Thanks bhai aapka, Finally aapki sari videos dekhi CBSE wali or total 4 months lage change hone me. Aapki ek baat point kargyi thi ki yaa to galat ke sath dhaake khate rho yha effort marke sahi kralo Lag gya peeche or hogya dhakke bhut khaye😂😂
Pls reply me Sir mere class 10th 2020 ki mark sheet mein mummy ka name Pushpa Devi hai school mein childhood se hi glat hai toh kya correction ho skta hai and birth certificate mein bhi Yahi hai jabki maa ke aadhar card mein sharma hai.
Sir its urgent plz reply as soon as possible sir mene 2019 me pass kiya tha mere father's name me spelling mistake hogi h jo 10 or 12 dino hi certificate me h so can u tell me procedure of it
Mujhe bro correction krwana hai 10th maine passout kiya 2020 me mujhe mother's surname and date of birth me correction krwana hai hojaayega kya kaise hoga ya gazeete banwana prega, mujhe apse contact Krna hai. Gazzete banwaunga to aage dikaat nahi hogi n
My Surname in 10th Marksheet is not mentioned and I am 2013 passout, but I want to mention my Surname in 10th marksheet, because after 10th in my Graduation my surname is given and also in Aadhar Card, how to change it in 2021 ? I am getting problem in my Job
Hi Shubham. U can change it all documents easily by gazatte but now supreme court told cbse to change or add surname in marksheet also by gazatte publication . I have add my surnname in all documents except cbse marksheet . I stuck here due to no idea of process.
Sir school wle name correction krne k liye mann nhi rai mne 10th isse year pass ki h. mre mother ka name correction krne se mna kr rai to hum kya kre sir
Sir, mere naam ki spelling galat ho gayi hai 10th ki marksheet me toh , principal sir mujhse kah rahe hai Affidavit karvani ki, toh sir name correction bina Affidavit diye ho sakta hai plz reply sir
Affidavit banwa lijiye sabse easy process h isko banwane ka, kisi bhi notary wale par aap jao unke pass format hota h just apna name or father name or jo correct name h wo unko do 5 min me dedenge
Sir mere papa ke name ke saath bhi yahi issue aarah h..school mein humne short name likhwa diya...aap meri koi bhi help kr skte ho toh please help me..mujhe within one month maximum y shi chahiye...please
Sir , meri mother ke last title me devi ke jgah pe das krvani hai .. but mai mere sare documents me devi hai ki document me das nhi hai....or maine 10th 2014 me kiya or 12th 2016 me ki hai.. to meri mother ke nam title ke change hoga
Bhai maine iss baar 10th ka exam diya h aur abhi marksheet nhi aaya h aur mujhe yaad aaya mere sare documents me mummy ke naam me kumari surname h aur marksheet me devi too kaise thik hoga bhai plz help.. Mai aapke reply ka wait krunga
Sir mera naam LOC pe jo photo paste h uspar Anshika likha h par Description me Anishka h jo ki sahi h ... To kya photo par mera naan change ho sakta h Please reply🙏🙏
@@SpreadingGyaninhindi school se contact kiya to vo kah rahe h ki change nahi ho , form board ko submit ho gaya h ...exam dete samay koi problem to nahi aaegi ?
Mere 10 Or 12 ki marksheet pr father name kamlesh h Or papa k har documents pr kamlesh kumar h to m kya kru mere ko college m admisssion lena h pls tell me
Sir me 2018 me class 10 Or 2020 me class 12 kiya mere class 10 marksheet me mother surname Gupta ha par class 12 me devi ha Sir class 10 ke marksheet me devi Kaise kre Sir please help
Sir meri mummy ke naam mein dikkat h. Mere birth certificate mein devi lga h or 10 certificate mein devi nhi lga hua h. Or abb m 12 th mein hu. Sir btao ki m ye kaise correct krau
Rehmat kaur ji mere sath bhi yhi hua hai, but father ki spelling me galti ho gyi hai. Ap jo bhi karo correction ke liye steps jarur likh dijiye, pls meri bhi help ho jayegi. Mujhe baad me pata chala jab maine tet ka form bhara, kya karu samajh nhi aa rha hai
Sir meri 10th marksheet me Mother's name me Anshu Singh hogya he or baki sare documents me unka name Anshu he hme Surname htawana he kese htaega Mene apni 10th 2024 me pass ki he Sir plz bta dijiye jldi kese kre......
Mere xth ke marksheet pe meri mother ka naam galat ho gya tha aur usi basis pe mere sabhi documents pe wahi galat naam ho gya hai bas meri mother Ka jo adhar Id wagarah unpe hi sab sahi hai aur mere pe apni khud ki koi sahi naam wali id nahi hai, bhai iss case me bhi ye kaam kr jaega kya? Bhai bht problem ho rhi hai please help karo yaar
Mere 10'th ke marksheet me pita ji ke name me spelling mistake hai use change karwana hai laikin abhi paasout hue 5 saal se jada ho gya hai ab mai kya kar sakta hu kuch suggestions dijiye sir please...
Sir I have passed 10th in 2018 and class 12 in 2020. But dono mai meri mummy ke name ka ek letter 'i' ke jagah 'e' ho gaya hai....... toh change kar sakte hai kya. Plzz help...
Bhaiya Mera jee mains ka form mai 12th marksheet ka nam diya hai,kyu ki wohi nam bharna tha ,Aur name change mai time lagega. Toh bhaiya mai kya gazette certififcate banwa lu?
Bhai mene 10th class की मार्क शीट में name theek karvaya tha name to ठीक हो गया है लेकिन वो net par purana name दिखा रहा है digilocker पर भी पुराना नाम दिखा रहा है
My father's name is written in abbreviated form(short form)on my 10th and 12th marksheets but in his other documents it is written in full form.what should i do? ....can problem occur in future due to this?
Sir mere school ne mujhe mna kr diya hai ki mera name change nhi hogya kyuki cbse ne ab correction krna bnd kr diya hai sir mane 10 (2019 )mai pass ki thi help me Please do reply
Sir mera Naam Ayush Verma hai sir mere 10th aur 12th ke marksheet me mere father ka Naam Manoj verma darj ho Gaya hai jabki mere father ke sabhi adhar card, educational document me mere father ka Naam Manoj Kumar Das darj hai to ab agar me government job me join karne jaunga to problem ho Sakti hai Kya please reply Kar ke bataiye sir
sir cbse2017 10th pass kiya hu name hai (PRINCE DUBEY) BUT 10TH marksheet pr (PRINCE DUEBY) aa gya hai correction ho jyega kya process hai or kitna time lagega sir bta skte hai
Bhai yr 10th mei mere mother ka surname likh diya tha jo delete krwana hai or origin adhar card par nhi hai or baki mere sare document par shi h name sirf 10cbse ka seen hai to kya kru 2011 mei hui h 10th mujhe ab documentation mei problems aa rhi h
@@arshdeepheer50 bro mere father ka name MD Zayaur Rahman hai par maine Registration ke time Mohammad Zayaur Rahman kar diya , abhi 10 din pehle hi result aaya hai , kiya krun?
Sir maine 2020 me 10 th pass ki Marksheet me papa ka naam Laxmikant hai aur school me bhi yahi naam hai par aadhar card par lakshmikant hai kya ye school se correctin ho jayega pls sir reply
Hello sir , sir mera 10th class ki marksheet pr father's name glt h mene 2017 m 10th class kri thi .sir mene 12th m toh thik kra diya tha bhut 10th ki marksheet pr nhi huaa h or jb mene apne saare records niklvae school vaalo se kh kr to unhone 5th class se hi glt kr rkh tha vo logo ne shree ki jgha per Md. Lgaya tha but sir unhone concern letter diya h mujhe to kya thik ho jaega ya mushkil h koi gazette bnvana hoga ?sir mujhe parpatganj jana hoga ya school vaale kr dege kuki mene unse kha to unhone mna kr diya kha ki aap abhi passout ho toh khud krana hoga
Hi sir..meri 10th ki marksheet mein mere or mere parents ka surname nahi likha hua h or baki sari marksheet m h...m kya karu plz reply... Sir mene 10th 2010 m kri thi..
Maine 12th 2019 me pass ki thi aur usme mothers name me mistake hai kya school waale kr denge ye thik? Ab 1.5 years ho gaye hai kya ab possible hoga? Please help
Bhai mne 2009 me 10th pass kri thi or certificate me only first name likha hai like 'dev' usme mje surname add krana like 'dev wadhwa'to uske liye school jana hoga ya gazette me
Sir my mother and father name is interchanged but it is correct in 10th class mark sheet bank it is incorrect in 12th class CBSE document sir what can I do! Kya koi fees lagti hai e- Harkara portal pe?
Mene 10 2018 mai kiya tha or 12 2020 mai ki the or dono mai hi papa ka nam galat hai to Balram hai but Bal Ram kr diya hai to kya 10 or 12 dono mai papa ka nam change ho jaoga plz reply me mera college kai admission mai problem a rhe hai
Mera 2009 ka pass out h ...Name me surname nhi hai...Aaj school me pata kiya to addmission forum , attendence register or online school website pr mera name surname k sath hai ...Lekin 10 certificate me mera surname nhi hai . .To kya change ho jayega
mere 10 or 12 ki marksheet m Mere papa k naam m surname ni likha hua h 2020 m Maine 12th kiya h wo surname add krwana h wo kese hoga plzzzz sir bta digiy🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mujhe 12th ki marksheet me mummy ke name ki spelling sahi karvani hai voh 10th ki marksheet me toh sahi hai mai ne 12th 2021 me pass ki hai . What can I do ?
Bhai mera 9 tak father's name JITENDRA RAM correct tha... Uska mere Paas Marksheet bhi 9 class ka... Lekin 10 aur 12 Mein "JITENDER RAM" wrong ho gaya... Aur 5 saal ho bhi gaye.. Phir Kya kiya jaaye bhai.. Plz reply de... Mere liye school Jaana bhi problem hai.. Main tamilnadu se Kendriya Vidyalaya Mein padha.. Aur abhi Main Jharkhand Mein hun... Gazette wala thoda easy hai lekin usko process step by step kaise hoga?
Sir, My name in aadhaar and 10th CBSE marklist are the same. But there were additional Initials which came in the 12th marklist. But that was on 2011. How can i apply to change/correct my name for 12th cbse marklist?
bhai mera name chaitanya hai mene 10th class 2017 mai pass out kiya hai mujhe mere name mai correction karwani hai mere name sabhi jgah CHAITANYA MISHRA hai lekin 10 th marksheet mai CHAIT ANYA MISHRA ho gya h means first name ke beech mai space aa gya hai plzz help kro ki ab ye kese change hoga
Hello sir .sir my fathers name in 10 th marksheet is wrong but in my 12 and graduation is correct or mine apni 10th 2013 m ki thi kya sir ye honey girl isi 6th we jo apna video m bat ya h ..ki kunki beaut lambada time hoga h 2013
Sir 10th me mere father ka Naam sahi he par 12th me mere father ke name me spelling me mistake he or meri 12th 2016 me complete ho Chuka he toh me kya karu
Sir maine 10th class 2015 me pass ki thi BSEH (HARYANA) AND 12TH CBSE ki thi...or ab graduation complete ho chuki but meri mother ka name galat hai document me....mujhe kya krna chaiye ? pls btaiye!!
mera name and dob galat h cbse mai and 10years hogye h to ab kaise correct hoga. name mai surname ni h aur date birth mai 11 oct ki jagah 10 oct h..please suggest
@@SpreadingGyaninhindi dob school ne galat kia tha..and correct krne ko bola tha jb to teacher ne bola ek din se kuch ni hota..mera passport 10th se pehle ka bana hua h aur osme sb sahi h.. agr koi tareeka h thek krne ka to btaye
Sir mere 10th ki marksheet me father name me surname nahi laga hai aur abhi mai 12 me hu toh kya school se thhek hojaaega? Sirf kumar nhi laga hai baaki document me kumar hai please reply
Bhaiya Maine 10th 2020 mein ki hai aur abhi main 12th main hoon (same school) but mere 10th ke marksheet par pere father ka name mein spelling miss hai father name [Bansh bahadur] hai hai but marksheet mein [Bans Bahadur ] hai {h} missing hai to sir mujhe correction karwana hai to main kya Karu 🙏🥺 please sir reply
Mera admission hua tha tab bhi father ka name ram chander singh tha puri marksheet 6 to 12 tak yahi hai ram chander singh lekin mere papa ke sare documents pe ram chandra singh hai ab school wale mana kar rhe hai mujhe bahut dikkat aa rhi hai ab kya karu
Dekho ye ek typo error hai lekin shuruvat se yhi rha hai to aapko jha first school me ye galat hua wha ka admission form, School leaving certificate chahiye hoga with stamp of principal and unko bolo ki wo aapka typo error eharkara se sahi kre specially wha se jha se 10th hui uske baad sab documents collect krke CBSE me form fill krke submit kijiye
Mera papa ke nam and surname ke bich me space missing h 12th ke documents me and 10 wale me thik h......and hm 2018 me 12th passout hue the....to hmko gazette nikalana hoga?? And kya correction school me jakar e-haraka se ho jayega??
Sir 2020 me 12th ki marksheet me problem hai mere school walo ne cbse ko document bhej diye, but abhi tak koi correction nahi hui. Kya aap bata sakte ho ki maximum kitna time lagta hai correction hone me .
Sir mene 2009 me 10th 2011 me 12th ki h Mene gazette me name change krwaya h full to kya Ab name change ho jayega Or mera aage kisi b college me addmission Konse name se hoga
dekho simple advice deta hu apna adhar change karalo marksheet lagakr but agar aesa nhi krna h to school jao unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par
Bhaiyaa jo aapne last me bola hai ki shuruaat se hi chalta aa rha h to kya hume isse aage koi pareshaani to face nhi karni padegi na jaise college life ya job me.... Plz bhaiyaa reply❤️
sir meri 10th and 12th marksheet mein issue h parents name mein. fathers name mein subhash arya likha h usse subhash kumar arya krvana h. mothers name mein sushila devi arya mein se arya hatvana h adhaar card see vrna match nhi hoga please help meri graduation ki degree print honi h
Now, It is very late for you. However, it is possible but process is very lengthy. If you don't have any choice left then yes must follow it. Go to first school from where the name problem occurs, ask them to give you the admission form which they filled during your admission. TC, SLC everything you can collect and make sure that principal and examinar will sign and mark stamp on each document. In parallel, you can create a Gazette, correction affidavit, post in 1-2 newspaper about your mistake Collect everything and asked school principal or IT team to open Eharkara and create your ID and attached all the documents
Sir mere 10th or 12th k marksheet pr mere mother k name m spelling mistake h school walo ne saaf Mna kr diya ki ye ab school se correct nhi hoga. Sir Mere 12th class ka passing year 2019 h toh kya sir ab bhi cerficate m hui spelling mistake thik ho jayegi plz sir reply me.
Mere 10th kai marksheet mai Vivek likha hua hai and i want to add my surname and i am currently in class 12th. How can i add my surname . 10th batch (18-19 tha) and haa mai starting sai ek he school mai पड़ता aa rha huu 9th tak tooh surname bhe thaa har records mai but 10th mai he lafda ho gya.. Plz btaoo bhai kya kare kaise kare.... 🙏
Maine 10th 2017 me pss kiya tha or abhi mujhe change krwana hoga to kya kya process hoga kya ye ONLINE possible h. Or mere father ka sirf 1 letter missing h to isme kya kya process h
Bhai mera naam (Hariom) hai sab documents me lekin 10 th marksheet me (Hari om) likh diya hai aur pass hue 4 year ho gaye ab bata do kaise correction thik hoga
Thanks bhai aapka, Finally aapki sari videos dekhi CBSE wali or total 4 months lage change hone me. Aapki ek baat point kargyi thi ki yaa to galat ke sath dhaake khate rho yha effort marke sahi kralo
Lag gya peeche or hogya dhakke bhut khaye😂😂
Kaise karai bhaii
Bhai plz help me mujhe v karana h
Pls reply me Sir mere class 10th 2020 ki mark sheet mein mummy ka name Pushpa Devi hai school mein childhood se hi glat hai toh kya correction ho skta hai and birth certificate mein bhi Yahi hai jabki maa ke aadhar card mein sharma hai.
Same problem,aap ni thiik karva liya kya
Plz answer
Agar parents ka surname Devi se Singh karwana hai toh gazzetee ki jarurat hogi ya phir xth school se hi correct ho jayega,...I'm in 11th class!!!
school
@@SpreadingGyaninhindi sir meri date of birth wrong hai
Kaise change karvaye
Sir its urgent plz reply as soon as possible sir mene 2019 me pass kiya tha mere father's name me spelling mistake hogi h jo 10 or 12 dino hi certificate me h so can u tell me procedure of it
Mujhe bro correction krwana hai 10th maine passout kiya 2020 me mujhe mother's surname and date of birth me correction krwana hai hojaayega kya kaise hoga ya gazeete banwana prega, mujhe apse contact Krna hai. Gazzete banwaunga to aage dikaat nahi hogi n
My Surname in 10th Marksheet is not mentioned and I am 2013 passout, but I want to mention my Surname in 10th marksheet, because after 10th in my Graduation my surname is given and also in Aadhar Card, how to change it in 2021 ?
I am getting problem in my Job
Hi Shubham. U can change it all documents easily by gazatte but now supreme court told cbse to change or add surname in marksheet also by gazatte publication . I have add my surnname in all documents except cbse marksheet . I stuck here due to no idea of process.
Anyone of you were able to change in 10th certificate?
Kis job mai problem aaraha haii government. Govt job mai affidavit se kam nahi chalta kya
@@ShubhamSingh-om4id interview mai reject kiya kya
Mai bhi cse ka prepare kar raha hu par mera fathers name mai mistake hai class 10 mai
Sir school wle name correction krne k liye mann nhi rai mne 10th isse year pass ki h. mre mother ka name correction krne se mna kr rai to hum kya kre sir
Sir, mere naam ki spelling galat ho gayi hai 10th ki marksheet me toh , principal sir mujhse kah rahe hai Affidavit karvani ki, toh sir name correction bina Affidavit diye ho sakta hai plz reply sir
Affidavit banwa lijiye sabse easy process h isko banwane ka, kisi bhi notary wale par aap jao unke pass format hota h just apna name or father name or jo correct name h wo unko do 5 min me dedenge
Sir mujhe 10 ki marksheet me apne name ki spelling sahi krani hai or papa ka surname change krana hai to kaise hoga plse plse plse bta dijiye
Agar name "J P SHARMA" h or use full name m krwana h to kya process hoga
Sir mere papa ke name ke saath bhi yahi issue aarah h..school mein humne short name likhwa diya...aap meri koi bhi help kr skte ho toh please help me..mujhe within one month maximum y shi chahiye...please
Sir,mera 10 ki marksheet me Prashant Kumar Verma hai,aur 12 me Prashant Verma hai to kya kare
Aur Abhi 12ka exam chal raha mera
Please help 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir , meri mother ke last title me devi ke jgah pe das krvani hai .. but mai mere sare documents me devi hai ki document me das nhi hai....or maine 10th 2014 me kiya or 12th 2016 me ki hai.. to meri mother ke nam title ke change hoga
Please help me
das hi rhne do ab sab documents me kyuki ab possible nhi cbse dwara within 1 year hi change hota h
@@SpreadingGyaninhindi thank you sir
bhai apko abhi kyu change karana hai? kya zaroort pdh gay bhai?
मेरे 10th ke marksheet me पिता जी के नाम में कुमार छूट गया है। और में अब ग्रेजुएशन भी पास कर गया हु। बाकी सारे certificate में कुमार लगा हुआ है।
@@19Dhirajkumar98 saare documents me same hai sirf 10th ke marksheet me change hai
@@Amankumar-mz3qf Bhai 10th wale school me bat kijiye correction ke bare me
E Harkara message karne ke bad reply kitne Dino mein ata hai aur kab aata please please bataiye sir ji🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sahi hua Bhai tumara
One week
Bhai maine iss baar 10th ka exam diya h aur abhi marksheet nhi aaya h aur mujhe yaad aaya mere sare documents me mummy ke naam me kumari surname h aur marksheet me devi too kaise thik hoga bhai plz help..
Mai aapke reply ka wait krunga
Sir mera naam LOC pe jo photo paste h uspar Anshika likha h par Description me Anishka h jo ki sahi h ... To kya photo par mera naan change ho sakta h
Please reply🙏🙏
ho sakta hai school se contact kro agar wo cbse jane ko khe to aap cbse Patparganj jakr karao
@@SpreadingGyaninhindi sir online nahi ho sakta?
I am in 12th.
@@SpreadingGyaninhindi school se contact kiya to vo kah rahe h ki change nahi ho , form board ko submit ho gaya h
...exam dete samay koi problem to nahi aaegi ?
school hi bhejega cbse ko
Mere 10 Or 12 ki marksheet pr father name kamlesh h Or papa k har documents pr kamlesh kumar h to m kya kru mere ko college m admisssion lena h pls tell me
Thank you so much bro for this excellent presentation. This video clarifies a lot of doubts from our minds.
Bhai kitne dinoo mein change hoga name
@@amanbhola1702 Bhai....aapko name change karna hai ki name correction karna hai?
@@NUShortFilms correction karwana h bhai
@@amanbhola1702 bhai...aap fatafat school jao...jaldi ho jayega...may be in 1 week.
@@NUShortFilms ha bhai kaal hi jaunga kyo ki online form me dikat aa rahi h
Sir me 2018 me class 10 Or 2020 me class 12 kiya mere class 10 marksheet me mother surname Gupta ha par class 12 me devi ha
Sir class 10 ke marksheet me devi
Kaise kre
Sir please help
Jes school sa 12th ki thi vo close ho Chuka ha ab kya krna ha
Apne educational board se milo
Sir Mera 10th 2015 ka hua h Kya ab marksheet me change ho Skta father's name
nhi ab possible nhi
bhai name change gazet of publication kra lo sb thk rahega
@@SK-bi3yg bhaai iss se ho jaata maine bhi krvana apna
@@SK-bi3yg kaise bhai mother name ka last name wrong hai process btao,?
@@SpreadingGyaninhindi bhai surname nahi hai, lekin aadhar par hai aage koi problem hogi?
Sir meri mummy ke naam mein dikkat h. Mere birth certificate mein devi lga h or 10 certificate mein devi nhi lga hua h. Or abb m 12 th mein hu. Sir btao ki m ye kaise correct krau
Sir rbse board me shala darpan RTE portal chlta h vese CBSE me konsa portal chlta h
cbse me e-harkara portal
Sir maine term 1 ka exam de diya h bt admit card m mere mummy k nm m glti ho gya h ...
Kaise sudharwaye
School se contact kijiye
bhaiya mere father's name me kumar lag gaya hai 12th me lekin 10th ki marksheet me nhi laga to kaise change hoga plzz reply maine 12 iss year kiya hai
bhot asani se ho jayega 12th wale school jao or 10th ki marksheet lekr jana wo cbse ko apply krdenge
thanku bhaiya
per bhaiya abhi jaye ki marksheet ane pe jae
Bhaiya school wale mna kr rhe bol rhe ab apply nhi hoga bataiye app kya karu mai plzz bhut tension ho rhi
cbse jao abhi
Mere admit card per se papa ka surname nhi hai kya wo marksheet per shi ho jayega
Haa jald CBSE visit kijiye isse phle marksheet bhi wrong name ke sath display hojaye
To phir wo kaise shi hoga
Mera father's name spelling galat hai 12 marksheet m baki sare documents m sahi hai. To ispe bhi 1year rule apply hoga kya?
haa brother
Sir Mera 10th marksheet m photo change ho Gaya h ky karu
sir mere 10th mother name me correction krwani hai..2006 pass out hai ..kese hoga ..plz reply
cbse visit kro
@@SpreadingGyaninhindi sir etne years baad correction ho jaye gi ya nhi
vohi bta payenge mere hisaab se possible nhi
@@SpreadingGyaninhindi agar mna kr diya to gazette through ho skti hai correction
Rehmat kaur ji mere sath bhi yhi hua hai, but father ki spelling me galti ho gyi hai. Ap jo bhi karo correction ke liye steps jarur likh dijiye, pls meri bhi help ho jayegi. Mujhe baad me pata chala jab maine tet ka form bhara, kya karu samajh nhi aa rha hai
Sir meri 10th marksheet me Mother's name me Anshu Singh hogya he or baki sare documents me unka name Anshu he hme Surname htawana he kese htaega
Mene apni 10th 2024 me pass ki he
Sir plz bta dijiye jldi kese kre......
Sir, Mene 2019 me 10 pass ki thi aur mere father's name me spelling mistake h aur ab 2021 aa gai .kya correction ho jayega
bilkul possible h 12th se phle kralo school walo se baat kro
@@SpreadingGyaninhindi school se baat ki thi aur 10 mahine pahle school se sare documents bhi bheje (by post) par CBSE ka koi reply nahi aaya
Mere xth ke marksheet pe meri mother ka naam galat ho gya tha aur usi basis pe mere sabhi documents pe wahi galat naam ho gya hai bas meri mother Ka jo adhar Id wagarah unpe hi sab sahi hai aur mere pe apni khud ki koi sahi naam wali id nahi hai, bhai iss case me bhi ye kaam kr jaega kya? Bhai bht problem ho rhi hai please help karo yaar
@@code-link bhai mera bhi same condition he kya correction ho sakta he 10 marksheet pe father's name ka😰
@@techgamer4957 ho jayega.
Tum apne school jana aur ek letter cbse ke liye bhejne ko kahna thoda time lagega par thik ho jayega mera bhi thik ho gya
Mere name me sir name nahi hai to Kya bo abhi change ho skta h 10th hui thi 2020 me ?
Sir mujhe 10th certificate mein mother's name k sath unka surname add krana hai..12th ka sahi hai.. 10th maine 2013 mein kri thi.. ho jayega thik?
no ab nhi kregi cbse ab aap affidavit bnalo
But sir maine foreign k liye apply krna hai..aur affidavit nhi chlega udhr.mera visa reject ho jayega
visa passport ke liye to aapko change hi krana hoga aap school walo se baaat kro kuch le dekr krle to
Ok thank you
Sir 2015 mein ki h 10th fr
Mere 10'th ke marksheet me pita ji ke name me spelling mistake hai use change karwana hai laikin abhi paasout hue 5 saal se jada ho gya hai ab mai kya kar sakta hu kuch suggestions dijiye sir please...
Sir mera 10th 2017me hua hai kya ab mother's name correction hoga.....🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Plzz sir bta dijiye ....urgent need hai sir🙏🏻🙏🏻
Aapka correction hua ky ?
Sir I have passed 10th in 2018 and class 12 in 2020. But dono mai meri mummy ke name ka ek letter 'i' ke jagah 'e' ho gaya hai....... toh change kar sakte hai kya. Plzz help...
bilkul hojayega cbse jao or haa usse phle school walo se baat krlo agar whi apply krdenge cbse ko to acha rhega
Bhaiya Mera jee mains ka form mai 12th marksheet ka nam diya hai,kyu ki wohi nam bharna tha ,Aur name change mai time lagega. Toh bhaiya mai kya gazette certififcate banwa lu?
Bhai mene 10th class की मार्क शीट में name theek karvaya tha name to ठीक हो गया है लेकिन वो net par purana name दिखा रहा है digilocker पर भी पुराना नाम दिखा रहा है
My father's name is written in abbreviated form(short form)on my 10th and 12th marksheets but in his other documents it is written in full form.what should i do? ....can problem occur in future due to this?
@@19Dhirajkumar98 merko college counselling me to dikkat ni aayegi na
Same problem
@@Kkknnnhsame please kuch solution ho toh bata do mujhe shayad kabhi bhi dv ke liye call aajye...please reply
Same issue please help me
@@Kitta2110 bhai use affidavit ya phir gazetted certificate
Sir mere school ne mujhe mna kr diya hai ki mera name change nhi hogya kyuki cbse ne ab correction krna bnd kr diya hai sir mane 10 (2019 )mai pass ki thi help me
Please do reply
Mai 2016 mera 10th hua hai, mujhe abhi correction Karana hai, possible hai kya??? Sirf name correction karna hai
cbse Patparganj visit kro wo manenge to hojayega
Unhone bola ek sal se jyda hogya toh ab nhi hoga
Sir mera Naam Ayush Verma hai sir mere 10th aur 12th ke marksheet me mere father ka Naam Manoj verma darj ho Gaya hai jabki mere father ke sabhi adhar card, educational document me mere father ka Naam Manoj Kumar Das darj hai to ab agar me government job me join karne jaunga to problem ho Sakti hai Kya please reply Kar ke bataiye sir
sir cbse2017 10th pass kiya hu name hai (PRINCE DUBEY) BUT 10TH marksheet pr (PRINCE DUEBY) aa gya hai correction ho jyega kya process hai or kitna time lagega sir bta skte hai
hojayga ye to typo error h cbse Patparganj jao
@@SpreadingGyaninhindi mai bihar se belong krta hu
patna me cbse nhi h kya?
@@SpreadingGyaninhindi h waha gye the wo bole school wale krenge pr school wale nhi kr rhe hai.. ab kaise hga sir
@@princedubey5091 bhai prince apni insta id dedo i want to ask somthing
Bhai yr 10th mei mere mother ka surname likh diya tha jo delete krwana hai or origin adhar card par nhi hai or baki mere sare document par shi h name sirf 10cbse ka seen hai to kya kru 2011 mei hui h 10th mujhe ab documentation mei problems aa rhi h
Brother ap school se bat kijiye
@@19Dhirajkumar98 ho jayga kya change
@@Devbhoomi0730 school se bat kijiye ho jayega but school admission register and 8 th ke TC me Sahi hoga tabhi Hoga
@@Devbhoomi0730 8th ke TC me Sahi h ya nhi agr Galti 8th ke TC se hi h to ab change nhi hoga
Waise ap school jao bat kijiye
Sir av e harkara to lock down se h (1 Sep.) Se par offline by hand kavi suru hoga..?
fir cbse hi jana hoga
Sudhar ho gya kya bhai Mera bhi 10th ka result me mistake hai Batao bhai
Bhai date of birth ma year ki correction karwani ha 2013 ki wo hojayga
Bhut purana case hai nhi hoga
@@arshdeepheer50 bro mere father ka name MD Zayaur Rahman hai par maine Registration ke time Mohammad Zayaur Rahman kar diya , abhi 10 din pehle hi result aaya hai , kiya krun?
Sir maine 2020 me 10 th pass ki
Marksheet me papa ka naam Laxmikant hai aur school me bhi yahi naam hai par aadhar card par lakshmikant hai kya ye school se correctin ho jayega pls sir reply
hojayga no problem school jao kal hi
@XII B Beeru Gupta 06
kya aapka result shi ho gya tha...?
please reply i m facing same problem
Hello sir , sir mera 10th class ki marksheet pr father's name glt h mene 2017 m 10th class kri thi .sir mene 12th m toh thik kra diya tha bhut 10th ki marksheet pr nhi huaa h or jb mene apne saare records niklvae school vaalo se kh kr to unhone 5th class se hi glt kr rkh tha vo logo ne shree ki jgha per Md. Lgaya tha but sir unhone concern letter diya h mujhe to kya thik ho jaega ya mushkil h koi gazette bnvana hoga ?sir mujhe parpatganj jana hoga ya school vaale kr dege kuki mene unse kha to unhone mna kr diya kha ki aap abhi passout ho toh khud krana hoga
Thank you for sharing this topic
But my 10 incorrect my father's
and mothers name
12 is correct
What should I do .
Please Make A ready
Bhai kuch hua
Meri bhi yhi mistake h
Hi sir..meri 10th ki marksheet mein mere or mere parents ka surname nahi likha hua h or baki sari marksheet m h...m kya karu plz reply... Sir mene 10th 2010 m kri thi..
Sir maine 2013 me 10ki h mother name me correction karvana h ho sakta h kya
ab cbse se nhi court or gazette se hi hoga bhot time lag gya
@@SpreadingGyaninhindi sir kya ab cbse office jane se koi fayda nhi hoga or kitna time lagega new document me
nhi hoga or wo aapki sunenge bhi nhi kyuki rules ke according 1 year me hi kra sakte ho
Yr mera naam main mistake thi correction krna k vaad certicate toh mil gya online wahi show kr reha hai wrong result.... help !
Sir i have passed 10th in 2011 but my father name is Thakur dass sharma instead of Thakur dass in other document what we have to do
it means you have to add surname but its too late. cbse will not accept your request
@@SpreadingGyaninhindi i hv passed in 2017 cn i correct it
Bhai mene 2014 me 10th kari thi usme date of birth galt ho gya usme to ab change hi jayega agar ho jayega to kaise hoga
Bhut purana case hai
Maine 12th 2019 me pass ki thi aur usme mothers name me mistake hai kya school waale kr denge ye thik? Ab 1.5 years ho gaye hai kya ab possible hoga? Please help
haa possible to h
@@SpreadingGyaninhindi jin documents me correction karwana h vo original dene honge school waalo ko? Digilocker waale documents se possible hai?
photocopy lenge or original bhi dekhenge abhi keval photocopy upload hogi baad me cbse jab process krega tab aapko original submit krdene honge
Bhai mne 2009 me 10th pass kri thi or certificate me only first name likha hai like 'dev' usme mje surname add krana like 'dev wadhwa'to uske liye school jana hoga ya gazette me
Sir my mother and father name is interchanged but it is correct in 10th class mark sheet bank it is incorrect in 12th class CBSE document sir what can I do! Kya koi fees lagti hai e- Harkara portal pe?
aap school jao 12th wale 10th ki marksheet lekr jana unhe btana ki ye change kaise hua wo apply krenge cbse ko
@@SpreadingGyaninhindi my 10th name -Tejinder
12th name -Tejinder rohilla
Toh kaise cahnge hoga 12th m??????
@@SpreadingGyaninhindi and my 10th complete in 2010
And 12th -2012
@@vihaanrohilla2326 ho gya apka
@@Dhutta579 no
Mene 10 2018 mai kiya tha or 12 2020 mai ki the or dono mai hi papa ka nam galat hai to Balram hai but Bal Ram kr diya hai to kya 10 or 12 dono mai papa ka nam change ho jaoga plz reply me mera college kai admission mai problem a rhe hai
Sir mera patent name glt ho gya hai 10 me Mai kya kro Admission me sahi tha
school jao aap der na kro wo krdenge sahi cbse ko apply krdenge eharkara par
@@SpreadingGyaninhindi school wale mna krrhen
@@sushmakushwaha8269 apka correction hua kya
@@19Dhirajkumar98 nhi
@@sushmakushwaha8269 Bhai Mera bhi same problem h kya koi solution h to bata do Bhai please
As my name o dmc is Navneet Singh I want to add surname Navneet Singh Dhaliwal
Mera 2009 ka pass out h ...Name me surname nhi hai...Aaj school me pata kiya to addmission forum , attendence register or online school website pr mera name surname k sath hai ...Lekin 10 certificate me mera surname nhi hai . .To kya change ho jayega
gazette paper banwa lo
Please i request to make video of 2021 , 50% board exam.Correction in name
mere 10 or 12 ki marksheet m Mere papa k naam m surname ni likha hua h 2020 m Maine 12th kiya h wo surname add krwana h wo kese hoga plzzzz sir bta digiy🙏🙏🙏🙏🙏🙏
school walo se baat krlo
Oook or online koi prosses h ky iska
Ho to jayga n
Mujhe 12th ki marksheet me mummy ke name ki spelling sahi karvani hai voh 10th ki marksheet me toh sahi hai mai ne 12th 2021 me pass ki hai . What can I do ?
Bhai iss sit se name correction ho jaye ga khy???
delhinamechange.com
ye bhot jyada costly bnate h
@@SpreadingGyaninhindi kitne ka??
8000
@@SpreadingGyaninhindi kitna time lagta h
1 month gazette bnayenge bus
Bhai mera 9 tak father's name JITENDRA RAM correct tha... Uska mere Paas Marksheet bhi 9 class ka... Lekin 10 aur 12 Mein "JITENDER RAM" wrong ho gaya... Aur 5 saal ho bhi gaye.. Phir Kya kiya jaaye bhai.. Plz reply de... Mere liye school Jaana bhi problem hai.. Main tamilnadu se Kendriya Vidyalaya Mein padha.. Aur abhi Main Jharkhand Mein hun... Gazette wala thoda easy hai lekin usko process step by step kaise hoga?
Sir,
My name in aadhaar and 10th CBSE marklist are the same. But there were additional Initials which came in the 12th marklist. But that was on 2011.
How can i apply to change/correct my name for 12th cbse marklist?
how to do it
were you able to change it?
Bhai hua kya
Same problem I am facing,
Lakshmi Singh aapka kuch solution hua is problem ka?
Yes plz tell us
bhai mera name chaitanya hai mene 10th class 2017 mai pass out kiya hai mujhe mere name mai correction karwani hai mere name sabhi jgah CHAITANYA MISHRA hai lekin 10 th marksheet mai CHAIT ANYA MISHRA ho gya h means first name ke beech mai space aa gya hai plzz help kro ki ab ye kese change hoga
I passed 10th in 2014. Can I change my mother's name in my 10th certificate?
no cbse new rules keval 1 year tak hi kra sakte ho passout ke baad
ab aap gazette bnalo
@@SpreadingGyaninhindi sir ye gazzete kase banaaye is per ek video jarur banvaiga please
kal tak video aajayegi
@@SpreadingGyaninhindi bhai apne gazt bnaya hai kya
Hello sir .sir my fathers name in 10 th marksheet is wrong but in my 12 and graduation is correct or mine apni 10th 2013 m ki thi kya sir ye honey girl isi 6th we jo apna video m bat ya h ..ki kunki beaut lambada time hoga h 2013
Sir
10th me mere father ka Naam sahi he par 12th me mere father ke name me spelling me mistake he or meri 12th 2016 me complete ho Chuka he toh me kya karu
Sir maine 10th class 2015 me pass ki thi BSEH (HARYANA) AND 12TH CBSE ki thi...or ab graduation complete ho chuki but meri mother ka name galat hai document me....mujhe kya krna chaiye ? pls btaiye!!
Sir mere 10th m father's name m sir name nhi h, but 12th , graduation m sir name h. Ab kaise correct hoga.
mera name and dob galat h cbse mai and 10years hogye h to ab kaise correct hoga. name mai surname ni h aur date birth mai 11 oct ki jagah 10 oct h..please suggest
sorry nhi hopaye ga
@@SpreadingGyaninhindi dob school ne galat kia tha..and correct krne ko bola tha jb to teacher ne bola ek din se kuch ni hota..mera passport 10th se pehle ka bana hua h aur osme sb sahi h.. agr koi tareeka h thek krne ka to btaye
@@meexploringmyself aap teacher ki baat kyu manne.Apne admission register mei check karo.
Sir mujhe apni 10 or 12 marksheet me apne father name ke aage sesirname hatwanaa he toh uska kya Process hoga
kitne months m change hote h certificates,. e harkara s school s krva dia ,. ab kitna time lgega shi hone m
Sir mere 10th ki marksheet me father name me surname nahi laga hai aur abhi mai 12 me hu toh kya school se thhek hojaaega? Sirf kumar nhi laga hai baaki document me kumar hai please reply
Bhai mera 10th marksheet correction karwana hai passout 2015 hai please documents bataye
Sir mera tenth ki marksheet mein surname me i letter nahi hai jaise jaswal hai jaiswal ki jagah aur 2013 mein pass hu to kya correction ho jaega
Bhaiya Maine 10th 2020 mein ki hai aur abhi main 12th main hoon (same school) but mere 10th ke marksheet par pere father ka name mein spelling miss hai father name [Bansh bahadur] hai hai but marksheet mein [Bans Bahadur ] hai {h} missing hai to sir mujhe correction karwana hai to main kya Karu 🙏🥺 please sir reply
Dada seba theke documents correction korle new documents theke or colour change hobe neki ??? please reply 🥲🥺🤧❤️
Sir kitna time lagta hai documents upload karne kai baad
Mera admission hua tha tab bhi father ka name ram chander singh tha puri marksheet 6 to 12 tak yahi hai ram chander singh lekin mere papa ke sare documents pe ram chandra singh hai ab school wale mana kar rhe hai mujhe bahut dikkat aa rhi hai ab kya karu
Dekho ye ek typo error hai lekin shuruvat se yhi rha hai to aapko jha first school me ye galat hua wha ka admission form, School leaving certificate chahiye hoga with stamp of principal and unko bolo ki wo aapka typo error eharkara se sahi kre specially wha se jha se 10th hui uske baad sab documents collect krke CBSE me form fill krke submit kijiye
Sir maine 10th 2014 mai kari thi and usme mere mother's name mai surname missing hai sirf first name hi hai. Toh is case mai kya karna hoga? Pls help
Bhai mera 10th , certificate name alag hai...aur +2 and +3 same hai mein kya Karu please reply 🙏
Mera papa ke nam and surname ke bich me space missing h 12th ke documents me and 10 wale me thik h......and hm 2018 me 12th passout hue the....to hmko gazette nikalana hoga?? And kya correction school me jakar e-haraka se ho jayega??
Sir mera 10th. 2019 mai deye to mera marksheet mai mere name change ho ga
Sir 2020 me 12th ki marksheet me problem hai mere school walo ne cbse ko document bhej diye, but abhi tak koi correction nahi hui.
Kya aap bata sakte ho ki maximum kitna time lagta hai correction hone me .
Sir mene 2009 me 10th
2011 me 12th ki h
Mene gazette me name change krwaya h full to kya Ab name change ho jayega
Or mera aage kisi b college me addmission Konse name se hoga
Kitna time laga tha gazette mein?
Bhai mere father name me xth ki marksheet me middle name ni h sirf surname h lekin adhar card aur baki sare documents me middle name bhi hai kya karu
Bhai batado please
Please bhai batado aur apki insta id kya h
dekho simple advice deta hu apna adhar change karalo marksheet lagakr but agar aesa nhi krna h to school jao unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par
Bhaiyaa jo aapne last me bola hai ki shuruaat se hi chalta aa rha h to kya hume isse aage koi pareshaani to face nhi karni padegi na jaise college life ya job me....
Plz bhaiyaa reply❤️
sir meri 10th and 12th marksheet mein issue h parents name mein.
fathers name mein subhash arya likha h usse subhash kumar arya krvana h.
mothers name mein sushila devi arya mein se arya hatvana h
adhaar card see vrna match nhi hoga
please help
meri graduation ki degree print honi h
Sir, I have to correct my father's spelling correction in my 10 class result ,passed in 2010. Can it be possible to correct now
Now, It is very late for you. However, it is possible but process is very lengthy. If you don't have any choice left then yes must follow it.
Go to first school from where the name problem occurs, ask them to give you the admission form which they filled during your admission.
TC, SLC everything you can collect and make sure that principal and examinar will sign and mark stamp on each document.
In parallel, you can create a Gazette, correction affidavit, post in 1-2 newspaper about your mistake
Collect everything and asked school principal or IT team to open Eharkara and create your ID and attached all the documents
Bhai 10th ke mark sheet me father name spelling mistake ha 12 th me kuch aur ho gaya
Sir mere 10th or 12th k marksheet pr mere mother k name m spelling mistake h school walo ne saaf Mna kr diya ki ye ab school se correct nhi hoga. Sir Mere 12th class ka passing year 2019 h toh kya sir ab bhi cerficate m hui spelling mistake thik ho jayegi plz sir reply me.
unse documents lijiye tc admission form jo aapke parents ne fill kiya tha ye sab ki photo copy lekr principal se attached krake cbse submit krdo
Ok sir ye cbsc ka head office h kaha h
3:29 per Jo documents aapne bataya hai use aap de sakete hai Kya??
Mere 10th kai marksheet mai Vivek likha hua hai and i want to add my surname and i am currently in class 12th. How can i add my surname . 10th batch (18-19 tha) and haa mai starting sai ek he school mai पड़ता aa rha huu 9th tak tooh surname bhe thaa har records mai but 10th mai he lafda ho gya.. Plz btaoo bhai kya kare kaise kare.... 🙏
school jao hojayega
@@SpreadingGyaninhindi Gazette paper banvane ke koi jarurat tooh nhi hogi naa?
Bhai aap bhut achcha kam kar rahe ho
Sir meri mumy ka name galt hai or maine 2022 mai 10th ki thi ab teacher bol reha hai 1sal k andr hona tha sir plz reply what to do?
Maine 10th 2017 me pss kiya tha or abhi mujhe change krwana hoga to kya kya process hoga kya ye ONLINE possible h.
Or mere father ka sirf 1 letter missing h to isme kya kya process h
Bhai mera naam (Hariom) hai sab documents me lekin 10 th marksheet me (Hari om) likh diya hai aur pass hue 4 year ho gaye ab bata do kaise correction thik hoga