namaste sir, meri bike 250cc yamaha fz25 bs6 2020 model hai. muje konsa pin relay wala use krna jisme 2 horn aur 1 mobile charger use krna chahiye. reply krdena jld se jld please
Sir maine splendor bs6 bike me 2 roots aur 2 fog lamp light laga rakhe ise battery down toh nahi ho jaygi sir 12 volt ki battery splendor ki aur relay lavani chahiya ya nhi
@@amanimam5291 sir maine jab se splendor me roots aur fog lights lagayi h tab se splendor ki original head light wo nahi chal rhi h vaise chal toh rahi h par chal rahi h
maine 12v 35w ka halogen bulb ko change karke nighteye 12v 36w ka led bulb lagaya toh relay ki zarurat padegi kya sir mera bike h bullet bs6 maine ecu meter se scan kiya toh voltage drop ho rha tha please reply sir
Sir maine 90/100 ki tube daali hye..es se fuse bohut garm ho rha hye..aur ek baat light bina negetive ke bhi thodi madham jal rhi hye aur jab negetive lga do to thodi tej ho jati hye..yeh wiring main fault hye yn realy se prob solve ho jyegi
@@autotales sir mera splendor plus bs6 hai main usme hjg mini drive lagana hai jo 20w +20w total 40w ke 2 pair hai Kya bina relay ke chalega ya relay jaruri hai ? Main sirf bike on karke hi use karunga switch ke sath.
Sir jaise maine apni bike me led bulb lagaaya hai wo hazard wala feature bhi kraaya hai chaaro indicator chlaane par light kam jada hoti kya yeh relay ke saath fix ho jaayega | please reply me sir
Sir maine bike discover 100cc me 2 fog lamb lga rakhi to kitne amp ki relay chahiye hogi Fog lamb on karte hai to horn slow ho jata hai problem ky aa rhi hai bike me
Sir mere sumo gold me light upgrad kiya hu 55/60w se 100/90w lekin light bhut fuse ho raha h kya karu ap bataiye abhi tak 4 year me 10 light fuse ho chuka h
Sir ji ek bahut imp. Sawal, Mai 12v 5amp rating wala relay aur 20amp ka fuse use kr rha hu toh usme kitne watt Tak ki led bulb support krega ? Kya usme 150 watt Tak ki led support krega Please reply as soon as possible... 🙏
भैया जी के कहने का तात्पर्य यह है कि रिले आपके करंट के बोर्ड को आगे बढ़ा देती है क्षमता डबल कर देती है भैया इतनी वीडियो में इतना ही बोला करो इतना लंबा मत खींचा करो बंदे पक जाते हैं आते हैं भाग जाते हैं
Jankari to di hai par pakaya bhi bahut hai🤭
Hn ,😅
😂😂😂
Namaste sir.
Super sir.
Thank you sir
Bhai pulsar 125 m minda d70 k do horn install krne k liye relay lgana pdega kya?
namaste sir, meri bike 250cc yamaha fz25 bs6 2020 model hai. muje konsa pin relay wala use krna jisme 2 horn aur 1 mobile charger use krna chahiye. reply krdena jld se jld please
Very nice sir and flasher kyun lagaya jatahai bike mai bataiyena
Flasher indicators ke liye
Bike me Ise led light me laga sakte he kya 20 watt taka ke jo 300 rup ke ander
Ji sir
Best headlight for car
Sir me Denso Wiper Motor ko 12v DC 36 watts 5A charger sey chal raha hain..firr bhi usmey relay Lagana Padega kyaa lls bataiye Thankyoy
Sir external kuch bhi jyada power ka use karte hein to relay laga lijiye..
Sir agar 40 A 5 Pin Relay use krrtaa hun toh kitna amp ka Fuse use krrna padega for external use purpose ..Thankyou
Sir maine splendor bs6 bike me 2 roots aur 2 fog lamp light laga rakhe ise battery down toh nahi ho jaygi sir 12 volt ki battery splendor ki aur relay lavani chahiya ya nhi
Sir splendor ki battery ke hisab se load jyada hai...horn and light ka use start bike me hi krna
Horn ke liye alag say relay lagaou or fog light ke liye head light relay lagaou
@@amanimam5291 sir maine jab se splendor me roots aur fog lights lagayi h tab se splendor ki original head light wo nahi chal rhi h vaise chal toh rahi h par chal rahi h
Bhai 1 creata horn me direct use kr skte ha
Can we connect 86 to ignition wire
Nice video sir
Thank you sir
Bhaiya hum side fog lamp keh liye sidha battery seh bhi connection de sakte hai
Haan
Sir mne bike me 1 hi trumpet horn lga rkha h to bike ki battery me jyada impact to nhi pdega na
Nahi sir
@@autotales sir muje relay lgvane ki jrurt h kya
Ek ke liye nahi..haan 2 lagao to relay laga lena
@@autotales mne lgva hi liya ek k liye bhi ab battery kharab nhi hogi na
Nahi
Bhai maine bike me 2 creta ke horn lagye the relay ke sath ab maine ek horn nikal diya ek lga ha pr maine relay nhi nikali to koi dikkat to nhi ha
Nahi...relay lage rehne dena
Bhai meri bike m single minda vala horn lgra h usme relay lgvau y bina relay k koi dikt to mhi aygi battery p
Jarurat nahi relay ki
Bhai plz batao 12V. 35Amp ke supply ke liye kitne Amp ka relay lagau plz batao 🙏🙏🙏🏼🙏🙏
Sir aap ko 35 amp ke liye 35 amp se jyada ka koi bhi relay use kar sakte ho
@@autotales thank you bhai
Welcome sir keep supporting
maine 12v 35w ka halogen bulb ko change karke nighteye 12v 36w ka led bulb lagaya toh relay ki zarurat padegi kya sir mera bike h bullet bs6 maine ecu meter se scan kiya toh voltage drop ho rha tha please reply sir
Nahi sir..itne me relay nahi chahiye
@@autotales okay sir
Sir me simple 2 horn Splendor me laga raha hu usme relay lagau ya nahi
Lagaiye sir
Hi sir bike me aane wale company horn dual kare to relay ki jarurat hogi ya nhi
Agar single aata hai or aap extra laga rahe to relay lagaiye
Sir maine 90/100 ki tube daali hye..es se fuse bohut garm ho rha hye..aur ek baat light bina negetive ke bhi thodi madham jal rhi hye aur jab negetive lga do to thodi tej ho jati hye..yeh wiring main fault hye yn realy se prob solve ho jyegi
Actly sir jo apki light hogi na wo jab aap connect karre to ground leri datsy wo bina negetive connect kiye bhi halki on ho rahi hogi
20w×2=40w
Led bulb ke liye bike me koun sa fuse lagaye
Bhai ye battery jo wire connect kiya h aapne, ye wire konsa use kiya h aapne kya size
Sir konsa? Color bataiye
@@autotales Battery ke positive m connect kiya black fuse ke sath vo
Sir wo wire fuse ke saath hi aaya tha..link description me hai uska
Isme house wiring m jo wire kaam aata h vo use le skte relay ko connect krne ke liye positve supply se
Haan kar sakte hein..me bhi wahi use karta hu....achhi company ki karna
Sir Royal Enfield classic 350 mein abhi 55w stock bulb h..55w se 90-100w ka halogen change karne par relay ki jarurat padegi ya nahi?
Yes sir lagaeiye....nahi to stock wiring pe load padega
@@autotales sir mera splendor plus bs6 hai main usme hjg mini drive lagana hai jo 20w +20w total 40w ke 2 pair hai
Kya bina relay ke chalega ya relay jaruri hai ?
Main sirf bike on karke hi use karunga switch ke sath.
Sir jaise maine apni bike me led bulb lagaaya hai wo hazard wala feature bhi kraaya hai chaaro indicator chlaane par light kam jada hoti kya yeh relay ke saath fix ho jaayega | please reply me sir
Bike ki headlight DC hai kya sir? Haan aap relay use kar sakte
Relay ma aat put chak kaesa kara
Bhai mene 60/55 bulub baik me lagaya he.battery utar jati he.realy lagane se kush fayada hoga
Nahi sir
86 पिन का एक वायर स्विच में लगाके स्विच का दूसरा वायर गाड़ी की बॉडी में ही लगेगा या वापिस रिले की किसी पिन में ?
Install kya kar rahe ho? Horn ya lights
@@autotales LED 40+40 watt (2) light auto rickshaw me Bajaj CNG
ruclips.net/video/4ZAqFfBj1Sg/видео.html
Ye video dekhna..poori detail hai
Thank bhai
Welcome sir
Good
Thank you sir.
Sir maine bike discover 100cc me 2 fog lamb lga rakhi to kitne amp ki relay chahiye hogi
Fog lamb on karte hai to horn slow ho jata hai problem ky aa rhi hai bike me
Sir relay fog lamp ke watt ke according lagana..pehle aap watt bataiye fog light ke
@@autotales 1 lamb me 12 led h ye sir aapko pta hoga kitne watt ka h
Sir normal 30amp ki relay use kar lijiye
Can it works with relay led
With led? Yes
Sir ji i have used 90/100 hologen with relay
Now I have upgrade crystal eye led 120w
Can it's work with that relay wiring or remove the relay
Can we go with stock wiring or
If relay is working good then dont remove it
Sir mere sumo gold me light upgrad kiya hu 55/60w se 100/90w lekin light bhut fuse ho raha h kya karu ap bataiye abhi tak 4 year me 10 light fuse ho chuka h
Sir ek baar gaadi start karne ke baad multimetre se headlight socket ki voltage check kijiye...kitni aa rahi hai batana
Ji sir
Sir Mene HJG Ka 20 watts ka Mini Driving Light Lagaya hai....kya uske liye relay lagana hi padega kya...?
Sir You should use relay whenever you add extra accessories, to protect your stock wiring from unwanted damage
Hello sir,
HJG ka mini drive fog lights kaise kaam kar rhi hai,
Kya ise khareedna sahi hai
@@shaktikumarmishra9488 ha Sir..me 2 saal se use kar rha hoon. Abhi tk kuch problem nhi aaya muze
@@rushikeshgharat9828 🙏🙏
Bhai pulsar 220f me horn relay bar bar kharab ho jata hai koi solution bataoo bhai
Horn konse hein?
Bhai pulsar bs 6 150 me lagane ka Tariq batao
Kya add krna hai light ya horn?
@@autotales light 55w halogen
Bina realye ka Alto start hoga sir
Ye horn/fog light relay hai sir
Nice
Thank you sir
Sir mene apni bike me duble horn lagaya hai relay bi laga di ab bettry kharab hone ka dar to nahi hai
Nahi sir
@@autotalesual horn 12v ho hi and low..usme v relay jaruri hai ya nahi ?
Sir, Relay use karne se battery drain kam hota hai kya
No sir battery drain hogi bas ye advantage hai relay ka ki gaadi ki stock wiring and switches pe load nahi padega
Ac. Ka viring video banao
Ji sir
Sir ji ek bahut imp. Sawal, Mai 12v 5amp rating wala relay aur 20amp ka fuse use kr rha hu toh usme kitne watt Tak ki led bulb support krega ?
Kya usme 150 watt Tak ki led support krega
Please reply as soon as possible... 🙏
Kyonki apki relay 12v 30amp wali hai
Aur isme kya difference hai 12v 5amp vs 12v 30amp ?
@@bahorelalkaushal5036 bhai....relay v 20 amp ka use karo....ya 30 amp ka
Kya relay battery jyada khati he
Nahi...
Swift dzire h but reley lagi Hui h mera ak balb kharaab hota h
100 , 130 b aur. 90. , 100 b m kiya Karu bhaiya
Please
Sir achhe se bataiye...aapka bulb fuse ho raha hai baar baar?
भैया जी के कहने का तात्पर्य यह है कि रिले आपके करंट के बोर्ड को आगे बढ़ा देती है क्षमता डबल कर देती है भैया इतनी वीडियो में इतना ही बोला करो इतना लंबा मत खींचा करो बंदे पक जाते हैं आते हैं भाग जाते हैं
Bhaiya ji क्षमता डबल नहीं करती, and dhanywaad suggestion ke liye🤗🤗
Sir police Siren horn lgaya hai 4 pin relay se battery pe jada effect to ni pdega or battery kitne time tk chlegi
Scotty me hai sir
Sir relay lagane se battery consumption pe fark nahi padta..jyada heavy accessories lagaenge to wo battery khaegi hi for sure
Relay gaadi me nuksan krta hai kya
Nahi sir
55+ Kai bar hogya ...😂😂😂😂
Kitne baar🤔😜
@@autotales kaibar...Kai bar...kaibaar 🤣
Relay heat hone ka kya reason hai sir?
regular use
Sir relay garam kru hoti
Regular kaam krne ki wajah se sir,
@@autotales sir aag lagne ka dar toh nhi he na kyuki bhot garam hoti ya phir relay kharab hone se toh garam hoti he kya
Sir aap agar low amp ka relay use kar rahe jyada amp ke liye to heat hoga ya aap relay change karke genuine relay daaliye
@@autotales thank you sir ye karke dekhta hoon
Sir relay kitne amp ka hona chahiye
Ye nh bataya i realy viltage badata hai ya gatata hai
Kuch ni krta aisa..bas direct power supply deta hai
Sir h4 bulb likha hota hai usme h4 ka kya matlab hai
H4 jisme hi and low dono beam hoti hein
@@autotales thanks sir g
Kai बार.... Kai बार हो गया
Kya sir?
Meri car k foglamp ka relay bar bar kyun jal jata hai?
Kam amp ka relay lagaya hoga
Relay me volt kam kaise hota hai
Inductor coil... Same as transformer
very Boring tell the Actual Content men, All Faltu Bak bak
Bakwas bolta hai ye aadmi, dimag kharab ho gaya
Bahut pakaya yar ek hi baat ko bolta hai
Okay
Pappu 👎
Thank you sir
Nice video sir
Thank you sir
Pressure horn mei bhi 4 Pin 12V| 30 chalega kya Sir ?
Uske saath relay aati hai or fuse bhi..