaey online shoping kiye but ab tak bill show nai hota hai
Phon pay se kaise hoga
Bhai ye batao aap FD karane ke bad Jo credit card milata hai usaka bhi paisa Jama karana padata hai kya please reply
Bhai other bank se bill payment nhi kr skte kya .
Mera hdfc acount nhi h sirf credit card h
Kon se Bank k credit card best hai sir?
Bhai kya jitna bill pay krna hi suppose uska aadha bill other payment kiya to extra charge dena hota hai ya nhi kisi bhi credit card ka
Sir muje bataye time kitna lagta paise jama hone ma
agr mai koi chiz purchase na kru to kya mujhse koi charge lie jayenge monthly cz maine kuch logo se suna ki 50k account me hona chiye and 50k pay karna padta hai aisa kuch ?
Sir me emi me shoping kiya huu to meinum bill pe karna pde ga nn
Aaj shopping ki h to kya hm agle din bhi bill paid kr skte h kya
Each month ka bill payment mae kitne din ke andar pay kar sakta hu..??? Plz reply
Mene apne credit card se 11 December ko payment ki thi, uske baad mere mobile banking or net banking me credit card show ho raha hai, lekin uska payment nahi show ho rahi, ki humara last statement bal. and minimum amount due kitna hai, (fisrt time user credit card)
Agar Hamen pura amount na karna Pade to usmein Se Kitna interest kam se kam bharna padta hai jaise ki 50000 rupaye Hain To usmein Se Kitna kam se kam aur agale bill Mein adjust hokar a Jaaye Kuchh Aisa Bhi hota hai kya
Sir Maine installment pe phone liya hai apne credit card se or mere card ka payment option Maine khud pay karna ka liya tha to kya mere phone mail bhi bhi bill aayega ?
Sir hame apne credit card me paisa dalna h kaise dale
Kon kon si payments ho sakti hai credit card se ?
Kya mutual funds bhi buy kar sakte hai esse ?
Others account se kese online bill pay kre ? Hdfc credit carme .....
Sir kya auto pay b ho jata h credit card Ka bil
Thanks brother
Sir, ATM se pura paisa nikal liya..ab kitne din baad aur kaise jama kare...kya ATM se paisa nikalna bhi ek tarah ka loan hai???. .aur nikale huye cash ko bhi converte kar ke paisa credit card me diposit kar sakte hain.
Nahi
Credit card is like loan money while you shoping every time
Maine 7/06/21 ko credit card se payment ki thi uska bil aaj tk nhi aaya h total amount due , Minimum amount due ,other me kuch bhi show nhi kr raha h (first time credit card user )
Thank u sir for this vedio so use full
Sir maine hdfc atm se 10000₹ widhraw krr liye h abb uss par 600₹ extra lagg gya h abb m kya kru sir reply me sir
Ishan Bhai nri ke liye credit card kaise Bana sakte hai jis bank me account ho usi bank mein
Card hdfc k h our account other m h to kasa pay hoga plzzz btaya
I have to pay credit card bill 60000.I want convert to EMI 18 months.is it possible and what is process ???
Please suggest me.
yes possible but you have to call credit card care
Sir ji maine 6 june ki crdit card issue hua.125000 ki limit mili.kya pura paisa spend kar saktain hain.no 2.ye envelop kab ata hai dak se.
Sir ek credit card ka payments dusre card se kar sakte he
Credit card se payment krne pr jb bill bnta h to kya usme kuch extra ru. (Extra charge like gst , prosssing fee etc) lg akr bill generate hota h ya fir jitna ka shopping ki utna hi ata h ( like mene koi saman 3000 ka magaya to uska bill jo ayega vo 3000 hi bnega ya usme kuch extra charge lg kr ayega ,(no EMI )
Jitne ki shopping ki h utne ka hi bill pay krna hota h 48 days ke baad intrest lgta h
Meri monthly income hai 25000
Monthly loan Instalment 4000 hai
Ab mujhe kitne amount tak ka sanction milega or uska payment recommended amount kitna tak hoga
Credit card bill payment through sbi yoni ya ecs se kaise karen or kaun sa tarika adhik sahi hoga. Please guide me.
Agar ham pahle hi Bill dekhna chahe to koi options hota h ya nahi. Jaise ki hame pata chal jaye ki Maine kitna paise ka shopping Kiya . Please give me ans
Han pahle hi sab dekh skte h
Wo kaise
Sir kya credit card se electric bill or byke ke emi jama kara sakte hai
Sir EMI se Khare di ke bad kitne din may pise bharna badege
Credit card kase use kar es par vedio banao please answer me quick
Hbfc credit card mubile banking me kese add kare
Bahut achhe
Sir HDFC app se autoplay credit card payment hoti hai
Use CRED app bro. You will get rewards on credit card payment
Sir agar credit card ke amount k use nhi kiya to koi problem hogi kya
First payment of I what to pay full payment or EMI payment
Bhai mera bil due date hai 18 oct hum mob se bill pe kar diye 1 oct ko koi dikkat 18 ko kat jayega
Sir kya hum apna bill instalments mai de sakde hai
If remaining amount is 0.50 then Who to pay Or if I'll not pay this???
Credit card me kya paise har mahine credit hote rahte h
Kisi bhi atm me jakar payment kr skte h reply sir
Sir Kya credit card ka bill debit card se pay kar sakte hai. (Internet ke jariye card no. Ka use krke)
Maine current account due ka option click kiya hai but wo update nhi ho rha h jisse ki mai dobara use nhi kr pa rha hu
Easy emi creadit card ka bill kese pay hoga HDFC ka
Sar credit card ka bill khud se ac.. nahi katt lega
Bank mei jaa kr hum installment mei pay kr skte hai ? Jitna hum chahe
Ye show kb hoga bill jo already paid ho bill aane se phle
Cred app k baare me ek video banaeye
Kyuonki credit card ka payment karte hai to kuch erning honi chahiye kya bolte 🤨
Ye kb tk update hota hai payment karne ke baad
Bhai agar credit card Se maan lo 3000 kharch Kia ek haazar hmko Bill k ek din pehle refund aa gya to Bill kitna bnega?? Wo amount jo refund huyi card ME wo b Bill ME lgegi ya mine's - Ho jega
Ek baar jo bill ban jayega pura pay krna padega minus nahi hoga. baki jo baad me refund aaya hai woh next time add ho jayega
Helpful thnks…
Sir hum jitne paise kharchte hai credit card se utne hiii krne hote hai yaa extra charge lgte hai
Eska time hota h 50 din ka
50 din me koi change nahi lagega
Maine sare paise use kr liye or minimin amnt due paid kiya to phir kb credit card me paise aayenge plz suggest sir
Sir Agar mai sbi ka credit card le liya hu use Estemal nahi vi karta hun to koi problem ho sakta hai ya nahi please Answer thank you sir
bhaisab dusre bank k credit card ki payment k bare m btaye. same bank se to hota h
Thank You Ishan Sir
contact Lukham344@ gmail com for your valid credit card payments done
Help me sir mera 12000 due tha maine galti se 14000 pay kar Diya amount cut go gya but Money reflect nai hua help 😭😭😭😭
Ek credit se dusre credit card ka bill kaise pay kr sakte hai kya bhai
Credit card hdfc ka di number kaha se pata kare aur hdfc ka interest very hi hai bill pay kar na hai is number kar se pata kare
Kya credit card ka bill non hdfc account holder payzapp ke through kar sakate hai .es per video banae
Sar Bil Jama karne ke bad kitne din bad Paisa use kar sakte hain
So normal people loan jaisa use karte hain matlab free money 😮❤
Auto pay nhi hota kya account se
sir credit card payment automatic kat jate h ya bhrne hote h
Is it possible that my credit bill of the month including EMI get automatically deducted from my bank account(if sufficient money is there) with which my card is linked,and I need not to tension about paying my bills and time period
Yes for HDFC
Sir credit card ka bill genrete hone ke Baad swapping karna chahiye ya nahi iska vidio banaye