sab teek hay magar jo loop tum nay wire may lagaya..usky baad isky amp double hojay ty hain..baghair loop k ye 3 amp dy ga..aor yahi trick costumer k saat dukandar b karty hain..loop laga k shrt karky amp dekaty hain
Aoa Asif Man bettry k backup ziyada kerna chahta hon mera 10kw ka setup hay 5kw+5kw k do inverter 48v 230ah ki do string bettry 26 panal 340wat 39.6volt 9.1amp 10panal ki string aik inverter per 8panal+8panal ki do string dosry per main aik inverter say bettry charging ur dosry inverter say lode chalana chahta hoin mera lode 4500kw hay bettry charging ki setting bata dain plz pahlay pv charging 60amp per hay
Maray dost Kashif ap ke videos achi Hain lakin ak bat poochne thee Kay thumbnail pur ap nay 20 v Likha hay 12 v ke jugha battery 12 v ke hay kasay charge ho ge kharab ho Jaye gee 20 v pur, dosri bat Kay 3 hisso main ap nay pannel ko divide kia hay 2 Kam main a Gaye baqi ak spare kyu rukha hay bhai
Good video bhai Bhai. Mere pas inverex company ka 240w k panel hn. Wo 30 volt show krty hn. In ko drmian se cutt krny se se 12 v Battery charge kr de ga kya..? Mera mtlb 15 volt pr jb load pry ga to Wo kam b hun gy. To kya battery charge kr pay ga...?
Bhai subha 10.30am pr 31.5 volt 8.81 amp aa rhy hn. LD 2430 controller se 12 volt battery charge kr rha hun or sath pedestal fan 4.5 amp or khursheed ka ceiling fan 2.6 amp chla rha hun. Kya muje panel ko 12 volt wali alteration krni chahye ya controller k zrye 12v lene chahye...? Plz help Inverex k 240w waly 2 panels lgy hoye hn. 1 ka glass opr se break hoa he.
250 walay soalr ka sat agar 550 walay solar lagey auor iss 550 watt solar cutt repairing kardey auor sary solar series ma connection karey system kaley
Ampere bhi bde honge or voc bhi haff ho gyi hogi but jaise hi inverter ye controral se charge krte hai ampere aadhe se bhi aadhe ampere se battery charge ho rhi meri to
Aoa mene 300 k solar panel me yeh sistem kar lya hy par 1 he pankha chal raha hy dosraa lagao to speed kam ho jatii hey ab kya keya jae k dosra pankha b chal saky...
Jannab ap agrdirect Solar p dc pankha chalana chahty ho to ap Solar ka kuch hisa Dhaanmp Do Kapra dal do ya koi Gata daal do Ap esa ni krogy to apka pankha jal jyega Ak tareka orr b hy ap diode laga do 10 series me + wali wire pe
Kya baath hai bahi jaan . very nice information.
Bahut achchhe se bataya bhai bahut achchha lga apka video dekh kar
Thanku very much 😊
Sir perfect trick and good video.
Aslam o alaikum sir
AP ki video dekh kr Mai ne apni Canadian solar plate 270w35v taiyar ki hai v 16 volt aur 8.60 Am de rahi hai
Good job bhai
Thanks sir
🅰️🅱️🕉️🕉️GOOD TEACHING FOR YOUR CHANNEL🚦THANK YOU SO MUCH VERY VERY GOOD 👌👍👌👍💃💃💃😁😀😂😝😝
Zabardast ❤
Behtreen.. ❤
Thanks sir.... super
Thank sir good
Thanks jannab
sab teek hay magar jo loop tum nay wire may lagaya..usky baad isky amp double hojay
ty hain..baghair loop k ye 3 amp dy ga..aor yahi trick costumer k saat dukandar b karty hain..loop laga k shrt karky amp dekaty hain
भाई मैने भी ऐसे ही किया 3 एम्पीयर दे रहा है अब क्या करूं
Is video me isne ghalat jump kiye hen is tarah se to ye 24volt hi rahegi .isne + wali wiere - our -wali + pe lagai hy mtlb 24 volt 😂😂😂😂
Thanks
24v solar panel sa 12v 150ah battery changing kar sakte hai
@@RajKumar-vx3sk battery kharab hojaegi
@@makhdoomamaan 100 w panel ka output voltage 20/22 hota hai
Aoa
Asif
Man bettry k backup ziyada kerna chahta hon mera 10kw ka setup hay 5kw+5kw k do inverter 48v 230ah ki do string bettry 26 panal 340wat 39.6volt 9.1amp 10panal ki string aik inverter per 8panal+8panal ki do string dosry per main aik inverter say
bettry charging ur dosry inverter say lode chalana chahta hoin mera lode 4500kw hay bettry charging ki setting bata dain plz pahlay pv charging 60amp per hay
Bhai aap kahan se ho?
Thanku sir
Very good
Thanks🙂
isky mein 24v 30amp pwm charge controller single battery laga skty hain
G
Or 12 bolt ka solar inverter
🙏🙏🙏
Bhai mere pas 350 watt 24volt ki solar plate hy use 12volt me convert krke direct air coolar chala sakta hon ,kharab to nh hoga?plz reply
Ni hoga befikr hoke chalao
Sir jab es panal ko 12 volt battery par mppt ki help se lagate hai to kitne amp generate karega clear kar please
bhai jan mere pas 200wt ka mono soler penal h me amper barhana chahta hu plz koi mono solar penal k video bnay.
os k amp increase ni honge
To fhir konse wale panel ke increase honge
Maray dost Kashif ap ke videos achi Hain lakin ak bat poochne thee Kay thumbnail pur ap nay 20 v Likha hay 12 v ke jugha battery 12 v ke hay kasay charge ho ge kharab ho Jaye gee 20 v pur, dosri bat Kay 3 hisso main ap nay pannel ko divide kia hay 2 Kam main a Gaye baqi ak spare kyu rukha hay bhai
Jannab 150 watt solar panel men 20 volt hoty hen
Orr ham os par 12 v ki bettry charge krte hen
Good video bhai
Bhai. Mere pas inverex company ka 240w k panel hn. Wo 30 volt show krty hn. In ko drmian se cutt krny se se 12 v Battery charge kr de ga kya..?
Mera mtlb 15 volt pr jb load pry ga to Wo kam b hun gy. To kya battery charge kr pay ga...?
Battery charging to Hogi lekn bahot slow
Bhai subha 10.30am pr 31.5 volt 8.81 amp aa rhy hn.
LD 2430 controller se 12 volt battery charge kr rha hun or sath pedestal fan 4.5 amp or khursheed ka ceiling fan 2.6 amp chla rha hun.
Kya muje panel ko 12 volt wali alteration krni chahye ya controller k zrye 12v lene chahye...?
Plz help
Inverex k 240w waly 2 panels lgy hoye hn. 1 ka glass opr se break hoa he.
Ni karna countroler se chalao
@@KashifElectric thanks sir
Hello
Sir mera 48v 335 w ka he
Isme v same process hoga kay
G g
Asalam oalukum kashif bahi kasay ho
W/slam Al Hamdu lleah ap btao
diode Ke Bina chalega
G chalega
Bhai 335watt और 24V का सोलर प्लेट है उसको ऐसे करने से 12 V होंगा क्या
Please Hindi English men likhen
Mere pass 345 volt ka solar panel hai usko darmiyaan se Kat Laga dun to 12 volt lud chalega
24volt inverter me laga skte h किया और कितना बोल्ट निकलेगा
Ni
Repair K bEgair Laga sakte hain
Bhai niche ke wire dur Nahi laga sakte hai
250 walay soalr ka sat agar 550 walay solar lagey auor iss 550 watt solar cutt repairing kardey auor sary solar series ma connection karey system kaley
Best ye hy k mppt countroler purchase krlo
Sir 240 ma kon se diodes laga chaiye
10 amp
Bhai Mera panel 335 ka same hai usme problem ye hai kabhi kabhi supply ana band ho jaati hai pls solution bataye
Wire ki losing hogi box khool k Check kro
Panel repair karne ke bad PC Pankha to chala raha hai per battery charge nahin kar raha
मैने ऐसे ही किया 12 बोल्ट तो हो गया पर एम्पीयर नही बड़े 😢😢😢😢
Ampere bhi bde honge or voc bhi haff ho gyi hogi but jaise hi inverter ye controral se charge krte hai ampere aadhe se bhi aadhe ampere se battery charge ho rhi meri to
Sir 24 volt solar panel pi singal battery kisai charge Kari controlar hoga k nahi
es trah se Repair karny k bad koi charg countroler ki zrorat ni paregi
Agr Repair ni hoa to lagana parega
es trah se Repair karny k bad koi charg countroler ki zrorat ni paregi
Agr Repair ni hoa to lagana parega
Half cult 24volt penal ko12volt kese banay plz batay
Jald batay
Inshallah es par bhe video bnyenge
Abi AP ye video dekho ruclips.net/video/7OZU6fMCKYs/видео.html
Battery 100amp k leye 17 amp zyada hai. Ab ye batain k 7 ya 8 amp kaysy dain gay ??
Bhai 335 w ka penal 12 volt ka hojayega to 12 volt ke inwaitar par laga skte h
Begair battery k ni lga skty
@@KashifElectric 🤪😜🤪😜
بھائی اگر330 واٹ کی پلیٹ کو mppt کے ساتھ 12 وولٹ کے آپشن استعمال کر لیں
Option Hy to Koi masla ni
Option Hy to Koi masla ni
تو پھر 300 واٹ کی پلیٹ کو موڈیفائی کرنے کی کیا ضرودت ھے؟؟
Kuch log mppt ka kharcha afford ni kr paty to Ye option onkley hy
Kuch log mppt ka kharcha afford ni kr paty to Ye option onkley hy
Ya kam karley ga
G
Bhai isme divorce lage hote hain unka kya karna hai
Aoa mene 300 k solar panel me yeh sistem kar lya hy par 1 he pankha chal raha hy dosraa lagao to speed kam ho jatii hey ab kya keya jae k dosra pankha b chal saky...
Isne jis tarah se jump Kiya hy wo ghalat hy ap( ++) our( - -) pe jump Karen tabhi amp zyadah honge our volt kam means 12volt
Bhai jaan 24v waly panel ko b 12v main convort kr sakty hain isi tara
Yes ofcourse
330wat. H Bhai 12volt Ho ho jaega kya
G Bahia
Blkul hojyega
Mtlb 12 v ki battery charging krega
apka mobile munber kya h sir? main apse baat krna chahta hu.
Mere paas 330 waat solar panels he
Ap kaha si ho
Ismein David nahin lagana padta hai kya
Ni "
Wesy AP kis jga pe diode lgane ka bol rahy hen
Ni "
Wesy AP kis jga pe diode lgane ka bol rahy hen
HAM YE KAR PAYENGE GHAR ME BHAI
Agr apko khud pe yaqeen hy to krloge
Ya ap kese electrican se karwa len
kashif bhai sirf canter ki 2 pattiya cut karni he ya charo pattiya cut karni he
Neche sirf center ki AK pti
Batarat to cage nahe kar ras ha
Issse direct battery charge karne pr sun light off hone pr battery discharge tau nahi hogi
Nahi hogi discharge
Ak HAMKO V KARNA HE 330. WAAT
Bhai mery pass 220 watt solar hai dc fan jaldi se jalty hai main kya karoo plz batana
Jannab ap agrdirect Solar p dc pankha chalana chahty ho to ap Solar ka kuch hisa Dhaanmp Do Kapra dal do ya koi Gata daal do
Ap esa ni krogy to apka pankha jal jyega
Ak tareka orr b hy ap diode laga do 10 series me + wali wire pe
@@KashifElectric Kitnay amp ky
solar plate ke digram banao
G zror 😊
Bhai apne (+wali wiere -pe )our (-wali + )pe lagai hy mtlb ye panel to 24volt ka hogya !!!!!12volt ke liye ++our - - se connect krna parta hy.
G blkul
Mtlb ye es men 150 watt k 2 solar panel hen jo k series men hen hm ne line lga kr osko paralel men kia hy
Asal kartab to janab aapny last mey wire mey Giraa laga kar kiya ha... Sharam ani chahiye logo ko galat guide karty hoe...
Sahee Kaha apne ,isne jump ghalat Kiya hy isne cut Laga kar phir se 24volt kr Diya jump ki ghalti karke
rong
Aap kis city k ho? Aap ka contact num mil skta hai
Daharki
Bhai apna number do
Fb page men dia hoa hy
Bhai apna number bta dyn
Bhai jan ap apna whatsapp number b dy ap ny garebo ky liye jant bana de
Mere pass 345 volt ka solar panel hai usko darmiyaan se Kat Laga dun to 12 volt lud chalega
Ni