hard mitti mein thoda muskil h… aisa nai h k nai hoga hoga par tym jyada lagega …ek din pahle pani deke mitti gila kr dene se kaam aasan hota h engine jyada chalega aisa karne se load thoda kam parta h
Bhai आप इस तरह से video बनाएं मुझे भी लेना है लेकिन मैं डिसाइड नहीं कर पा रहा हूं कि हेवायेटर का लू या होंडा का कौन सा इंजन अच्छा है होंडा 9hp में 80000 का मिल रहा है जबकि हैवीटर का 70000 का मिल रहा है अगर भाई आप इसी तरह रिव्यू देगे तो मैं डिसीजन लेने में किसानों को मदद मिलेगी
@@ShivCharanVlogsitna mehenga equipment bhale hi kam ko asan kar de leking govt se agr sahayta na mile kheti karna koi munafa nhi hai sirf isse apna hi pet bharega. Kuch saving khata me kuch nhi bachega😞
@@hypertheorytech2578Baat ekdm sahi government itna v dhyan nai deti chhote kisan par..kuch nai krne se acha kuch na kuch karte huve dheere dheere aage badhne ki kosis h
bahut bade paimane se jutai karna thoda muskil h kyunki 2 hours baad thoda heat hota h to continuesly chalana thoda risk h...avi machine naya h to performance acha h thoda or kuch din use krne k baad pata chalega long term k liye machine acha h ya nai ye jyada use krne k baad hi pata chalega
@ShivCharanVlogs bhai 2 hour baad kya jyada heat hota hai ya halka fulka heat hota hai Help me Kya isko chalane me kafi takat lagti hai ya aaram se chalta hai Kya vibration jyada hota hai ya normal hota hai help me Mujhe ak acchi machine Leni hai Jo best aur long time chalne bali ho
@@SatyendraKumar-rm5byMujhe khud liye huve 1 month ho raha h…jyada use karenge to jyada batane sakenge..or vibrate jyada nai hota h aaram se chala sakte hei…Kyunki engine bahut bada nai h wahi heat hota h to 2 hours baad thoda machine band karke fir chala sakte hei
@@ShivCharanVlogs shiv charan bhai aaj ke time me tiller me bahut fraud ho raha hai Market me ghatiya aur china machine ko bahut bada chadakar dikhaya ja Raha hai aur kisano ko fasaya ja Raha hai Kuch acchi machine bhi available hai Machine ki quality sahi se kisan hi bata payega Isliye apse pucha Honda bhi chaina me aa raha hai Koi bhi company apna product bura nahi batayegi Isliye kisano se advise lena jaruri hai Kuch time baad iski performance ki video banana App power tiller ke video daalte raho Views aate rahege Mai bhi channel subscribe kar liye hu
Hard mitti mai kaisa rahega machine sir
hard mitti mein thoda muskil h… aisa nai h k nai hoga hoga par tym jyada lagega …ek din pahle pani deke mitti gila kr dene se kaam aasan hota h engine jyada chalega aisa karne se load thoda kam parta h
Bhai आप इस तरह से video बनाएं मुझे भी लेना है लेकिन मैं डिसाइड नहीं कर पा रहा हूं कि हेवायेटर का लू या होंडा का कौन सा इंजन अच्छा है
होंडा 9hp में 80000 का मिल रहा है जबकि हैवीटर का 70000 का मिल रहा है
अगर भाई आप इसी तरह रिव्यू देगे तो मैं डिसीजन लेने में किसानों को मदद मिलेगी
honda ka to mai nai bata sakta hun heavyator ka jaise jaise use jitna jyada karenge uska review bata sakte hei 👍
हां भाई जो आप ने लिया हैं इसी का रिव्यू दीजिएगा और कमियों को भी बताएगा
@ Han ekdm bata denge 👍
Company ka jagah batao
company ka jagah samjhe nai ...kahan se kharide ya puch rhe ki jis company ka machine h uska address puch rhe
बधाई हो नया मशीन
शुक्रिया मेरे भाई ❤️
Kita hp ho boro
9hp
Tinak price do dada
total 70000 lagao ena
Company kon sa???
Heavyator company ka hai
Kon sa machine???
power weeder bolte hei
Cashback mila ki nhi
Koi cashback nai Mila 😔
@@ShivCharanVlogsitna mehenga equipment bhale hi kam ko asan kar de leking govt se agr sahayta na mile kheti karna koi munafa nhi hai sirf isse apna hi pet bharega.
Kuch saving khata me kuch nhi bachega😞
@@hypertheorytech2578Baat ekdm sahi government itna v dhyan nai deti chhote kisan par..kuch nai krne se acha kuch na kuch karte huve dheere dheere aage badhne ki kosis h
Bhai kya ye real me acchi jutai me successful hai ya nahi
Kya ye machine lene layak hai ya nahi
bahut bade paimane se jutai karna thoda muskil h kyunki 2 hours baad thoda heat hota h to continuesly chalana thoda risk h...avi machine naya h to performance acha h thoda or kuch din use krne k baad pata chalega long term k liye machine acha h ya nai ye jyada use krne k baad hi pata chalega
@ShivCharanVlogs bhai 2 hour baad kya jyada heat hota hai ya halka fulka heat hota hai
Help me
Kya isko chalane me kafi takat lagti hai ya aaram se chalta hai
Kya vibration jyada hota hai ya normal hota hai help me
Mujhe ak acchi machine Leni hai
Jo best aur long time chalne bali ho
@@SatyendraKumar-rm5byMujhe khud liye huve 1 month ho raha h…jyada use karenge to jyada batane sakenge..or vibrate jyada nai hota h aaram se chala sakte hei…Kyunki engine bahut bada nai h wahi heat hota h to 2 hours baad thoda machine band karke fir chala sakte hei
@@ShivCharanVlogs shiv charan bhai aaj ke time me tiller me bahut fraud ho raha hai
Market me ghatiya aur china machine ko bahut bada chadakar dikhaya ja Raha hai aur kisano ko fasaya ja Raha hai
Kuch acchi machine bhi available hai
Machine ki quality sahi se kisan hi bata payega
Isliye apse pucha
Honda bhi chaina me aa raha hai
Koi bhi company apna product bura nahi batayegi
Isliye kisano se advise lena jaruri hai
Kuch time baad iski performance ki video banana
App power tiller ke video daalte raho
Views aate rahege
Mai bhi channel subscribe kar liye hu
कितना hp का है
9 HP
Dada tina price laime please
70000 lagao ena
कितना कीमत लगा
70000
Bahut mahnga liye hai sir
@@ROHITKUMAR-bs3izLena pada kaam karne mei bahut dikkat ho rha tha
Bhai ji kya apka no.mil jayega
Mujhe apse iske baare kuch jankari चाहिए
Kit na he ye. Bhai
kya?
हमको भी लेना है
badiya le lo
कहाँ से हो भैया बताओ
jharkhand
कितना मे लिए
cl pe ye sab baat 🙂