Dear All, Thanks for still watching my videos. It's been so long since I have been active. From now, I will try to active and will also try to address your queries. Please don't be upset नमस्कार | मैं कुछ साल पहले से सक्रिय नहीं हूं, मैं आपके प्रश्नों को संबोधित करने में सक्षम नहीं था लेकिन अब मैं सक्रिय होने की कोशिश करूंगा और आपकी टिप्पणियों को संबोधित करने की भी कोशिश करूंगा। सभी के लिए धन्यवाद
Brother Mera case thoda sa alag hai meri 10th ki marksheet mai Father's name aur surname mai space nahi hai par 12th aur graduation ki marksheet mai space hai name aur surname mai aur mai 2017 mai 10th pass out hu 2019 mai 12th toh mujhe kya karna chaiye
bhaiya meri 10th ki Marskheet me hi name incorrect hai but 12th me sahi hogya aur 1 year already ho chuka hai 12th pass kiye hue mei 10th ki marksheet ka name kaise change krwau?
Thanks bro, acche se samjha diya aapne sab kuch bohot youtubers sirf watch time k liye video lambi bana dete h lekin aapne apni video m sabke liye acchi information di hui h Bina time waste kare🤗🤗
10th ke result me Father name galat hai or paap ke AADHAR CARD me kuch or hai. Me abhi 12th me hu or 12 ka board form ka date aa chuka hai 1week of August. Is time me kya karu ki mera kuch problem nahi hoo??
Me apne ADDHAR CARD pe papa ka name change kaar du jo mere 10th result me hai or Isis name ko 12th me bhi kaar du to baad me koi problem nahi hoga na ??
Mere father name me 10th class me spelling mistake h..but mera 5 year se jyada ho chuka h 10th pass out kre to usme correction bhi nhi ho skta h...mujhe neet councelling o or MBBS admission me dikkat na ho to mujhe kya krna chahiye
Bhai mere 10th & 12th ki marksheet mai surname add karwana hai and mujhe school pass kare 1yr+ hi chuka hai to kya Mera surname add hoga hojaeya ? Ya mujhe gazette banwana padega... Answer asap 🙏
At first thank you for explaining things in simple words . Sir for those student who have graduated from highschool for those students you are suggesting to make gazette its means our name is not gonna change on marksheet just gazette is enough for proofing our correct name
Sir, CBSE की 10th व 12th की Marksheet में Correction करवाने के बाद अगर Marksheet में Revised लिखा आ रहा है तो उससे भविष्य में कोई दिक्कत तो नहीं होती। Please reply.
Sir I'm from sikkim n I passed my class 10 but my mother surname is mistake in class 10 result....when I asked my teacher for correction he said u can go to court ...isn't possible sir...🙏
Meri 10th or 12th ki markseet me choudhary spelling h jbki mere sare documents me chaudhary h ab muge 12th ki to iss sall change ho bi jayegi usi saal pass out ki h pr 10th ki kese hogi.?
@@SpreadingGyaninhindi markseet easy padegi change krani ya sare documents....mere sare documents ban chuke h license, passbook, domicile certificate..etc..
Good afternoon sir I passed my 12th from CBSE in 2017 .My mother mame was wrong in 12th class But right in 10th dmc from HBSE . I want to correct this mistake . Can CBSE change mother name after 4 year of passing .
Bhai ek baar jb affidavit, advertisement, gazette notification krwane ke baad jo changed name hai usse kya cbse ka duplicate marksheet nikalwa sakte hai kya?????????
Sir, Mere 10-12 marksheet me Father ka middle name(Kumar) nhi h toh kya mai apne baaki documents ko father k middle name(Kumar) k bina bna skti hu?? Isse koi problem toh nhi hoga na
Mere papa or mummy ki sirf 1 spelling galat hai but 12 saal ho gaye 10 th ke maine dhyaan nahi diya hai ab soch raha hoon passport banwane ko to dikkat aayegi ab sahi ho jaayega is format se
Gazette is something like to proof that the concerned person is same as per the documents but It would be great if you can able to correct your name in marksheet.
@@SpreadingGyaninhindihii... yes correcting marksheet is ideal . But sir mujhe aap se contact karna tha.. urgent tha..mujhe abhi document verification karwana hai government job ke liye. Gazette toh banwaliya or mujhe itni hi knowledge thi ki iski copy lag jaati h ... marksheet correction mandatory nahi h...but kisi ne bola ye bas ek step h..aapki file phenk denge.. marksheet m karwao. Mene 10th 2013 m and 2015 mein 12th ki h... father's name school m register hi short form Hui thi example: M.K Sharma. Please guide me ...facts kya h...and correction ho sakta hai kya? Jab tab urgent need ke liye provisional nikal dega kya board correction ke saath? Please reply 🙏
Bhai meri 10th and 12th ki marksheet mein father ka surname nahi hai aur mein graduation bhi kar raha hoon maini apne aadhar card aur baaki documents main bhi yahi likhwaya hai aur college mein bhi toh kya mujhe ab correction karana chahiye ki nahi please suggest it. Only father surname nahi hai par mera hai .
Sir! Maine class 10 pass kar liya, aur abhi class 12 main hun. Mera class 10 mai DOB galat ho gaya. Main isko kaise thik kar sakta hun? please reply....
Maine 2014 mein 10th pass ki hai. 10th,12th, BA, MA aur mere saare documents mein Mother's name ki spelling thodi si galat likhi hui hai. But meri Mother ke apne documents mein spelling sahi hai. Aage koi problem ho sakti hai kya job ke time?
Hello bhai reply please...... Mera 10th marksheet me surname hai but 12th marksheet me surname nai hai to muje school thik karke dega ya gazzet banvana padega..... Bhai mene 12th 2018 me kari thi...
Bhai mera 9 tak father's name JITENDRA RAM correct tha... Uska mere Paas Marksheet bhi 9 class ka... Lekin 10 aur 12 Mein "JITENDER RAM" wrong ho gaya... Aur 5 saal ho bhi gaye.. Phir Kya kiya jaaye bhai.. Plz reply de... Mere liye school Jaana bhi problem hai.. Main tamilnadu se Kendriya Vidyalaya Mein padha.. Aur abhi Main Jharkhand Mein hun... Gazette wala thoda easy hai lekin usko process step by step kaise hoga?
Sir mere mom ki 2nd marrige hue thi and mere 10 & 12 m mere phle father ka nme h tu change kesa hoga mere all document ab jo father hai unka name hai and 12 kiye hue 4 years hogye hai
Sir please help me m kaise change kru apne father ka name unka name Praveen h ,lekin marksheet me Raveen hogya h, or marksheet Mene abhi Tak school se nhi li h ,2017 ki pass out hu , please help urgent h
Sir mera 10th mai glt hai Or 12th mai shi hai Mera 10th diye 3 year ho gya hai ab mai kya kro plz btao......... Sir mera papa ka surname mai bs ek Spelling chuta hua hai Or 12th ka result mai shi hai kya kro kuch smjh mai nhi aarha hai please help me.....
Bhaiya mere 10th marksheet mother name me mistake h or mene 2019 me 10th pass ki h or abhi 12th board form fill ho rhe h kya naam rakhu 12th me or 10th me shi kese hoga
@@SpreadingGyaninhindi brother Mere sbhi documents me single nam se (surname nahi h) kya surnam na hone pr government job apply krne m koi smsya koi problem ayga Or ayga to ye btao Ki documents m surname kese add krvau.. Plz bta do
@@SpreadingGyaninhindi bhai Maine 2013 mein 10th pass kiya tha lekin ab main usi marksheet ko digilocker se download kar raha hun to use city name galat dikhai de raha hai usko kaise connect karvayen
Hello Bhaiya mera cuet huya is baar 10 wali marksheet mai Rawat surname nhi father ka pr 12 wla mai Rawat hai kiya kru plz btayi consuling abhi shuru huyi h
Sir mera Naam Ayush Verma hai sir mere 10th aur 12th ke marksheet me mere father ka Naam Manoj verma darj ho Gaya hai jabki mere father ke sabhi adhar card, educational document me mere father ka Naam Manoj Kumar Das darj hai to ab agar me government job me join karne jaunga to problem ho Sakti hai Kya please reply Kar ke bataiye sir
Bhai, mere 10th vala sahi hai lekin 12th me mere name and father name galat hai or abi 4 saal se zyada time hua hai uske liye kya karna padega. Plz help me.
Mera class 10(CBSE) -2016-- marksheet aur dusre certificates par Maine correct karwa liya tha School se. par admit card (class 10) par father k surname missing h. Gazette banvana hoga??
Sir mujhe apne 10th aur 12th Certificate mein mom dad dono ka total name change krwana hai 5 saal ho gye hain 10th pass kiye hue Cbse office me baat ki toh keh rhe hain ki nhi hoga Kya karna chahiye mujhe Please meri help karein
Sir mere school ne mujhe mna kr diya hai ki mera name change nhi hogya kyuki cbse ne ab correction krna bnd kr diya hai sir mane 10 (2019 )mai pass ki thi help me Please do reply
Sir mere 10th or 12th k marksheet me mere father ka naam "Laxman Singh dohare " hai jbki unka name baki documents me "laxman singh" hai ...or meri mummy ka nam 'sunita dohare ' likha h jbki baki documents me 'sunita devi ' hai ..mene 12th 2020 me pass ki thi ..ab ek saal se jyda hogya h ..kya ab change ho skta h ye .. plsss help me 🙏🙏
घर मेरे बेटे का नाम 2014 में टेंथ और 2016 ट्वेल्थ की मार्कशीट में जैन की जगह बजाज हो गया है क्या वह ठीक हो सकता है प्लीज जरूर रिप्लाई करें मैं बहुत परेशान हूं
Hello sir mene February 2019 me gazette banvaya tha mujhe uski koi original copy nahi mili thi or mene net se sirf apna page download kara tha first page nahi kiya tha or sir ab voh not available show ho rha h
M kya karu ab mene apna gazette ek lawyer ke through banvaya tha kyunki mere father ka surname 10 12th ki marksheet me galat h or voh thik nahi ho payega cbse se
Hello sir my mother's name is wrong in 10th and 12th marksheet And it's been 4 years since I passed 12th So can I make an gazzete regarding my mother's name or is there any way to change it Pls help 🥺
Bhai meri 10 th,12th aur graduation m mother aur father k naam toh same h sbme lekin father navy m the toh unke documents m naam pratap h jbki mere certificate m partap h.mother ka naam mayapati h aur mere certificate m mayawati. Ek spelling mistake h .aur meri 10th 2006 m ki hui h. Ab cbse se ho jyga ya fr gazette bnwa lu taki job verification k time koi dikkat na aye.
Sir mere 10th 12th main father's name main surname nhi hai jabki father ke har document main surname hai kya kre change karwaye problem toh nhi aaygi koi
Sir mai 10 cbse board se ki hu or 12th bihar board se or abhi ba part 1 me hai mere sare marksheet pe papa ka name shivjee ray hai or papa ka name shivji hai
My Fathers Last Name did not get printed as there was no space left in that row in 10th Marks Sheet but it is correct in 10th Study Certificate, Transfer Certificate. It is also correct in Intermediate 12th Certificate. I just need to get that part of the name printed in 10th Marksheet what is the process? Do I have to go to School for a change or Generate a Gazette Paper? Please Help me onto this ( Note: Currently a final year B.Tech Student )
Bhai mere 10th or 12th me papa k naam short form me likha hua h but army documents me full hai or incase agar sahi nhi hopaya ye to mai affadavit se college me admission le sakta hu ?
Sir, *10th or 12th dono k liye alag Gazette bnvana pdega kya* bcoz meri 10th 2012 me hui thi usme mera or mere parents ka surname glt hai ..or 12th me mere father ka ..
@@SpreadingGyaninhindi sir mene 10th 2015 me pass out ki thi 10,12 dono me father name ki spelling mistake h gazette bnawana hoga kya ese hi ho jayega thik . Sir plz reply jaroor krna bhut jaroori h 🙏🙏🙏
Bhaiya mera 6th mera naam theek tha, Lekin mne 7th dusre school se kare thii,. Wahi se glt naam continue ho raha h abhi tak mne 12 Th pass kar le h ?? Abb m kya karyu !!
Plzz mujhe batao agar registration card mai parents name ya surname galat ho jaaye,aur correction date bhi chali jaaye to vo name kabhi correct nahi hoga??aur isse aage koi problem hogi kya??
Agr 12th pass huye 2 saal ho gye ho and 10th pass huye 4 saal ho gye ho and dono mein father mother ki spelling error hai toh kaise correct kra skte hai ??
@@rajjrajj8848 pehle mai school gyi fir un logo ne bola ki ek application likho ki mere papa ke surname ki spelling wrong hai or usme principal ke signature or class teacher ke karwao Application + 10 marksheet jo real hai jisme name galt hai Or koi document bole toh puch lena like samagr id Bas fir woh cbse ko bhej denge mujhe cbse ne 1 sal baad response diya hai then mujhe draft banwana ko bola bank se 1300 rupees ka woh per words ke according cbse response me likh kaar ajyega ki kitna pay karna hai bas fir draft ke baad ek month baad ajyega new marksheet
🥺sir mere mummy ke naam me single 'h' ki jagah double 'hh' kr diyaa h mere 12 ke saare certificate aur marksheet pe to sir ye correct ho jayega na sir plzz help bahut pareshan h ....
@@SpreadingGyaninhindi sir mere papa ki spelling mein 'er' ki jagha 'ra' kar diya hai mein ne resently 12 th paas kari hai school walo ne change karne se mana kar diya kya ab thik ho sakta hai ? Plz reply
Plz reply. Bahi meri 10th mai shi hai or 12.th MAI galat hai or maine 10th 12th ek hi school se kiya hai or 12th pass kare 3 saal ho gye hai to bahi MAI kya karu?
Bhai mere 10 me surname nhi h Jo registration k samay nahi dala tha but 12 me h.. So kya karu. Kyoki graduation me bhi surname h.. Isliye kya gazzett banwa kar me government job apply kar sakta hu
@@SpreadingGyaninhindi bhai meri mother ka naam Triptee Prasad hai..par mere sarey document me Tripte Prasad hai. 2010 me 10th pass kiya tha. Ab koi chance hai kya change ka.
@@SpreadingGyaninhindi brother pan aadhar sab me to father's name hota hai sirf. Mother's name sirf 10th aur 12th marksheet pe hai. Degree pe bhi sirf father's name hai. 1 letter se difference aata hai kya. mother ka gazette karna zaruri hai kya? Aap to is process se gye to acchey se pta hoga
Hello sir! what if I'm from other country. Im from bangladesh and I've done my 12th from Delhi, India(CBSE) But I've my father's surname and mother's surname one letter written mistakenly and it's already been 3 years. How can I correct it?
It can be correct but you need to visit India's CBSE Delhi office in case if no CBSE head office present in Bangladesh. Typo error can be correct and you need to collect all the documents from your school specially SLC/TC, Admission form which was filled during your admission.
Aap school se correction forward kara dijiye CBSE ko ya fir sare documents khaskr TC/SLC, Admission form ye sab ko principal se attach karke CBSE jaiye
@@SpreadingGyaninhindiin my father name there is no middle name kumar in ug pg degree. But it is written in my 10,12 marksheet.My name is absolutely right.
brother add kralo mid name agar unke adhar ne mid name h to wrna apne sabhi documents me same rkho ya mid name ke sath ya without dikkat aayengi aage govt job me
Sir mere tenth me papa ke name me SANJEEEV Kumar Singh tha jbki sare me 12....or sb me sahi hai Sanjeev double ee to kya kre ten years hogye 2012 me kiya tha tenth ab sayd change ni hota 5 years only
Mere father ka surname 10th mei glt h BUT 12th mei sahi h.. Kya procedure hoga sir ( 10th or 12th same school se kia h , 10th 2016 mei pass ki thi maine)
Sir, in my 10th marksheet the name is mentioned as "Muralikrishna" but in all the other documents it is "Murali Krishna" including my 12th marksheet which is indeed correct one. I need the correct the mistake in 10th marksheet. Please help me out.
Sir ..12th m father Ka surname wrong h or school m sub documents submit kar dya h 23 Nov 2020 ko wo bol rhy h ki 2 Day baad CBSE mail kry gy problem y h ki y mistake kub tik hogi 😞😞....kuki BA ki last date November last ab BA m administration kesy lo😥plz solve it
Sir mera 10th aur 12th dono mein apna name Shobhit sharma se shobhit karwana hai aur father ka Amit sharma se amit kumar aur mujhe ek saal bhi nahi huaa hai toh isme kya hooga batana please urgently batanaa
@@vaishalisingh3962 I have tried everything including affidavit but nothing worked in this case I have tried all possible actions including sending all previous school TC , Admission form, & Admissions register copy as they mentioned in a letter which I got a year back but CBSE is not helping & this time they send a letter back that your request cannot be processed
@@vaishalisingh3962 Agr meri Mano to Jada pareshaan hone ki jarurat nhi hai bas Gazette paper banwa lo Baki sare documents k sath lga sakte ho & then CBSE se NOC le Lena Ye kroge to sari process ne nhi guzarna padega & pareshanni nhi hogi For any further help mail me at- dixitnitin2020@gmail.com
Dear All, Thanks for still watching my videos. It's been so long since I have been active. From now, I will try to active and will also try to address your queries. Please don't be upset
नमस्कार |
मैं कुछ साल पहले से सक्रिय नहीं हूं, मैं आपके प्रश्नों को संबोधित करने में सक्षम नहीं था लेकिन अब मैं सक्रिय होने की कोशिश करूंगा और आपकी टिप्पणियों को संबोधित करने की भी कोशिश करूंगा।
सभी के लिए धन्यवाद
Brother Mera case thoda sa alag hai meri 10th ki marksheet mai Father's name aur surname mai space nahi hai par 12th aur graduation ki marksheet mai space hai name aur surname mai aur mai 2017 mai 10th pass out hu 2019 mai 12th toh mujhe kya karna chaiye
bhaiya meri 10th ki Marskheet me hi name incorrect hai but 12th me sahi hogya aur 1 year already ho chuka hai 12th pass kiye hue mei 10th ki marksheet ka name kaise change krwau?
Bhai meri mother ka name galt likha hua hai m kya karu pls help me😢😢🙏🙏
Kya name correction ke baad Digilocker pe sahi name dikha rha hai!??? Ya result dekhne pe ??
Typo error me consider kiya jayega aap ka jyada lengthy process nhi h but CBSE office jana pdega wha se form lijiye or submit kradijiye
Thanks bro, acche se samjha diya aapne sab kuch bohot youtubers sirf watch time k liye video lambi bana dete h lekin aapne apni video m sabke liye acchi information di hui h Bina time waste kare🤗🤗
*SPACE PROBLEM
10th- KRISHANKANT KAMAL
12th- KRISHAN KANT KAMAL
HOW TO CORRECT ?
PASSING YEAR 2016
same problem
@@gyansourabh9718 kya kra jaay...bhai..fir iss ka.
Kuchh suggest kro
Apko abhi tak koi problem aayi kya document verification se related
Btao bhai
@@gyansourabh9718 abhi tk phuche hi nhi h vha tk toh pta nhi..
Very nice... Bht acche se samjhaya hai apne... Kisi ke lifetime ke career ka sawal hota hai ye sab... Thanks for such a nice video
3:52 sir which documents will be needed pls reply
Behatreen video. Very much beneficial for the students who are in need of name change.
Thanks mere bhai.. Mai BHUT PARESHAN THA KHA BAT KRU KESE HOGA. LEKIN AB SAB SAMJH ME AA GYA.. ☺☺
good
Bhai mera tuh surname hi nhi 😭😭
@@aquibahmed3485 school gaye kya bole
Bro theek hua ??
@@moumitabairagi4982 scl se mana ho gya bro. Gazeet banwana padega
My mother name is Sangita Suman in my 10-12 marksheet and Sangita Kumari Suman in her aadhar card.... What to do now to correct her name?
Mera bhi same problem h hua kuch ?
Mera BHI Bhai aisa hi Kuch h
SOMETHING Same hare.
Same
Mera bhi yehe dikat hain
10th ke result me Father name galat hai or paap ke AADHAR CARD me kuch or hai. Me abhi 12th me hu or 12 ka board form ka date aa chuka hai 1week of August. Is time me kya karu ki mera kuch problem nahi hoo??
Me apne ADDHAR CARD pe papa ka name change kaar du jo mere 10th result me hai or Isis name ko 12th me bhi kaar du to baad me koi problem nahi hoga na ??
Bhai Mera bhi Adhar pe name alg hai or Marksheet pe alg hai mai bhi 12 mai hu ...iske karn koi bhi document digilocker se nhi nikl rhi h
Sir mujhe gazzet bnwana hai to please aap help kijiye kha jana pdega mujhe
I had passed 10th in 2014-2015, I have to change my mother's surname in my marksheet, how can this happen
Same problem hai bhai mene 10th 2014 me Kari thi or 12th 2022 me complete iska koi solution hai kya ?
Brother mera same problem hai 14 =15 mei kiya hai 10th 12th aapka shi hua kiya please reply me
@@sheikhathar6459 raj patr nikal wana padega, uske baad hi hoyega, 1 mahine ka time lagega minimum
@@salim__ahmed brother full process kiya hai please tell me I'm depressed
@@sheikhathar6459 apna mail id bhejo batata hu, contact number duga call karna
Mere father name me 10th class me spelling mistake h..but mera 5 year se jyada ho chuka h 10th pass out kre to usme correction bhi nhi ho skta h...mujhe neet councelling o or MBBS admission me dikkat na ho to mujhe kya krna chahiye
Aapne kaise manage kiya isko?? Councelling time koi dikkat ni aaya name me issue ki wajah se??
Bhai mere 10th & 12th ki marksheet mai surname add karwana hai and mujhe school pass kare 1yr+ hi chuka hai to kya Mera surname add hoga hojaeya ? Ya mujhe gazette banwana padega... Answer asap 🙏
Same ..here ...
Same any one answer
At first thank you for explaining things in simple words . Sir for those student who have graduated from highschool for those students you are suggesting to make gazette its means our name is not gonna change on marksheet just gazette is enough for proofing our correct name
Sir mri 12th ki dmc me mri Mummy ki spelling galt hai or 10th me thik hai plzz sir btna kese change hogi plzz reply kr dena sir
Sir, CBSE की 10th व 12th की Marksheet में Correction करवाने के बाद अगर Marksheet में Revised लिखा आ रहा है तो उससे भविष्य में कोई दिक्कत तो नहीं होती।
Please reply.
Hello bhaiya kya aapka new result aa gaya
@@princesoni4290 Yes
how will you upload the gazette in govt exam forms?
Same question?
2014 passout.
Father spelling mistakes
Should I go board office.
Same bro ..kya karu ??
Sir mei abhi 12th mei hu but mujhe 10th ka Fname change karana hai toh abhi hojeyga usse kon deyga krke
10th cbse se hai.lkn 15 saal se jyada ho Chuka hai.mother name mein galti hai.to kya ye thk hoga
Class 10th Father's Name-Ghanshyam Choudhary in 2015
Class 12 th Ghanshyam Choudhary in 2017
How to correct it
What's different?
Kya shi Krna hai isme
Sir mera 10th m glt h baki sb thk h Or mujhe 10th kre 7 saal ho gye to mujhe kya krna hoga
ab to change nhi ho payega verification failed se bachne ke liye gazette use kre
@@SpreadingGyaninhindi thank you sir
@inderjeet aapne Gazette karaya kya?
@@VinayKumar-ru1rg nhi sir
Sir I'm from sikkim n I passed my class 10 but my mother surname is mistake in class 10 result....when I asked my teacher for correction he said u can go to court ...isn't possible sir...🙏
Same my father name is mistake
Same as in my wife brother name...
Mera bhi sem problem hai..
It is possible you have to make an gazette
Sir CBSE bord Haryana she 2014 me 10 th pass ki Marksheet me yadav lagwana h mere all document me yadav h please help karo
Meri Mother ka name Wrong nahi hai, woh change hi karwaya tha humne baad me. Iske liye Affidavit chalega DV me ?!
Meri 10th or 12th ki markseet me choudhary spelling h jbki mere sare documents me chaudhary h ab muge 12th ki to iss sall change ho bi jayegi usi saal pass out ki h pr 10th ki kese hogi.?
10 th wale school jao unhe btao wrna simple bta deta hu apni marksheet lagakr adhar card change kralo or adhar se baaki documents kabhi koi dikkat nhi hoga
@@SpreadingGyaninhindi markseet easy padegi change krani ya sare documents....mere sare documents ban chuke h license, passbook, domicile certificate..etc..
marksheet agar passout hue 1 saal se jada hogya to theek nhi krte but aap school jao unhe btao
Good afternoon sir
I passed my 12th from CBSE in 2017 .My mother mame was wrong in 12th class But right in 10th dmc from HBSE .
I want to correct this mistake .
Can CBSE change mother name after 4 year of passing .
Kya ho gaya change
Same problem is it changed ??
@@Dhutta579 kya aap ne cbse Sai pata nahi kiya
@@Heronkhurdboys no .school se kiya tha
@@Dhutta579 bhai ho jayega change
Bhai ek baar jb affidavit, advertisement, gazette notification krwane ke baad jo changed name hai usse kya cbse ka duplicate marksheet nikalwa sakte hai kya?????????
cbse visit kro unse discuss krlo
Bhai pta Kiya Apne CBSE se
Duplicate marksheet mili
Haan Bhai batana kyaa huaa
same Q bhai...any update ????????
Sir, Mere 10-12 marksheet me Father ka middle name(Kumar) nhi h toh kya mai apne baaki documents ko father k middle name(Kumar) k bina bna skti hu??
Isse koi problem toh nhi hoga na
Hiii
Mere papa or mummy ki sirf 1 spelling galat hai but 12 saal ho gaye 10 th ke maine dhyaan nahi diya hai ab soch raha hoon passport banwane ko to dikkat aayegi ab sahi ho jaayega is format se
Sir then can we use gazette of India publication with 10th marksheet for verification without making change in 10th certificate
Gazette is something like to proof that the concerned person is same as per the documents but It would be great if you can able to correct your name in marksheet.
@@SpreadingGyaninhindihii... yes correcting marksheet is ideal . But sir mujhe aap se contact karna tha.. urgent tha..mujhe abhi document verification karwana hai government job ke liye. Gazette toh banwaliya or mujhe itni hi knowledge thi ki iski copy lag jaati h ... marksheet correction mandatory nahi h...but kisi ne bola ye bas ek step h..aapki file phenk denge.. marksheet m karwao.
Mene 10th 2013 m and 2015 mein 12th ki h... father's name school m register hi short form Hui thi example: M.K Sharma. Please guide me ...facts kya h...and correction ho sakta hai kya?
Jab tab urgent need ke liye provisional nikal dega kya board correction ke saath? Please reply 🙏
Bhai meri 10th and 12th ki marksheet mein father ka surname nahi hai aur mein graduation bhi kar raha hoon maini apne aadhar card aur baaki documents main bhi yahi likhwaya hai aur college mein bhi toh kya mujhe ab correction karana chahiye ki nahi please suggest it. Only father surname nahi hai par mera hai .
cbse Patparganj jao form milega wo fill kro or documents jo wo btayenge wo lga dena
School record me kya h ye pta kro pehle
Brother koi solution Mila to bta do Mera v same problem h please please reply brother please
Kuchh bhi btao please brother please
@@19Dhirajkumar98 school se tc niklbao pehle usme dekho kya naam h
Sir! Maine class 10 pass kar liya, aur abhi class 12 main hun. Mera class 10 mai DOB galat ho gaya. Main isko kaise thik kar sakta hun? please reply....
after 10th its not possible
@@SpreadingGyaninhindi Sir! If I appeal court?
then possible
Sir meri mother ka surname admit card mai ni diya hai toh mai term 2ke baad shi krau ya abhi ........ And l am in 10th class jldi btadoo 😭😭😭😭
Sir mere 10th cbse me surname me स्पेलिंग mistek hai ,leki 12th me mere sahi hai तो kya kru
Sudharawane ka date to 5sal ho gya hai
Sach bhai
Maine 2014 mein 10th pass ki hai. 10th,12th, BA, MA aur mere saare documents mein Mother's name ki spelling thodi si galat likhi hui hai. But meri Mother ke apne documents mein spelling sahi hai. Aage koi problem ho sakti hai kya job ke time?
no
Mother ki I'd me change krlo sbse best rhega
@@ansaritechvedios9296 baaki siblings ke documents mein Mother's name ki spelling theek hai
Hello bhai reply please......
Mera 10th marksheet me surname hai but 12th marksheet me surname nai hai to muje school thik karke dega ya gazzet banvana padega.....
Bhai mene 12th 2018 me kari thi...
School jao bro
@@rahulkumar-nd2ft ok
@@well_wisher9868 ho gaya kya bhai
@@Heronkhurdboys han bhai hogya
@@well_wisher9868 pura process bta dijiye please
Bhai mera 9 tak father's name JITENDRA RAM correct tha... Uska mere Paas Marksheet bhi 9 class ka... Lekin 10 aur 12 Mein "JITENDER RAM" wrong ho gaya... Aur 5 saal ho bhi gaye.. Phir Kya kiya jaaye bhai.. Plz reply de... Mere liye school Jaana bhi problem hai.. Main tamilnadu se Kendriya Vidyalaya Mein padha.. Aur abhi Main Jharkhand Mein hun... Gazette wala thoda easy hai lekin usko process step by step kaise hoga?
Sir mere mom ki 2nd marrige hue thi and mere 10 & 12 m mere phle father ka nme h tu change kesa hoga mere all document ab jo father hai unka name hai and 12 kiye hue 4 years hogye hai
Sir mera 12th me Raj Kumar ki jagah Rajkumar (space nhi hai) 2013 paas out. Sir verification me dikkat hoga kya??pls btaye
Problem shouldn't happen,but for safer side you should rectify name
Sir newspaper me Jo statement likhwana haii!!
Uska format bat do
Muje apna or apne mother father ka surname add krwana h
wo sab kaam newspaper wale jante h wo kardenge
@@SpreadingGyaninhindi sir Mai online apply kr RHA hu na! .
Isiliye pooch rha hu kyuki aapne krwa rkha h isiliye
Sir please help me m kaise change kru apne father ka name unka name Praveen h ,lekin marksheet me Raveen hogya h, or marksheet Mene abhi Tak school se nhi li h ,2017 ki pass out hu , please help urgent h
school jao yhi baat unhe bhi btao wo apply krdenge eharkara par to hojayega aapka
Sir meine apna surname add krvna hai 10 or 12 ki marksheet me....me Delhi CBSE board sy Hu...plz help me ... 2015 me 12th complete kry thy
Sir mera 10th mai glt hai Or 12th mai shi hai
Mera 10th diye 3 year ho gya hai ab mai kya kro plz btao......... Sir mera papa ka surname mai bs ek Spelling chuta hua hai Or 12th ka result mai shi hai kya kro kuch smjh mai nhi aarha hai please help me.....
How much time it take to publish ? Please inform
Minimum 15 days maximum 45 days
Bhaiya mere 10th marksheet mother name me mistake h or mene 2019 me 10th pass ki h or abhi 12th board form fill ho rhe h kya naam rakhu 12th me or 10th me shi kese hoga
10th wale school jao unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par
10th waala naam rakhna bro pliz meri baat maan naa
@@SpreadingGyaninhindi brother
Mere sbhi documents me single nam se (surname nahi h) kya surnam na hone pr government job apply krne m koi smsya koi problem ayga
Or ayga to ye btao
Ki documents m surname kese add krvau.. Plz bta do
@@SpreadingGyaninhindi bhai Maine 2013 mein 10th pass kiya tha lekin ab main usi marksheet ko digilocker se download kar raha hun to use city name galat dikhai de raha hai usko kaise connect karvayen
Bhai mujhe mujhe 10th or 12th kuye 3 saal ho gae h or mere papa k surname m change karwana h to kya kru m bhai plz help
correction ho sakti h change nhi
Hello Bhaiya mera cuet huya is baar 10 wali marksheet mai Rawat surname nhi father ka pr 12 wla mai Rawat hai kiya kru plz btayi consuling abhi shuru huyi h
Sir mera Naam Ayush Verma hai sir mere 10th aur 12th ke marksheet me mere father ka Naam Manoj verma darj ho Gaya hai jabki mere father ke sabhi adhar card, educational document me mere father ka Naam Manoj Kumar Das darj hai to ab agar me government job me join karne jaunga to problem ho Sakti hai Kya please reply Kar ke bataiye sir
Newspaper pe correct naam post karna important hai?
yes
Bhai, mere 10th vala sahi hai lekin 12th me mere name and father name galat hai or abi 4 saal se zyada time hua hai uske liye kya karna padega. Plz help me.
hojayga visit cbse
@@SpreadingGyaninhindi cbse office pune me hai kya...?
Bhai mujha bhi same problem ha yrr
@syedmansoor Musavii
Bhai case solve hua tumhara?
@@purshottamsinghgurjjar7924 .. Yes bro
Mera class 10(CBSE) -2016--
marksheet aur dusre certificates par Maine correct karwa liya tha School se.
par admit card (class 10) par father k surname missing h.
Gazette banvana hoga??
Bhai 10 th dob cbse marksheet change kaise karwaya please give your contact no.
Sir gazette form online fill hoga aur niklega bhi online ? Ya hume Delhi jake niklwana pdhega
Sir ..Mere papa ka name 10th and 12th dono mai shortform mai likha h 2yr ho gye h meri 12th ko ..muje kya krna chaihe ...
School se bat kijiye
Sir mujhe apne 10th aur 12th Certificate mein mom dad dono ka total name change krwana hai
5 saal ho gye hain 10th pass kiye hue
Cbse office me baat ki toh keh rhe hain ki nhi hoga
Kya karna chahiye mujhe
Please meri help karein
impossible
bus apne sabhi documents me same rkho marksheet wala name
Sir my father name in class 10th marksheet:Ramraj Yadv
In class 12th marksheet:Ramraj Yadav.
How to correct it ICSE board
Bhai correct hua?
Exactly same problem but mine is cbse board
Ye jo newspaper aur affidavit se gazeette wala process h isme kitna samay lagega ??
I month
Sir isc ka kia rules hai name change kar ne ka please bataye
Sir mere school ne mujhe mna kr diya hai ki mera name change nhi hogya kyuki cbse ne ab correction krna bnd kr diya hai sir mane 10 (2019 )mai pass ki thi help me
Please do reply
parents ke sath gaye aap
kya change h
But school bol rha hai sorry cbse ne mna kr di
Mai kru sir please help
Parents ke sath ni gyi but sari formalities kr di hai ab mai kya kru sir
Sir mere 10th or 12th k marksheet me mere father ka naam "Laxman Singh dohare " hai jbki unka name baki documents me "laxman singh" hai ...or meri mummy ka nam 'sunita dohare ' likha h jbki baki documents me 'sunita devi ' hai ..mene 12th 2020 me pass ki thi ..ab ek saal se jyda hogya h ..kya ab change ho skta h ye .. plsss help me 🙏🙏
Hey , mera bhi abhi same problem hai toh koi solution nikala kya aapka ? ,
Agar nikala ho toh please bata do
Mera bhi same prblm h
Video ko dhyan se sune, Gazette ke through ho jayga
Bhai 10th ki marksheet m father's name me jeevan ki jagha jeeven ho gaya h aur 12th ki marksheet m jeevan hi h. 2010 m 10 kia tha. Kaise thik hoga?
cbse Patparganj jao unse discuss kro
Ho jaega
2003 k bad ka correction hoga usse pehle Ka nhi
घर मेरे बेटे का नाम 2014 में टेंथ और 2016 ट्वेल्थ की मार्कशीट में जैन की जगह बजाज हो गया है क्या वह ठीक हो सकता है प्लीज जरूर रिप्लाई करें मैं बहुत परेशान हूं
Kya madam sachme?
Hello sir mene February 2019 me gazette banvaya tha mujhe uski koi original copy nahi mili thi or mene net se sirf apna page download kara tha first page nahi kiya tha or sir ab voh not available show ho rha h
M kya karu ab mene apna gazette ek lawyer ke through banvaya tha kyunki mere father ka surname 10 12th ki marksheet me galat h or voh thik nahi ho payega cbse se
Hello sir my mother's name is wrong in 10th and 12th marksheet
And it's been 4 years since I passed 12th
So can I make an gazzete regarding my mother's name or is there any way to change it
Pls help 🥺
You have to make an gazette after that contact with your school
Bhai meri 10 th,12th aur graduation m mother aur father k naam toh same h sbme lekin father navy m the toh unke documents m naam pratap h jbki mere certificate m partap h.mother ka naam mayapati h aur mere certificate m mayawati. Ek spelling mistake h .aur meri 10th 2006 m ki hui h. Ab cbse se ho jyga ya fr gazette bnwa lu taki job verification k time koi dikkat na aye.
koi nhi ek notarized affidavit bnwalo
Sir mere 10th 12th main father's name main surname nhi hai jabki father ke har document main surname hai kya kre change karwaye problem toh nhi aaygi koi
add hojayega cbse se contact krlo
Sir 2018 main 10th kri thi cbse wale mna kr rahe hai
@@jayak5240 bro huwa kya aapka
Sir mai 10 cbse board se ki hu or 12th bihar board se or abhi ba part 1 me hai mere sare marksheet pe papa ka name shivjee ray hai or papa ka name shivji hai
sir mere 10th ke certificate me parents ke neme mistake ho gya he or 12 th ki certificate me sahi he
10th certificate me kese sahi kare
My Fathers Last Name did not get printed as there was no space left in that row in 10th Marks Sheet but it is correct in 10th Study Certificate, Transfer Certificate.
It is also correct in Intermediate 12th Certificate. I just need to get that part of the name printed in 10th Marksheet what is the process?
Do I have to go to School for a change or Generate a Gazette Paper?
Please Help me onto this ( Note: Currently a final year B.Tech Student )
Any update?
Same here bro
Any update ??coz I also have the same problem.
Any update bro .. Same problem here
What happens
I have same problem
Sir scl vaale kitna time lete hai maximum ye sb theek krwane mei
10-15 days
@@SpreadingGyaninhindi sir mahino to nhi lgte naa kyuki mera 10-12 dono he glt hai parent name aur alg scl se
school ki traf se 10-15 days or new marksheet or cbse review me 1-2 month
Sir mera main gadgets to bnawa lunga lekin collage main admission lete time konsa name aayega aur gadgets bane main kitna time lgta h
Gazette Delhi me form submit kr baad 15 se 30 din tkk mil jata hai
Bhai mere 10th or 12th me papa k naam short form me likha hua h but army documents me full hai or incase agar sahi nhi hopaya ye to mai affadavit se college me admission le sakta hu ?
Sir Mera adhar card glt Hain mere 10th ke result me kaise Shi hoga
Digilocker se nhi download ho rha resulted
Sir, *10th or 12th dono k liye alag Gazette bnvana pdega kya* bcoz meri 10th 2012 me hui thi usme mera or mere parents ka surname glt hai ..or 12th me mere father ka ..
kal video aayegi usko dekhna or samajh na
Same problems bhai surname papa ka change karna 2011 ka pass out hu kya kare bhai sujav do bhai please bhai
ab possible nhi h ab aap gazette bnwa lijiye
@@SpreadingGyaninhindi sir mene 10th 2015 me pass out ki thi 10,12 dono me father name ki spelling mistake h gazette bnawana hoga kya ese hi ho jayega thik . Sir plz reply jaroor krna bhut jaroori h 🙏🙏🙏
bhai mera.. 12th mai mummy or papa ke suname nhi hai toh kya mera correction hogye ga maine 2018 pass out hu ..
12th wale school jao unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par to hojayega aapka
@@SpreadingGyaninhindi sir photo phale vali aagyi change karni hai plz help
koi nhi photo se koi issue nhi hota
@@SpreadingGyaninhindi sir latest admit card ka photo ki nahi aaiya
Bhaiya mera 6th mera naam theek tha,
Lekin mne 7th dusre school se kare thii,. Wahi se glt naam continue ho raha h abhi tak mne 12 Th pass kar le h ??
Abb m kya karyu !!
6th wale school se admission form ki copy or TC ya SLC lelo or usey principal se attached kralo fir cbse jao or correction apply kro
School ko bolo wo documents complete kar CBSE ko mail kry or file submit kr or school walo sy file number lo or daily jaa kar pata kro
Plzz mujhe batao agar registration card mai parents name ya surname galat ho jaaye,aur correction date bhi chali jaaye to vo name kabhi correct nahi hoga??aur isse aage koi problem hogi kya??
Agr 12th pass huye 2 saal ho gye ho and 10th pass huye 4 saal ho gye ho and dono mein father mother ki spelling error hai toh kaise correct kra skte hai ??
राज पत्र बनवाना पड़ेगा
Sir i am in 12th right now my father name in 10 th marksheet is ANOOP GRAG and its ANOOP GARG what should i do
Bhai prob. solve huyiii???
Actually same problem is with my younger brother
Bhai problem solve huyi same here
@@rajjrajj8848 ha
Kese solve huyi kya process hai plz tell me in detail
@@rajjrajj8848 pehle mai school gyi fir un logo ne bola ki ek application likho ki mere papa ke surname ki spelling wrong hai or usme principal ke signature or class teacher ke karwao
Application + 10 marksheet jo real hai jisme name galt hai
Or koi document bole toh puch lena like samagr id
Bas fir woh cbse ko bhej denge mujhe cbse ne 1 sal baad response diya hai then mujhe draft banwana ko bola bank se 1300 rupees ka woh per words ke according cbse response me likh kaar ajyega ki kitna pay karna hai bas fir draft ke baad ek month baad ajyega new marksheet
🥺sir mere mummy ke naam me single 'h' ki jagah double 'hh' kr diyaa h mere 12 ke saare certificate aur marksheet pe to sir ye correct ho jayega na sir plzz help bahut pareshan h ....
hojayga contact to school principal
@@SpreadingGyaninhindi sir mere papa ki spelling mein 'er' ki jagha 'ra' kar diya hai mein ne resently 12 th paas kari hai school walo ne change karne se mana kar diya kya ab thik ho sakta hai ? Plz reply
@@jyotikashyap5393 kya karwa liya change
Plz reply. Bahi meri 10th mai shi hai or 12.th MAI galat hai or maine 10th 12th ek hi school se kiya hai or 12th pass kare 3 saal ho gye hai to bahi MAI kya karu?
school walo se baat krlo whi kuch kar sakte h
Thik hua aapka?
Kya correction karwa Li aapne
Bhai mere 10 me surname nhi h Jo registration k samay nahi dala tha but 12 me h.. So kya karu. Kyoki graduation me bhi surname h.. Isliye kya gazzett banwa kar me government job apply kar sakta hu
Sir mere father ka name Raj Gopal Singh hai Lekin meri 10 & 12 cbse certificate me R G Singh ho Gaya hai kaise thik hoga please advice kare
Mera bhi
Mera 10 class ki marksheet me spelling mistak he mene 10th 2014 me ki he to kese sudharegi
gazette paper banwa lo
@@SpreadingGyaninhindi bhai meri mother ka naam Triptee Prasad hai..par mere sarey document me Tripte Prasad hai. 2010 me 10th pass kiya tha. Ab koi chance hai kya change ka.
sabhi documents me same h to koi dikkat nhi adhar pan card marksheet sabme same h to no problem
@@SpreadingGyaninhindi brother pan aadhar sab me to father's name hota hai sirf. Mother's name sirf 10th aur 12th marksheet pe hai. Degree pe bhi sirf father's name hai. 1 letter se difference aata hai kya. mother ka gazette karna zaruri hai kya? Aap to is process se gye to acchey se pta hoga
Hello sir! what if I'm from other country. Im from bangladesh and I've done my 12th from Delhi, India(CBSE) But I've my father's surname and mother's surname one letter written mistakenly and it's already been 3 years. How can I correct it?
It can be correct but you need to visit India's CBSE Delhi office in case if no CBSE head office present in Bangladesh.
Typo error can be correct and you need to collect all the documents from your school specially SLC/TC, Admission form which was filled during your admission.
@@SpreadingGyaninhindi bhaiya mere 10th me mummy ka nam naznin h but 12th me nazneen g to correction kaise hogi
Aap school se correction forward kara dijiye CBSE ko ya fir sare documents khaskr TC/SLC, Admission form ye sab ko principal se attach karke CBSE jaiye
@@SpreadingGyaninhindi aadmission form to ni h mere paas slc migration admit card and marksheet h bas
@@SpreadingGyaninhindi skul walo ne kaha ki affidavit bnwa lo fir koi prblm ni
Is it correct?
Bhai 10th or 12th ki markseet me mummy ka name incorrect hai veena ki jagha meena kar rakha or mujhe school chode 3 saal ho gae hai tab kay kare
Sir gazzatte sirf home district se bnega ya koi v district all india se bn jayega
Bro i my father has middle name kumar in 10,12 but in my degrees of ug, pg. There is no middle name, is there will be any problem
yes add mid name in degree also
@@SpreadingGyaninhindiin my father name there is no middle name kumar in ug pg degree. But it is written in my 10,12 marksheet.My name is absolutely right.
brother add kralo mid name agar unke adhar ne mid name h to wrna apne sabhi documents me same rkho ya mid name ke sath ya without dikkat aayengi aage govt job me
@@SpreadingGyaninhindi brother agar father ka middle name mere kisi document m nhi h to koi dikkat ho skti h kya?
Sir mere tenth me papa ke name me SANJEEEV Kumar Singh tha jbki sare me 12....or sb me sahi hai Sanjeev double ee to kya kre ten years hogye 2012 me kiya tha tenth ab sayd change ni hota 5 years only
Mere father ka surname 10th mei glt h BUT 12th mei sahi h.. Kya procedure hoga sir ( 10th or 12th same school se kia h , 10th 2016 mei pass ki thi maine)
Same problem bro😓
@@Awakethelife college admissions mei dikkat nahi hui koi?
@@Awakethelife kya correction karwai
Sir, mene 10th 2017 me ki thi aur marksheet me father's surname wrong ho gya hai SINGH ka SIGH ho gya hai to kya kare.
10th wale school jao unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par
Agar mana kar dia to....
jada badi problem nhi h affidavit banwa lena
@@SpreadingGyaninhindi Bhai Affidavit Apna banana hain ya Father ka
affidavit apna banao or usme likhwado ki mere father ka real name documents me ye h but meri marksheet me ye hogya h
Hello sir
10 result me name galti ho gya aur shi krna h to kya kre
Sir mera name 10th m SATYA PRAKASH h but 12th m SATYAPRAKASH H isse problem ho sakti h kya
Sir, in my 10th marksheet the name is mentioned as "Muralikrishna" but in all the other documents it is "Murali Krishna" including my 12th marksheet which is indeed correct one. I need the correct the mistake in 10th marksheet. Please help me out.
Same issue with me
Contact with CBSE they will suggest you
Hey same issue with me with my father's name
Did you get it done correctly
Sir ..12th m father Ka surname wrong h or school m sub documents submit kar dya h 23 Nov 2020 ko wo bol rhy h ki 2 Day baad CBSE mail kry gy problem y h ki y mistake kub tik hogi 😞😞....kuki BA ki last date November last ab BA m administration kesy lo😥plz solve it
haa aap ko notifications mil jayegi agar na mile to cbse Patparganj chle jana
@@SpreadingGyaninhindi ..,.. Kitna time lag Sakta h y problem tik hony m😞 reply plz
1-3 months
@@SpreadingGyaninhindi ..... thank you 🙂 for reply
@Asha Rawat tumhara correction ho gya kya??kyuki mujhe bhi krwana hai pls reply
After gazette can the name be changed by cbse
Yes it can be
Sir maira marksheet me surname lagaya hee nhi aur baki personal I'd jaisa Adhar card pan card me surname hai...kya Kiya jai thora bata dijiyega aap
Sir mera 10th aur 12th dono mein apna name Shobhit sharma se shobhit karwana hai aur father ka Amit sharma se amit kumar aur mujhe ek saal bhi nahi huaa hai toh isme kya hooga batana please urgently batanaa
sabse pehle school jao 10th wale unhe btao wo cbse ko apply krdenge eharkara par or usi samay 12 th ke documents bhi dedena
@@SpreadingGyaninhindi documents konse class 10 aur 12th ke marksheet aur passing certificate kya
Sir I have submitted my certificate after how many days it will be back
within 1 month
go to court
It has been a month now but I have not received my certificate now what I have to do?
go to cbse office
@@TheMiddleEastJournalist kyo reject ho gya bhai???
Sir mere father Ka name- Arun Kumar Dixit hai
But 10th marksheet Mai- A K Dixit Ho gya hai
10th pass year 2015
Ab kya Kru please help me
abbreviation se documents verification failed to nhi hoti but affidavit banwana pdega
@@vaishalisingh3962 I have tried everything including affidavit but nothing worked in this case
I have tried all possible actions including sending all previous school TC , Admission form, & Admissions register copy as they mentioned in a letter which I got a year back but
CBSE is not helping & this time they send a letter back that your request cannot be processed
@@vaishalisingh3962 Agr meri Mano to Jada pareshaan hone ki jarurat nhi hai bas Gazette paper banwa lo Baki sare documents k sath lga sakte ho & then CBSE se NOC le Lena
Ye kroge to sari process ne nhi guzarna padega & pareshanni nhi hogi
For any further help mail me at- dixitnitin2020@gmail.com